Mere pass bhi yeah radio hai aab tak Mast radio Philips champion hi hai. Very informative video hai thank you 🙏
@anandgoswami305516 күн бұрын
@@sunilmadhale8723 Shukriya Sunil Jee .😊🙏
@santoshpadale557513 күн бұрын
नया हो या पुराना दोनो को यही होनोवाला है अगर लाईट का लाल डूबा घर के पास है तो जरूर होता है एल ई डी का कुछ तो असर होगा ही आप का विडिओ अच्छा लगा सही बात है
@anandgoswami305513 күн бұрын
@@santoshpadale5575 Shukriya Santosh Jee .. video aapko achchha laga Jaan kar Khushi hui.😊
@Naushad-e4b11 күн бұрын
Nyc video
@anandgoswami305511 күн бұрын
@@Naushad-e4b Shukriya 😊
@indravadanrana70215 күн бұрын
sir, thank u very much for my request, Philips champion new model is so good on FM than others model thanks
@anandgoswami305515 күн бұрын
@@indravadanrana702 Always Welcome mere Bhai 😊🤗😊
@ashoksharma-qj9lz16 күн бұрын
बिल्कुल सही विश्लेषण किया है, वास्तव मे फिलिप्स चैंपियन new बढ़िया रेडियो है सिवाय बैटरी खाने के..
@anandgoswami305516 күн бұрын
@@ashoksharma-qj9lz Jee Sahi kaha aapne Sir. Yadi Rechargeable battery ka option Company is ke sath deti to ye model market pe raaj karta... kyonki ye reception mein bade badon ko takkar dene ki kubat rakhta hai..Thank You for your comment and perspection..😊🙏
@JashvantiStudio16 күн бұрын
Rechargeable battery lelo
@anandgoswami305516 күн бұрын
@@JashvantiStudio Jee ,ye ek option ho sakta hai..aur iske sath dusre options bhi hain jiske liye ek dedicated video hai is channel pe jiska link Mane description mein de rakha hai ,, thank you for comment.😊
@venugopalgopinath741711 күн бұрын
ELECTRONIC INTERFERENCE FROM LED BULBS TUBE LIGHTS AND EVEN BLDC CEILING.FANS CREATE PROBLEMS IN.TRANSISTOR .BEST RESULT USE ORDINARY BULBS WHEN YOU ON A RADIO
@anandgoswami305511 күн бұрын
@venugopalgopinath7417 Yes you are right,,all the equipment we use ,which produce electro magnetic Interference cause disturbance in reception of radios and transistors ... Thank You for your opinion 🙏☺️
@indravadanrana70215 күн бұрын
vah sir, future me ye problem ( led lights) bhi pura solve ho jayega new model ayege, becz co.( sabhi mfg.co.) ko bhi malum he, R&D hone pe ,jis din ye problem pura solve ho jayega, yakin mano har ghar me fm radio ayege, we hope thanks sir
@anandgoswami305515 күн бұрын
@@indravadanrana702 Shukriya Rana Jee..Hope ki wo din jaldi aaye RADIO KA ACHCHHA DIN....😊🙏😊
@PankajGupta-pf7vz16 күн бұрын
Nice vediyo...🎉 Hamare yahan Led se redio per koi fark nhi padta
@anandgoswami305516 күн бұрын
@@PankajGupta-pf7vz Jee Sir, Radio achchha ho to led uske reception ko naganya hi prabhavit karte hain ..
@PankajGupta-pf7vz12 күн бұрын
@@anandgoswami3055Anand ji kabhi fm bluetooth speaker ka veediyo laye..🙏 Amazon per bahut se bluetooth fm redio available hai jinki keemat lagbhag 600/- hai ....Jaise ki BKk, firetutor, rock music etc.
