Jazakallah it was outstanding. Best firni I ever had!!
@bilalshaikh67595 жыл бұрын
Very very very nice recipe
@henaarshad71403 жыл бұрын
Main aapki white butter chicken recipe har occasion pe banati hun..or sabko bohat pasand aata hai butter chicken ❤❤.. inshallah ab ise bhi banaungi
@tabindaiqbal27464 жыл бұрын
"ASSALLAMOALAIKUM""SUBHAN ALLAH''THANK Q FOR SHARING WITH US THIS AWESUME AND BEAUTIFUL RECIPE "STAY BLESSED"ALWAYS
@afreennoor35647 жыл бұрын
aapki sabhi recipes bht achi hoti hai..thank you aapa..
@masoodturkey20057 жыл бұрын
aap ki sari recipes bht acchi hoti hai..
@ImranKhan-ic6gr6 жыл бұрын
Assalamualaikum aapka banane ka andaz aur samjhane ka tarika bahot acha hai
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Walekumassalam dear Thanks
@muhammadtabassum27016 жыл бұрын
Bohot achchi kheer banai isi tarhan or recipes bhi dedi rahen
@azadalam91647 жыл бұрын
app bht achhi dish bnati h
@amnasyed46 жыл бұрын
ماشاءاللہ زبردست کٹر سے پستے کاٹ کر دکھائین
@priyamavi3506 жыл бұрын
mare mummey be banate h thankyu mam all tha best
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Your welcome
@irfanahmad43756 жыл бұрын
mam aap sari dishes bhahut achchi tarah se banati h or samjhati h me aapki sari recipe dakhti hu
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+Irfan Ahmad ji Thanks for watching our recipes dear
@mumtazbegum47086 жыл бұрын
Bht zabardast bht Aala masha Allah ammi meri isi trh bnati hain firni
@sandipkadam66326 жыл бұрын
nice recipe phir ni ke baare me pehli bar kuch naya janne ko mila nice recipe I will try
@raisalam19565 жыл бұрын
sandip Kadam
@parveenshaikh20447 жыл бұрын
baji aaj hum ne firni banay the aap k tariqe sy ghar m sub ko bahot pasand aayi thanks baji . jazak allaha
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Parveen Shaikh ji Thank you so much dear
@mohdnadeem1930 Жыл бұрын
Assalamualaikum aunty mai meerut girl farheen apne husband ki I'd sai AJ fst tym firni bna rhi hu apki recipe dekh kr sasural Mai ..😊dua karna ki achi bne
@sajabkhan87127 жыл бұрын
mem mene aap se makhane ki kheer ko kha tha aapne abhi tak nhi Dali wese to you tube pr bahut video h lekin me aapse banwana chahrhi Hu mujheaapki recipes bahut pasand aati h
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Sajab Khan ji Inshaallah bohot jald hi banaynge dear bas thora waqt or den bohot bohot shukriya aap ke pyar ke liye
@samrinkhan47016 жыл бұрын
I big fan of Ur recipes
@shalinichoudhary98496 жыл бұрын
mam apki dish bht achchi hoti h chahe veg ho ya nonveg ho
@sajabkhan87127 жыл бұрын
me aapki recipes try krti hu
@zeerzeer38717 жыл бұрын
Assalam alekum Allah app ko khosh rakhe sehat sala. ti k sath sari tarkeeb bohat barhia ma Sha Allah khosh raheen
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Zeer Zeer ji Walekumassalam bohot shukriya
@parishaikh79266 жыл бұрын
Walekumassalam aunty humne apki firni ki y recipe try ki aur mashallah boht hi tasty bani hume khoya dala bhi nahi fir bi zabardast bani aur ghar me sabi ne boht taarif kiy jazakallahu khairan
@ayanchaudhry11064 жыл бұрын
Aunty agar bina bhigoye ki chawal pis gaye ho to kya kare
@foodchief66166 жыл бұрын
I tried this today Mashallah bohat achchi bani my husband luv it Thanks Keep it up👍🏻👍🏻👍🏻
@amreenshaikh23824 жыл бұрын
Sab dish bahut acchi hoti hai aur measure bhi proper hota hai best
@rukhsar71757 жыл бұрын
Nice mam... Bht achi h ... ap ka samjhane ka tariqa bht hi accha hota h... Masha Allah se...
