@@himachaltak. Sabka apna apna view point hota hai
@Mohitsinghrathi3 ай бұрын
Jesi dp hai vesi hi tameez se bat karle Bhai Jai shree Ram
@saqlainmushtaq57632 ай бұрын
Kya bol rha Bhai Mai MR Sir aur Aayudh sir dono se padha hoon. Aayudh sir se padh rha hoon abhi par MR Sir ka level alag hi hai
@instavirals5199Ай бұрын
@himachaltak. Bhai MR se best teacher to ho hi nhi sakte ye samjhle Jai shree Ram
@Vaibhav324667 күн бұрын
😂😂😂
@juveria24522 күн бұрын
bhaiya mein 3.0 ki student hu aur physics mein ayudh sir thoda jaldi padha rahe hai compared to other faculty jiski wajah se schedule match nahi horaha dusre sir se... toh kya karein?
@NEETHustler722 күн бұрын
@@juveria245 jisse samajh aata hai usee padhti rho Jese sir padha rhe vese padho Abhi teacher badalne ka time nhi hai Jese sir kara rhe vese kro Apna syllabus time pe complete krne ka socha and test sath m deti rho bass Jaldi padha rhe isse pareshan na ho Jaldi padha rhe to syllabus bhi tumhara jaldi khatam ho jyega So follow krte rho unhi ko Haa samajh aana chahiye I think samajh to aata hi hoga na unka padhaya
@shivanipatil57613 ай бұрын
Bhaiyaa mene 3.0 batch li hain. Or ayudh sir se basic math kiya. Hain pr muze mr sir ko follow karna hain me karu ya na karu na ayudh sir ko hi follow karu ..or mr sir ko follow kiya to unke revision lecture dekh ke backlog khtam karne chahiye ye ya full lecture...? please tell aj se mr sir ko follow kar sakti hu ...
@NEETHustler73 ай бұрын
@@shivanipatil5761 Agar Ayudh sir se samajh aa rha and jyada tar questions solve kar pa rhi to teacher badalne ki jarurat nhi hai
@SubratPadhan-w8y3 ай бұрын
Bhai sirf yakeen neet 3.0 lene se infinity ♾️na le kar.. yakeen neet 2.0 2025 mil raha hai kya?? Please bata do ap to le chuke h😊
@shivanipatil57613 ай бұрын
@@SubratPadhan-w8y 3.0 liya to sab batch free haii
@SHORTS-bq5jo3 ай бұрын
BHIYYA PLS HELP 😑😑😭🙏🏻 PHYSICS 2.0 OLD SE PDHU YA LIVE NEET 25 KE LIYE KYUKI SB BOL RHE H TOUGH AAYEGA AGLE SAAL PAPER HELP BHAIYA 🙏🏻🙏🏻🙏🏻😭😭
@NEETHustler73 ай бұрын
@@SHORTS-bq5jo yakeen 2.0 2025 batch se padho
@SHORTS-bq5jo3 ай бұрын
@@NEETHustler7 Bhaiya old 2024 sufficient nhi h kya
@NEETHustler73 ай бұрын
@@SHORTS-bq5jo vo bhi sufficient hai
@Smruti22712 ай бұрын
Botany and zoology ke liye Yakeen bathches ke konse teacher ko follow karna best hoga. 4.0 ke teachers perfect hai ya previous batches ke teachers ka dekhu please batayiye
@NEETHustler72 ай бұрын
@@Smruti2271 follow 4.0 teachers
@Smruti22712 ай бұрын
@@NEETHustler7 but vipin sir bohut acha padhate hai. Ye Wale botany sir ache se padhayenge na
@NEETHustler72 ай бұрын
@@Smruti2271 dono teacher acha padhate Kisi se bhi padh skte ho
@anurodhkumarofficial53073 ай бұрын
Bhayia mera physical chemistry mai backlog ho gya hai to mai sirf physical chemistry 3.o sai padhege to koi dikkat nhi hoga n matalab khna ka matlab yeah hai ki 3.0 physical chemistry wale sir aacha padhatte hai n please tell me
@NEETHustler73 ай бұрын
@@anurodhkumarofficial5307 haa padh skte koi dikkat nhi
@MDSHAMIM-hf9wr4 ай бұрын
Pankaj sir ka lecture dekhe hai 1 short or yogesh gain sir ka bhe 1 short lecture dekhe hai but amit Mahajan sir ka nhi vo bhe organic chemistry me
@NEETHustler74 ай бұрын
@@MDSHAMIM-hf9wr tumko kiska samjh ata hai??
