پرویز صاحب اپ بہت ہی اچھے طریقہ سے اسلحہ کی technical باتیں بتاتے ہیں بہت کم لوگ ایسا knowledge share کرتیں ہیں اللهُ اپ کو خوش رکھے
@PervaizAwan3 жыл бұрын
بھائی ویڈیو دیکھنے پسند کرنے اور دعاؤں کا شکریہ۔
@user-mu7ov6rr2j3 жыл бұрын
Awan sab bohat shokria Allah pak ap ko hamisha khush rkhy mairi bohat help ki AP ki videos nay yaqeen krain Dil say
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai. jo kuchh aapne Kiya Hoga khud hi Kiya hoga credit mujhe de rahe hain iske liye main Aap Ka shukriya Ada karta hun.
@rizwannazir85643 жыл бұрын
Maa sha ALLAH bohat achi information di ap ne good work nice video ALLAH hum sb ko apni hefzo aman m rkhe ameen
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Ameen. Shukriya
@ahmedsaeedmob7712 жыл бұрын
Assalam o Alaikum bhai jan MashaAllah bari informative video ha khas tor pe last segment mein. Ye pistol cz75 nahi balkey italian tanfoglio pistol ki copy ha. Tanfoglio EEA witness aur cz 75 mein ye farq ha ke tanfoglio ka frame polymer mein ha aur bas. Idher aik bhai ne boht acha point out kia ha ke ye polymer frame ki waja se cz75 ki tara durable nahi ha kyunke polymer mein wear and tear ziada hota ha. Video mein ye nahi nazar aa raha ke frame mein metal inserts hain jin pe slide ride kerti ha ya nahi, ager metal inserts hain (logically hona chahiyay) phir to ye durable ha werna 2000 bhi round nikal jaey to ghaneemat, kyunke polymer to metal sliding surface mein 10x zaida wear hoti ha. Isi liey ap ne dekha hoga ke polymer pistols mein frame mein metal inserts hotey hain jin pe slide move kerti ha. 1990s ke colt 2000 pistol mein polymer to metal moving parts they (polymer bushing against slide and frame insert) is waja se (aur bhi wajuhaat thin) wo pistol fail ho ke discontinue ho gai thi aur colt bankrupt. Trigger guard ke neechay jo undercut ha finger ke lie ye ab aik standard feature ha modern pistols mein, is ka purpose grip se ziada bore axis ko low kerna hota ha. Jab ap handgun fire kerte hain to recoil barrel ko peechay move kerta ha to muzzle flip hota ha. Apki radial bone (bazu ki haddi jo angoothey ki taraf hoti ha) ka barrel ke sath jitna kam vertical distance hoga utna torque ya moment of force kam hoga aur utna hi percieved recoil kam hoga. Isi lie same caliber aur weight mein revolver ka muzzle flip pistol se ziada hota ha kyunke uska bore axis high hota ha. Ideally pistol ko grip kerte hue barrel aur radial bone aik straight line mein hone chahiyain takey bore axis minimum ho aur recoil muzzle flip ke bajaey directly back push karey. Ap aik experiment ker sakte hain, koi bhi pistol le len, aik dafa us pe jitni uper grip rakh sakte hain rakhey (hammer bite ka khiyal rakhiey ga) aur fire karen. Dosri bar ap bas grip neechay ker ke fire karen, apko foran pata chal jaey ga ke mein kia bat ker raha hun. Jo is ke mag well ke pass cut die gey hain wo phansey magazine ko nikalne ke lie hain jaisa ke ap ne farmaya. Mag kisi bhi malfunction ki waja se phans sakta ha jaise ke double feed, failure to feed, failure to extract, to in cuts ki waja se ap easily mag ko remove ker sakte hain. Lastly, ye barrel dekh ke afsos hua, per ager log is se seekh jaen to un bhai in ka ye pistol ha unki qurbani aur apki effort ka sila mil gya. Mere khiyal mein sirf barrel hi nahi, breech face aur firing pin, furing pin channel mein bhi corrosion hogi. Ap ne kia hoga iska ilaj per phir bhi mein keh deta hun, slide aur barrel ko disassemble ker ke usey sabun aur pani se saf karen pehle, phir koi carbon cleaning solvent use karen, aur phir dry ker ke us pe machine oil lagain takey corrosion /pitting na advance ker sakey. Backlog status: 19 videos in back log. Will be dealt in the sequence of AMT, HK, Beretta, italy type and 30bore in the last. Allah apko khush rakhey Aameen
@attaullahkhan40143 жыл бұрын
Salam ge ap buhat khobsorat vedio banaty hai please 30 aur different typs catigs bluts per vedio bnaw
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Walekum Assalam bhai inshallah koshish karunga.
