Allah Ap Kai ilm hilim aur iman mai barkat ata farmayai
@ummubadrbintuabimuddatthir51896 жыл бұрын
Jazakumullahu khaira
@maviyahulfatah26902 ай бұрын
Jazakallah u khair shykh saab❤
@mohammedfurqan382411 жыл бұрын
Jazak Allaah ho khaira ya sheikh Allaah apki zindagi ko lamba kren aur ap se hum jese adna logon ko aur sikhlaye.......:)
@mdali62803 жыл бұрын
AAMEEN
@salmakhanam645210 ай бұрын
Hayyak allah ya Shaikh
@syedyousufhussain18212 жыл бұрын
JAZAK ALLAHU KHAIRAN
@mdali62803 жыл бұрын
SUBHAN ALLAH MASAH ALLAH
@ChotiBachi885310 жыл бұрын
Shukriya bhai, Allah aapki madad kare ki aap puri dars jaldi jaldi upload karein, Aur Allah aapko jazaye khair de, ki aapne mere sawalo ka jawab diya Thanks bhai Allah hafiz
@usmanmahmoodsarwar44610 жыл бұрын
Ma sha Allah
@mdali62803 жыл бұрын
AS SAALAM ALAAKUM WO RAHAMATUMLA
@taufeequesyed70234 жыл бұрын
Mashallah
@SattarGagda Жыл бұрын
❤
@pearlshinning87087 жыл бұрын
سیرت انبوی کے بہت اچھے لیکچر ز ہیں مگر مکمل نہی 29 لیکچر ز کے بعد باقی لیکچر ز کا انتظار ہے
@cal2tawheed6 жыл бұрын
aap ka intezar khatam ,puray lecture dekha aap nay ?
@cookingtimewithme2544 жыл бұрын
Subhan Allah
@cookingtimewithme2544 жыл бұрын
Alhamdulliilah
@ummubadrbintuabimuddatthir51896 жыл бұрын
الله يسلمك من كل شر يا شيخنا
@cal2tawheed6 жыл бұрын
Ameen
@gottalentunseen31677 жыл бұрын
Assalamalaikum Brothers.. Great work Alhamdulillah.. Allah apke or mere ilm or amal me barkat de.. Ameen !!
@cal2tawheed7 жыл бұрын
+Abdullah Khan Walaikum salam wa rah math ullah Ameeen
@cal2tawheed7 жыл бұрын
+Abdullah Khan great work kiska.?
@azmathullahmogal54716 жыл бұрын
Ameen
@pearlshinning87087 жыл бұрын
اسلام وعلیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
@ummubadrbintuabimuddatthir51896 жыл бұрын
انا درست كتيب الأصول الثلاثة من الشيخ لكن ليس كاملا،، ثلاثة دروس فقط،، اكمل ان أمكن ذلك، احسن الله جزاءك في الدارين
@ChotiBachi885310 жыл бұрын
Bhai bas ek aakhri sawal naraj mat hoiyega, Seerat un nabi saw ke 3rd (teesre part) ke shru me 2:30 minute par ek tilawat e quran hai, (Iqra bismekallaji) wo kinka aawaz hai? aur usi 3rd part me 3:15 minute par ek naat hai (Rasoolallah hai muallimna) ye kinka aawaz hai? Bahot acha lag raha hai bhai wo tilawat aur naat Allah ke waaste bhai aap naam bataiye mai download karunga
@cal2tawheed10 жыл бұрын
narazgee koi baat nahi .... naat ahmed bukhatir ki hai ... Tilawat Surat Al-Alaq by Qari Abdelkarim Edghouch
@ChotiBachi885310 жыл бұрын
***** aapka lakh lakh shukriya bhai, Allah aapko jazaye khair de
@aliaijaz55784 жыл бұрын
1:28 bhai ye tumhari Chiryaion ki awaz ai jari he shekh sahab ki awaz pr se dhayan hat ra he esa tang karne wali Chiryaon ki awaz q dali he apne koi Quran ki ayat Chala lete.
@ChotiBachi885310 жыл бұрын
Walekum assalam bhai. Allah aapki har nek kaam me madad kare Aameen Bhai jaan poora lecture to ho gaya hai na? ki abhi kuch dars baki hai? Allah ki kasam hai mujhe bahot besabri se intejar hai pure seerat un nabi SAW. Ka yani pure part ka, taki ham apne Pyare Nabi SAW ke bare me sahi sahi aur jyada se jyada jaane Allah ke liye reply karein bhai
@cal2tawheed10 жыл бұрын
Ameeen 28 dars howay hai abhi tak abhi aur dars bakhi hai .... sahi baat hai hum ko apnay nabi pbuh kay baray mai sahi malooomaat rehni chahiye...