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Rukh Sar ji Thanks for follow our recipes sister
@afreennoor3907 жыл бұрын
+Zaika Dilli 6 nice
@trapxclaimed5547 жыл бұрын
bahut tasty hai . main kal zarur banayugi thanks baaji for the lovely recipe.bye take care.
assalamualaikum baji...bht aasan tarike se samjhaya aapne..allah aapko jaza e khair de
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+mohammad azharuddeen ji Walekumassalam bohot bohot shukriya
@itsayeshafatima6756 жыл бұрын
so sweet very good method of phirni 👌👍👏🍲
@shortbyks5 жыл бұрын
Meri mamma ki bhi bilkul aysi hi banti h 👌👌
@asifahmed38287 жыл бұрын
Mene aap ke style m dam wale biryani banaye h mst bane thnx
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Asif Ahmed ji Thanks for follow our recipes
@saad_gamer7 жыл бұрын
Asif Ahmed v 77l6
@tarannumshaikh68927 жыл бұрын
very nice recipe
@mahaabbas93707 жыл бұрын
Aapa, chanay ki daal ka halwa AUR gur k chawal bhi sikhain
@NabeelAhmed-qj4vh4 жыл бұрын
In audio it is told that rice should be 100g, whereas in description it is mentioned 60g. Please clarify.
@sayanghoshal56197 жыл бұрын
bahut badiya, humne ghar par ise banakar khaye to behad acha laga. Ek request hay, lache jo hote hay, jise dudh me bhigoke khaya jata hay, use ghar par kaise banaye. Maine bahut sari muslim friends ke ghar wale se puche par sabhi bolte hay ki wo market se kharid kar laate hay. Please aap lache banana sikha dijiye !
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Sayan Ghoshal ji Thanks for follow our recipes & hum aapko ye recipe bhi jaldi bataynge
@sumera8156 жыл бұрын
waqai me asaan nhi he lekin phr bhi bnai jae to ban jati he per hath me pain ho jata he aur tasty bhi bht lgti he thanks api ,,👏😊
@simraali6916 жыл бұрын
Ma shaa Allah bohut hee achy banae hy
@AliKhan-pf2jx7 жыл бұрын
superrrrrr jazak Allah
@syedarif44447 жыл бұрын
plzzz kheer ki bhi resepi jaldi bataein...
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Syed Arif ji Aap hamare channel par kheer or paneer ki kheer dekh sakte hain.
@nahidabanuadam44556 жыл бұрын
Kevda kya hota hai
@ashwinibajpai82786 жыл бұрын
Bahot achchese sikhaya apne mam.
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+Ashwini Bajpai ji Thank you so much
@rituparnade6 жыл бұрын
Kashmiri dishes dikhayie plz
@amiapatel8237 жыл бұрын
Recipe is nice
@sabakhan65256 жыл бұрын
Dum aloo ki recipes bataiye plzz
@sarahgulz55456 жыл бұрын
Asslamualekum aapne jiss doodh ka zikr kiya h abhi is vedio me wo kiya h jo mitti ke cup me piya jata h plz us doodh ko bhi bna ke dikhaye
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+nashrah khan ji Walekumassalam dear inshaallah zarur banaynge Thanks
@vineetkumar93716 жыл бұрын
Aunty ji tum bharatpur ya deeg se ho kya.....
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Delhi se
@lakweilaetitiawei71727 жыл бұрын
Very tasty, my favourite sweet desert .
