Pratityasamutpada | Twelve Links of Dependent Origination | bhavachakra | bhava ki utpatti kese hui

  Рет қаралды 9,463

victorious creeper

victorious creeper

Күн бұрын

Pratityasamutpada | Twelve links of Dependent Origination | bhava ki utpatti ka Mula Karan | bhavachakra |
#pratityasamutpada #Twelve_links_of_dependent_origination #BhavaKiUtpattiKaMulaKaran #bhavachakra #SipaKhorlo #hindi_explanation #victoriouscreeper
This video is all about the wheel of life, in Tibetan we called it ‘sipa khor lo’, which is, a symbolic representation of samsara. And, this video has two parts and this is the second part of it, where I am discussing the fourth part of the circle of the wheel of life.
Earlier in thevideo, we had learned about the three chakras of the Bhava Chakra, in which the first chakra represents the three demerits desire, hatred, and delusion. The second chakra represents the actions arising out of the three demerits, and the third chakra represents arising of six- gati out of those bad actions. Simultaneously, we had to know the Buddha and the moon depicted in the Bhavachakra picture, which shows the path of liberation from the bondage of birth and death of the universe.
So in today's video, we will discuss the fourth chakra of Bhavchakra which is also known as twelve nidanas, as well as, I have discussed four noble truths and three gems connecting with Bhavchakra.
If you like videos then please don’t forget to hit the like button and subscribe to the channel.
Video Link -
Bhava Chakra part one
• Srishti ki Rachna kais...

