सलाम हैं आप दोनों महिलाओ को जिसने पुरुष प्रताड़ना पे आवाज उठाई🙏
@radheyshyamtiwari77923 ай бұрын
आपने समाज की सच्ची कहानी को उजागर किया। इस पर हमारे देश का कानून क्या करेगा।
@Priyaykanth23 ай бұрын
पर हमारे नेता तो कर सकते हैं अगर हम उनसे मांग करें तो खासकर चुनाव के समय कानून बदलेगा हम बोलेंगे तो cinema ओर news media का दिखाने का तरीका भी बदलेगा
@dlunia113 ай бұрын
Great step for innocent men n innocent women also.
@amanbaghel78413 ай бұрын
Amazing episode..Deepika ji u really work hard for mens rights as u genuinely understand the problem..Thanks dil se 🙏
@sonukumar-vj3oy2 ай бұрын
Deepika Narayana mam thanks for taking about men
@gauravdube81332 ай бұрын
Galati se galat aur jaanboojhkar, toh mahila false cases karti, aur biased media usse kabhi dekhati bhi nahi. But again, thank you Dainik Jagran for taking up this topic.
@UmeshKumar-qg4rg19 күн бұрын
Bhai sabhi media aur mera Famist hai Bhale we log Purush hi kiyon na ho we v Feminst hai Inko Sachchayi se koi matlab nahi h inlogo ko lagta h ki Mahila kabhi galat nahi ho sakti h aur Purush hamesha galat hota hai
@achaljain9167Ай бұрын
Thank you Dainik Jagran for taking up this topic and spreading awareness and thank you soo much deepika maam for cautiously and continuously doing work in this filed 🙏🏻
@dlunia113 ай бұрын
Good job for a better society wish you all the best 🙏🙏🙏❤️❤️❤️
@dlunia113 ай бұрын
Hamaare samaj me is tarah ka drishtikon hona bahut jaruri hai taki hum a ek sashakt samaj ka niman kar payenge.
@gaganjha63612 ай бұрын
ऐसे कानून का क्या किया जाये जो जानता हैं की 100% में 70% केस पुरुषो पे झूठे लगे हुऐ हैं फिर भी कुछ नहीं करते और सारी पार्टी इसपे मौन धारण कर लेती हैं🙏
@UmeshKumar-qg4rg19 күн бұрын
Bhai Sansad m Purush nahi hai we log naam K purush hai Atul Subhas k maamle mai ak v Sansad ne media m na kuchh bola naa hi Sansad m kisi v sansad ne aawaz nahi uthaya is se pata chalta h ki in netawo ko Mahila vote bank ki chinta h inko Purusho se koi lena dena nahi Purush jaaye bhaand mai aur sabhi party ki.sarkar Apne apne state m sarkari naurkiyo mai Mahilawo k Aarakshan badhaate jaa rahe h in netawo ka bas chale to jyadatar post per 100% mahilawo k liye Aarakshit kar de 😢😢😢😢
@nanajibhairathod103218 күн бұрын
पुरुष के खिलाफ बनिया होता है तो एक भी सांसद पुरु सांसद यात्री सांसद
@ShubhNarayanPandey-r4i2 ай бұрын
मैम हमारे देश के जितने भी कानून समाज सुधार के लीये या कल्याण केलिये बने है उनका दुर्पयोग धड़ल्ले से हो रहा हैं फिर भी आप दोनो को सलाम है जो इस चर्चा के लिये लाया
@boysadda2 ай бұрын
We are facing same issues in my family. And we are helpless.
@deepabhardwaj3 күн бұрын
बहुत बहुत धन्यवाद🙏💕 समाज में शातिर महिलाओं👩👩👩 और शातिर कानून से बचाना है वो हम ही महिलाएं कर सकती है जी 🙏🙏🙏🙏
@LetsGoforDabash2 ай бұрын
चलो कोई तो सच बोल रहा है वरना मर्द victim भी हो सकते हैं ये बात अभी भी लोगो को हजम नहीं होती इस व्हिडिओ के लाईक्स or comment से ये बात समझ आती है Gender equality का दीन भर विधवा विलाप करने वाली नारीवादी महिलाए इस पे कभी बात नही करती
@Pawan-d2m6z2 ай бұрын
Bahut bahut dhanyawaad aap dono mahilayo ko jisane puras piditonke liye aawaj uthai hai bikaner rajasthan
@indrakandhapani71132 ай бұрын
Deepika mam finally you came forward for US❤❤❤❤❤
@prashantshingdilwar73302 ай бұрын
GREAT WORK MAM
@NRV25102 ай бұрын
Deepika didi aap hamare liye Bhagwan se kam nahi ho 😢🙏hum bohat dard me he didi 😢 Thank you so much for support 😢
@MenVictims2 ай бұрын
Good woman, good episode.👍
@gauravdube81332 ай бұрын
Thank you Dainik Jagran. Thank you Deepika ji. Glad that main stream media is taking this topic about violence and cruelty against Men by women.
