Bahut hi aham malumat huyi, shukriya Mufti sahab.allah hum sabko nek Amal ki toufeeq ata farmaye ameen
@gazala2344Ай бұрын
Mashallah Baat acche se samajh mein I
@anythingeverything77622 ай бұрын
Allah is so merciful he looks at your intention,then practical,in practical there are many fluctuations may be but intention must be pure.
@Trustisimportant96584 ай бұрын
Jazakallah khair
@aktharali12582 ай бұрын
Masha Allah Aap ne bahot achhi jankari di.
@ImranKhan-dn7rfАй бұрын
Waalaykumussalam warahmatullahi vabharaqatuhu
@ShjadGori-sl6lb2 ай бұрын
Subhan allah samjhane ka shukrea
@gulamarkate61724 ай бұрын
MashaAllah Jazakallahu Khairan Allah Aapko Salamat rakhe Khush rakhe Aameen
@sarangginancollection66454 ай бұрын
Masha Allah ISLAM Mazhab bohat acha mazhab hay, afsos is ko complicated bana diya gaya hay.
@Travelzone344 ай бұрын
❤✅
@shaikhsiddiqui85604 ай бұрын
Masha Allah.
@shabnumshahzad54743 ай бұрын
Allah reham kare hum sab per ...namaz ko mushkil nahi aasan banayen ta k log namaz dil se parahain
@NoorMasood-th7gk3 ай бұрын
Namaz àsan hai Allah sa drny waloon K ly Baqi jo loog fjr ki namaz 9am parhna chahty hain ITNA àsan krna mulvi ya mufti ka kam nahi
@adv.a.hameedaarzoo64222 ай бұрын
سبحان الله آمین
@anwarsaeed89423 ай бұрын
Masha Allah. Bahut hi khubsuat bayan.
@akrammajidkhan98604 ай бұрын
Alhamdulillah !! Best option !! Alif Laam Meem Zalikul Kitab !! Cycle of QURAN PAK remains continued !!
@kasamdawoodkhan54894 ай бұрын
Zajakallah khair.
@hajimohammad23113 ай бұрын
Jazak Allah kkair.
@AlIKadeer-e3i2 ай бұрын
Bahut ache baat bataye hai aap ne sukriya
@sanjarhussain77682 ай бұрын
Koi Dalil. ??? Jo Nabi Karim SAW Se Saabit nahin Woh Hamara DEEN-E-ISLAM nahin.
@MinahajKhan-bj4lh4 ай бұрын
Hazrt shukrn
@siddiquibly2 ай бұрын
سُبْحَانَ ٱللَّٰهِ
@iftikharahmad91463 ай бұрын
جزاکم اللہ
@SabruddinSheikh-eg3zp3 ай бұрын
Sbhanallh apne bahut achhi trh se thode me samjhaya
@iftikharalikhan43034 ай бұрын
Thanks. Well explained.
@salimkhanpathan96734 ай бұрын
Mashaallah 💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@BasirAhmad-x7p4 ай бұрын
Masha allah
@qazialeem97264 ай бұрын
Jazakallah
@drpashalatif15234 ай бұрын
I have seen live salaat on TV in masjid e haraam , imam e kaba recited surah Nasr followed by surah asr.
@shaikhsiddiqui85604 ай бұрын
Aameen summa aameen.
@dankparaboi63814 ай бұрын
Jazakallahu khairan.
@zeidansari71103 ай бұрын
Ameen
@derwal2 ай бұрын
Aamin summa amin
@Aalamz4 ай бұрын
Ek hadees se saabit hai ke ... kisi Sahaabi ne Rasul Allāh se shikaayat ki ke falaan̈ sahabi (imaamat karte hue) "har rakaat me, kisi bhi surat ke baad, surah iqlaas bhi padhte hain" ... Khulaasa hadees yeh ke ... Rasul Allāh ne unn sahaabi ko har Surah me Iqlaas padhne se NAHI roka.
@siddiquiabkhaliq2 ай бұрын
Yeh private limited company ka masla hai. Shareit ka nahee
@ansarullahkhan41574 ай бұрын
Mashallah Alhamdulillah Allah Taula aapko jazay khair ATA farmaye ye masalau batane ke liye
@naeemsiddiqui-zz5ug19 күн бұрын
INSHALLAH HOGI.....AGLI RAKAAT MAI SURE E IKHLAAS PAR SAKTAA HAI...QULHU ALLAH HU AAHAD....