@anandgoswami305512 күн бұрын
@PankajGupta-pf7vz Jee Pankaj Jee..halaanki pagaria ke walkie aur Grenade ke kai videos is channel pe hain..phir bhi koshish karunga ki BKK jaise budget bt / fm speakers pe kuchh videos laaya jaaye. Thanks a lot for your kind suggestion 😊🙏
@PankajGupta-pf7vz12 күн бұрын
@@anandgoswami3055 bahut bahut abhaar....❣️🙏
@anandgoswami305512 күн бұрын
@PankajGupta-pf7vz 🙏🙏❤️❤️😊😊🌹🌹
@rockykhan633814 күн бұрын
philips champion bahut badhiya radio hai especially for fm reception....i prefer listening to fm in my room hence i installed a yagi antenna and fm booster on my terrace aur ab bahut zabardast reception aata hai door door ke fm station even in room
@anandgoswami305514 күн бұрын
@@rockykhan6338 waah ye to badi achchhi baat share ki aapne... dhanyawad aapka apne experience is channel pe share karne ke liye...😊🙏 Jude rahiye aur kabhi yagi antenna aur booster ki bataiye hamare darshakon ko..👍
@iHarishModhavadiya16 күн бұрын
Radio mast hai par month me 200rs ka cell chahiye. Jo bahut jyada hai
@anandgoswami305515 күн бұрын
@@iHarishModhavadiya Pareshan hone ki aawashyakta nahin hai iske battery ke liye...Is channel ke video list se Power Option for Champion ko search kar dekh lijiye..
@vikramkushwaha626116 күн бұрын
Ji sir bhot achcha video sir aap ke paas xhdata 108 redio h
@anandgoswami305516 күн бұрын
@@vikramkushwaha6261 Thank you Vikram Jee.. D-108 hai mere paas .is video ke description mein champion vs d108 ke 2/3 videos ka link daala hai mainen ..
@vikramkushwaha626116 күн бұрын
Sorry sir r108 bolt rha tha
@anandgoswami305516 күн бұрын
@vikramkushwaha6261 R108 to nahin balki xhdata ka R109 hai ..
@anandgoswami305516 күн бұрын
@@vikramkushwaha6261 Xhdata ka r108 ek achchha radio hai, reception aur sound kaafi achchhi hai iski...bas battery hi iska weak point hai ..bl 5c battery use hota hai isme. Battery yadi laga hua rahe to teji se discharge hota hai. Iska upay hai ki after use battery ko radio se nikal ke rakha jaaye...
@ArvindKumar-ve2pe11 күн бұрын
Me 50 saal se rediyo calata hu par enteena hona he nhi cahiye.
@anandgoswami305511 күн бұрын
@@ArvindKumar-ve2pe Jee Sir,,pahle ke analouge radio mein antenna inbuilt hote the ..unki technology alag hoti thi..😊 Thank Sir for your comments and sharing of your experience 😊🙏
@indravadanrana70211 күн бұрын
sir, apke yaha se nearest fm radio kitna km. duri pe he ?
@anandgoswami305511 күн бұрын
@@indravadanrana702 Namaskar Rana Jee..mere yahan se nikat tam fm station 20 KM ke lagbhag mein hai.
@DoleswarNayak-wq8qk14 күн бұрын
Led bulb ka problem
@anandgoswami305514 күн бұрын
@@DoleswarNayak-wq8qk Jee ..radio ke reception ko LED bulb prabhavit to karta hai parantu not very much,, Radio ka sthan badal kar aur radio ko led bulb se dur rakh kar hum iske emw se radio ko bacha sakte hain..😊
@easywaytoart965615 күн бұрын
Mere d219 me yaha 5 fm pakadta hai, agar main daifield lunga tho kitna fark padega fm me
@anandgoswami305515 күн бұрын
@@easywaytoart9656 5 fm hi pakdega yadi koi aur station ke range mein aapka area nahin aata hai..haan radio to radio reception ki quality mein fark jarur aata hai ...
@anandgoswami305515 күн бұрын
@@easywaytoart9656 par ek baat main kahna chahunga ki Diafield ki better reception quality...sound,,,, portability,,aur value for money hona ..in sabhi ne milkar mujhe iska fan bana diya...😊