@007arnov2 ай бұрын
Good that main stream media is highlighting these Gender biased issues. More and more mainstream media should come up with such documentaries/ interviews/ programs.
@charanjitkaur68192 ай бұрын
God bless you beta for bringing the reality to light. But it's easy to listen to all this but very difficult to face such women . I m a mother and have become physically and mentally upset but have no solutions
@beatsMind02 ай бұрын
Kmal ki baat h aaj sari women kha gyi ek bhi coment nhi h Kyu ki women hi men's ko hurt krti h Indian government men's ke leye bhi Lowe's bnee or bad women ko unki ukat dijhaee .😊 Jai hind .......❤.......
@sarojkalra42862 ай бұрын
Bilkul sahi baat h माहिलाऐ भी पुरूष को प्राताषित करती है
@hemantsharma27112 ай бұрын
Thanks For raising men harrasment and Loot cases
@shambhubawa6018Ай бұрын
💯% dil❤se salute💪hai aap dono ke liye yaar🥰🥰
@sanataniwarriorclips19632 ай бұрын
Manavata par Vishwas Dipika didi jaisi bahano ke karan hi bacha hui hai.....kyonki vo khud ek stri hokar purushon ke liye aawaz utha rahi hai....vaise hi kuchh purush hai jo women empowerment ke liye aawaz uthata hai jab ek upper cast vyakti lower cast ke adhikar ke liye khada hota hai..... ek lower cast vyakti innocent upper cast ke liye kuchh achchha bolta hai
@pradeeppania99772 ай бұрын
Alimony ka trend Hollywood se aaya hai
@toxoreed93342 ай бұрын
To dahej ka trend bhe hollywood jana chaiya🤣😂🤣😂tabhi hisab barabar hoga
@sanyogshrivastava84412 ай бұрын
शत शत प्रणाम आपको
@rameshrajguru2 ай бұрын
Happy dipawali kisi karykram mein purush ke prati itni acchi soch kisi ne bhi nahin rakhen aap free hokar bhi purush ki musibatein problem ko samajhne ka prayas aur hetu vyakti hai Happy dipawali Param pujya pranam ji
@sankum112 ай бұрын
Things have changed a lot in Indian society in last 10 years.. Now male face more danger from their female partners
@prrashantmehta5832 ай бұрын
Divorce ka main kaaran hi Maintenance Law hai. Kyunki ye ek insurance hai, without accountability. Maine to kain baar kaha ki ya to ye law bandh karo ya fir Prenups India me legal kardo fir dekhte hai kitne divorce file hote hai? Lekin baat ye hai ki women appeasement ke chalte vote bank na tute islye Sarkar in kanun ko badal na nahi chaahti. Dusraa judiciary ka to faayda hi hai, jitne cases aayenge utna hi sabko faayda hai. So, final option yahi hai ki agar kisi ko nahi sudharna hai to thik hai hum ladke hi shaadi karna bandh kar dete hai. Aur ye koi mazaak nahi hai US, Japan, China in desho me khaas kar Japan aur China me to shaadiyaan kaafi kam hogai hai. Yahi ek option hai.
@prashant21872 ай бұрын
Bhai aap kuch nahi kar sakte koi nahi sunega aapko aapni pareshani khud hi handle karni padegi law judiciary sab favour sirf ladkiyo ka karengi jo jhut bolne mai mahir hai aap kuch bhi karle agale 100 saalo tak koi bhi sudhar nahi hoga aur ye bhi samajh le ye sare law hi abadi kam karen ke liye banae gae hai.
@daddy-w6o52 ай бұрын
@@prashant2187 toh kya haat main chudi pahenke ghar baithe rahe? Kuch na kare? Bas chup sahe jaye? Law ko toh badal na hi padega by hook or crook. Agar law nahi badla toh sarkar badal denge. Agar nahi badal ne diya toh Bangladesh ke jaisa haal bana denge. Tandav hoga Tandav, bas 2029 LS elections aane do
@apulkuli39913 ай бұрын
I love dka mm❤
@sangeeta81492 ай бұрын
Though women are major victims, but yes many innocent men are also victimized. The judgement should not be gender biased
@dineshchoudhary19372 ай бұрын
Polarization is the key for political career development, no one wants to work together. Otherwise, instead of gender war we would have human harmony.