@gunslover88873 жыл бұрын
Masha ALLAH great info ustad ji ❤️❤️❤️
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai aapka bahut bahut shukriya
@malikharis25883 жыл бұрын
Sir g ek video bana banao jia ma ya batwo ka rust fire ka bad barel ma lagta q ha
@alibutt36393 жыл бұрын
Turkish FXS9 .or system defence A9 .zig14 Ka review krin jnb in Ka polymer fryme he tootny Ka khtra he k ni
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai inka frame crack Nahin hota
@taimurbugti6523 жыл бұрын
Zastava original m57 black colour walay ka review karain aur original aur copy mai kiya fark hai wo bhi detail sai batain please. Thanks
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai zastava per meri video already uploaded hi shukriya
@taimurbugti6523 жыл бұрын
@@PervaizAwan aap ki video ki list mai show nai ho rahi, aap us video ka link bhaij saktay hain?
@MuhammadHashim-tf8id3 жыл бұрын
ASSALAMUALAIKUM mere paas 30 bore pistol hai or us ma masla ye hai k agr magazine ma bullets load hon or jab chamber load kr k trigger press karein to hammer wapis nai ata apni jaga ruka rehta hai fire nai hota or usi time magazine nikal kr trigger press karein to fire ho jata hai , please is per video bana dein thank u
@infoallabout14983 жыл бұрын
Prwaz bi Masha Allaha tahnks ,30 bore bruster pistel ma agr 3 bult pre hu fire krty hn 2 nklta ha sath 1 ra jta ha ku?
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai main aapka comment sehi samajh Nahin saka kya teesra round magazine main reh jata hai.
@infoallabout14983 жыл бұрын
@@PervaizAwan mean 30 bore bruster ha to us ke mageen ma sirf3 bult dal k fire krta hu agr to 2 bult ak sath fire ote hn 1 bult ra jte ha fire nhe ote
@musadiqhussain80023 жыл бұрын
Masha ALLAH. Beautiful gun dear ❤️
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai Pasand Karne Ka shukriya
@zahidahmad59663 жыл бұрын
Thank you Awan sb Nice information
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai video dekhne Pasand karne aur comments ka bahut bahut shukriya.
@harisbaghdadi8385 Жыл бұрын
Assalamualaikum sir kindly tell me barrel kis material ki honi chaye jis Mai Zang ni lgta local made Mai kindly reply me sir JizakAllah
@PervaizAwan Жыл бұрын
Walaikum Assalam Bhai. Semi hard material mein barrel Bani ho uss main zung kam se kam aaega. Agar imported round fire karenge to zung Nahin aaega. Shukriya
@chhammad58793 жыл бұрын
Sir zagana injector problem pa video bana da plzzz
@surooralbalouchi1643 жыл бұрын
Walakumsalam sir' Masha Allah so great information 🌹
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Assalamu alaikum Bhai. Video dekhne aur Pasand Karne Ka shukriya
@wajidrajputofficial3 жыл бұрын
Mashllah bhout achi vdo r information dety ho sir ap tafseel sy🤗🤗☺️❤️.. guide raad ka kam kiya hota hai or yh fiber ya plastic sy banya jay to kiya faida nuksan hota hai plz ans dena thnku
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai .guide rad ka kam sirf recoil spring ko sidha rakhna hota hai. Shukriya
@rubyriaz10793 жыл бұрын
Taurus pt 1911 9mm review plz
@hassankhalid5853 жыл бұрын
Sir g bht dino k bad apki video i hy....ziada wait na kerwaya kerain...khush rahain...
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai.bahz dafa masrufiyat ki vajah se video upload nahin kar sakta iske liye mazrat. Allah aapko Khush rakhe
@hassankhalid5853 жыл бұрын
@@PervaizAwanAllah Pak apko mazeed berkaton say nawazay....Ameen
@gurpreetbhola76253 жыл бұрын
Bhai jaan aapki guftaar and knowledge bahut aalah darje ki hai
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai aapka bahut bahut shukriya
@suffyanrahim25103 жыл бұрын
Sir, barrel ko saaf Kaisi karein. Kia 10 rounds k baad b safai zarori hai?
