Q & A For Hajj 2024 | Hajj 2024 pakistan | Govt Hajj 2024 | Hajj Policy 2024 | Hajj and Umrah

  Рет қаралды 14,033

hajj & umrah tv

hajj & umrah tv

Күн бұрын

Q & A For Hajj 2024 | Hajj 2024 pakistan | Govt Hajj 2024 | Hajj Policy 2024 | Hajj and Umrah
HELLO EVERYONE ,
------------------------------
Provide a variety of information to you on this channel. hajj 2024 & umrah 2024.
My Facebook Page link ;- www.facebook.c...
topic cover ; -
-------------------
1) announcement for haj 2024
2) how to apply for Hajj 2024 online
3) 2024 Hajj Date and Schedule
4) Umrah and Hajj Update
5) News about Hajj and Umrah
6) Govt Hajj Scheme 2024
7) Pakistan Government Hajj 2024
8) questions and answers about hajj 2024
my channel ilm ki shamma link ; - / ilmkishamma
#hajj #hajj2024 #hajj2024news #hajj2024update #hajj2024newupdate #madinavlog #madina #makah #mecca #hajjvlog #hajj&umrahtv @hajj & umrah tv #umrah2024

Пікірлер: 69
@rukaiyapatel8658
@rukaiyapatel8658 Жыл бұрын
Jazakallah
@raniafaq4340
@raniafaq4340 Жыл бұрын
Jazak Allah
@FarhatJehan-x1s
@FarhatJehan-x1s 7 ай бұрын
Jazak ALLAH khaira
@javariajamal6669
@javariajamal6669 6 ай бұрын
JazakAllah
@foziazafar6777
@foziazafar6777 Жыл бұрын
JazakAllah
@parveenmalik6654
@parveenmalik6654 Жыл бұрын
jazakAllah khair
@MajeedaBegam-v4n
@MajeedaBegam-v4n 9 ай бұрын
Jazaka Allah
@curiousminds365
@curiousminds365 Жыл бұрын
Very useful video, jazakallah
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
Aameen
@hinaabid7210
@hinaabid7210 Жыл бұрын
Very informative videos mashallah
@ManahilFawad-w5d
@ManahilFawad-w5d Жыл бұрын
Sis pls answer kya ehram k halat main jo hajj k 5 din hoty us m hum naha sakty hain?
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
yes , lekin only water se , kion k sabun or shampo me khoshbo hoti hey.
@amnanaz1834
@amnanaz1834 Жыл бұрын
apki videos bohot achi hoti hain Jazak Allah
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
thanks , Aameen
@easycookingplus
@easycookingplus Жыл бұрын
Sis kya aap nai ess waqt scarf k neechai scarf ki cap pehni hue hai? Kya ess tarha ka scarf sahi rahai ga haj k liyai abaya k oper?
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
NO , esa scarf na pehne , meri ek video me pora sahi tareqa se abaya or oper ka sar dhampna bataya gaya he . wo video dekhen .
@ameliakhanvlogs..4278
@ameliakhanvlogs..4278 Жыл бұрын
jazakAllah mam Ap NY mara sawal shamil Kia
@humaali5207
@humaali5207 Жыл бұрын
Cap wala naqab kesy hoga jo prda krta h plz btaen ye bhi
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
meri video he ( ladies ehram ) wo dekhen .channel per or bhi bohat sari videos mojod hen .
@humaali5207
@humaali5207 Жыл бұрын
@@hajjumrahtv jazakAllah
@mehrunnesha9007
@mehrunnesha9007 Жыл бұрын
Massallh
@curiousminds365
@curiousminds365 Жыл бұрын
I have got so many answers
@momandkids8804
@momandkids8804 Жыл бұрын
Asalamualikum allergy ki waja sy hajj ky Duran mask pehn sakti hn khawateen
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
w, salam . ab tu mask pehena zarori kar diya he wahan , ap kise mufti se bhi poch le ye behter ho ga .
@amnanaz1834
@amnanaz1834 Жыл бұрын
waiting for ur next video
@pbeast8893
@pbeast8893 Жыл бұрын
کیا بغیر پرمٹ کے عمرہ ادا نہیں کر سکتے؟
@salmafarooq9177
@salmafarooq9177 Жыл бұрын