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Lakwei laetitia Wei ji Thanks
@fatima.sayeed86746 жыл бұрын
Bahut khoob
@nammachennaino59487 жыл бұрын
Mein aaj bataungi aapky nutabik gulab jamun banya mny bhot bhot hi achy bane hy baji thnks Salam
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+namma Chennai no ji Thanks for follow our recipes dear
@memonhafeez9465 жыл бұрын
Nic resipi
@junedsaifi70602 жыл бұрын
Aunty human steel ke bartan ma firni banai thi magar steel ka bartan na colour chod diya firni bana ka Baad Kali pad gai. Plz bataya is ka Liya Kya kara plz
@junedsaifi70602 жыл бұрын
Plz reply me
@junedsaifi70602 жыл бұрын
AP na reply nhi Kya Aunty
@faiyazahmad45386 жыл бұрын
nice 👍
@huzaifashaikh79116 жыл бұрын
salam very nice
@farzanasaleem14157 жыл бұрын
Assalamoalaycom,furniture tu buhat zabardast banaii.hay..... Katar say pistay kaisay rakh kar katay.hamain bhi bata dain kisi din.
@farzanasaleem14157 жыл бұрын
firni
@sulaimansultana91286 жыл бұрын
assalam aly kum baji app kaisa hooo app kii cooking aur hamari cooking 99% same hai mujha nai dish umma Ali kaisa bana hai bata app ka bahut shukriya ya recipe share karna ka Liya b sukriya phirni may basmati rice dala too phirni achi banti hai......
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+Sulaiman Sultana ji Walekumassalam dear I m fine Thanks for your lovely comment
@mentor50256 жыл бұрын
Best recipies Masha'Allah. I really live your cooking and sweet living style of talking...😍. Masha'Allah aap buhat mayhnat karti hain. Aik request hy. Plz aap apna cutter/slicer up backing side and lemon mixture main over night some rayhnay dain... it will shine like a shining star...love zaikqa dilli channal.... Stay bless
@yousufkhan49436 жыл бұрын
Mri phrni me ghutliyan jam jati h plz ap ye btaye k ye q hota h
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Recipe ke ek ek method ko bohot dhyan se follow karen
@priyankagajbhiye86046 жыл бұрын
How to buy 1kg milk
@khalidsabri41494 жыл бұрын
Auuuuuu. 1 lltr. Doooodh may may iitti. Si
@saleemchoudhry90165 жыл бұрын
Nice
@vineetkumar93716 жыл бұрын
Bina kevda ke nahi ban sakta kya.....
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Ban sakti he
@DKCkiduniya5 жыл бұрын
Vineet Kumar khusboo k liye h kewda
@mohdzakir63687 жыл бұрын
TASTY YUMMY VERY SWEET I LIKE TOO MUCH
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+mohd zakir ji Thank you so much
@kajimsaifi20335 жыл бұрын
5 kilo milk ma kitna chwal lata h
@Zaikadilli65 жыл бұрын
Half kg chawal
@Ali-uz8qg7 жыл бұрын
Behtareen aur mazedar.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Ali ji Bohot bohot shukriya
@Ali-uz8qg7 жыл бұрын
Yeh rice ko grinder mey piste hain powder bananey. Mera sawaal yeh hain ke.....Kya Rice flour (Rice aatta) istemal kar sakte hain? Kya aatta se phirni main taste badal jayenga? Please reply karen, shukriya.
@ayeshakhan64545 жыл бұрын
Mashaallah AAPKI DISS 👌
@zoyna12347 жыл бұрын
Gud wale chawal bhi banana sikhae Allah kare sap aise hi kamyabi hasil karte jae and of course hame achi2 dishes sikhati rahe I'm a big fan of you
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Shabi Alam ji Your welcome dear Thanks for like our recipes gur k chawal bhi zarur bataynge inshaallah
@DINESHGADA6 жыл бұрын
Awesome
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+DINESH GADA ji Thank you so much
@abdullahnaseem65617 жыл бұрын
cutter se pista kat kdekhea lriem app ki hr dish achi hoti ha
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Abdullah Naseem ji Thank you
@syedasalma89377 жыл бұрын
I Love sweets mam Thanks mam
@sabajalal1676 жыл бұрын
Is Mai rose water Dal sakte hai?
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Yes
@sabajalal1676 жыл бұрын
@@Zaikadilli6 Bht hi lajawb Bani the
@AliKhan-pf2jx7 жыл бұрын
niceeeeeee
@humachaudhary10337 жыл бұрын
plz mam kesar firni bnana btaiyega zaldi hi .