@Jkxgamer094 ай бұрын
Physical chemistry yakeen 3.0 se karu kua???😢😢😢
@Jkxgamer094 ай бұрын
Bhaiya pls batao 😢😢
@NEETHustler74 ай бұрын
@@Jkxgamer09 haa kar skte ho
@RRRjndmsmkaАй бұрын
@@Jkxgamer09bhai kya dv sir se neet level ke pyq horahe he solve apase
@dollly.singhh2 ай бұрын
Bhaiyaa tests 2.0 ya 3.0 me quality compromise to nahi hena????
@NEETHustler72 ай бұрын
@@dollly.singhh nhi
@trishapatra8213 ай бұрын
Bhai physical chemistry Amit Mahajan sir or sudhanshu sir?
@NEETHustler73 ай бұрын
@@trishapatra821 Amit Mahajan sir
@Vaibhav324667 күн бұрын
Always amit sir
@AnuradhaYadav-kw7wd4 ай бұрын
Bhaiya hamne yaken 2.0 liya tha alpha batch se pdhna suru kiya tha physics abhishek sir se to unse to hame smjh a rha to mr sir se pdhna suru krde ky ki yakeen 3.0 se ayudh sir se ?? please bhiaya bta diiye smjh nhi a rha , mere sab friends mr sir se pdh rhe or ab agr mai pdhungi to bhut disturb ho jyega sab khuch
@AnuradhaYadav-kw7wd4 ай бұрын
Please bhaiya bta dijiyee
@NEETHustler74 ай бұрын
@@AnuradhaYadav-kw7wd jab Abhishek sir se samajh aa rha to fir kisi or teacher se kyo padhna Dekho jis teacher se samajh aata hai unhe neet exam Tak blindly follow kro Vo jitna bole utna kro selection ho jyega Bhot idhar udhar bhatakne ki jarurat nhi Jisse samajh aa rha usse padho Duniya kisse padh rhi usse tumhe nhi matlab hona chahiye Duniya ka na dkho, apna dkho. Abhishek sir se samajh aa rha so unse hi neet exam Tak padho. Teacher badalne se kuch nhi milega sirf confusion hoga and distractions hoga.
@AnuradhaYadav-kw7wd4 ай бұрын
Thik hai bhaiya , thnakuuu , sach me mai bhut preshan thi is chij ke Liye thanku so much 😊
@MohdZaid-ud9zg4 ай бұрын
Abhishek sir se hi pdho bhai wo jyada basic se samjhate h and unki handwriting bhi bht achi hai meri bhi frequency mr sir se nhi match karte
@anushkashriwastava8738Ай бұрын
@@MohdZaid-ud9zghi Abhishek sir kya sach me acha padhate h ?
@MDSHAMIM-hf9wr4 ай бұрын
Amit Mahajan sir se pahle organic chemistry nhi padhe hai samjh aayga ya nhi vo problem hai
@NEETHustler74 ай бұрын
@@MDSHAMIM-hf9wr haa samajh ayega Sir ekdum basic se padhate hai Bass daily revision krna pdega Agar piche ka daily revision nhi Kiya to sab dimag k upar se jyega Bcs unka sara concept interrelated hota hai piche se
@anirudhpawar4 ай бұрын
@@NEETHustler7 achha Amit sir ppt se padhate ya poora likh kr Kyuki yogesh sir poora likhte hai .. Aur pankaj sir bhi kese padhate hai ??
@NEETHustler74 ай бұрын
@@anirudhpawar Amit Mahajan sir likhke padhate hai Haa kuch jagha ppt ka use krte hai Magar 90% likhke padhate hai Pankaj sir bhi acha padhate
@sangitamukherjee91593 ай бұрын
Bhaiya physical chemistry konsa teacher se pare dipak sir ya amit sir kuki ma bohot late join kiya
@NEETHustler73 ай бұрын
Amit Mahajan sir
@1support1233 ай бұрын
Right👍
@Simran-wx9rw4 ай бұрын
Bhaiya merko to ayudh sir ka ache se smjh ata h Vo acha pdhate h na mtlb questions bilkul asan asan se to ni krate..