@moizsiddikio43 жыл бұрын
Jab bhi use ho bhalay 1 round ya 100 round hamesha clean Kar Kay wapis rakhain
@MeesumAliAbbasi3 жыл бұрын
Mash ALLAH...usatd e mohtaram zindabad ❤❤
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai bahut bahut shukriya
@alibutt36393 жыл бұрын
Sir 223 CQ Chinese Achi he ya Taurus 223 M4 me se kon c kharidni chahye Jo paidaar mzbot reliable ho life time k liye. American M4 ki price boht zyada he
@PervaizAwan3 жыл бұрын
bhai.CQ Chinese is better.
@alibutt36393 жыл бұрын
@@PervaizAwan sir CQ 223Chinese kharid leta Hun is se nichy wala comment par k btao kon sa 9mm kharido me.
@zainalee74703 жыл бұрын
Bhai ,9 mm zigana ka mag sahi karny ki video bnao plz
@r.b61703 жыл бұрын
پرویز بھائ، آپ کی بات کی سمجھ نہیں آئی۔ یہ پستول ہے ہی double action ,یا پھر، پہلے فائر کے بعد single action. پر آ جاتا ہے ??
@jamilrahman27783 жыл бұрын
Yes, how it makes the difference?
@r.b61703 жыл бұрын
@@jamilrahman2778 مختلف طرح سے کافی فرق پڑھ سکتا ہے: اور تفصیل سے تو پرویز بھائ کسی ویڈیو کے ذریعے ہی سمجھا سکتے ہیں ۔ ( ورنہ یہاں پورا باب لکھا پڑے گا )
@PervaizAwan3 жыл бұрын
بھائی یہ پسٹل سگنل ایکشن ڈبل ایکشن ہے۔بحض سگنل ایکشن ہوتے ہیں اور بعض صرف ڈبل ایکشن۔شکریہ
@vickyking33 жыл бұрын
Asalamoelekum Parvaiz bhai umeed hai ap khariyat se honge .. Parvaiz sahab daud sons armoury (DSA) k kisi pistol per review karein or kuch kalmat DSA per bhi goosh guzar karein plz ...
@@PervaizAwan parvaiz bhai bus ek ap he ye ker sakty hain to ap koshish nai plz karein
@awarakhan4333 жыл бұрын
Sir I trust you ap se suggestions leni hai. . Me ne new model CF98 lena hai q k price munasib hai mery budget k hisab se. . Kindly quality k bary me mashwara dein. . Or dosri bat is waly CF98 per Norinco ka stamp b nhi laga. . Thanks
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai. iss import mein jitne bhi CF 98 pistol Aaye Hain new model mein.un per norinco ki stamp Nahin hai magar yah China norinco ka hi pistol hai. Shukriya
@ibraraziz60253 жыл бұрын
اسلام علیکم so nice video
@PervaizAwan3 жыл бұрын
وعلیکم اسلام بھائی۔thanks for watching and liking
@rohailah5243 жыл бұрын
Aoa, sir agr slide ma thori se play a jaye tou koe issue tou ni hota?
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai koi issue Nahin hai.
@waheedkhan74433 жыл бұрын
Pervaiz bhai Aoa jab ye pakistan me nahi aaya tu aap ke pas kese aaya bhai ye bohat khoobsurat ha is ki price kisi se pata ker ke batao plz
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai yah pistol aaj se 6 sal pahle Pakistan ki har market mein available thay. Ab ya nahin import main abhi tak Nahin Aaya shukriya
@StreetBus3 жыл бұрын
Polymer Pistols are less reliabile and strengthful. There is no combination of Steel and Polymer in combination for long run.
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai I agree with you. thanks
@maleewarsi Жыл бұрын
Bhai apna apna nazarya hai , warna dunya main glock buhat popular hai , baqi cheez wahi lein jis pay app ko itemad ho
@chinmayanandapanda70633 жыл бұрын
Nice Very Nice Pistol Hai Bhaie Saahaab 👌
@PervaizAwan3 жыл бұрын
bhai.Pasand karne ka shukriya
@livesafelife3 жыл бұрын
Request to make a video about. 1) how to clean a weapon and removing debris, gunk and residue of fired bullets. 2) how to properly lubricate a gun afterwards.
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai when I free then I make a video on it's inshallah .thank you
@malikharis25883 жыл бұрын
@@PervaizAwan love you sir g
@malikharis25883 жыл бұрын
@@PervaizAwan Allah ap ke lambi umer ayta kary ameen aur ap ko bote se koshiya day ameen
@ghulambaripoultryservices28812 жыл бұрын
Salam parvez bhai touras pt92 quality wise kesa he or price kya he
assalam o alikum pervaiz bhai taurus pt909 cleaning assembly disasembly plz sir urgenT plzz plz
@mohammadKhan-fh4cq3 жыл бұрын
Pls recommend me best long life 9 mm pistol withe 5 + inches between 2 lacs, thank you
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Zigana sports.
