ماشااللہ یک زمانہ صحبت با اولیاء بہتر از صد سال اطاعت بے ریا
@King.Memon.20482 жыл бұрын
💐🌹 Masha Allah 🌹💐👌🏻👌🏻👍🏻
@yasirmehmood1185 Жыл бұрын
MashAllah
@MR.KHAN.91Ай бұрын
Location
@Arshadkhan-ig5xc5 ай бұрын
Kase bhai ko pata hy ky peerr baba ka aurss kase date py hota hy ?
@RehmanzarinZarinАй бұрын
Me nawasa ho . but muji yad nahi chacho se puch kar bata don ga . uski wali miri chacho hi
@ihteefreakinshaam Жыл бұрын
Pir baba qabr Mae hill bhi nhe saktha aur ye log awlaad mangne aate hae
@ihteefreakinshaam Жыл бұрын
Allah se mangne ke Leye Kisi waaste ki zarorat nahe direct mangaa kro
@MuhammadKhan-gn6rh9 ай бұрын
Allah in se poochay ga kia Tum nay in logon se kaha tha Kay Meray mazar par aa kar maango. Tu ye hazrat peer saaf inkaar kardaingay. Quraan main ye baat maintained hay. Peer baba waqai aik mujahid or waqt Kay wali thay. In ki taaleemat main kahin bhi yay nahi hay Kay inhi ko Pooja jaey. Khudaara shirk na karain . Shirk sub se bara gunaah hay. Yay bhi Allah Kay banday thay. Tum bhi Allah Kay banday ho khud ko huzoor s a w kay tareeqay par chalao. Tu Allah tumhay bhi bara darja ataa kardaingay
@saniajameel810412 күн бұрын
To ap na mango jin waliou par Allah ka fazal ha to wo kuch b da sakty han Allah ky karam sy ap galt rang q daty ho ap ni manty na manu but oru ko b gumrah na karo