"Assalamualaikum, MashaAllah Hazrat Hamne aap se kafi time pahle qawwali sunne ke bare me suwal kiya tha, Alhamdulillah aj sabhi suwalo ke jawab mil gaye in dono parton me, jo nahi punchhe the unke bhi, bht bhhhhhht sukriya, Allah hafiz."
@oufhussain58536 жыл бұрын
Bahut khoob.. Bahut hi khoob In jawabon ki bahut zaroorat thi Is jawab ko bahut pehle dena tha.. 👍👍👍👍
Mashallah ....bahut khoob ....second part is best ......👌👌👌👌👌Sukrriya hazrat
@mubarikmansuri2377 Жыл бұрын
🌹🌹सुबानअल्लाह
@alimuddin93506 жыл бұрын
ماشاء اللہ بہت خوب حضرت جزاک اللہ خیرا اللہ سبحانہ تعالٰی آپ کو سلامت رکھے اور آپ کے عمر اورعلم برکت عطا فرمائے آمین ثم آمین یارب العالمین بجاہ سید المرسلین صلی اللہ تعالٰی علیہ و سلم
@payawalasamshad29606 жыл бұрын
Ma sha Allah bahot khub..... 👌👌👌
@mdakhlak66236 жыл бұрын
Bahoot khoob hazrat zajakallah khair
@qrworld10956 жыл бұрын
बेसक सुबहान अल्लाह मासा अल्लाह
@parveezkhan15026 жыл бұрын
Masha Allah Aap ne bahut achchi malumat diye Ho, Allah Aap ko is ka Azar de, aur Aap ko Haj Naseeb Kare. Ameen.
@mubashshirfarazfarooqui32816 жыл бұрын
Bahot bahot Shukrya Aapka
@akbarsumar42916 жыл бұрын
Masha Allah 🌹🥀🏵️🏵️🌹🌻💐🌼🥀
@munerabegum31114 жыл бұрын
Thanks
@munaashekh95534 жыл бұрын
Subhanallah 🌹 maasallah
@mohammadaqib32946 жыл бұрын
Mashaallaha shukriya batane ke liye
@mohammadfarman42666 жыл бұрын
bohot acchi bat batate ho allah apko salamat rakhkhe
@abuhenasajib5423 жыл бұрын
Bohot chare sunni o ne majamir ke sath qawali or mehfile sema bhi karte he
@kaneezehussain10196 жыл бұрын
MashaALLAH MashaALLAH JazakALLAH Khair Hazrat
@mdarmanansari33196 жыл бұрын
Mashaallah Sukriya sir ji
@munerabegum31114 жыл бұрын
Dua yaad rakhna
@tariqkhan64486 жыл бұрын
Mashallah
@hasimsnhshah6 жыл бұрын
Shubhanallah
@AftabKhan-gl6rz6 жыл бұрын
Subhan Allaha
@gulamdinansari78446 жыл бұрын
Shubhan Allah
@aalibsaalii71536 жыл бұрын
Mashallah nd jazakllah khair Bhaijaan!
@mohammadarif1816 жыл бұрын
Very nice
@mahaboobpasha73566 жыл бұрын
Masha Allah... Bahut khoob samjaya aap ne. Hazrath aap se guzarish hai k ek video aap qawwali mein istemal huwe, ya hone wale kufriya alfaz k baare mein bayan kijiye. Taa ke hum isse parez karein. Aur hamara Imaan bacha sakein.... Shukriya. Jazakallah......
@s.z.jiansari31946 жыл бұрын
Good information
@mohammadfarman42666 жыл бұрын
pyare hazrat
@javedmansuri88806 жыл бұрын
Assalamu alaiykum Janab 👉Mujhe to shok bhi nahi hai qawwali sunne ka or aapne itni bariki se Bata Diya to qawwali ko sunne se bachuga. 👉or auorto ka masjid me NAMAZ padne se hamare olama ne roka hai sahi Kiya hai nahi to aaj ke nojawan NAMAZ padne nahi balki masjid me ladkiyo ke liye jaate. Ya Allah Tera lakh lakh shukar hai ki tune hame ese fitne se bachaya. 👉 ya Allah aaj ke is dor me baaj musalmano ki wajah se begunah musalmano par julm ho raha hai. Tere pyare habib (s.a.w) ke sadqe me ham sab momin musalmano ki magfirat farma or ese Aazab se bacha. 👉 Ya Allah ham se esa Kaam le jaisa tu chahta hai. Or ese Amal karne ki tofik de jisse ki tu bahut khus ho.
@payawalasamshad29606 жыл бұрын
Aameen allahumma aameen.....
@zafarqurashi21076 жыл бұрын
Ameen summa ameen🌹
@aalibsaalii71536 жыл бұрын
Ameen!