@kamiawan17953 жыл бұрын
Bahot achy sir g
@uzairahmed37273 жыл бұрын
Yeh model sarsilmaz b6 jesa hai. Iska plant cz nay tongfolio ko dia tha usnay bernardli ko dia wohi same plant sarsilmaz nay lay lia. Ismein aur cz 75 mein koi khas farq nahi.
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai behtarin malumat Dene Ka shukriya
@Umarofficial11013 жыл бұрын
Mashallah
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Shukriya bhai
@JyotiKumari25693 жыл бұрын
Magazine kitne rupaye Ki Hai bata do
@nileshraval33253 жыл бұрын
Ortgies 7.65 acp pe mumkin ho to review banavo if possible
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Main zarur koshish karunga.
@babarrajpot2223 жыл бұрын
Salam Walekum Sar kaise hain aap theek hai Allah Pak apko sehat ata farmaye aapane Mere Liye video 30 bore pistol ki nahin Banai aap se main roseau mein Kaha Tha button wale pistol ka kaise bardasht khatm karte hain
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Walaikum Assalam Bhai. Mujhe yad hai magar abhi mere pass is type ka pistol maujud Nahin hai Jaise hi hoga inshallah usi waqt video upload karunga shukriya
@babarrajpot2223 жыл бұрын
Thnk you so much allah apko hamesha salamt rakhe ameen allah apko sehat ata frmayn ameen
@arain27683 жыл бұрын
Sar aapane kahan se purchase Ki Hai yea gun
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai yah mere Kisi dost ki thi.
@khubabnizamani92993 жыл бұрын
Beretta 92fs new 2.lac 10hazar main lena chahiye
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bilkul Lena chahie.
@khubabnizamani92993 жыл бұрын
@@PervaizAwan thanks dear
@nileshraval33253 жыл бұрын
Nice video
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Thank you
@Kingkhan-ji6ty3 жыл бұрын
کون سا پستول اچھا ہے 9mmمیں جی بتائیں
@PervaizAwan3 жыл бұрын
بھائی جو آپ کے ہاتھ میں صحیح گروپ کرتا ہو۔شکریہ
@abdullahsyed28103 жыл бұрын
That is a Sarsilmaz B6 Variant-2
@AbbasKhan-ce6zt3 жыл бұрын
Sir Boht achi information di
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Shukriya bhai
@aq22373 жыл бұрын
Zabardast 👍
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Shukriya bhai
@Umarofficial11013 жыл бұрын
30 bir ka brest sistam kasay remove kartay ha n
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai jab bhi time Mila is per bhi video upload karunga shukriya
@Umarofficial11013 жыл бұрын
@@PervaizAwan shukrea g
@malikamir82693 жыл бұрын
بھائی صاحب اگر لوکل پسٹل میں accuracy کا مسلہ ہو، تو کیا اس کا کوئی حل ہو سکتا ہے۔۔۔ ؟
@PervaizAwan3 жыл бұрын
تو پھر لوکل پسٹل کو تبدیل کر لیں۔شکریہ
@malikamir82693 жыл бұрын
@@PervaizAwanwhich one do you recommend please
@khizar92363 жыл бұрын
sir bretta 2 k lock KY uper ek video banai
@MeesumAliAbbasi3 жыл бұрын
Weapon Acha hai lekin polymer made pistols kabhi bhi meri choice nahi rahi...meray khayal sa weapon ka apna kuch weight hona chaiye.
@tajmuhammad76333 жыл бұрын
اسلام علیکم۔ سر آپ کا خیال میں کونسا پستول اچہا ہے۔
@PervaizAwan3 жыл бұрын
وعلیکم السلام بھائی ہر وہ پسٹل جو آپ کے ہاتھ میں سہی گرپ ہو رہا ہوں اور فائر کرنے میں کوئی مسئلہ نہ کرے وہ ھی اچھا ہے۔
@shahzeibkhan68613 жыл бұрын
Sir very good chanel sir pleas prize b batya karein
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai video dekhne aur Pasand Karne Ka shukriya. Jo pistol market mein available Na ho uski price Nahin batata Varna zarur batata hun.
