Very interesting video and scenery is so beautiful just looking like a wow
@timetravelexpress Жыл бұрын
😂😂😂😂
@siddhantsinghYT11 ай бұрын
Patalpani kese puche station se bo to bataya hi nahi
@timetravelexpress10 ай бұрын
Bataya hai
@rajneeshkumar61137 ай бұрын
Mahu se patalpani kis train se pahuche ye to batao.....
@timetravelexpress7 ай бұрын
@rajneeshkumar6113 Mahu se Patalpani no train service
@rajneeshkumar61137 ай бұрын
Fir kese pahuchege patalpani clear karo pls..
@siddhantsinghYT7 ай бұрын
@@timetravelexpress auto ya bus milti hai kya station se patalpani station tak jane ke liye
@rishabhburman5842 Жыл бұрын
mhow se patalpani ke liye kya services haii
@timetravelexpress Жыл бұрын
Auto book kar ke Jaa sakte hain 180 mein
@amitkumarrawat511 ай бұрын
@@timetravelexpress aur wapsi mein Auto mil jata hai patalpani se mhow ke liye?
@bhagyashreeiyer58056 ай бұрын
Is the train still running in 2024 july
@timetravelexpress6 ай бұрын
May be but not sure
@pratiksha1631 Жыл бұрын
Train ka tkt book kaise kare
@timetravelexpress Жыл бұрын
IRCTC website
@indrajitsen18919 ай бұрын
@@timetravelexpress PATALPANI se Ekdam samne se ticket book kar sakte hain kya ???
@timetravelexpress9 ай бұрын
Patalpani mein booking counter open nahi rehta
@learwithpihu555 Жыл бұрын
good coverage bhai
@timetravelexpress Жыл бұрын
Thanks bhai
@shivsingh3053Ай бұрын
क्या अंबेडकर स्टेशन मऊ से टिकट मिलती है पातालपानी जानेके लिए
@chitralowanshi1307 ай бұрын
Hello sir.... Kya ye train abhi chal rahi hai june 2024 me?
@timetravelexpress7 ай бұрын
May ke baad September tak band rehti hai due to monsoon
@chitralowanshi1307 ай бұрын
@@timetravelexpress but sir sab log to monsoon me jaane k liye hi suggest krte hai taaki Greenery dekhne ko or fall bhi fir monsoon me bnd q hai train
@timetravelexpress7 ай бұрын
@chitralowanshi130 this year abhi band chal Rahi hai, may be next month se start ho jaayegi
@chitralowanshi1307 ай бұрын
@@timetravelexpress Thankq
@asmaster66579 ай бұрын
Indore se patalpani kese jaye or yeha pe kon se months me Jana batter hai
@timetravelexpress9 ай бұрын
Indore se bhi direct auto book karke Jaa sakte hain. Indore se Mhow railway station tak bus jaati hai aage fir Mhow se auto lekar bhi patalpani jaa skate hain Monsoon season best hota hai jaane ke liye
@IkramKhan-op5ig8 ай бұрын
Bhai mhow se patal pani kese jay or kya kiraya rahega
@timetravelexpress8 ай бұрын
Bhai video mein sab bataya hai theek se dekhiye
@IkramKhan-op5ig8 ай бұрын
@@timetravelexpress Apne Indore se mhow tk bataya h
@timetravelexpress8 ай бұрын
@IkramKhan-op5ig Mhow se Patalpani auto book karke chale jaoon 150rs lega
@IkramKhan-op5ig6 ай бұрын
Bhai Indore se mhow ka kya kiraya h
@timetravelexpress6 ай бұрын
Meri video dekhlo Mhow to Indore DEMU train ki wahan bataya hai
@poonamsarkar42669 ай бұрын
Return me patalpani se Mhow ke liye mil jati h auto ya nhi
@timetravelexpress9 ай бұрын
Nahi
@indrajitsen18919 ай бұрын
Aur kalakund se Patalpani aane ke liye , Kalakumd se bhi ticket mik bhi jayegi na ??
@timetravelexpress9 ай бұрын
Milta hai lekin counter band bhi ho sakta hai isliye pehle se online lekar hi chalein
@aniketkumar19887 ай бұрын
Bro... How to book train I am not getting any option in IRCTC
@timetravelexpress7 ай бұрын
only from IRCTC
@ankuraj234 ай бұрын
जब भेटना पतलपानी स्टेशन से था तो mhow के स्टेशन पर क्यों ले गया
@timetravelexpress4 ай бұрын
पता नहीं
@indrajitsen18919 ай бұрын
Aur Dr. Ambedkar Nagar se Subah Auto to mil jaayegi na Patalpani jaane ke liye ??
@timetravelexpress9 ай бұрын
Jaane ke liye milega lekin waapis aane ke liye nahi milega
@aastharaman70297 ай бұрын
To waapas kaise aayein 😮?? Jab Waapsi m auto hi nahin milega to ???
@timetravelexpress7 ай бұрын
@aastharaman7029 pre book karke jaana padega aapko up and down ka
@ankuraj234 ай бұрын
पतलपानी कैसे पहुँचे
@timetravelexpress4 ай бұрын
By road
@AnashaKhan7 ай бұрын
Train daily chalti hai
@timetravelexpress7 ай бұрын
Nahi
@sameeruddin84155 ай бұрын
@@AnashaKhan weekly only sat n Sunday
@IkramKhan-op5ig5 ай бұрын
Is train me agar waiting me ticket ho to
@timetravelexpress5 ай бұрын
Waiting mein nahi hoga, TT entry nahi dega
@IkramKhan-op5ig5 ай бұрын
@@timetravelexpress general coach me to ja skte h na
@timetravelexpress5 ай бұрын
@IkramKhan-op5ig uska bhi reservation hota hai
@IkramKhan-op5ig5 ай бұрын
@@timetravelexpress Haan to uska reservation to h pr waiting me h
@timetravelexpress5 ай бұрын
Lekin jab confirm ticket hoga tabhi jaa sakte hain
@aastharaman70297 ай бұрын
Bus fare from Indore to Mhow? and Patalpani railway station se Mhow wapas kaise aayein ?
@timetravelexpress7 ай бұрын
Bus fare 60₹ and patalpani se Mhow aane jaane ke liye auto book karke janaa padta hai