@ChotiBachi885310 жыл бұрын
***** Bhai.... kitna time lagega seerat un nabi upload karne me? plz batayein
@cal2tawheed10 жыл бұрын
serajuddin ali abhi part 12 kiya hai ...next part kab hoga nahi pata
@awaisahmad1009 жыл бұрын
Aslam o Alykum WRWB umeed ha ap khyriat se hoon gy r allah ki rahmatain aur barkatain nazil hoon Question: sheikh sb ne after 54:00 minute k bad aik waqea bayan kia ha k #Hazrat # Ibrahim AS ki wife hazrat sara ne qasam khai thi k main hazrat hajra k 3 Aaza kat doon di kia is ka koi reference mil sakta ha q k mery aik dost ne is ka reference manga ha Jawab ka intezar ha. Jazak Allah
@cal2tawheed9 жыл бұрын
Walaikum salam wa rah math ullah wa barkatahu InshaaAllah mai shk say puchta ho
@awaisahmad1009 жыл бұрын
ok thanks for your quick response....
@awaisahmad1009 жыл бұрын
+cal2tawheed Asalam O Alykum ummed ha ap khyriat se hoon gy sir ap ne reply nahi kia main kafi din se ap ka wait ker raha hoon thanks...........
@saalimkhan23428 жыл бұрын
+Awais Ahmad Naveed (اویس احمد نوید) Bhai is waqie ko Shaykh abu Mohammed bin abi zaid ki kitab AN NAWADIR ke hawale se Imam Ibn Kaseer Rh ne apni kitab qasasul Anbiya mein zikr kiya hai urdu book reference page no 183
@farazsk16 жыл бұрын
I believe this relates to the piercing of nose and piercing of the ears . 3 parts of the female body which are allowed to be cut.
@ChotiBachi885310 жыл бұрын
Bhai... Seerat un nabi ka 12 aur uske aage ka part nahi hai kya? Plzz reply karein
@cal2tawheed10 жыл бұрын
Asalamualaikum...Dua kariye Allah asan karay mere liye..remaining dars editing karna
@habibaskitchen82007 жыл бұрын
tkwa mtlb kya hota he?
@faisal-2025-y6j2 жыл бұрын
Allah tala ka khoof ko takwa kehte hain aur yehi farmate hain Allah surah hujuraat verse 13 ke mera taqwa jisme hoga wohi sabse behtar hai meri nazar mein
@mehrwashkhan72054 жыл бұрын
Shuru ka music boht irritating hy bray karam presentation ka mtlb ye nai hy k video itni back kar di jay, Bismillah se shuru kar k lecture shuru kar deya karein
@cal2tawheed4 жыл бұрын
Mere bhai aap agay forward kardo
@mehrwashkhan72054 жыл бұрын
رسول ﷺ نے آخری خطبہ میں فرمایا کسی عربی کو کسی عجمی پر اور کسی عجمی کو کسی عربی پر کوئی فضیلت حاصل نہیں سوائے تقوی کے، یہاں شیخ البانی کا قول بظاہر حدیث کے مخالف جا رہا ہے، کہ دو لوگوں کا تقوی برابر ہو تو عربی افضل ہوگا، اگر یہ بات حدیث کے مخالف ہے تو بیان نہیں کرنی چاہیے کیونکہ نبی کا قول بڑے سے بڑے عالم کے مقابلے میں مقدم ہے
@asimismail64056 жыл бұрын
Kya ye pehla part hai seerat un Nabi(s.a.w)?
@cal2tawheed6 жыл бұрын
Ji bhai
@asimismail64056 жыл бұрын
@@cal2tawheed jazakallah Bhai❤ Allah aapko jaza e Khair de! nasl dar nasl Allah aplog se Khair ka kaam le
@cal2tawheed6 жыл бұрын
Ameen Ameen
@ChotiBachi885310 жыл бұрын
Walekum assalam bhai. Allah aapki har nek kaam me madad kare Aameen Bhai jaan poora lecture to ho gaya hai na? ki abhi kuch dars baki hai? Allah ki kasam hai mujhe bahot besabri se intejar hai pure seerat un nabi SAW. Ka yani pure part ka, taki ham apne Pyare Nabi SAW ke bare me sahi sahi aur jyada se jyada jaane Allah ke liye reply karein bhai