@maclordone14083 жыл бұрын
Sir kindly give review over C9 pistol of system defence
@PervaizAwan3 жыл бұрын
bhai when available to me then i make a video on its inshallah. Thank you
@maclordone14083 жыл бұрын
@@PervaizAwan ok thank you
@M.ZohanPak3 жыл бұрын
Nice video bhai
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Thank you bhai
@chsaab88813 жыл бұрын
It's looks like sarsilmaz b6 (pof)
@jamilrahman27783 жыл бұрын
Yes, pof purchased from Turkey and sold in pakistan with different name. No more new stock that's y pof has stopped selling this one
@chsaab88813 жыл бұрын
@@jamilrahman2778 hmmmm 👍👍👍
@derfaschist96873 жыл бұрын
Wohi hai
@SyedSanan.3 жыл бұрын
Pof ne army ko supply ki ky bht aala pistol hy , aur peshawar me is ki compact version ki copy banti hy (B6c) A1 copy hy .
@livesafelife3 жыл бұрын
Good information and suggestions about taking care of a weapon.👍 Keep it up 👌
@nileshraval33253 жыл бұрын
Obviously happy divali brother
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Nilesh happy Divali to all your family members & friends. God bless you
@rehanqureshi98823 жыл бұрын
@@PervaizAwan sir g mery pass beratta 2 30 bore pistol hay us m mistakely 9mm ki bullet chali hy fire b ho gi hy bullet us k baad meray pistol ki slide ka issue chal raha hy kindly btayen is ka solution btayn
@medico77253 жыл бұрын
Zigana px9 gen 2 prize .?
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Maybe 140000.
@AkbarKhan-rf9ov2 жыл бұрын
اسلام و علیکم۔ جو پسٹل آپ دکھا رہے ہیں ۔یہ کہاں سے ملے گا ۔یا کوٸ شخص اس کو بیچنا چاہتا ہے ؟
@PervaizAwan2 жыл бұрын
وعلیکم سلام بھائی۔یہ پسٹل اپ کو کسی نہ کسی ڈیلر سے مل جائے گا شکریہ۔
@rizwankhokhar39053 жыл бұрын
Beautifull weopen
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Thank you bhai
@rizwankhokhar39053 жыл бұрын
Thanks awan sahib 💕
@derfaschist96873 жыл бұрын
Sarsilmaz B6 model hai ye.
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Kafe milta julta hai
@kumarsunny763 жыл бұрын
Shandaar ...
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Thank you
@junaidbangash76213 жыл бұрын
Sar Russian 30 bore par 1 vadio banavo
@aashiq70263 жыл бұрын
Price kia hia
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Yah pistol is waqt Kisi market mein available Nahin hai.
@muhammadsaghir37523 жыл бұрын
Excelent information
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Thank you
@nasirmahmood64523 жыл бұрын
Nice
@muhammadnaveed57963 жыл бұрын
Nice 👍
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Thank you
@warrior78623 жыл бұрын
Mera tajurba bilkul ap ney sai bat ki hy .mery Pas 30 sall porana 1980 model llama 32 bor pistal hy or ap andaza lgaye jab mery abu ki shadi nai hoi thi tab ous pay fire hoey thy wo kisi k pas tha .. 2021 mai ham ney on say lia .pistal boht saf hy par ous ki berral andr say khatam ho gai hy . so jo log ye kehty hy k bahir ki pistal ko zang nai lagta wo bat bilkul galat hy .. hamry pas england ki original 12 bor hy jo mery pardada ki thi ham still ous pay hunting krty hy wo bachi sirf is liy thi kio k mery father ous ko fire krny k bad saf krty thy .. note origenal guns ko b zang lagta hy par wo saf krny pay aram say utar jata hy kio k ous k material boht ala qisam ka hota hy . desi pistal mai material mai fark hota hy is liy zang lagny k 1 sall k andr kharab ho jati hy .. ek or bat mera dost army mai hy LOC pay .. by the way i am from azad kashmir so maine on say pocha tha guns ko saf kesy krty hy army mai .. so ous ney btaya tha k pani obal kr namak dalo ous mai (boiled water with salt ) ous j bad ous pani ko berral mai dalo or bad mai intna kapra maro ous beral mai k kapry ki vibration say wo berral garam ho jye . is say berral saf ho jati hy boild water sirf pistals k sath kro long berral k satg tajurbay k bagheer nai krna warna leny k deny par jye gye ..