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Huma Chaudhary ji Kesar firni humne aaj hi upload ki he aap dekh sakti hen Thank you
@humachaudhary10337 жыл бұрын
Zaika Dilli 6 thanku
@riffatnaheed82807 жыл бұрын
aap chandi ka warq tajveez nahi karen gi?
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Riffat Naheed ji Aap kisi acche attar se warq len naqli bohot hen bazar me
@kabeera_hijaabscollection37006 жыл бұрын
Assalamu alaikum ye kewda kya hota hai
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Walekumassalam flowers assence water
@nidakhan54996 жыл бұрын
Rice ko sukhne mein to bhot der lgegi to ise hum ek din phle taiyar krni pdegi
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Pest foam me bhi dal sakte hen
@sajabkhan87127 жыл бұрын
or ha chane ki daal ka halwa ki recipe zarur de
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Sajab Khan ji Chane ki daal ka halwa ka link kzbin.info/www/bejne/jpXReKGJnNJ0bJI
@faisalkhana1faisalkhana1226 жыл бұрын
Packet wale milk se sahi banegi
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Yes dear
@Twinstigersvlog20135 жыл бұрын
Camera kch door Rakha kre
@kamarfahimy76327 жыл бұрын
aslkm. pls zarda rice batay
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+kamar fahimy ji Walekumassalam ji Zarde ki recipe humne dali hui he aap hamare channel par dekh sakte hen
@mohdnazimnazim98887 жыл бұрын
Zaika Dilli 6 ok
@zanaseem25797 жыл бұрын
Adaab please aap cutter ko badam pista kai liyai kaisay use karti hain batadain
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+ZA Naseem ji Aap mrkt se her type ke cutter le sakte he isily available hen
@red42376 жыл бұрын
JazakAllah 👍🏻😊🌺🇵🇰
@komalobroy40856 жыл бұрын
Fanstactic recipe😋😋😋
@jamshedali23267 жыл бұрын
aapne chawal ko bilkul aata kar diya hai... firni m chawlo ko thoda dardara peesa jata hai aur jyada better hota h sil batte par
@shainazshaik58687 жыл бұрын
kevada kya hai
@Ali-uz8qg7 жыл бұрын
Kevada water is also called Rose Water.
@shabanaparveen39346 жыл бұрын
Right
@shirinrashidansari6 жыл бұрын
No kevda water n rose water both r different
@saradadutta76977 жыл бұрын
Mam,Ak litter dudh se kitni katori hoti hey?
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Sarada dutta ji 12 sakori
@Nooneis07 жыл бұрын
Am going to make it today
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Asma khan suri ji Best of luck
@najmajawed11957 жыл бұрын
kya rice powder lay sakte hain jo bazar main milta hay
@afaqalam24396 жыл бұрын
nhi
@arfanab6077 жыл бұрын
Plz lakri ka chamch use Kia karey cooking ke lie
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Arfana B ji OK dear zarur Thanks
@humeraqureshi19947 жыл бұрын
Aapa kheer ki recipe bataye pls
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Humera Qureshi ji Aap hamare channel par dekh Sakti hain kheer ki recipes.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Humera Qureshi ji Aap hamare channel par dekh Sakti hain kheer ki recipes.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Humera Qureshi ji Aap hamare channel par dekh Sakti hain kheer ki recipes.
@madihasoomro62646 жыл бұрын
khewra zarpri jai?
@Zaikadilli66 жыл бұрын
No no
@simraali6916 жыл бұрын
Plz is pistachio cutter na nam batae
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Dry fruits cutter big bazaar me bhi mil jayga
@foodchief66166 жыл бұрын
Can use rice powder?
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Yes kar sakte hen Thanks
@foodchief66166 жыл бұрын
Zaika Dilli 6 shukriya
@palwashascookingchannel17305 жыл бұрын
Lovly recipe 👌
@farhatkhankhan57216 жыл бұрын
what is the difference between phirni and kheer
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Phirni chawal pees kar banti he kheer sabut chawal ki