Pranaam Aunty ji.. Aapne Pitra-Paksh mein nahin honewali baate bahoot acchhe se bataayi hai.. Aapne Pitra-Paksh ke baare mein acchhi information dee hai.. Thank you Aunty ji yee sabb important information dene kee leeye.. Thanks..
@anjusrivastava63422 жыл бұрын
Awesome.. Information Thank you so much.. Ma'am 🙏💗🙏
@samhivens69234 жыл бұрын
आपने बहुत अच्छी पितरों की पूजन की जानकारी दी थैंक्स
@paramjitwadhwa93293 жыл бұрын
Bahut achi bate batai aapne
@priyachauhan67074 жыл бұрын
Unty ji kya ghar ki mahilaye bal nhi dho sakti or sindur bhi nhi laga sakte pitra paksh time per..
@priyachourasia12194 жыл бұрын
Pitra paksha me mahilaye sir dho sakti hai kya
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@meenumeenu8343 Жыл бұрын
Agar ghar me construction ka kam chal rha h to kya use jari rakh skte h
@JayKumar-gq2tn4 жыл бұрын
Mam jo manglik hai wo Thursday ka fast kr sakte hai plz mam bathe
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@Sanjaysingh-hy7ku4 жыл бұрын
Namshte maim aapki har vedeo mere dil ko chhu jati h
@Musicwithsangeeta4 жыл бұрын
Mam.. Pitarpaksh me gurubar brat ka udyapan kr skte h . Qki 16 gurubar complete ho gya h
@Musicwithsangeeta4 жыл бұрын
Mam answer kijiye plz.. Pr agr udyapan kr liya jae to koi paap lgta h kya..??.. Uska koi upay ho to btaye.
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap udyapan pitar ke baad kare
@jaideepvishwakarma13774 жыл бұрын
Chachji pitrpaksh me jitiyapada to me pujakaisay karu
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ye pitri paksha me hi hota hai
@savitakumari15954 жыл бұрын
Pranav mas jitiya kabrat Kai salo se Kar Raji hu par pitri puma adhik mas me suru Karu ya nahi
@AsanZindagi4 жыл бұрын
adhik mas me koi naya pooja nahi karana hai, aap jitiya aur pitri pooja kar sakati hai
@rairanjanasinha24424 жыл бұрын
Mam please aap bataye pitra Paksha me ladies kya kare,bal dhoye ya nhi ,sindur dale...etc thanks mam
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, aap ye sab kar sakati hai
@rairanjanasinha24424 жыл бұрын
Thanks mam
@ektaparasher98822 жыл бұрын
Mataji jis ghr mai abi vivah hua ho kya pitrr pujy jaty hai wha .. pls btaega Dnyavad 🙏
@Aradhanacharvi4 жыл бұрын
Namste aunty ji aapki jankari se bdo ki kmi poori ho jati h
@jaideepvishwakarma13774 жыл бұрын
Mam kuch dinbad jitiya me hamaray pass kushghass nahimilta to me durbaghass itmal karsaktahu jimutvahan bananay ke leye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@jaideepvishwakarma13774 жыл бұрын
@@AsanZindagi thank u chachi ji
@bablubhaiya27374 жыл бұрын
Bahut bahut bahut achi vedio bana ke jankari di hai aap guru maa dhanyawad
@Punamjanak4 жыл бұрын
Mata ji isbar jo phli bar krwachauth krna chahti h kya wo kr skti h
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, rah sakate hai
@Parthvikamishra4 жыл бұрын
Kya pyaz lehsun kha sakte hai hum, apni saas ko pani dete hai
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, aap khaa sakate hai
@Parthvikamishra4 жыл бұрын
@@AsanZindagi thank you 🙏
@ritashasharma70174 жыл бұрын
Kya Pind Daan ki vidhi sirf Gaya ji may hi kar sakte hai or kisi or jagah nahi kar sakte like kurukshetra?
@AsanZindagi4 жыл бұрын
saalana pinda daan talab ke kinare hota hai par pitaro ko gaya bhejane ke liye gaya me hi pinda daan hota hai
@SantoshKumar-lr5hq4 жыл бұрын
Di mere sasur nahi he to roj ka pooja karsktihu
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@lukeshwarisahu27224 жыл бұрын
Aunti mere se galti ho gya Mai pitra paksh me tulsi ka paudha shukh gya tha use nikal ka visarjan ki hu...... Iska koi Galt prabhav thodi hoga please bataye.......