Пікірлер: 53
@anitabodh3204
@anitabodh3204 2 жыл бұрын
So Nice🙏🙏🙏
@hangrangvalleykinnaurhp7964
@hangrangvalleykinnaurhp7964 Жыл бұрын
Wooow awesome 😭😭😭 thanks u lot ji lv u from kinnaur Himachal Pradesh
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 Жыл бұрын
THANKS 😊
@manimani.4335
@manimani.4335 Жыл бұрын
Chuebsue Chue la. Omwagindhavegawyasidhihung.....
@badrisingh8737
@badrisingh8737 2 жыл бұрын
Nice
@drishti6thalfanegi28
@drishti6thalfanegi28 2 жыл бұрын
🙏🏼 Thank you so very much 🙏🏼💐💐
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 2 жыл бұрын
🙏
@jyotihumane6504
@jyotihumane6504 Жыл бұрын
Thank you very much 🙏🙏🙏
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 Жыл бұрын
😊
@chandrakantjadhav5272
@chandrakantjadhav5272 2 жыл бұрын
Please update all circle
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 2 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/n3ishGaGo8utqsk Also check the Playlist.
@bimalabajracharya5935
@bimalabajracharya5935 Жыл бұрын
,💐🙏🏻🌹
@gomasunuwar5347
@gomasunuwar5347 2 жыл бұрын
🙏🙏🙏💐💐💐
@ruhulcreatorTV
@ruhulcreatorTV Жыл бұрын
Abidya ka Karan Kaya hai???
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 Жыл бұрын
Anger, attachment and ignorance.
@ruhulcreatorTV
@ruhulcreatorTV Жыл бұрын
@@victoriouscreeper7620 fer iye sabka karan kya hai?? Kya ye vise versa hai 🤪?? First Janam kaise hua aur kiska hua? Atma ka? Kaya anatma ka? Ya shunya ka? Jis kisi ka bhi ho unme Kaya pahele se man(mind) tha Jo bad me attachment anger ignorance se kharab ho gaya?? Bisudhh mukt buddh atma ko kaise ye sab fansaya pahelibar ??? Uske baad na sanskar fer vab chakra fer Janam maran ke chakkar... Fir agar mukt ho Gaye kisi bhi tarha dubara nahi fansoge iska kya guarantee hai??? Kiyuki iske pahele to fas Chuka tha??? Jo fansa tha ye chakra me wo agar atma hai to kitne atma hai total??? Plz plz plz replyyy I am waiting from India....
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 8 ай бұрын
Hi, actually jab hum bhava chakra ki jab baat karte hai tab isme hi nihit arth ko samajhna chahiye. bhava matlab yeh sansar jisme hum sabhi prani janam lete hai or marte rehte hai or charkra ise isliye kaha jata hai ki iska koi shuruat hi nahi hota hai. Buddha ka sampurna theory hi hetu-pratyaya per adharit hai jisme kisi bhi reaction ke peeche ek action ka hona zaruri hai. isliye yadi hum ek esa shuruat ki baat kare jo kisi bhi karan per adharit hi na ho to wo buddhism me possible nahi hai. Buddha swayam ne in swalo me bahut jada dhyan nahi diya hai. ab ye to koi bhi nahi bata payega ki beej pehle hua ya podha kyonki ye ek cycle system hai lekin us beej ka bhavishya me podha hoga ya nahi iska nirdharan ho sakta hai. theek wese hi hum logon ki shuruat kis point se hua iska knowledge nirvana prapti ke liye anivarya nahi hai, yadi wese hi knowledge ke liye ho to alag baat hai lekin buddh in swalon per koi pratikriya nahi diya hai, kyonki unhe pata hai ki in sawalon me pad gaye to hum apna valuable samay jo nirvana ke liye upyog me laga sakte hai wo waste ho jayega. kyonki ye to wahi sawal hai ki anda pehle hua ki murgi or yadi jann bhi liya to isse kya labh hone wala hai? jab hum anger, attachment ki baat krte hai to ye koi bahari vastu nahi hai ye to man me hi utpann hone wali bhavnaye hai. inhi bhavnao ke karan hum ya to shabd ya fir sharirik kriya karte hai. or yahi verbal and physical actions hamare bhavishya me hone wale karam hai jise log kismat, luck adi bolte hai. Boudh dharam me anatam ka matlab chetna ka nishedh nahi hai, aksar log yahi misunderstand kr lete hai ki boudh dharam me anatam ki baat krte hai to janam kiska hota hai. yahan ye jan lena chahiye ki anatam ka bhava ese kisi atma ka nishedh krna hai jo nitya, shashvat, apne aap utpann hua ho. iska nishedh bhi isliye kiya jata hai ki hum samanya log bahut jaldi bhavook ho jate hai, har ek vastu se attachment kr lete hai or jab atma ko esa nitya shashvat manne lagte hai to iske prati bhi attached hokar vimohit ho jate hai. yahi hai agyanta jo vastav me nahi hai use vastavik man