Asalaam walaikum. Hum phle dafa ja rhy hain hajj pr toh ap please bata dain konsi app download krni pry gi?
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
(etamarna app) or ( nusuk app)
@sajidamir1755
@sajidamir1755 Жыл бұрын
Masha Allah
@sajidamir1755
@sajidamir1755 Жыл бұрын
@shazmashahzad2833
@shazmashahzad2833 Жыл бұрын
Ahram ki halat me haj k dn me dhoop ka chashma lgaskte hn plz btaden
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
yes
@shahanamohammadibegum5164
@shahanamohammadibegum5164 Жыл бұрын
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
@UzmaSharif-th5gg
@UzmaSharif-th5gg Жыл бұрын
Please comments main key gai sawalon per ak or video bana dan
@Motivation_by_universticx
@Motivation_by_universticx Жыл бұрын
Jin k bal bohat zada girte hain wo kiya kare please bataye khud ba khud bal girte ho to ? Kangi na bhi kare ? Tab bhi dum wajib hai?
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
ap per sirf ye hukam he k ap bal ko na kholen , choti bana kar rakhen , or misar bandh kar rahen haj ka jab tak qurbani nahe ho jate , phir qasar karen balon ka or bas , phir ehram ki pabandi khatam . ap ne kuch nahe kiya hey or bal khol kar bhi nahe dekhey . tu ap ko pata he nahe he kitney bal khod se girey . jab tak pata nahe kuch dum nahe . jab ehram ki pabandi khatam ho gaye ,phir ap ne bal kholey , tab dekha . to dum nahe hota hey . OK
@Motivation_by_universticx
@Motivation_by_universticx Жыл бұрын
Ok jazakALLAH
@maryimaryi7627
@maryimaryi7627 Жыл бұрын
Api g hm daten use kr sakte teeth saf krne k lie
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
jab ap wahan ehram ki halat me nahe hon tab ye istimal karen , halat ehram me miswak stick ya coconut oil ka istimal karen jo video me bhi bataya gaya he .
@295BADSHAH-zk5in
@295BADSHAH-zk5in Жыл бұрын
Sis orat ka wazo sar k masa kiey bin ho jata h?
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
sar par mojod misar k oper masa kar len phir ho jayega .
@ShahidAli-yj4df
@ShahidAli-yj4df Жыл бұрын
Tuwaf krny k bad pehle nafal parny hoty h ya abe zam zam pina hota hai plzzz tell me
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
ap zam zam pi kar bhe nafil ada kar saktey hen or nafil k bad bhi zam zam pi saktey hen . ye ap ki piyas per he , piyas ager lagi ho tu pehley pani peney ka hukum hey ta ke nimaz me piyas ki waja se ap ki tawaja kam na ho jaye .
@sanaimranshafi3691
@sanaimranshafi3691 Жыл бұрын
Ahram ki halat ma wuzu krne k lie masah Kia ham scarf cap k upper b KR sakteHain ya cap khol KR krna lazim ha...
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
ager ap orton k wazo khaney me hon tu wahan sirf ladies hoti hen ap wahan misar ko thora sa pichey ker k masah kar sakte hen . lekin asman ke nechey or na mehram k samney bal dikhana mana hey . halat majbori me misar k oper giley hath pher lena se masah ho jata he .
@easycookingplus
@easycookingplus Жыл бұрын
Miswak sai bhi blood nikal sakta hai😢
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
hajj k dino me sirf 3 din he ap ko ehram pehena he , lihaza kuli se kam chala len . Allah madad karega .
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
hajj k dino me sirf 3 din he ap ko ehram pehena he , lihaza kuli se kam chala len . Allah madad karega .
@asimsayyed