@abubakkarseikh87615 жыл бұрын
Subhanallah kya baat khi aap ne
@s.z.jiansari31946 жыл бұрын
Subhanallah bhaijan
@mohammadashif47166 жыл бұрын
I am first viewing
@rizwanquraishi16876 жыл бұрын
Beshaq
@s.z.jiansari31946 жыл бұрын
1st comment & 1st like
@mohammadfarman42666 жыл бұрын
masha allah
@syedali27376 жыл бұрын
Masha Allah
@mohammadashif47166 жыл бұрын
I am first viewer
@km-cf9is6 жыл бұрын
S.bhai apki vdo dekhi duf k bare me yek silsila hai rifai jiske bani hai sayyad ahmad kabir rifai. Ratibe rifaiya me duf bajaya jata hai iske bare me malumat di giye
@farooquifarooqui84075 жыл бұрын
Allah maaf kre hum sab ko Aur hum sab ko aise gunhao se bachaye Ammen
@gulamdinansari78446 жыл бұрын
Aslamualekum Siya Agar khana ko kuch de to kya khana jaiz hai ya nhi
@MasaileShariat6 жыл бұрын
na khana behtr he
@DilshadKhan-os1uk5 жыл бұрын
हज़रत अल्लामा सब्बीर अली वारिस कोलकात्ता वाले शिया है या अहले सुन्नत से है
@MasaileShariat5 жыл бұрын
Shia
@DilshadKhan-os1uk5 жыл бұрын
@@MasaileShariat sukriya jnb
@morashidkhan50244 жыл бұрын
آپ کا نام کیا ہے حضور
@matloobkhan61016 жыл бұрын
Assalam walaikum wa rahmat ullahe wa barkatuhu hazrat fajar ya asar ki namaz ke baad kiya makrooh wakt main quraan aur darood ya koyi tasbi padh sakte hain ya nahi
@MasaileShariat6 жыл бұрын
yes.
@ahalehaq49956 жыл бұрын
KOI nyi pdf daliye
@raisabanoshaikh29206 жыл бұрын
Music se farishte door chale jate hai to kya urus me music ke saat qawali ya ladkoo ka daf baja kar nachna kya se??? Hai
@raisabanoshaikh29206 жыл бұрын
Maafi ki darkaas kuch jwab is video se mil gai bahot bahot shukriya
@javedhussain26346 жыл бұрын
Aap se yeh sawal tha ke dil or dimag me bhot jada gande khayal aate hai to kay tastid e iman karna ho ga kay
@MasaileShariat6 жыл бұрын
zaruri nahi krne me hrz nahi
@mohammedtalib266 жыл бұрын
Tasleem arif k waqiya sun sakte hai kya
@mohammedtalib266 жыл бұрын
Jo haji shauk wazir ganjwi sahb k likhe huye hai
@MasaileShariat6 жыл бұрын
nahi
@mohammedtalib266 жыл бұрын
Ok, thanks
@sarfraznawaz77586 жыл бұрын
Taziyazadari par Ala Hazrat ne fatwa dia hai to guzarish h ki taziya ki video me us fatwa ko poora bayan kare Insa allah
@mdemamofficial39586 жыл бұрын
hazrat me singer banna chata hun kya kre bane ya nhi
@MasaileShariat6 жыл бұрын
haram he
@ABDULAYUB-tp6vw Жыл бұрын
Hello Dhol Baja bajane ki jimmedari le rahe ho
@neelofaransari20306 жыл бұрын
Asslamualekum hazrat log khte h ki Thursday ko surma nhi lgana chaiye kya y bt sahi h aur ek sawal y bhi h ki kya jo kurbani krega wo kurwani krne s pehle kuch kha nhi skta plz bta de
@MasaileShariat6 жыл бұрын
surma laga skte he or naa khaye to behtr. khana jaiz he
@neelofaransari20306 жыл бұрын
@@MasaileShariat bht shukria
@aadilraja3166 жыл бұрын
Ladki ka beauty parler ka kam Sikhna kesa h....?
@mohdyakoob5876 жыл бұрын
Hazrat namaz ke mutallik suwal hai ki wahabi kahte hai ki namaz mein dua mangna kisi bhi riwayat se sabit nahi hai. Aur na hi Rasulullah (s.a.) ne namaz ke baad dua Manga Aur na hi sahaba ne mangi? Hazrat Jawab enayat farmaye.
@ShweetAarasSpicess6 жыл бұрын
As salamu alaikum Bhai. Mere do sawal hai pls iska jawab yahi dedein ya fir video bana de jaisa aap sahi samjho 1. Kya shohar k bina koi bhi fenale apne walidain k sath umrah k liye jaa sakti hai? Kya humara shariya iski ijazat deta hai? 2. Kya ladies apni jewellery mei peacock yani mor ka design agar bana ho to kya wo aisi jewellery pehen sakti hai shadiyo mei wagaira?
@MasaileShariat6 жыл бұрын
1. nahi 2. nahi
@ShweetAarasSpicess6 жыл бұрын
@@MasaileShariat jazak Allahu khairan
@newsforpublic28546 жыл бұрын
taziyadaari krna jaiz hai ya nhi
@MasaileShariat6 жыл бұрын
iska jawab de diya mene. bina mange mashwa dena nahi chahiye
@gulamraza87056 жыл бұрын
kise isi k ghar me khana khana
@syedkaleem18316 жыл бұрын
Watan e asli se 107 km par gaya 2 din raha qaser namaz padey phir waha se wapasi watqn e asli ke taraf 85 km par 4 roz rokna hai yaha par qaser namaz padne hogi ya puri
@suhailhanafi25556 жыл бұрын
Qasr hi padhenge...