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nahi, koi Galt prabhav nahi hoga
@sumanjaiswal16554 жыл бұрын
Kya es time pe sar k baal katwa sakte h......
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@adityagameing9132 жыл бұрын
mam pitru paksh mein jo thapar ko tarpan vidhi bataya jata hai kya 16 din tak ham log 12:00 baje tak upvas rakhenge FIR tarpan karenge FIR kuchh khaenge aur FIR pitru visarjan sham ko Ho jaane ke bad kya raat ka khana mein ham log pyaj lahsun prayog kar sakte hain iska uttar kripya dijiye
@AsanZindagi2 жыл бұрын
ji haa, aap visarjan ke baad bhojan khaa sakate hai, gar aap medicine le rahe hai to aap dopahar me tarpan se pahale fal aur chai paani le sakate hai
@sitagautam3664 жыл бұрын
Aanti keya pudima ke din sohagi mhilay koi singar n kare ya bal n dhoye jarur bataiyega
@AsanZindagi4 жыл бұрын
Aisa nahi hai, aap kar sakate hai
@poojamishra64544 жыл бұрын
Aanty aap kahti h ki pitra paksh me dainik pooja kar sakte h to meri mummy vaibhav lakshmi maa ka vrat karti h to kya use band nhi karengi na pls bataiga anty🙏
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, aap pooja continue kare
@poojamishra64544 жыл бұрын
@@AsanZindagi thanku anty 🙏lekin meri mummy pani arpan krti h tab bhi pooja kar sakti h
@sureshpathania87964 жыл бұрын
Thanks a. Lot. Didi
@SwatiSingh-lx6xl4 жыл бұрын
Ram 2 aunty jee..... Aunty pitrapaksh me Pooja krni chahiye ya nhi..... Plz btaiye......
@NISHASINGH-oh7qd4 жыл бұрын
Mera bhi Yahi Sawal hai
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, aap dainik pooja kar sakate hai
@ranjanashrivastav22644 жыл бұрын
Thanks mam
@manojkumarpandey37362 жыл бұрын
Anti namaste teej karava chouth ke din vrat me bal dhul sakte h
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Aap saade paani se baal dho sakate hai
@pragatimishra17924 жыл бұрын
Aunty ji apke vedios bhut ache hote h bhut clear hote h Mujhe apse ye puchna tha ki mere saas susur mata pita sabhi bhagawan ke ashirwaad sabhi kusal h ur swasthya h to kya mai pitar paksha manu ya na manu.pitaro kari jane wali bato ko manu ya na manu . Plz aunty ji bata dijiye.ur ek bat ur aap bhut cute h.
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aise me aap pitra naa maane
@Prachi002-014 жыл бұрын
Maa ji...mere ghar me iss baar ek casualty ho gyi hai toh kya iss baar pitra paksha me khana banega pitro ke liye ???
@AsanZindagi4 жыл бұрын
Aise me aap kutta,gaay aur kauva ko khana de sakate hai aur agar ho sake to kewal thithi par bhog lagaye
@Prachi002-014 жыл бұрын
@@AsanZindagi bahot dhanyawad apka....kripya ye bhi bataye kya baaki pitro ko roz tilanjali deni hai??? Aur brahmans ko seedha diya jaa sakta hai iss baar???
@pratiksharawat96954 жыл бұрын
Maa ko prenam. Shradhm hm gher pr gulab ka podha lga skte h?
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@jaideepvishwakarma13774 жыл бұрын
Chachji 17 September ko vishwakarma Puja Vidhi kaisay karu kay aap koi video uplod karangi
@priyatiwari11164 жыл бұрын
Aunty Ji mera mixer kharab Ho gya h to le sakte h
@AsanZindagi4 жыл бұрын
agar ho sake to ap abhi repair kara le
@cgvloggersantoshi4 жыл бұрын
Pranam mata ji Aapki sabhi video bhut hi achi or helpful rhti h Ye Jankari hme nhi thi aapne btaya bhut bhut dhanyavad aapka maji aap kha rhti h pls batana mai aapke darshan krna chahti hu
@AsanZindagi4 жыл бұрын
is samay ham chhattisgarh me rah rahe hai
@cgvloggersantoshi4 жыл бұрын
@@AsanZindagi chattishgarh ke kis jile me ma ji pls batana jarur
@anjalibansal84854 жыл бұрын
Aunty pitru paksh me normal daily wali Pooja aur mandir ki safai kar sakte hai ya nahi? Aur is sal adhik maas bhi lag raha hai, usme puja path aur baki kam kar sakte hai ya nahi ?