@dineshchoudhary19372 ай бұрын
An excellent read on this topic is - Who Stole the Feminism by Christina Hoff.
@justcoz3772 ай бұрын
Sach to ye hai ki khuch simps typ ke purushon ne hi is tarah ki himmat di..kisi mahila ne agar galat kiya ya galat bola to chup chap sah gaye..ya mahilaon ke aage peeche nachte rahe
@sumitvaid1391Ай бұрын
Your are doing well 🎉
@ashishdhamalmasti47302 ай бұрын
समाज में आज से नहीं। बहुत सालों से पुरुषों को सताया रुलाया। जा रहा है महिलाओं माध्यम से हमारा समाज hm पुरुष। लोग महिलाओं के लिए हमेशा से अच्छे बनते जा rahe है पर महिलाएं पुरुषों के लिए कभी अच्छी नहीं बनती ऐसा क्यों कानून महिलाओं के हिसाब से बनती साला hm पुरुषों की की सुनने वाला कोई है ही नहीं इतना मेंटल प्रेशर इतना की क्या बताए sala रोना भी आता है न तो ये सोचना पड़ता है कि हम किसके पास रोये 😢😢 कहा जाकर रोए कौन सुने समझेगा हमारा दर्द
@BeggarOfReligion2 ай бұрын
didi. I love you ❤
@eklavyanishad33692 ай бұрын
Larka plus general caste plus indian hona bahut dardnaak ha....i will leave india after an year
@truth6402 ай бұрын
Anti males laws needs to be changed
@prashant21872 ай бұрын
tu try kar le agar teri pohoch ho to
@daddy-w6o52 ай бұрын
they won't change overnight, we have to force them to change it. If they are not interested in changing or amending laws then we will change the govt
@Devendra_Yadav1082 ай бұрын
Ladka hona hi pap hai
@daddy-w6o52 ай бұрын
bilkul bhi nahi. Ladka hona koibhi paap nahi hain par ladka hoke durse ladko ko support na karna paap hain. Simping bandh karo, asli mard bano, londiyabaazi chor do phir na samjhoge ladka hona kitna bada punya hain! Ye phone jispe ye video dekh rahe ho, ye internet, laptop, tablet, houses, roads, buildings etc sab males ne hi toh banaya hain. Humko indepence bhi toh unke wajese hi mile hain, toh aapko ek male hoke kaise ye bol sakte ho ki ladka hona paap hain? Aap ladko ko support karo, andolan me participate karo gender neutral laws laane ke liye, make men great again, phir samjhoge ye male gender kya cheez hain. Ye jo badi badi kursi pe ye neta log bhasan dete hain na, woh bhi males ne hi banaya hain. Unko yaad dilana padega ki agar bana sakte hain, toh tod bhi sakte hain
@AnalyzeIndia2 ай бұрын
bahut sahi
@kishordivekar60182 ай бұрын
23 साल मे खुद्द परेशान हू । काहा जायू समज नही आता । कभी कभी खुडकौ खात्मा करू लगताहे । मेरी बीबी इतना परेशान करती हे । पुछो मत
@NativeVsColonial2 ай бұрын
You are 23 and married? 😮
@danceforever59402 ай бұрын
Feminism is misused a lot
@raja-jl9os2 ай бұрын
Agar ye same anchor women card khelgi tab? 😮
@sarojkalra42862 ай бұрын
पुरुष के आधिकार होना चाहिए
@OmkarChandrabanshi17 күн бұрын
498A gives a scope to ill-intended, malicious women - 1. Not taking matrimonial responsibility 2. Not keeping the older parents with them do the older generation getting highly neglected in so called law to prevent violence against women 3. Child mentality id exploited by the mother from very beginning 4. Social system has little role in the family 5. Once a man dragged to Police station and court, the marriage becomes broken down and irretrievable 6. The judiciary trial is itself is a punishment so women knowingly delay the case too
@ghanshyamsingh88412 ай бұрын
It's close to reality. People (even men) just believe on girl just by looking her crocodile tear. No one shall go on any conclusions without checking facts of both the person (men and women). Everyone shall not enter to check facts it shall be done by only authorised person (close relatives or court), because here is matter of dignity.