lena. jese chote me jo chiz hame satya lagta hai wo bade hote hote jankari pate pate uske vastvikta se parichit ho jate hai. lekin chote me hame wo ehsas nahi ho pata or hum use such man bethte hai. wese hi nirvan ka gyan bhi is moment me anubhav se bahut dur hai keval shabdo se nirvan kehna or vastav me nirvana anubhav krna dono me antar hai. nirvana ka matlab kya hai, kisi ko bhi nirvana ya moksha tab milta hai jab wo ese sabhi karmo se alag ho jata hai jo use fir se janam maran ke chakra me fasa deta hai, to jo baat aap keh rahe ho us hisab se sabhi prani pehle se nirvana prapt the or baad me fir se sansara me aa gaye. mene esa to kahin pada nahi lekin buddh ne ye zaroor kaha hai ki hum sabhi praniyon me buddhatva prapt krne ka potential hota hai or iska matlab ye kadapi nahi hota hai hai ki hum pehle hi buddhatva ko pa chuke hai. Boudh darashan me atma ke liye chetna ka prayog kiya jata hai jo ek ya anek nahi balki vibhin bhavanaon ka ek pravah matra hai wo koi atal tattva nahi hai ki jo shuruat se tha wahi aaj bhi hai. jese nadi ka pani sadev badalta rehta hai wese hi chetna ka pravah bhi har samay or paristhitiyon me badalta rehta hai. anyatha nirvana prapti kese ho payega. yahi vibhinn bhavanao ka pravah hame karam karne deta hai or yahi karam fir unhi icchao or bhavano ko janam deta hai to ye cycle chalta rehta hai. or ye bhavanaye apne aap nahi utpann hoti hai ye hamare hi icchaon se utpann hoti hai. ye sabhi gambhir vishya hai jise kuch shabdon me keh pana kathin hai. shayed apke prashno ka kuch answer mil gaya ho.
@Subhu_Hyonzon
@Subhu_Hyonzon 6 ай бұрын
Jullay🙏🏻...Im from Sikkim n since last 2/3 yrs Im practicing ,try to Understand the essence of Buddhism n yr KZbin video helps me understand in a simple n clear manner. thnk u 🙏🏻
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 6 ай бұрын
🙏
@rajuchandanshive3441
@rajuchandanshive3441 3 ай бұрын
Very Very good
@rinchenyangdol-f2q
@rinchenyangdol-f2q 8 ай бұрын
🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@rahulramteke6615
@rahulramteke6615 Жыл бұрын
Great Great Great explained sadhu sadhu sadhu
@hemugurung491
@hemugurung491 2 ай бұрын
🙏🏽🙏🏽🙏🏽
@truptiodedra8200
@truptiodedra8200 Жыл бұрын
Nmo buddhay
@ugyendema2775
@ugyendema2775 2 жыл бұрын
🙏🙏🙏 Thank you laa
@rkbadshah5443
@rkbadshah5443 6 ай бұрын
🙏
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 6 ай бұрын
🙏
@Tarakar978
@Tarakar978 2 жыл бұрын
Wow! Superb!
@jaywantkhandare2509
@jaywantkhandare2509 11 ай бұрын
बहुत अच्छा विश्लेषण है।
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 11 ай бұрын
Thank you
@abhishekshekharyaduvanshi2332
@abhishekshekharyaduvanshi2332 2 жыл бұрын
Nice mam.....and by the way nice xplanation...... can u help me out ..i need pdf of dhammapitak
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 2 жыл бұрын
Do you want Dhamapitak of Vasubandhu?
@abhishekshekharyaduvanshi2332
@abhishekshekharyaduvanshi2332 2 жыл бұрын
Vasubandhu who is he?
@abhishekshekharyaduvanshi2332
@abhishekshekharyaduvanshi2332 2 жыл бұрын
I am current reading milind panah...written by स्थविर भिक्षु कितिमा from burmese
@abhishekshekharyaduvanshi2332
@abhishekshekharyaduvanshi2332 2 жыл бұрын
Yes u can give .....
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 2 жыл бұрын
Share email address
@Rchen739
@Rchen739 Жыл бұрын
Super...
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 Жыл бұрын
Thank you
@singhegyaltsen9779
@singhegyaltsen9779 2 жыл бұрын
Very nice
@victoriouscreeper7620
@victoriouscreeper7620 2 жыл бұрын
Thank you.
Стойкость Фёдора поразила всех!
00:58
МИНУС БАЛЛ
Рет қаралды 3 МЛН
Which One Is The Best - From Small To Giant #katebrush #shorts
00:17
How do Cats Eat Watermelon? 🍉
00:21
One More
Рет қаралды 9 МЛН
What is Dependent Origination in Early Buddhism?
21:11
Doug's Dharma
Рет қаралды 41 М.
Stages of the Path in the Karma Kagyu Tradition
29:32
LamaJampaThaye
Рет қаралды 3,9 М.
Meditation  Techniques  in Hindi
57:43
Invest Smartly
Рет қаралды 1 МЛН
Стойкость Фёдора поразила всех!
00:58
МИНУС БАЛЛ
Рет қаралды 3 МЛН