@samiuzzamankhan61053 ай бұрын
بہت اچھا لگا ۔ آپ نے بہت اچھے انداز میں بہت ساری باتیں بتادیں ۔ کچھ ٹوٹپونجیے مولوی اسی بات کو بتانے میں آدھا گھنٹہ کا ویڈیو بنا لیتے ۔
@MohdArif-ti4oi4 ай бұрын
Janab Quran majid ki surten koi us tarteeb me han jis tarteeb me utri thi .Quran me surten unki lambai k hisab se lgaie hai, to jo surat last me hai wo zaruri nahi k last hi hai.
@ahmedali-hj2yc4 ай бұрын
sahi kaha.
@Musarratyaarkhan313332 ай бұрын
Bilkul sahi bhai
@abuarshad62044 ай бұрын
نماز میں سورتوں کی ترتیب کی دلیل قرآن وحدیث میں ھے. رہنمائی کریں گے
@TariqMahmood-c1z3 ай бұрын
محترم اگر کوئی حوالہ قرآن وحدیث میں ہو تو براہ کرم وہ بتا دیں ۔
@usmanmallick16433 ай бұрын
١٩٩٠کے حج کے دنوں میں جبل نور کے علاقے میں مغرب کی نماز ادا کرنے میں امام نے پہلی رکعت میں سورہ ناس پڑھنے کے بعد دوسری رکعت میں سورہ فلق تلاوت کی تھی
@Imrannaturaltherapist4 ай бұрын
Subhanallah,alhamdulillah Bhut
@MOHDrehan_84 ай бұрын
Namazon me Surah padne ka Allah k Rasol s.a.w ka kiya tareeqa tha....? Daleel yani hadees se batayen
@Travelzone344 ай бұрын
Right 👍
@mushtaqueahzan322510 күн бұрын
میں نے ہمیشہ دیکھا ہے نماز تراویح میں ختم قرآن والی شب کو امام انیسویں رکعت میں سورہ والناس پڑھتے ہیں اور بیسویں میں سورہ بقرہ کی ابتدا تو کیا یہاں وہ مسئلہ لاگو نہیں ہوتا؟؟؟
@mohammedsaleemuddin76964 ай бұрын
Sheikh Hadis ki Roshani mein bataiye
@Travelzone344 ай бұрын
Assalamualaikum भाई ये उलेमा का हवाला देते है हदीसों का नहीं😊
@siddiquiabkhaliq2 ай бұрын
Hadees ka hawala nahee lapayenge
@aamironlineАй бұрын
Maine maulana ko Alif Lam Meem ki surah padte hue dekha ha Surah Naas ke baad.
@ShahidKhan-oh5bw3 ай бұрын
Hamare Rasool SAW ne ye tarteeb har namaz me follow nahi kiya. Allah knows best
@fayrozjakate8307Ай бұрын
Assalam alaikum
@ir2802shad4104 ай бұрын
Is it according to prophet Sunnah??
@siddiquiabkhaliq2 ай бұрын
No at all
@perwejalam61632 ай бұрын
Sajda e sahu bhi karna hoga kya
@MohdIshtiyak-y7v2 ай бұрын
Zjakllah,!
@AsgharAli-t8i3 ай бұрын
4:34 4:34 4:34
@ahmedali-hj2yc4 ай бұрын
request hai kay islam ko aasan banao na kay sakht.
@MuhammadFarooq-qv6ji3 ай бұрын
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ۔ بھائی صاحب اسلام ہے ہی آ سان اور سیدھا سادہ مذہب ، صرف ہم نے اپنی اپنی دکانداری کے لیے اسے مشکل بنا دیا ہے ہم خود پڑھنے کی جسارت نہیں کرتے اور ان نیم ملائوں کے پیچھے لگ جاتے ہیں ۔
@MrJawed683 ай бұрын
It will be very easy for you . Don't follow sharia. Do as per your convenience. Ulema's job is to tell you the law. And following law in Deen and Dunia is always tough.