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai main aapki har baat se muttafiq hun aapane bilkul sahi kaha hai. Dusri baat yah hai hi berral ko Pani mein ubalne se zung khatm ho jata hai. Magair isko 2 ya 3 dafa Pani mein ubalna padta hai. Uske bad kapde se khushk Karke lubricant oil lagana padta hai. Aapka shukriya
@warrior78623 жыл бұрын
@@PervaizAwan bilkul sai bat pervaiz bhai .. keep it up .. lagy rhy .. wo maine ap ki video facebook pay dekhi thi .. jinho ney ap ko troll kia tha . par onhy ye nai pta k ham log pistal or bullets dono 2 number use krty hy tu is liy oil zrori hota hy bat on logo ki b thek thi par origenal or darra mai bara fark hy . par khair lagy rhy .. shukria ap ki videos ka ..
@hasnainpasha903 жыл бұрын
& plz mention me in Your videoo
@malikmuddasir45373 жыл бұрын
Salam Sir har vedio pay comments karta hou Kel tec pmr 30 per vedio banow
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Walekum Assalam bhai. Jaise hi available Hoga inshallah video upload karunga shukriya
@sagheerahmed98893 жыл бұрын
@@PervaizAwan sir ap.ka.contact no kia hai
@zohaibbawa36493 жыл бұрын
@@PervaizAwan Aslamo alikum bahi g sir ap apna nbr b btaa diya kary
@alibutt36393 жыл бұрын
Perez Bhai mere paas 1 lakh he life me 1 bar hi imported pistal kharidna he Turkey Tisas zig14 .. price Rs 105k Turkey FXS9 .RS 85k Turkey system defence A9 ..Rs1lakh Zigana ..Rs 110k Turkish polymer fryme toot ta to Nahi .zig 14 lohy Ka fryme me he China's Norinco CF98. NP42. Price 70k Np 22 . Np34 Rs 75k Plz in me se koi 1 Dekh k pistol bta dein Jo tootny wala pistol na ho life me 1 Baar hi khridna he.
@alibutt36393 жыл бұрын
Sir in me se APNI choice btao plz
@muhammadzahir72493 жыл бұрын
Nice sir
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Thank you bhai
@shabbirahmad30073 жыл бұрын
AoA what price
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai yah pistol market mein maujud Nahin hai.
@mairajbhai65943 жыл бұрын
@@PervaizAwan ustad Mery pas he ye
@mairajbhai65943 жыл бұрын
Ustad Ji esmy agher pak bullet fire Kre to koi esho he
@سیدنامحمدرسولاللہصلیاللہعلیہوا3 жыл бұрын
Price
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai ab yah pistol import Nahin ho raha.
@سیدنامحمدرسولاللہصلیاللہعلیہوا3 жыл бұрын
Baikal mp 446c viking m ki price kia hai brother
@atharshafique12772 жыл бұрын
Nice pistol
@PervaizAwan2 жыл бұрын
Thank you bhai
@dilawerkhan23943 жыл бұрын
salam alaikum janab
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Walaikum Assalam Bhai.
@daimsalman49643 жыл бұрын
Chacha video quality to sahi kr lo
@hussainahmadani47553 жыл бұрын
پاکستان میڈ میں صرف 30 بور پسٹل اسٹیل باڈی میں لانگ لائف ہے ۔پولی مر اور ایلومینیم کچھ دنوں کیلئے چلتے ہیں
@PervaizAwan3 жыл бұрын
بھائی میں آپ سے سے پوری طرح متفق ہوں۔
@alifaraz16192 жыл бұрын
Price tu bata dian andazan
@PervaizAwan2 жыл бұрын
Bhai andazan 150000.
@r.b61703 жыл бұрын
یہ پستول sarsilmaz B9 سے مشابئت رکھتا ہے ۔ لیکن میں غلط ہو سکتا ہوں، کیونکہ مذکورہ پستول کو دیکھے ہوئے بہت عرصہ ہوا ہے ۔
@derfaschist96873 жыл бұрын
B6
@r.b61703 жыл бұрын
@@derfaschist9687 وہی، شاید ۔۔
@irfanqazi79853 жыл бұрын
Bhai apka nambr mil shgta ha
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai don't mind it's not possible for me Allah bless you.
@MuhammadAli-gv3vi3 жыл бұрын
Pervaiz bahi apna number de sakty hai ???
@PervaizAwan3 жыл бұрын
Bhai number dena mere liye mumkin nahin hai ummid hai aap naraz Nahin honge shukriya.
@MuhammadAli-gv3vi3 жыл бұрын
@@PervaizAwan ok pervaiz sahab ap se rabta kasay karay ?