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, kar sakate hai
@anjalibansal84854 жыл бұрын
Asan Zindagi thankyou
@Mukesh-ss5xj4 жыл бұрын
Pranam aunty ji....ghar me agar shadi hui ho to pitra poojan karna chahiye ya nahi???
@AsanZindagi4 жыл бұрын
Tiltrapan aur pindadaan naa kare aur baki niyam kar sakate hai
@Mukesh-ss5xj4 жыл бұрын
@@AsanZindagi Thank u🙏🙏🙏
@archanakumari-ok6gk4 жыл бұрын
Radhe Radhe aunty ji agar kisi ladki,ladke ki kundali me pitradosh ho or uski shadi nhi hui hai to kya vo is pitravisarjan me pitro ko bhog laga sakti hai markdarshan kre??
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nahi, aapake bade jo ghar me hai vo bhog lagayenge
@shawanrider24484 ай бұрын
Aunty g pranaam,,aap kripa kr k pitro k nimeet bhojan pr jal kitni baar dhumaya jata hai ,,2 baar yaa teen baar ,
@AsanZindagi4 ай бұрын
subh aasirvad, 1 baar khumaya jata hai
@saritamishra48504 жыл бұрын
Aunty ji hum pitrapaksha me pooja Kar sakte hai
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@lifewithnavika44104 жыл бұрын
hlo Aunty ji pranam m pregnant hu aur is time maiyke m hu kya m pitrapaksh m sasural ja skti hu .agr nhi gyi abhi to 8ba mahina lg jaayega 4-6din m to phir ek mahina aur nhi ja paaugi .mujhe kuch samjh nhi aa rha plzz mam btaye m kya kru .
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap abhi naa jaaye
@lifewithnavika44104 жыл бұрын
@@AsanZindagi but mam phir 8ba month lg jaayega to m bilkul nhi ja skti hu kya kru
@swastikaawasthi17424 жыл бұрын
Didi please batiye mere bete ki shadi Ko 1 saal nahi hua hai kya hum pitra bhoj kar sakte hai..
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nahi
@SunitaTiwari-sg6ew4 жыл бұрын
Mata ji mujhe rent per Ghar Lena h usme pahli bar mujhe shift hona h hame kab sift hona chahiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap pitar ke baad shift kare
@meenakotwal78483 жыл бұрын
nice di🙏
@sspr37544 жыл бұрын
Aunti jee mere sasural me pitri paksh nhi mana jata sab log sant seva karte hai..par mere mayke me mante hai to kya mai garbhdharan ke liye try kar skti hun..mujhe bahut jaruri hai isly reply jaroor kgyga..
@madhu32094 жыл бұрын
Aunty mere ghar pramod ye puja hot I nahi h Kya mai kard sakti hu pahli baat pandit se puchhogi kard Kenilworth change Kya plz btaeye
@nehaanumingupadhyay65024 жыл бұрын
Nice anti
@nehaanumingupadhyay65024 жыл бұрын
Bot janki h aap ko nice
@gulshangu57284 жыл бұрын
Mere saas sasur gya kr k bhagwat bhi kr chuke hain to kya ab bhi pitra puja ki jani chahiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
gaya ke baat pitra pooja nahi hoti hai
@nunnuashi53002 жыл бұрын
Aunty ji hm chukhat pr diya kb se jala skte h pitra paksh ke bad ya fir kb se
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Aap tithi ke anusaar diya jala sakate hai
@soniyavirenderkataria50094 жыл бұрын
Very nice aunty ji
@priyachourasia12194 жыл бұрын
Pitra paksha me gehu, chawal , daal jaise anaj chunna binna saf safai kar sakte hai kya
@ranjanashrivastav22644 жыл бұрын
Mataji chadan sparsh . Hamare mother in law and father in law ka shrad hie 2 days ago and abhi covid 19 ki vajah se daan ka saman or ghana hamen jinko dena hie kya ham unke hi Ghar bhej sakte hin madam please reply me.