@mohammadshabbir39632 ай бұрын
Bhai Kitna asan lafjo me bataya hai apko samjh nhi aya Islam Bahot asan hai bss Amal Krna insan ko muskil lagta h Q ki ham Dunniya ki fikar me jada rahte hai isliye Hame mobile internet se fursat nhi milti isliye hame din e islami muskil lagta h
@GrussGott7863 ай бұрын
Tou koee tension nahi koee bhee surat perh lain 🎉🎉🎉
@altamashraza71234 ай бұрын
Assalamualaikum
@MuhammadHanif-bn6ne4 ай бұрын
sunnat r nafl mn bhe 2, 2 rakat mn tarteeb zarori Hy . agli 3, 4 mn pehli r r dosri akat se pechey ki sorat parh sakty hn Lekin tarteeb sy. wajib witr ki 3 mn bhi musalsal tarteeb zarori Hy. Lekin bhol ho jaey tusadah sahwo wajib naheen.
@abdulrazzakshaikh-wl1tfАй бұрын
Fajar ki Jamat Aakhir Rakat me ho to Sunnat Namaz Bad me padh sakte hae kya?
@imtiyajahamadmomin39703 ай бұрын
अस्सलामुवलैकुम भाईसाहब, पहली रकातमें जो सुरत पढी जाती है,तो दुसरी रकातमें या फौरन लगतवाली सूरत पढी जाती है या दो सुरत छोडकर तिसरी सुरत पढी जाती है इसकी वजह क्या है?
@Aalamz4 ай бұрын
4 sunnat rakaat me ... 4 baar Surah Naas padhne ke mashwerah ke bajaaye : 2 rakaat padh kar salaam pher lein. Baaqi 2 rakaat ko apne hisaab se tamaam karein.
@azeemahmedkhan54344 ай бұрын
Waps surah bakara se shuru kr sakte h
@HafizSalmanSaquib4 ай бұрын
Apne dimag ko istemal na karo bhai in sub chizon me jo masla Qur'an o hadees se fuqaha ne bataya uspe amal karo har koi aalim bana baitha hai yaha
Ye koi jaroori nahi bilkul ye mantaqi baten hai, sabse behtar hai quran ko tarteeb se padha jaye .. taki sunne wale ko kuchh samajh aaye. Rahi bat quran k surah al naas pe mukammal hone ki to quran ka har surah mukammal hai isiliye qurqn ek mukammal kitab hai
@anythingeverything77622 ай бұрын
Mujhe sirf alham aur quluallah hu ahad aathi hai what to do.
@gafurmalnas532520 күн бұрын
Aslam alycum mera ek sawal ye ke agr masjid ki sahan me kabar h to kiya usme nmaj padskte h
@hikayatkaguldasta72764 ай бұрын
پہلی رکعت میں سورۃ الناس دوسری رکعت میں کوئی دوسری سورۃ پڑھ دی تو نماز ہوگی یا نہیں ؟
@nahmad83444 ай бұрын
اس کا جواب تو دئیے ہی نہیں
@AshfaqueAdeen4 ай бұрын
Hadis hai to bataiye .ulma ka din nahi hai
@Travelzone344 ай бұрын
Mashaallah 🎉
@samratansari7828Ай бұрын
In molana ke paas babo ki kitaab ka deen he allah Or uske RASOOL ka deen nahi he agar hota to hadees se sabit karte
@Travelzone34Ай бұрын
@@samratansari7828 right 👍
@majeed_bin_aziz2 ай бұрын
Agar Alif laam meem se aage padhe to isme kya harz hoga … bata dijiye meharbani hogi
@akhalid82013 ай бұрын
حضرت مولانا صاحب قران کی سب سے پہلی ایت اقرا بسم ربک الذی نازل ہوئی لیکن قران مجید سورہ فاتحہ سے کیوں شروع ہوتا ہے اس کی ترتیب کدھر گئی
@sadique9754 ай бұрын
جناب کس فقہ یا مسلک کے تحت آپ نے یہ مسله بىيان کیا ہے؟
@babarbaig13584 ай бұрын
Asslamoalaukum wa Rahmetullahe wa Barakatahu. Hazret ,kisi ferj namaj ki pehali ya dusari rakat me sajda wali (surah ikra )padhi ,jisme sajda akhir (last)me he .to ruku se pahale sajda e tilawat karen ya nahi .Baraey maharbani zara tafseel se agaah karne jahmet farmayen.