@NEETHustler74 ай бұрын
@@Simran-wx9rw haa acha padhate hai Easy question nhi karate buss kuch log comment m bol rhe thee vo Maine video m bataya but tum padho koi dikkat nhi Acha padhate and questions bhi bhot karate Ek baar padh k dekho tumko pata chal jyega
@Simran-wx9rw4 ай бұрын
@@NEETHustler7 okh bhaiya
@thecm6510Ай бұрын
@@Simran-wx9rw aayudh sir kya sahi padhate hài
@aniketkumarraj9083Ай бұрын
Yar pw me sab teacher basic basic question karate hai.....Allen ki test series me sawal ni lagti mjhe unacademy me jump karna pda
@chotu11803 ай бұрын
Rupesh sir ka samaj nhi aata iss liye me vipin sir se kr rha hu , kaisa rhega. Bhaiya ❤
@NEETHustler73 ай бұрын
@@chotu1180 badiya rhega Vipin sir bhi badiya padhate
@nidhi45853 ай бұрын
Bhaiya ek baar aap pgi Chandigarh ki cutoff bta skte h kya general and sc ka neet ka?
@NEETHustler73 ай бұрын
@@nidhi4585 maine dhuda but kahi mil nhi rha Aadhe se jyada channel and websites to jhut bol rhe
@nidhi45853 ай бұрын
@@NEETHustler7 acha..
@MDSHAMIM-hf9wr4 ай бұрын
Organic me Amit Mahajan ka lecture dekhe ya pankaj sir ya yogesh gain sir ka samjh nhi aa raha hai
@NEETHustler74 ай бұрын
@@MDSHAMIM-hf9wr Amit Mahajan sir
@MF4.0tech4 ай бұрын
Sir I have money but I don't have debit card so I do not pay money online 😥
@NEETHustler74 ай бұрын
@@MF4.0tech cyber cafe se Kara lo vo log krte hai
@MF4.0tech4 ай бұрын
@@NEETHustler7 kasa
@MF4.0tech4 ай бұрын
@@NEETHustler7 sir payments failed ho gaya kya karu
@NEETHustler74 ай бұрын
@@MF4.0tech fir se kro Ya dekho kya problem aa rhi
@SanjaySingh-pf8hj2 ай бұрын
But bhai MR sir k saare questions live k sath note nhi ho paate hh . Kya kru ?
@NEETHustler72 ай бұрын
@@SanjaySingh-pf8hj jo note nhi ho pate usee class k baad note kro
@SanjaySingh-pf8hj2 ай бұрын
@@NEETHustler7 okk Bhai
@aniketkumarraj9083Ай бұрын
Print kralo pdf...uspe annote kro time waste mat kro likha hua likhne m...uske badle 4 bar revise krlo
@thefuturesurgeon24474 ай бұрын
Bhaiya Maine BSC Bot Major Mai Admission leleya hai But Mujhe Neet bhi dena hai kya hum Dono ek sath manage karsaktehai??
@NEETHustler74 ай бұрын
@@thefuturesurgeon2447 Thoda muskil hoga but manage kar skte ho
@bapugochhibapu81284 ай бұрын
Sir mera 2.o backlog huahe 3.o karapaunga without any doubt
@NEETHustler74 ай бұрын
@@bapugochhibapu8128 haa karloge
@anirudhpawar4 ай бұрын
Poori bio akansha maam se padh sakte hai kya bot and zoo
@NEETHustler74 ай бұрын
@@anirudhpawar haa padh Skte
@anurodhkumarofficial53073 ай бұрын
Sir Abhishek Verma sir aacha nhi padhate hai kya😊
@NEETHustler73 ай бұрын
@@anurodhkumarofficial5307 acha Padhate hai
@anurodhkumarofficial53073 ай бұрын
@@NEETHustler7 thnkq
@bhumee2803 ай бұрын
3.0 lenge to 2.0 pkka milega na Ya fir 3.0 infinite lenge to?
@NEETHustler73 ай бұрын
@@bhumee280 Yakeen 3.0 2025 normal batch logi without INFINITY to Yakeen 2.0 2025 free milega.
@SubratPadhan-w8y3 ай бұрын
Batch li kya.?? Only yakeen 3.0 me without infinity lene se yakeen 2.0 2025 mili kya?? Please bata do
@mustakahmadmolla65723 ай бұрын
Yakeen 2.0 2025 ya yakeen 3.0 konsa best hai?