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, aap aisa kar sakate hai
@bablubhaiya27374 жыл бұрын
Mere beta ka birthday day Sunday 6th September ko hai. to kya mandir ja skte hai .aur ghar me 2se4 log hai kya mana skte hai apne me.
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@bablubhaiya27374 жыл бұрын
Bahut bahut dhanyawad guru maa jee
@ranchoabcd68934 жыл бұрын
Jo pani tarpan karte hai wo guruwar ko dadhi kat sakte hai kya ??
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nahi
@priyachourasia12194 жыл бұрын
Pitra paksha me poorvajo ki photo ka muh kis direction me hona chahiye aur pooja karnewale ka muh kis direction me hona chahiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
poorvajo ki photo south me rakhi honi chaiye aur pooja karnewale ka muh south me hona chahiye
@anitagupta21154 жыл бұрын
Agar parivar me baccha ho jaye to pitr me shraad kr skte h???
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nahi
@manojkumarpandey37362 жыл бұрын
Aanti aunty namaste din vrat ke din kya Bal sakti hai ki nahin
@pritiworldfemusstatus4 жыл бұрын
Mata ji Mera beta hua hai aur 14 stembar Ko 11 MAH pura ho jayega aur AVI may Apne make nhi ja Pai kya pitarpach me ja skti hu Mata ji age ek saal ke andar sait se nhi ja paugi to Mata ji kya saal bhar ke Baad sait bn skti hai
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap pitar ke baad mayake jaa sakati hai
@agarwalpushpa014 жыл бұрын
Sadar Pranam didi Aap bahut acchi janakari deti hain kripya mera margadarshan kariye mere sasur sab ki tithi navmi hai aur sasu maa ki chaturdashi hai pehle to main dono ka alag alag tithi ke anusar karti thii par abhi paanch chay saal se dono ka shradh navmi ko hi karti hoon kya yeh uchit hai mere sasu maa suhagan thi main jode se hi jimati hoon Didi main 16 dino ki Mahalakshmi pooja bhi kar rahi hoon wo ashtami ko puree hogi to kya doosray di navmi ko shradh kar sakte hain ya nahi kripya margadarshan karey Dhanywad 🙏
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap matri navami par dono shraddha ek saath kar sakate hai, aap pooja ke baad navami par sharadha kar sakate hai
@Luckyyadav-ye3ig4 жыл бұрын
Mata ji kis tel me bhojan banaye shradh me
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap kisi bhi meethe tel ya suddha ghee me banaye
@chotishona4 жыл бұрын
Mataji kya hum agar hamare dost koi lunch ya dinner pe invite Kare pitrapaksh ke dauran toh humein jana chahiye ki nahi... plz bataiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
Agar aap pitar pooja kar rahe hai to aap naa jaaye, nahi to aap jaa sakate hai
@kalpnasingh85144 жыл бұрын
Namaste aunty ji mujhe please bataye ki bhagvaan ji ke pahne kapdo ka kya kare jo purane ho gaye ho.
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap kapado ka jal visarjan kar de
@munmun324 жыл бұрын
Bohot shundar lagrahihain ...
@kashavsinghlodhi18814 жыл бұрын
Pdt दीदी हम 2017me गया g श्राद्ध कर आए हैं अब पितरों के लिए हमे किस विधि से पूजन करना चाहिए? अभी शिवपुराण का पाठ करके सूर्य avam पितरों को जल दे रहे हैं
@AsanZindagi4 жыл бұрын
gaya ke baad pooja nahi karai padati hai
@RakeshSingh-nf9si Жыл бұрын
Oil sabun laga sakte hai
@AsanZindagi Жыл бұрын
ji haa
@tinarai4 жыл бұрын
Good information. Thank you auntyji. I also liked your video backdrop green lush garden.👌🏻😍
@veenavishwakarma70424 жыл бұрын
Jitiaa kab pahna jata h? Kya nahay khay k din pahan sakti hu?
@gaavkigori54024 жыл бұрын
Ab bhut achhi baat btate h,aunty g🙏🏻
@healthtipsreal99084 жыл бұрын
Good
@sachingupta51644 жыл бұрын
Ky bina lahsun pyaj ka khana vog lga skte h?