@bohemiacool87612 ай бұрын
Agar ayatal kursi padh le to kya koi nasla h, aur isi trh har rakata me during aayatein padh le to
@raghibafzal25062 ай бұрын
Saudi me mai ne dekha pahle surah nas padha phir qul hua la ho ahad padha.koi tarteeb maintain nahi kerte hai.
@AslamDiwan-x2r4 ай бұрын
मुझे सिर्फ चार सूरते ही याद तो मुझे नमाज़ केसे पढना है
@AbdulHamid-en2op4 ай бұрын
4 surat yaad ho too,,,,,,, har Dusri rakaat me sure IQLAS padhen.
@jameelariaz10314 ай бұрын
Do rakat padni to kay ek rakat m quliya aur dusri m qulhullahuahad pad skate h
@thirteen13742 ай бұрын
Ksi musalman ko sirf aur sirf surah fateha ke baad surah nash hi yaad h to kya wo Namaz ni padhega ya uski Namaz ni hogi ???
@naseemanwarkhan96444 ай бұрын
These Mufti’s have really complicated Islam… Just imagine this guy telling all these things to a newly converted Muslim…
@abdulsattar49252 ай бұрын
Soora alif laam meem pado ya usi soora naas phir se padh lo
@usein82352 ай бұрын
اگرسورہ بقرا شروع کریں تو...دیگر.. کسی نمازکےپہلی رکت میں لمبی آیت ہوتو ایک کافی..چھوٹی ہوتو تین مثلا سورہ کوثر ہوتو...کیوں نہ سورہ ناس کےچھہ آیت کو پہلے میں تین دوسرے میں تین کرلیں..توجہ فرمائیں جواب عنایت کریں شکریہ
@abdegod66504 ай бұрын
पहली रकात में सुरेह नास पढ़ लिया तो दूसरी रकात में अलिफ लाफ मीम से शुरू करदे
@mfrahman90742 ай бұрын
Hazrat aap apni raay na de
@सच-x9v3l2 ай бұрын
उलमा की मेहनत पर करम करिए सीखिए।या आपकी मर्जी।वैसे आपको अपने आलिम से पूछने का पूरा हक है
@MehdiImam-e5w2 ай бұрын
Dosri rkat me surahnas hi padlen
@ZiaKhan-hn4bj4 ай бұрын
Assalamualaikum bhai please suraton k jore banakar batao taki km parhe likhe bhai bahan bhi Aram se namaz parh saken
@abdulhakimkadechur93772 ай бұрын
Har rakat mein sure fateha padhi jati hai. Uske baad uske aage wali Surat woh koi bhi ho sakti hai.
@abdulrahimbagwan15434 ай бұрын
Jisko surato ki tartib malum na ho kya aur kaise namaz ada kare.
@kamal83882 ай бұрын
jisko nahi maloom woh seekhe or padhe..execuse na de.
@vasimmadaiwala1673 күн бұрын
Agar imam ke peeche namaz pad rahe ho aur pahli rakat chut jaye aur doosri rakat mein imam ne sure naas pad li toh jab hum pehle rakat lotayege toh Hume bhi sure naas hi padhna hai yah aur koi sure pad sakte hai
@MrWashraf4 ай бұрын
Molvi sahib, it is "Suhah Alnas" please correct in the video.
@muhammadzubairkhan34432 ай бұрын
سورہ الناس آخری ہے تو اس کے بعد کوئی بھی پڑھیں الٹی کیسے ہوگی ترتیب تقرار بہتر ہے مگر دوسری کیوں نہیں پڑھ سکتے
@abdulrashidsomani71084 ай бұрын
Quran Sharif ya kisi hades mein lika nahi hai kis surath bad dusri rakata mein paye. Quran Sharif koii bhi surath padye
@sakibahamed6044 ай бұрын
Bhai kya likha hai 😂.. kuch smj nhi aa rha
@ahmedali-hj2yc4 ай бұрын
bhot simple hai. sahi kaha
@knowledgezone1112 ай бұрын
daleel kya hai...