@teztechnique36842 ай бұрын
nice
@amarchauhan98242 ай бұрын
शायद जैसे यह महिलाएं पुरुषों पर अत्याचार के खिलाफ बोल रही है वैसे ही सामान्य वर्ग पर हो रहे दलितों के अत्याचार के खिलाफ दलित भी बोल पाते
@NativeVsColonial2 ай бұрын
Stop being divided in castes, it is the colonial politicians who divided us into fake categories
@prashant21872 ай бұрын
bhai dalit aur samaya varg ka is mamle se kya lena dena aap aapne swarth ko kisi unrelated video mai kyu bhar rahe ho hindu muslim dalit koi bhi ho jhute case to sab jhel rahe hai.
@MarkSeb-z5x2 ай бұрын
JASLEEN KAUR, SONIA KESHWANI, PRIYA SETH, etc There are 1000s of them.
@daddy-w6o52 ай бұрын
millions brother millions. Delhi, Bangalore, Kolkata, all metro cities are filled with them
@AjaySingh_life2 ай бұрын
We men just ask for quality We ask for gender neutral Laws Hamara bhi sexual harrasment ho skata hwi We demand change in constitution & Socity.
@pradeeppania99772 ай бұрын
Isme lawyers bhi mile huay ho sakte hai.
@prashant21872 ай бұрын
ho sakte nahi pura giroh hai judge media lawyer aur police ka thoda updatre raha karo bhai varna aasani se fas jaoge.
@neverbackdown73052 ай бұрын
Aurot ho tu app jaisa....nahi tu....na ho...dill say salam....apko.....mera ummer 20years appko lagg jiay.
@raja-jl9os2 ай бұрын
Bache jakar home work kar
@Sajitmondal-r7pАй бұрын
We need man empowerment.....
@deepakdaund2 ай бұрын
Mam do you think that if after the case culprit is found to be innocent then the person who is registering the case should get punishment of 3 year jail and affidevit to the innocent as per the lose he or she face so much lose of respect and job security because of case he or she is removed from job. There should be a new law so that he or she will think before fileing case.
@surbhipandya67432 ай бұрын
I think is desh me sbse bdi problem hai ki ldke ko shadi k bAad bndi ki puri responsibility uthani pdti hai kyu ldkiya yha pr equality ki baat ni krti .2 person should marry but kisi ko kisi ki responsibility nhi bnni chahiye ldka ho ya ldki sbko independent bnna chahiye .aur financially koi benefit dena nhi chahiye bndi ko aadhe false case khtm ho jaenge.
@sarojkalra42862 ай бұрын
आजकल यही हो रहा हैं
@nishantvyas30593 ай бұрын
Jab tak purush aayog nahi banega. Purush mantraalay nahi banega. Gender neutral laws and policies nahi hogi. Mahila aarakshan band nahi hoga. Tab tak bhaarat me purusho ki and purusho ki family ki durgati hoti rahegi. sabhi party mahilaavaadi maanasikata ki hai. Vote for Nota purush and purusho ki family. Save men, save country, save bhaarat.
@Priyaykanth23 ай бұрын
There's a Party for Men MARD Party They stood in 2024 General Elections
@sushilkmrrana2 ай бұрын
👍
@rameshrajguru2 ай бұрын
Aaj duniya mein kisi ek Ko purush ke side se bolate hue dekha hai nahin to har EK use galat gunehgar manta hai duniya mein inke hi dimag mein purush ki ahmiyat Ko pahchana hai
@sunilkumarsingh8023 ай бұрын
Bahan aap Apne bhaiyo ki ladai lad rahi hai or Sara Bhai aap ke Sath hai wife hi sabkuch nhi Hoti ekk frode wife ke wajah se maa bahan wo bhi ekk aurat Hoti hai Bhabhi bhii par wife ekk BAAT bole too sabko humdardi hota par uake maa bahan Bhabhi uske Liye Kyo nhi
@atulbhardwaj12 ай бұрын
Mahila Sashakti karan to hai lekin maze ki baat ye hai ki Purushon ka shoshan ho isliye kanoon hai.... waah
@Akumar-rps2 ай бұрын
Bahut log jhuthe case me fash jate h
@kishordivekar60182 ай бұрын
पोलीस उनकीही बाजू लेके पॅसें लेती हे
@vijju83532 ай бұрын
Satya yahi hai purush ne prtadit kiya nhi hai purush pratadit hua hai aur jab usne jawab diya to usse hi bura bana diya gaya
@RajkumarYadav-ci1bo2 ай бұрын
Exce
@rameshrajguru2 ай бұрын
Sochne wali baat ki badi badi Sanstha Shri ke paksh mein bolane wali purush ko gunehgar manne wali ICICI yog ka Adhikar Ho lekin unke Jaise vichar rakhne wale inki Jay honi chahie Jo pakshpaat Na karte ho aise logon Ko sat bar praman pranam karne ke kabil hote Hain Happy dipawali
@rameshrajguru2 ай бұрын
Lekin Aisa koi Kanoon hai hi nahin Jo purush ke paksh mein ho court mein bhi purush ko hello nahin hai kharche se hi har jata hai tu purush ke bachav ke liye kuchh Kanoon hone avashyak hai
@prashant21872 ай бұрын
Simple solution don't give a penny to these woman's who marry for maintenance and alimony no matter how much court force you if they seal your property then go to higher court against lower court don't hurry for any marriage your money and your resources are for your own enjoyment and not to give anyone for free no need to share it with any woman except for your mother or sister.