@NEETHustler73 ай бұрын
@@mustakahmadmolla6572 bhai dono hi best hai Bcs is baar yakeen 3.0 m bhi bhot badiya teachers aye hai Vese agar tumhe kisi ek batch se padhna hai to mai suggest kruga ki 3.0 se padho kyoki usme tumhara abhi bhot jyada backlog nhi hoga and 2.0 m to backlog ka pahad ho gya hoga
@MohammadAbuzargifari4 ай бұрын
Bhai mr sr bata rhe the 14 lectures ko vo 6hour ki video bta ke dedenge wo kb aayegi ? Bhai jb tk wo aayegi hm physics ayudh sr krlenge because 68 bahut h batch Pr do shuru ho rha jb mr sr ki wo video aayengi tb unhe Daikh lenge
@NEETHustler74 ай бұрын
@@MohammadAbuzargifari vector ki already aa chuki hai Ab dekho Basic math ki ayegi
@MohammadAbuzargifari4 ай бұрын
@@NEETHustler7bhai video kahan milegi batch me
@NEETHustler74 ай бұрын
@@MohammadAbuzargifari batch m uploaded hai revision k naam se
@shubhipal41553 ай бұрын
Sir neet yakeen 3.0 purchase Kiya hai live lecture kyu nhi show ho rhe hai😭😭😭😭
@NEETHustler73 ай бұрын
@@shubhipal4155 bhai app open kro and dekho samne hi live lectures dikhege jo us din hue hoge Agar nhi show ho rha to Dekho app open krte hi Today's classes likha hoga uske upar Yakeen 3.0 k option ko select kro Live lectures dikhne lagege
@shubhipal41553 ай бұрын
@@NEETHustler7 thank you. 😭
@SubratPadhan-w8y3 ай бұрын
Bhai yakeen 3.0 without infinity lene se yakeen neet 2.0 2025 mil rha hei kyaa.. please bata do ap to le chuke hoo
@NEETHustler73 ай бұрын
@@SubratPadhan-w8y yakeen 3.0 batch m explore ka option ayega uspe click kro and niche dekho dikha rha ki free access to yakeen and so on Agar dikha rha to milega
@sudeeptapadhan39653 ай бұрын
@@NEETHustler7THANK YOU ... Milega bol k dikha to rha hai.. par sir infinity ♾️ nhi lene se v milega kya???sirf yakeen 3.0 lene se milega kya??apke jan ne Mai kisi ko mila hai kya??.. please bata do 🙏🤗😅
@Future_pediatrician00014 ай бұрын
Bahi wasa maza nahi aygha yr ma ayudh sirsa padho gha kyu ka fir agha picha ho jao gha
@Medico-k8y3 ай бұрын
Bhaiya mai yakeen neet 2.0 se physics, chemistry aur yakeen 3.0 se botany, zoology pdh rhi hu pr smjh ni aa rha test kis batch ka follow kru 😢 plz help me...
@NEETHustler73 ай бұрын
@@Medico-k8y yakeen 3.0 ka test follow kro. Note: shift mat hona ki kuch din baad Yakeen 3.0 chhod k Yakeen 2.0 ka test Dene lagi. Aisa na krna vrna aage bhot problem hogi.
@Medico-k8y3 ай бұрын
@@NEETHustler7 OKK THANKS...
@shaziaamber58654 ай бұрын
Kya 30 + me neet de sakte hai?
@NEETHustler74 ай бұрын
@@shaziaamber5865 Haa de sakte hai
@shaziaamber58654 ай бұрын
Job ke sath kaise possible hai is per guide kariye
@NEETHustler74 ай бұрын
@@shaziaamber5865 job k baad apke pass jitna time bachta hai aap usme maximum time padhai kariye To be honest job k sath krna thoda muskil hai bcs time nhi milega padhne ko Bio m aap completely ncert read kariye, isme lectures dkhne ki jarurat nhi bcs apke pass time waise hi nhi bachega and physics and chemistry koi online batch lekar padhiye
@shaziaamber58654 ай бұрын
4 or 5 hours enough hai?Mujhe zero se start krna hai I AM SCHOOL TEACHER. B. ED AND CTET QUALIFIED. BUT MUJHE NEET ME INTREST AARHA HAI?
