Allahu Akbar Kabira. Walhamdullilahi kasheera.wa shubhanllahi wa bukratau asila.
@Teardrops4Smile9 жыл бұрын
Mashallah, first lectures I am listening to if Sheikh Zulfiqar. Mashallah He has the ability to explain something with real examples.
@Teardrops4Smile9 жыл бұрын
What I mean is he is able to explain a concept with an example that makes you understand clearly the point that is being explained. Alhamdulillah.
@hafsashaikh655111 жыл бұрын
mashaallah. allah hum sab ko amal ki taufeeq ata farmaye. aur hazrat ko aala darjaat ata farmaye ameen!
@salahudeenmohammed228810 жыл бұрын
Masha Allah Allah Kareem Hai
@alabidtraders64308 жыл бұрын
ALLAH AKBER KABIRA
@shaik.parvezhussain8 жыл бұрын
سبحان الله
@mohdtaufeeq93429 жыл бұрын
Short summary of bayan. (Agar koi galti hui note karne mey toh Allah mujhe maaf kare) Mareez dil Shaitaan shubha paida karta hai aur nafs shehwat. Shubha se muraad baar baar wudhu karna, kuch bura ho toh usey jado se jodna. shehwat se murad paise, fame, kapdon ki ishteha In gunahon se dil murda ho jaata: 1.Fizool kalam faltu guftgoo 2.Badnazri: Prophet s.a.w ne kaha : "insaan ki nazar shaitan ke teeron mey se aik teer hai." "Jisne allah ke liye apni nazron ko neecha karliya Allah taala usey halawat e imaan deta hai jisko woh us din tak mehsoos karta hai jis din woh apne rab se mulaqat karega" Allah taala Quran e kareem mey kehtey hai "apni nigahon ko neecha rakhe aur apne namoos ki hifazat karo." Imaam e Rabbani Rahmatullah alai kehtey hai aankh dekhti hai dil talab karta hai aur sharmgah uski tasdeeq karti hai Hadees, "Momin ki faraqat se daro woh Allah ke noor se dekhta hai." A.Badnazri fasaad ka beenj hai. B. " zina ki seedhi hai. isse budhey bhi nahi bache .aalim, qari jhooth bolne se darta bhi hai uske pakde jaane ke dar se magar badnazri aisi cheez hai ki siwa allah ke kisi ko pata nahi hoti. C.Badnazri se amal ki toufeeq cheen lee jaati hai, maslan namaaz ya tilawat karne ka dil na karna D.Isse quwat e hafza kamzor ho jaati hai. E.Ise karne wale se shaitan pur ummed rehta hai. F.Badnazri se Allah rabbul izzat ki ghairat bhadakti hai.Kabhi kabhi insaan eemaan se mehroom ho jata hai. Wajah ye hai ki allah taala farmate hai ki maine ise nematein di aur yemeri zaat ko chodhkar muhabbat ki nazar ghair ki taraf uthata hai. G.Inke jism se boo aati hai jo ahle nazar pehchaan jaate hai H.Badnazri karne wali ke chehre par siyaahi hoti hai jo ahle nazar pehchaan jaate hai Ibn e qayyim r.a ne kaha ki "insaan ki qabr mey wahi halat hogi jo seene mey uske dil ki hoti hai."