@rameshrajguru2 ай бұрын
Ek business aur Vyapar ban chuka hai shaadi karne ke liye char char panch lakh rupya liya jata hai aur shaadi ke 1 hafte ke bad sab samet kar bhag jaati hai iske liye uske man baap ka bhi this procedure mein hath hota hai sochne wali baat hai mahila ke vichar soch purush ke Kai Guna niche pari ke hai fir bhi purush ko galat kahate Hain sochne wali baat aaj India Jaisi ek Jaisi nahin Hoti susu sanskari mahila bhi Badnaam Hui hai sochne wali baat
@rameshrajguru2 ай бұрын
Iska matlab sleeper Anya karna nahin hai uske Suraksha ke liye bahut sare Kanoon Bane Hain rul bhi Bane Hain lekin uske hathon se jo Anya apradh hote Hain usko avashya ungali karni chahie use per anyay nahin hai anyay gunehgar Pioneer ke prati kathor se kathor Shiksha karna acchi baat hai lekin jo arajakta faili hai Shri rajya sthapit karne ki Shakti soch hai use Badal kar Srishti niyamon ke aadharit grihasti jivan Ko dekha jaaye sochne wali baat hai kyunki Srishti niyamon ke Aadhar per Shri ki aaj tak kul pujniya thi lekin Kanoon ne use uski buddhi ko Chanchal aur gai raste per chalne wala banaa Diya pujniya hai pujniya rahe lekin Srishti niyamon ka palan karke Srishti niyamon ke Kanoon ke dayre mein dayre mein rahakar sab kuchh Karen sochne wali baat yah hai ki angrej Gaye tab unki soch thi ham to jaenge lekin bhartiyon ko uljha kar jaenge unhone har ek baat mein milavat kar Di hai Aaj Tak use baat Ko suljha nahin saka Bharat Kanoon ki jo procedure hai tab gulam Giri thi aur yah sab kuchh angrejon se prapt hua hai hamare bankon mein finance mein sarkari daftar mein jo soch rul ravaiya Kanoon Bharat jab gulam tha tab ke samay ka hai inke pass Azad Bharat mein aazma rahe hain sochne wali baat Shri ko bhi Gair kamon per gurutv per pravritti karne wala Kanoon jimmedaar hai jarurat ke bahar azadi Adhikar usko istemal vah mis use kar rahi hai sochne wali baat
@rameshrajguru2 ай бұрын
Kanoon ka sath kyon hai aise hi baton per to is baat per kathor Kanoon kyon nahin hai jaisa purush Akeli hai vaisa Shri ke liye kathor Kanoon kyon nahin hai
@rameshrajguru2 ай бұрын
Civil court sthapit Ho Gaya saman kayda sthapit Ho Gaya kahan per hua kyon Shri purush Srishti ke ugam sthan hai vahi santulit nahin hai unmen hi civil court nahin hai saman kayda bhi nahin hai Shri purush ke darmiyan Kitna antar hai Jay Shri ko maintenance pane ka Adhikar Bali rakkam pane ka Adhikar property pane ka Adhikar vaisa purush ko Adhikar kyon nahin hai Jaise Shri ko Dahej na liya jaaye aur kanuni rok bhi hai Dahej per vahi shaadi agar court mein jaati hai to usse maintenance ke taur per badi rakam ka pravdhan hai aur vah mil jaati hai proper TV chhin kar di jaati hai to fir civil court yahan kahan sthapit hua Dahej Lena Guna aur maintenance ki badi rakam Dena gunah nahin hai Jaise hi Siri ko hak hai usi hak se purush ko bhi Shri ke property mein uske bhaiyon ke barabar use pahle hak Diya jaaye hissa liya jaaye usi hisse per kanuni taur per use Pati ka namkaran Ho jaaye Jaise shaadi hone ke bad ladki ka naam har jagah per lag jata hai donon ko barabar dekha jaaye ek najar se to santulan hoga unki man baap ki raili badalni chahie sochne ki apni beti ke liye Jo sochte Hain vah chahte Hain Sukh suvidha ladke walon ki taraf sefir vah bhi baat ladke ke prati ladke ke man baap ke jagah per jakar sochana chahie hamen use property Deni chahie aur ghatspot ke samay use maintenance ke taur per badi rakam Deni chahie aisi baat unko pasand aaegi kya sochne wali baat hai kis baat se bahut sari 498 juti kaise court mein aana band ho jayegi
@pradeeppania99772 ай бұрын
Media trial karke hi ek Nirdosh Hindu S.S.Asaramji Bapu ko sazaa ki gayi.