@NEETHustler74 ай бұрын
@@shaziaamber5865 sorry but almost 9-10 hours to chahiye hi. Yaha itna jyada competition hai ki bachha 4-5 drop lekar baitha hua hai Almost 10-12 hours ki study chahiye per day Agar aap bhot kam hours put kar payegi to fir apko almost 2 years lag skte preparation m Bcs ek avarage neet aspirant per day 3 lectures leta hai, total 6 hours ka And another 5-6 hours self study k hote hai so total 11-12 hours of study. I will suggest you, do not enter this field. Bhot hectic schedule hoga per day and apke pass itna time nhi. I m not demotivating you but that's the fact. Bachho ko padhaiye, acha salary lijiye baaki idhar competition bhot high hai 😅
@RojiKulkarni3 ай бұрын
Kya normal yakeen 3.0 lene se 2.0 free me milega kya??
@NEETHustler73 ай бұрын
@@RojiKulkarni haa milega
@RojiKulkarni3 ай бұрын
Kya yakeen 3.0 se bache select hote hai
@NEETHustler73 ай бұрын
@@RojiKulkarni haa hote hai Acha batch hai and teachers bhi bhot badiya hai Dekho sirf batch lene se kuch nhi hota balki tumko bhi padhna pdega Agar students padhe hi na to fir batch akela selection thodi Kara dega Agar student padhta hai and mehnat krta hai to selection ho jyega
@RojiKulkarni3 ай бұрын
@@NEETHustler7 ok thanks☺️
@sanjaysahoochintu4 ай бұрын
Bhaiya kya aap drop loge?
@NEETHustler74 ай бұрын
@@sanjaysahoochintu nhi bhai
@MohdZaid-ud9zg4 ай бұрын
Mr ka ka experience 8 saal ka kul hai and aayudh sir ka 14 yrs h
@NEETHustler74 ай бұрын
@@MohdZaid-ud9zg Bhai vo 8 years updated nhi hai Almost 12 years ho gye hai And Ayudh sir chemistry bhi padhate So usme kuch saal vo chemistry bhi padhaye hai So physics padhane ka experience thoda kam hai And Mr. sir sirf physics Padha rhe almost 12 saal se
@Jju76-Ай бұрын
Bhai pls ache se pata lagao phir bolo sir offline ma dono padhte the physics and chemistry also bas aak saal hi sir ne chemistry pdhya tha pw per nhi to sabhi jagah physics hi@@NEETHustler7
@SadafNaaz-hx4fu4 ай бұрын
😢
@NEETHustler74 ай бұрын
@@SadafNaaz-hx4fu 🤔
@SadafNaaz-hx4fu4 ай бұрын
@@NEETHustler7 bhaiya main tanuj bansal sir yakeen 1.0 se maine basic maths ka backlog clear kiya hai basic maths chapter kal hi end hua mera or bhaiya ab aage vector ,unit and dimension baaki hai motion in 1d ,2d ,,,,,,NLM baaki hai backlog to bhaiya mujhe mr sir ki class main unka padhya samjh nhi aata upar se sir dard hota tha to main ..tanuj sir se padhti hu kya inse padhke main 150+la sakti hu ...
@NEETHustler74 ай бұрын
@@SadafNaaz-hx4fu Haa la skti ho
@SadafNaaz-hx4fu4 ай бұрын
@@NEETHustler7 bhaiya pure pw main tanuj bansal sir ki tarah nhi padhata sare physics ke teachers itna chilla chiila ke padhate hai koi calm rah ke nhi padhta ...tb sir mujhe best lage main inko last tak follow karungi bhaiya ... bhaiya aapse ek request hai ki phy ,phy chem ke short notes banaye kaise ..is pe next video banaiyega plz or bhaiya oc ,ioc ,botany ,zoology ke notes banaye ki class notes hi kaafi hai or ncert ????
@SadafNaaz-hx4fu4 ай бұрын
@@NEETHustler7 ok inshaallah bhaiya laungi main .......thanks bhaiya aap bhot acche hai .....
@apkesath41193 ай бұрын
Bhai me 2.0 le rakha hun sab backlog abhi abhi khatam kiya hai sirf botany baki hai pura total . Toh ab botany suru karna hai kis se karun alpha se ya phir vipin sir se ⁉️😢
@NEETHustler73 ай бұрын
Vipin sir se krlo Abhi batch suru hua hai to jyada backlog bhi nhi hoga
@apkesath41193 ай бұрын
@@NEETHustler7 cell kahtam hai cell division vipin sir se suru karenge jab agle week strt hoga.
@NEETHustler73 ай бұрын
@@apkesath4119 All the Best 👍
@SillyCar314 ай бұрын
Bhai tere channel ka naam NEET *failure* kyu hai
@NEETHustler74 ай бұрын
@@SillyCar31 read channel description, you will understand