@bhaktinagri9014 жыл бұрын
जी भोग मे लहसुन प्याज़ यूज़ नहीं करें 🙏
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nahi
@sonikaushik98104 жыл бұрын
@@AsanZindagi bina lhsun pyaj ka khana to bhog me lga skte hai ma ji....
@sudhatripathi18664 жыл бұрын
माता रानी से यही प्रार्थना है इस संवेदनशील समय में दीदी आप सपरिवार सदैव खुश प्रश्न उचित एवं सुखी रहे प्रणाम दीदी
@chotishona4 жыл бұрын
Mataji Kal yani Pitro Amavasya hai toh mujhe apne pitr ki puja kaise karna chahiye
@NeelamSingh-hm4nd2 жыл бұрын
प्रणाम मैडम 🙏🏻
@vinaykumar17644 жыл бұрын
Mam kya पितृपक्ष me grbhadharn kr skte h ya nhi
@bhaktinagri9014 жыл бұрын
इस समय ये सब वर्जित होता है l 🙏🙏
@shree00162 жыл бұрын
Mam, Ghar me shadi ho November me to kya September me GYA ja sakte hai??
@AsanZindagi2 жыл бұрын
ji haa, aap jaa sakate hai
@sonikaushik98104 жыл бұрын
Ma ji ghr me jis tulsi ki pooja krte hai.... Kya usi me tapad wala jal daal skte hai..... Bataye plzzz......aur ma ji nai jhadu phle hi mnga liye the to kya pitar me shanivaar ke din se lga skte hai....
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, aap pooja ke tulasi me hi paani de sakate hai, aap jhadu bhi use kar sakate hai
@sonikaushik98104 жыл бұрын
@@AsanZindagi jai mata di.... Maa ji
@manjuverma55064 жыл бұрын
Mam ye istdev se ky matlb hai
@sonamyadav98424 жыл бұрын
Maji mere sasur ji ka akal mritu hua tha jb mere husband chote the saas abi h to mai ya husband tulsi me jal de skte h kitne dino tk de jal Mai du ya husband plz btaiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
unake bete 15 din tak tarpan ka karya kare
@sonamyadav98424 жыл бұрын
@@AsanZindagi thanku
@narensrivastva66054 жыл бұрын
navrat October me hai to piter ke baad malmas me jis ghat me rahte hai usme repair kerwa sakte hai ya nhi
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, aap repair kara sakate hai
@GamingwithNxtAnuj4 жыл бұрын
Please bateye keya aise hi hai
@sangeetashrivastava58674 жыл бұрын
Nice 👍
@sudhadubey66374 жыл бұрын
दीदी प्रणाम आप हमारे प्रयागराज मेजा रामनगर की है क्या ?अगर पितर के दो दिन पहलेघर मे बच्चा पैदा हुआ हो तो पितरो को पानी देना चाहिए की नही।मार्ग दर्शन कीजिए
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ऐसे में आप पानी ना दे, हम मेजा से है
@renupandey5514 жыл бұрын
Pitripaksh me pani deni ka karya mahila kar sakti hai kya ?