@rameshrajguru2 ай бұрын
Kali ka Shiv ki aaj ke duniya mein sabka apna pallu sidha karne ke liye koi bhi mahila ki baat Ko badhava de do uchhalo FIR pallu sidha kar lo aasan baat hai Vipin Yadav ke liye istemal karna aur apni apna pallu sudhar lena lekin is individual purush ki asali dikkat asali pareshani bolane ki himmat ki hai aur Srishti niyamon ko najar Andaaz nahin kiya hai sochne wali baat hai
@rameshrajguru2 ай бұрын
Sochne wali baat hai ki mahila ab kahati hai ki main bhi apna Kam karungi is per jawab Diya jata hai ki main kitchen mein kam karta hun vah bolati hai grihasti kijiye daudte Hain Kaun pura Karega ab vah gross to bolata hai ki tu to Kam karne ja rahi hai jarurat to Puri kar le to meri hai grihasti jivan ka jo bhi jarurat hai vah aapki jimmedari hai ardhangi Shabd ka Arth kya hoga tujhe kam karna hai aur vah paise apne liye hi use karne hain man baap ke property mein se hissa lekar vahi Ghar banaa Lena chahie vahi kam karna chahie aur vah Paisa apne liye use karna chahie yahi galat soch kahan se aati hai FIR uska Paisa Jo hota hai uske man baap ke halat jab garibi ke hote Hain unka bhi use vyakti ko karna padta hai use bilkul barbad kar deti hai iska Paisa hota hai vah uske man baap Ko nahin deti aap kabhi jhagade ke hone ke irade se hoga isliye vah bechara majbur hokar vah gai thi vah manta aur man baap jab shaadi ke liye ladka dekhte to uski property Paisa bank balance hona avashyak hai lekin hamare pass ladki ke alava kuchh nahin hai to Bhai uske barabari ka hona bhi avashyak hai to aapke pari ke liye Jo apeksha hai uski man baap ki bhi kuchh apeksha ho sakti hai kyunki aap to ek rupya lekar jaaoge for property per hath jama loge vaise bhi use ladke ko bhi pari ke man baap ki property per Adhikar banane ka Kanoon banaen aur vah bhi ladki ko Jaise shaadi hote hi sab jagah namkaran hota hai shaadi hote hi ladke ka bhi uski man baap ke property mein namkaran ho jaaye to civil court sthapit hota hai sabke liye saman sochne wali baat hai
@Pawan-d2m6z2 ай бұрын
Bikaner rajasthan mai mahliya jhoothe or farji chhedchhad or ghar mai andar jane ka farji case kar deti hai jis ae puraa bahut paresan hote ialiye puras aayog banana chahiye Bikaner Rajasthan
@rameshrajguru2 ай бұрын
Sochne wali baat hai ki Kanoon is baat Ko update kar raha hai kyunki bilkul bhi aaj ki mahila gulam nahin hai usne sab Ko gulam karke Rakha hai fir bhi log kyon Aisa kar rahe hain asantulan pata nahin hai kyunki Aisa affair wala mamla court mein jaaye to bhi purush koi gunehgar manta hai aur uski property Paisa chhini hai use ladki ko Dene ki koshish karta hai tu yahan Kanoon ki galti hai vaise court mein purush ko value nahin hai mahila ke kitne bhi chhal kapat wale case Ho use gruh shabd lagu