इस रेसिपी के लिये मैं कब से परेशान थी थैंक्स आपी आप ने आज मेरी रिक़ुवेश्त को फुल्फिल कर दिया अल्लाह आप को सारी खुशियां दे मैं ने कई यूट्यूब चैनल को देख कर प्यारे कबाब बनाया था पर वो खराब होगया अब आप ने अपलोड किया है तो नो ड़ाऊट रेसीपी 1 नम्बर होगी ही होगी इंशाअल्लाह बहुत जल्द इस प्यारे कबाब को बनाऊंगी वनस अगेन थैंक यू सो मच आपी उममाह 🥰
Haan,aap ghee bhi add kr Sakti h,but issme butter hi use Kiya jata h
@amjadahmedkhan16393 жыл бұрын
@@shanu8726 aàq
@pujabansfor31343 ай бұрын
Maine ghar par try kiye bhoot acha bana thankyou for recepi
@AbuHanif-x2f2 ай бұрын
আসসালামু আলাইকুম পেয়ারিকাবাব ভালো লাগলো
@RafatBano-gb3uvАй бұрын
Jazaq Allahu khair 🥰🤗🤗 etni perfect recipe kabab ki maine kisi bhi channel par nhi dekha hai abh tk maine try bhi kiya tha tamam like longon ko iska zaiqa abh tk yad hai...or bar bar farmaish kar ke mujhse banwate hain mere ghar wale.... thank you soo much ❤❤ Allah apko hamesha khush rakhe aameen
@tasneemfatima28842 жыл бұрын
Awesome Very delicious mouth watering receipe very well you explained thank you so much
@rizwanakhatoon10413 жыл бұрын
Sach me iski bohot zarurat thi recipe ki.jazakAllah khair
@majedarvedeo54783 жыл бұрын
Ekk no original resepi thanks mam
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Welcome dear
@RafatBano-gb3uv9 ай бұрын
Maine ye recipe apki try kar chuki hoon waqai sabse alag test hota hai lajawab hota sare kabab ki recipe se sabse different recipe hai ye ❤❤❤ jazaq Allahu khaira
@afreenqaiyum11813 жыл бұрын
Ist like 1st comment masallah bhut zabardast👌👌
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Thanks sweetheart 💞
@nishatperween38893 жыл бұрын
Masha allah zabardast....
@ghazalashaheen57143 жыл бұрын
Mouth watering make it soon
@LAJAWABDASTARKHWAN3 жыл бұрын
Wow amazing yummy recipe 👌 looks so delicious ❤️ lajawab recipe Big like my sweet sister 💕 miss you
@eshitaroy79473 жыл бұрын
Awesome ❤ Want to see Bengali marriage style fish & mutton recipes.
@zarrinnishat87283 жыл бұрын
Kolkata style Paya nihari ki recipe share kijiye please
@syedzadi8912 жыл бұрын
Very nice sister Plesss rpl me shekh qureshi pyare kabab sab alag tarah se bante h Kya fark h sabme
Thank you soooooooooo much appi for this recipe. This was very demanding recipe thank u again
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Welcome sweetheart ❤️
@arshiakhan17713 жыл бұрын
ماشاء اللہ بہت خوب باجی آپ بہت محنت کرتی ہیں
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
شکریہ
@yusufahmed46283 жыл бұрын
Mashallah very great sister.
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Shuqria dear
@rosekhan1549 ай бұрын
Beef piyare kabab v banai ye na plz ..,?
@WELLNESSDISCOVERYCLUB3 жыл бұрын
Zabrdst Recipe Very Nice
@Mrsalam5803 жыл бұрын
Amazing looking delicious and testy
@anirudhkumar50153 жыл бұрын
Jabardast
@kolkatadailylifevlog54973 жыл бұрын
Amazing kabab
@sudheermahto79823 жыл бұрын
Very good
@mathemagixonlinetutorials48932 жыл бұрын
Should we leave the marinade overnight in refrigerator ?