@suhailhanafi25556 жыл бұрын
Qki Watan Asli Me Dakhil Bhi Na Hue.... Aur Agli jagah jahan aap ja rahe hain wahan sirf chand din ruk rahe hain... Agar aap apne watane asli me dakhil ho jate aur phir wapas jate to woh aap ka naya safar hota... aur usme qasar nahi hoti... Ya agar aap dusri jagah jo aapne bayan ki wahan 15 raat rukne ki niyyat karte to muqeem hote.. Lehaza aap ki puchhi gai surat me aap qasr hi padhenge...
@syedkaleem18316 жыл бұрын
Suhail Hanafi qaser ke leye kitne km chaheye ?
@syedkaleem18316 жыл бұрын
Suhail Hanafi watan e asli mein dakhil hone se kya murad hai pura wapas ghar paunchna ya musafat mein dakhil hona
@suhailhanafi25556 жыл бұрын
Apne shahar Me Dakhil Hona Shart Hai... Ghar Pahuchna Zaruri Nahi... Agar Koi Hawai Jahaz Se Shahar Ki Fazao Ke Upar Se Bhi Guzar Kar Gaya To Bhi Use Watan Me Dakhil Hona Hi Maana Jayga...
@harun.shirman76176 жыл бұрын
orto ko dargah par jana kese tafsin se samjayea
@MasaileShariat6 жыл бұрын
mana he
@payawalasamshad29606 жыл бұрын
Kya bivi ko apne shohar ki har baat maanni hi chaahiye....??? Vo jitne bhi hukm de ya Koi bhi kaam karvaae... Karna chaahiye.....???
@payawalasamshad29606 жыл бұрын
Javaab jarur dena plz.....
@MasaileShariat6 жыл бұрын
sirf jaiz jo karna uski qudrt me ho
@payawalasamshad29606 жыл бұрын
@@MasaileShariat ji, Jazakallah u khair....
@payawalasamshad29606 жыл бұрын
Hazrat, ek namaaz ka masla he..... Me ne suna he k bahot kam roshni me namaaz nahi hoti.... Namaazi ka padchhaaya padha bahot jaruri he...... To kya ye sahi he......???
@MasaileShariat6 жыл бұрын
ho jati he
@AliAhad7864 жыл бұрын
Acha ye bataiye phir Qawwali me kon kon chez jaiyaz hai,,, sunne ke liye dhol haram banzu haram phir Qawwali sirf kalam e bas yahi Qawwali tha
@ahadsumra3696 жыл бұрын
Hazrat Christi kehte hain k Mazameer jayez hain.. Aur jo huzoor sallalahu alaihi wasallam ne mana Kia tha bajane ko voh hamd e ilahi k liye nHi tha aur yunhi bajana tha islie mana Kia tha.. Lihaza naat aur kawwali k andar bajane se mana nahi Kia.. Usliye voh instruments bajate hain ..unse kya Kahen
@mohammadaqib32946 жыл бұрын
Condom ka istemal krna kaisa ?kya iska istemal jayez hai ya nahi ?
@MasaileShariat6 жыл бұрын
jaiz he agar dono razi ho to
@mohammadaqib32946 жыл бұрын
@@MasaileShariat ok par Maine ek bayan me suna hai youtube par ki bahot acchi company ka istemal kar sakte hai
@MasaileShariat6 жыл бұрын
apne mera jawab sahi se padha.?
@mohammadaqib32946 жыл бұрын
@@MasaileShariat isme company ka koi masla nahi hai na ?
@rzmirza4 жыл бұрын
@@mohammadaqib3294 🙏are bhai yeh aapka masla hai kaun sa use kare Jawab dekho kya hai
@सबकाहैंयँहाज्ञान6 жыл бұрын
फातिया में पड़ी जाए भो दुआ बताओ
@jahidbhati23075 жыл бұрын
Kuch mat pado jao mat urs mai shirk hai
@gulamdinansari78446 жыл бұрын
Aslamualekum Wahabi kaun hai
@KamranAli-dz5fp6 жыл бұрын
24 number wale agar jamaat me le jana chahta e he,bar bar zor de rahe he.kya ja sakte he?
@MasaileShariat6 жыл бұрын
agar sharabi bar bar club me le jane ko kahe to kya bologe ??
@KamranAli-dz5fp6 жыл бұрын
Kya 24 number walo ke bhi aqeede durust nahi he?
@MasaileShariat6 жыл бұрын
nahi
@rzmirza4 жыл бұрын
@@MasaileShariat Ma'shaAllah reply
@सबकाहैंयँहाज्ञान6 жыл бұрын
आप एक वीडियो बनाये किस में कुरान बख्शने का तरीका फातिया में पड़ी जाने बाली दुआ सिर्फ दुआ सूरत नही वीडियो बनाये में आपका बहुत सुकर गुजर होऊंगा