hota hai chot no dikhne wali chot hoti hi nahin hai fir bhi use han ki barabar Mana jata hai use grahak kahate Hain sochne wali baat hai Shri rajya sthapit karne ka kabhi soche hi nahin bahut asantulan badh jaega Navnath pothi mein bhi Shri rajyon ka jigar jigar hai lekin vah purush ka garbh Patan ho jata tha kyunki Shreya garbhdharan Maruti ke bubu kar se karte Hain vahi bubu kar se purush ka garbh Patan hota tha aaj ke Yug mein Kanoon ki dar se aur Kanoon ke atyachar se purush ka garbh thaharega nahin aur kahan jata hai vaigyanik vicharon mein bhi purush ke garbh ki procedure mein Kami a gai hai gyaneshwari rajya sthapit hoga yah anivarya ho gaya hai Google karya karne wala Kaun laoge sochne wali baat Srishti niyamon mein hastkshep duniya ki barbadi
@amrit94082 ай бұрын
m
@rameshrajguru2 ай бұрын
Aage chalkar Shri rajya sthapit hoga kya kyunki purush Ko kisi bhi jagah per production bhi nahin hai surakshit bhi nahin hai purush ko khatm karne ki sajish har ek hi kyon hai sochne wali baat hai kyunki har EK jagah per mahila ho to hi chalega usko kisi jagah per sthan Dena hi nahin hai yah Sarkar bhi kahta hai Kanoon bhi kahta hai aur samaj bhi kahta hai sabne soch Liya Shri rajya sthapit karna hai purush ko mehnat karne wala gadha banana hai sochne wali baat hai sthapit karne walon Ko suchna chahie ki har baat ke liye purush jimmedaar kyon jab use kisi jagah per sthan Dena hi nahin hai kyunki uski mahila ki jaruraton ko pura karne ke yah use istemal karne wale ho to fir kyon Na use ek ek pakad ke Goli maar Deni chahie uske sath itna Sara torture FIR chahe Mansi Ho sochne wali baat yani uski shaadi bhi hoti hai to Khali usko uski property deni hai mehnat karna grocery ke jarurat Puri karna yahi kam uska hai Papa ki pari Aaj aati hai sab kabja kar leti hai Aisa asantulan banaya kyon sochne wali baat hai kyunki pari ki har jarurat Puri karne ke liye use 24 ghante kam karna hai lekin pari kabhi kabhi uski ijjat bhi Sambhal nahin paati sochne wali baat hai Shri rajya sthapit karne ke bad Srishti ka santulan bigadane ki jo soch hai use Badal Dena chahie stri aur purush Srishti ka strot Srishti ka ugam sthan hai usmein se ek ko aap khatm karne per to rahe ho sochne wali baat hai
@priyabratadhar4102 ай бұрын
Maintenance law is a source of income for bad women. And the highest decision of the country is to promote the exploitation against men then what will you do on camera with discussion? Men are criminalised intentionally by the highest decision alongwith its supporting. And society is inactive to this wrong.
@paramrathod1726Ай бұрын
Orat Aadmi KO nigal ne wali machi Hai madam Ji AAP dekh Nahi rahe ho Samaj me
@charanjitkaur68192 ай бұрын
Please i want to talk to you i m a mothe....,.. .!..