@mkuniquely9715Ай бұрын
Ha ye mujhe bhi jaanna hai ???
@roxygaming4373 жыл бұрын
62 no Chona gali aadam kebab ki recipient den plz
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Okk
@fatemabharucha3073 жыл бұрын
Plesa aap chicken twa recipes kollkata vali
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Ab inshallah aap ki video jaldi upload krungi...itna wait krne k liye aap ka bahot bahot shuqria
@farheenahmed84752 жыл бұрын
Kya is recipe me chicken ki jagah red meat le sakte h...?
@farheenahmed84753 жыл бұрын
Thank you so much aapi... Main kaafi dinse Iski recipe search kr rahi thi... Pr authentic recipe nhi mil rahi thi jaisi Kolkata me milti h..... Thank you once again
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Welcome sweetheart
@komal01223 жыл бұрын
Plz cuttack style yakni pulao aur dalcha bata dijiye. Plz plz
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Okk
@rahatahmed34762 жыл бұрын
Mam isme baking soda kyu dali hai
@Astro_Vicky3 жыл бұрын
Thank you so much sister,😊😊😊
@LAJAWABDASTARKHWAN3 жыл бұрын
Brother mari sister ne aapki want ko Puri kar de thank you
@sarikalikhan6642 жыл бұрын
Aap na pyare kabab nhi falori bana dya
@crazyfoody-mh4viАй бұрын
Aap share kar do original recipe agar ye galat hai toh😊
@tahseenrahber93662 жыл бұрын
Mai banaye thi soda dalne ki wajah se acha nahi laga ab mai dubara banau ge bina soda ke
@sadafparveen88372 жыл бұрын
Plz mujhe 2 kg chicken ka ingredients bata dijiye ...k kitna quantity mein sab use karna hai..pls appi
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
Okkk bata dungi
@sadafparveen88373 жыл бұрын
Isko kya set hone k liye fridge mein rakhna hai??
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Haan.12 SE 13 ganta zarur rakhiyega
@sadafparveen88372 жыл бұрын
Ok thank you
@jahangirali80803 жыл бұрын
KZbin Admin Kolkata ke Kis Area ki ho aap?? or eh piyare Kawab Nawab kis Thiya me milte hen??
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Kolkata street food Bhi h yeh
@Astro_Vicky3 жыл бұрын
Thank u sister ❤️
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Welcome
@ruksarparveen5653 жыл бұрын
Ingredients bhi missing hai ismain bawarchi recipe exactly nahi hai
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
To dear, aap hi bata do mere subscribers ko original recipe...or mere Sare subscribers aap ko thanks bhi kahenge... To please jaldi bataiye bawarchi style original recipe..... Chaliye main jhuthi hun aap sahi hai to recipe bataiye plzzz....
@afreenqaiyum11813 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan well said dear aap
@md.tausifansari11423 жыл бұрын
Texture nhi lgraha aapi waisa..jaisa hota hai
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Pahle try to kijiye dear..or Haan feedback Zarur dijiyega
@md.tausifansari11423 жыл бұрын
Aap isse pehle jo v recipe laati hain to wo bawarchi ka original recipe rehta hai....aur chicken me mutton fat mila k bnaya jata hai...phir v try krk dekhte hain
@ruksarparveen5653 жыл бұрын
Yes u right
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
@@md.tausifansari1142 chicken ke andar butter use Kiya jata hai aur mutton ke andar mutton ka pet wala fat use Kiya jata hai dear
@geetananda83143 жыл бұрын
Why put soda?what is the couse of it
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Soft hone k liye...
@shivashaw80782 жыл бұрын
Bhabhi ji pencil ka galt use kiya 😒
@ruksarparveen5653 жыл бұрын
Texture was not exactly same
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Ohh really....
@kingchef7212 жыл бұрын
Appkoa resep rong
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
Okk dear ,to aap hi mere subscribers sb ko sahi recipe bata dijiye ,aap ki bahot mehrbani hogi