@asimsayyed Жыл бұрын
Flight schedule?
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
21 may 2023 se start ho gi flights .
@WaheedNisa-ix4xo
@WaheedNisa-ix4xo Жыл бұрын
Third Booster dose lagwana zarori ha ya nahi
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
ek sal ho chuka he tu haji camp me ja kar Vaccine certificate dikhayen or malom karen .
@samreengul2094
@samreengul2094 Жыл бұрын
jazakallah mjy sawalat k jawabat mil gye hai... please ap apna name bta dy taa k main ap ko by name dua main yaad kr sakun..
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
jazak Allah khair , my name is Nabila .
@ShabanaShaikh-pu4it
@ShabanaShaikh-pu4it Жыл бұрын
Assalam Walekum kya Azizia Mein Har chij ki Sahayak hai
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
w,salam ( Sahayak) is ka kiya mining he ?
@strangevloggers9733
@strangevloggers9733 Жыл бұрын
Riazul jana k leya permit lena ha but umeray ka koi esa systm nahe ha ager aap ahram main hain tu ja sakty hain kisi b waqt mitaf main..han bagher ahram walo ko nahe jany dety rush ke wajah say.just umrah waly jaty hain..
@AdilshamsiShamsi
@AdilshamsiShamsi Жыл бұрын
Massa Karna set ka wazo m farz h lehaza Thora oper kr k iskarf massa lazmi kry
@Baba_gamer12
@Baba_gamer12 Жыл бұрын
Koe manjan hath Sy Laga sakty hain?
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
ap ehram me ehtiyat se kam len . manjan me ager masnoye khoshbo shamil ho gi tu musla ho ga .
@abidashaheen6677
@abidashaheen6677 8 ай бұрын
Kesi bat kr rahy hain qura andazi tu howe hy
@strangevloggers9733
@strangevloggers9733 Жыл бұрын
Umarah say 2 days pehly koi b permit nahe lay sakta saudi sim kahn sy lai ga??nusak aap use krnay k leya saudi sim hona zarori ha...so dont misguid guide properly..secndly coconut oil nahe use kr sakty us ka essence hota ha khushbo hoti ha taiz wo use nahe kea ja sakta..
@strangevloggers9733
@strangevloggers9733 Жыл бұрын
Yahan say sub log ehram main he jain gy permit umeray ka pak say tu leya he nahe ja sakta saudia sim say hota ha or ye umeray ka permit crona ha days main tha aab nahe ha ehram main ander janay dety hain i thnk ye bat main nay aap say suni ha k umeray ka b permit lena ha
@sufiyanather1264
@sufiyanather1264 Жыл бұрын
0
@mrswaheed7235
@mrswaheed7235 Жыл бұрын
احرام کے دوران دھوپ کا چشمہ گا سکتے ہیں ؟ احرام سے پہلے کوئی تیل بالوں میں لگا سکتے ہیں تاکہ احرام کی حالت میں بال ٹوٹنے کا خدشہ نہ ہو ؟ احرام کی حالت میں کوئی درد کم کرنے والی دوائی یا تیل استعمال کر سکتے ث؟
@hajjumrahtv
@hajjumrahtv Жыл бұрын
yes , lekin ehtiyat se is me koi masnoye khoshbo na ho .
@shabeenatarrunum
@shabeenatarrunum Жыл бұрын
السلام عليكم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ باجی آپ سوشل میڈیا پر ہے تو کیا آپ یہ سب باتیں پردے میں رہ کر بھی معلومات فراہم کر سکتی تھی باقاعدہ آپ بہت میک اپ میں بھی ہے اور آپ کے آئ برو بھی بنی ہوئی ہے جس پر کہ اللہ نے لعنت بھیجی ہے معذرت
@ameliakhanvlogs..4278
@ameliakhanvlogs..4278 Жыл бұрын
jazakAllah mam Ap NY mara sawal shamil Kia
Правильный подход к детям
00:18
Beatrise
Рет қаралды 10 МЛН
Cheerleader Transformation That Left Everyone Speechless! #shorts
00:27
Fabiosa Best Lifehacks
Рет қаралды 15 МЛН
小丑教训坏蛋 #小丑 #天使 #shorts
00:49
好人小丑
Рет қаралды 41 МЛН
Правильный подход к детям
00:18
Beatrise
Рет қаралды 10 МЛН