@Vinod877173 ай бұрын
👍👍👍👍👍👍👍
@tulsidaspadma604225 күн бұрын
पहले तो आप अंग्रेजी में बड़बड़ाना बंद करों और साफ हिंदी में बात करों जो आपके विव्हर को समझ आये पढा़ लिखा हो या ना हो
@basulukri95712 ай бұрын
Kyu larki ho larka kannon ko galat used karta
@ethicalgamer97862 ай бұрын
MGTOW
@nagendrakumarshukla35032 ай бұрын
आप को अहंकार से बाहर निकल कर शुद्ध हिंदी में बोलना चाहिए
@sagaraiwale2 ай бұрын
Bhag be .... Jo bol rahi h sahi h
@Nishantsharma1502 ай бұрын
Konsa hankar bhaisahab inhone aesa kya bola gaali di hai kya kisi aurat ko vese gaali agar di bhi hoti toh kya galt kya hai iss mein jab galiyan khaane waale kaam kregi padengi naa
@Nopeit342 ай бұрын
Deepika ji ko dekh kr lgta hai sare zulm admio par hi ho rahe hai 🙄
@Peacewithin972 ай бұрын
Aurton ke zulm par to saara desh hamesha baat karta hi rehta hai na Magar iska matlab ye nahi ki ladkon ke saath kuch ho hi nahi raha to isiliye ye ladkon ke saath zyaadta ke cases ki baat kar rahi hain Aap chaahengi kya ki aapke bhai ya kisi karibi ke saath ye ho to isiliye ye discussion ho raha hai please humko apna dushman na samjhen hume aap hi paida karti hain
@Chandansingh197882 ай бұрын
Ladkiyo par pahle julm hota tha toh uske liye law aaya lekin jab ladko par julm hota hai toh koi kuchh bolna nahi chaahtaa ye galat baat hai law sabke liye equal hona chahiye chaahe stree ho ya purush
@Nishantsharma1502 ай бұрын
Jab tum aurton pr zulam hote hum hamesha khaade hue hai jab tum rote huye bolti ho naa uss ne mere sath balaktkaar kiya humne bola ki kyun gyi thi uss k sath
@wheathusk24992 ай бұрын
India me aaj bhi auraton ki condition dunia me sabse bure me aati hai. Dekh lo kolkata me kya hua rooh kamp jati hai. Kuch ladies naye rights ko misuse karti hai wo auratien sabse badi dushman hai ladies ki na ki sirf aadmiyo ko. Auraton ke rights pehle h bohat dabaye gye hain aur in jhoothi auraton ki wajah se sab se zada nuksan hai un auraton ka hai jo apne haq ke liye lad rahi hain
@VarunTomee-kr6nf2 ай бұрын
Aaj aurtai atyachar aur paratadna kar rahi hai badi badi badi crime kar rahi.
@VarunTomee-kr6nf2 ай бұрын
India aurtai ko sab se zyada privilege aur muka milata hai
@SanidhyakumarUpadhyay2 ай бұрын
Europe ko check kiya ?
@midsetoffers71972 ай бұрын
आपकी जानकारी के लिए बता दूं पुरुषों पर जोर हिंसा सदियों से चलकर चला आया है उसकी तुलना में महिलाओं पर हिंसा कहीं बहुत कम है पुरुषों पर जो डोमेस्टिक वायलेंस सेक्सुअल हैरेसमेंट ट्रिप और मर्डर जैसेकेसेस होते हैं बहुत सारे के तो किसी भी नहीं दर्ज करती है पुलिस अगर पुरुषों के साथ कोई रेप कर देतो महिलाओं में कोई दूध की धुली नहीं है unko की रेप करना बहुत अच्छे से आता है और महिलाओं को सेक्स करना यानी सेक्सुअल इंटरकोर्स करना कहीं अधिक अच्छा लगता है और कहीं अधिक सेक्सुअल डिजायर और प्लेजर महिलाओं में है महिलाओं को कहीं अधिक यौन नीड होती है पुरुषोंकी तुलना में महिलाएं कहीं अधिक रेप करती है पुरुषों की तुलना में खास कर अगर हम भारत में देखेंतो लेकिन इसका उत्तर जो है रिलीज या पब्लिक में नहीं आ पाता है क्योंकि महिलाएं इसमें बस्ती पड़ती है और पुरुषों के विपक्ष में कानून होनेके कारण पुरुषों के साथ हुई हिंसा का पुलिस केस भी नहीं दर्ज करती है और न्यायालय में उनकी कोई सुनवाई नहीं है बाकी पुरुषों के साथ तो इतने बलात्कार हुए हैं इसका अगर डाटा रिलीज कर दिया जाए तो महिलाओं की पैरों तले जमीन खिसक जाएगी कौन सी दुनिया में जी रही होआप
@neetaspirant94992 ай бұрын
@@SanidhyakumarUpadhyayEurope mei woman k liye aise kaunsi right ha jo Indian woman k liye nhi ha??
@Userienxlaopbd3 ай бұрын
This woman may be right in many many matters. But, I sense a lot of hatred for women in her. If that is her motivational force to work agaist women and help men, it is not going to do any good to society and bring justice for true victim men in log term. I have stopped listerning to her years back, where she sent her barking dogs on twitter on me, instead of asking my critical questions. She and alikes have not gained my trust.
@immortaldrink33672 ай бұрын
What about today's mass people's mindset,hatred towards men?
@ravijeeverma8762 ай бұрын
Go to your disney land with y0ur trust and play with micky mouse .
@KashyapKashyap-zb5hg2 ай бұрын
I want to know " my critical questions" please 🙏
@VarunTomee-kr6nf2 ай бұрын
Shut up feminist always try to portray as victims grow up and change your mentality any body can be an abuser anybody can be abused.