@AsanZindagi4 жыл бұрын
Agar ghar me koi purush hai to ye karya vo hi kare
@sonubutana22834 жыл бұрын
Mata ji m guru Diksha li hui ha or ab m kuch din c glat sangti m fasgya or ab muje ye sab glat lgta ha ki mne glat kiya kya muje dobara Diksha leni pdegi ya japp krta rhu
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap kshama prarthan akrake jaap fir se kar sakate hai
@sonubutana22834 жыл бұрын
@@AsanZindagi apka bahut bahut dhanyawad mata ji
@rilukumar28304 жыл бұрын
Aap bataiyega Auntie ji ki pitra log ko kaise lagayein
@vandanadwivedi19483 жыл бұрын
Ramayan krna chahiye ya nhi or ghr ki jo normal pooja krna chahiye ya nhi
@Bhalutherottweiler4 жыл бұрын
पितर में क्या बोलना रहता है क्या बोले जो जल दुध दें?उत्तर दीजिएगा🙏
@AsanZindagi4 жыл бұрын
pitrar ka naam lekar "Tasme swadha" ka uchharan karana chahiye
@deepikasingla6624 жыл бұрын
Hare krishna aunty g Kya hum pitra paksh me stitching kr skte h Kuch khte h ki phle cut kr ke rkh lo pitra paksh se phle new cloth fir stitch kr lo pitra paksh mekya ye sahi h
@AsanZindagi4 жыл бұрын
jinaka business hai vo aisa kar sakate hai
@umakantsrivastava65152 жыл бұрын
राधे राधे
@rajeshwarigoyal80734 жыл бұрын
Meri sas ka shradh astmi ko hota hai susar ka navmi ko hota hai kya hum nvmi ko dono ka shradh ak sath kar skti hu
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, aap aisa kar sakate hai
@Pragatigupta52244 жыл бұрын
@@AsanZindagi namaste anti ji Mere sasur Poornima ko aur SAS Saptami ko expire Hui Hain aur mere par sasur aur Par sas ki tithi bhi Humko Pata Hai To Ham in Charo ko ek sath Brahman bahut karvana Chahte Hain To Ham kis din Karen
@SureshYadav-bf3jg4 жыл бұрын
Pitar pach ma jyatia Brath padta hai to us din visase singar karana chahea ki nahi
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap kisi parva par, pooja par shringar kar sakate hai
@memomadhyacutipie12394 жыл бұрын
Pranam Mata ji aap ye bataye ki shard aur tidhi ke Sharad mn kya fark hai
@AsanZindagi4 жыл бұрын
sharddh tidhi par viesh pooja hoti hai
@sonikaushik98104 жыл бұрын
Ma.. Ji hmre mayke me papa nhi hai... Aur hmare bde papa abhi 2saal phle hi gya pooja kr aaye hai aur bhagwat bhandaara bhi kr diye hai.... Kya ab mere bhai aur mummy Pitarpakch me pitar pooja na kre...kya kre... Mata ji answer de plzzzzzz... Plzzzz
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa, jab tak gaya nahi hota hai pitra pooja ki jaati hai
@sonikaushik98104 жыл бұрын
@@AsanZindagi mtlb samjh me nhi aaya kre.. Pooja ya nhi... Papa ki gya ho gyi hai...
@tanyasahu30203 жыл бұрын
Mere pariwar me me aur beti hai hasband abhi April me nhi rahe me kaise pujan karu??
@AsanZindagi3 жыл бұрын
Aise me aap ek varsh tak abhi shraddha naa kare next year se aap sharddha karya kar sakate hai
@ankitasingh53464 жыл бұрын
Aunty ji abhi Gmin Khrid sakte h
@ankitasingh53464 жыл бұрын
Aunty ji plzz btaiye Pitrapaksh m land le sakte h
@ankitasingh53464 жыл бұрын
Plz reply me
@ankitasingh53464 жыл бұрын
Han ya nhi Kuch to btaiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nahi
@ankitasingh53464 жыл бұрын
@@AsanZindagi Thank you aunty
@anujanoop21834 жыл бұрын
Ma ji aap ne Jo dewali me. Pirt ki Pooja btaye hai. To phle pitr ki Pooja karna chahiye ya bagwaan ji ki or ma ji. Kya yam ji ki Pooja pirt se phle ya bad me Kya Diwali me pirtro deep Dan karne ke bad. Nhana chahiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap pahale pitar ki pooja kar, yam ki pooja pahale kare, deep daan ke baad nahane ki jarurat nahi hai
@bablubhaiya27374 жыл бұрын
Guru maa pitaro ko bhojan morning me kitne baje subha dena chahiye.
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap pitaro ko bhojan dopahar 12 baje de
@bablubhaiya27374 жыл бұрын
Bahut bahut dhanyawad guru maa
@katyayanirashmi75694 жыл бұрын
Bank mein jake fd bhi nahi karni kya auntyji
@AsanZindagi4 жыл бұрын
kar sakate hai
@Gangamaiya3094 жыл бұрын
Hello sister a very useful information you have given,,and I will search your old videos also, to get more details..and if possible do share the link of old videos in your description box ...as it would be helpful...
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap ye videos dekhe kzbin.info/www/bejne/onbSY4xvrtKgZtk kzbin.info/www/bejne/e2KvfIFmrNeDiM0