@mibrahimalvi35303 ай бұрын
ایسی صورت میں، میں دوسری رکعت میں سورہء بقرہ کا پہلا رکوع یا پہلی پانچ آیات پڑھ لیتا ہوں اسکے بارے میں آپ کی کیا رائے ہے ؟.
@MuhammadFarooq-qv6ji3 ай бұрын
یہ بھی تو سورتالناس سے پہلے ہی ہے
@mibrahimalvi35303 ай бұрын
@@MuhammadFarooq-qv6ji کیا اس کو ایسے نہیں لیا جا سکتا کہ سورۃ الناس اختتام قرآن ہے اور سورۃ بقرہ آغاز قرآن ہے اس طرح اس میں تسلسل بن جائیگا۔
@GhulamRasool-d6b4 ай бұрын
Do barah wanas perhlen
@maqsoodansari2724 ай бұрын
मुझे एक आलिम दीन ने बताया था कि सुर: नास पढ़ गए तो फिर अगली दूसरी रिकत में कहीं से भी तरतीब से पढ़ सकते है।क्या सही है बताएं।
@Royal_hunter91782 ай бұрын
Obey
@tariqmannan78944 ай бұрын
India Ke Ulema Aur Maulvi Hazraat Bohat Nek Niyati Ke Saath Deen-E-Islam Ki Tableegh Kr Rahay Haen. Jbkay Hamaray Yahan Pakistan Ke Ulema Aur Maulvi Bohat Baray Faradiyay, Bdkirdar Aur Paesay Ke Pujari Haen.
@iqtidaranees24044 ай бұрын
Ulma se bad zani (yani unke baare mein bura guman karna Deen o Ieman ko khatre mein dalna hai) baar baar unke paas jayen to ye kefiyat khatm ho jayegi
@MuhammadHanif-bn6ne4 ай бұрын
namaz witr ki tenon rakat mn bhe tarteeb zarori Hy . sunnat r nafl ki bhe peli, dosri mn bhe r phr tesri r chothi mn bhe. han tesri mn dosri rakat sy pecy ki sorat parh sakty hn. ghalati hojaey tu sajdh e sahwo wajib naheen . Jan bojh kar naheen karey
@Khatrimusic824 ай бұрын
Mufti Sab, Agar imam ke Pichhe Namaz Padh Rahe He & Apni Ek Rakat Chhut Gai Ho Aur imam sab ne Dusri Rakat me Surh Naas Padhi to Ab Muktadi Kon si Surah Padhe.. ??
@NASEERTUBE20123 ай бұрын
Kia aap ko maloom hai ke bahut se log Jin ko koi surat nahi yaad hai. Wo log kia karen. Wo namaz phir bhi ada karten hai. Mai khud her rakat me sirf Sura Asar pardta hoon. Mai nai samaj ta ke namaz me surat ki koi tarteeb hoti hai. Sunnat ka koi hawala den. Aap ne tau bahut mushkil namaz bana di. ❌❌❌❌❌❌❌❌❎❎❎❎❎❎❎❎✅✴️✴️✴️✴️✴️✴️
@zishanrazakhan2 ай бұрын
Mere bhai, aap aur zayada surate seekhne ki koshish kare. Insha allah aap jald hi yaad kar lege. Aur aalim sahab theek kah rahe hai, please try to improve. Mujhe bhi dua me yaad rakhe. Allah aap ko kamyabi ata kare.
@mohsinmansuri64762 ай бұрын
Jinhe Surat yaad nahi he vo apna waqt yaad karne me lagaye vaise bhi din ka Bahu t sara hissa hum log faltu reels aur video ke chakkar me nikal dete he bajaye is ke bo waqt sikhne me lagaye
@mohdshahid87682 ай бұрын
Aap ko thoda sa ilm ki jarurat h bhai nabi ki hadees h ilm hasil karo aap n un hadees p aapne tawazzu n dekar apne sahuliyat k hisab se kuch bhi kar liya or ab yaha aap aalim Sahab se bade hogye h unhe aap y baat kh rhe h
@NASEERTUBE20122 ай бұрын
@@mohdshahid8768 aap ne mera sawal hee nahi parha
@riajuddinjkd091523 күн бұрын
Mufti sahab agar apko resul ko flo nahi karna hai imamo ko flo karna hai fir apko islam kia hai malam karna chahiy