Up Panchayat Sahayak uttar pradesh mea6000Rs sea keasea guzara ho Bah bhee Samay par Nahee milta hea System jo de Rakha hea bah Sachin aur Prdhan Apnea Pass Rakhtea Hat bhee nahee Laganea detea hea Sabhee panchayat kea Leden Sabhee kam Dusrea opretar ko bulakar karbatea hea computer System Apnea pass Rakhtea hea
@pratibhayadav5859Ай бұрын
Sir mandey kab se badhega panchayat sahayako ka please 🙏 sir btaiye bahut jarurat hai mandey ka😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢 Pariwar ka khrch chal nahi pa raha h
@grampanchayatdigitalАй бұрын
Mere hisab se mandey nahi badhne wala hai gram Nidhi ka bajat baghega tab samjh lena .
@pratibhayadav5859Ай бұрын
Sir hum log sirf 5 sister's hai sabhi log padh likh kr ke berojgar hai ek yahi Mila h isme bhi 6000 mandey hai maa aur pita ji ko dwa karvaye ya bahno ki sadi kre kuch samjh me nahi aata h 🙏😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
@DeepakKumar-kn5oo5 ай бұрын
internet ki koi vyavastha nahi hai
@sunilkaushik3765 ай бұрын
Panchayat sahayako ko CRS ki id password do
@grampanchayatdigital5 ай бұрын
Panchayat sahayak contract bes hai sachiv chahega to de sakta hai nahi to vo chahe pvt apne marji se kaam kar. Sakta hai
@DeepakKumar-kn5oo5 ай бұрын
Osr khata abhi hamare bls ki I'd se nahi joda gaya hai
@grampanchayatdigital5 ай бұрын
Apna hi khata add kar lo add karne ke liye aata hai ek primary ek secondry 2nd wala me add kar lo
@vidhipal29106 ай бұрын
Panchayat Sahayak ko मातृत्व अवकाश मिल सकता है या नहीं
@grampanchayatdigital6 ай бұрын
मिलेगा लिख कर एप्लिकेशन देदो बीडीओ को तब ado se sachiv se baat करके दिलवा देंगे।