Apne jo fruits lagaye hain wo kis size ke grow bag me lagaye hain?
@gangavatiPrajapatiАй бұрын
Wao amazing 🤩🤩
@DeEpaK.a9020Ай бұрын
Abhi karela ka beej laga sakte hai kya
@manjus327 күн бұрын
Do you store the baingan for daily use, or do you distribute or sell them? If you store them, how long will they remain fresh? Thanks!
@khushi-ki-duniya95Ай бұрын
Kya sari sabjiyo k beej local market se le skte h please batayiye
@indunegi4589Ай бұрын
Karela mera favrait hai
@sandhyasalunkhe8558Ай бұрын
Bhaiya yeh sabjiya to vaise bhi sasti hoti hai but onion garlic costly hote hain unko aap terrace garden main laga sakte hain kya make video on it plzzz
@shamimbanu9083Ай бұрын
Nice
@vinodKumar-nd3ggАй бұрын
दीपक जी, सिगरेट के बड्स से भी क्या फर्टिलाइजर बनाने में use कर सकते है क्या??
@AsharAloGardening1Ай бұрын
Very nice.l am Asharul Hoque from West Bengal ❤
@swatidamor2127Ай бұрын
Aapke garden me vegetables bhut hi badhiya hui he
@TerraceGardeningАй бұрын
Yes Thanks
@crazy.s757Ай бұрын
Sir Maine sardiyon mein angur ke paudhe nursery se lakar lagaye the but uska paudha pila pad raha hai aur growth nahin kar raha hai 😭😭 please bataiye@@TerraceGardening
@dineshkumarnande1330Ай бұрын
Is baar Maine bhi bhindi grow bag aur ghar ke badi me lagaya hu.daily hope kg mil jaa raha hai Deepak ji
@r.l.meena_Ай бұрын
मेरे करेले म् कीड़े लग गये है उपाय है क्या यदि हां तो बताये
@RaviRajput-rq3wuАй бұрын
Hello bhai hamare yahan subah ki nahin Sham ki dhup aati hai Sham ki dhup lagti hai yah sahi hai ya galat maine abhi ki shuruaat ki hai please bhai kuchh idea do
@PremlaataАй бұрын
Good evening Bhaiya Pumpkin khraab ho jaate hn lagte hi koi upay btaao
@Bts2-h2yАй бұрын
दीपक भाई मेरे 12×15 के ग्रो bag me turai बेल लगी है उसके फूल सुख रहे है वो बेल खुली धूप में लगी है 12 बजे के बाद 5 बजे तक फुल टेंपरेचर धूप मिलती है फिर भी सुख रहे है
@TerraceGardeningАй бұрын
Chhota grow bag hai aapka pani daliye dono time
@HOPE-jn2ufАй бұрын
Or hand pollination kijiye
@trendingbharat47Ай бұрын
Kadipatta konse growbag mai lagana sahi rahega?
@NATURECAREWITHBUNTY1313Ай бұрын
Deepak ji मैंने आपने टैरेस garden मै छोटे करेले लगा रखे है लेकिन उसमे कीड़े लग जाते है koi organic dawai बताए
@udaishanker1296Ай бұрын
I am living in society of Great Noida West, how can purchase seeds in small quantity, please let me know.
@gaurawb8741Ай бұрын
Sir barish ho rahi hai bich bich me kya leafy vegetables laga sakte hai aur direct sunlight me rakhna padega kya aur barish se kaise bacha sakte hai
@taukeergauri7608Ай бұрын
Dipak bhaiya humare dragon fruit ke phool chote par se jhad rahe hai pile hoge
@ruhaniquwwate4819Ай бұрын
Guava plant ko nursery se lakar kaise start kare ke jyada fruiting ho gaye
@crazy.s757Ай бұрын
Sir Maine barsat Mein angur Ka paudha laya tha ab growth nahin kar raha hai😭😭😭 please bataiye Nahin uski Patti a rahi hai 😢
@preetisgardeneria55Ай бұрын
हमने भी छत पर सब्जियां लगाई थी , पर 1 साल के बाद छत खराब हो गई तो सब गमले हटाने पड़े। छत पर पौधे लगाने के लिए , छत को सेफ कैसे रखा जा सकता है। कृपया इस विषय पर भी जानकारी दिजियेगा। धन्यवाद
@TerraceGardeningАй бұрын
Will upload soon
@gaurawb8741Ай бұрын
Sir harvest karne ke bad paudho ki koi extra care karni padti hai kya
@JyotiSharma-wf5wmАй бұрын
Bhaiya tamatar mirch mein lip girls Ho Gaya Use Kaise hataye
@PujaSood-kv4fbАй бұрын
Mene bij lagaye germinate huye hi nahi jo huye wo bhut hi patle huye me beej kha se mangau
@motiabatra361Ай бұрын
Maine baigan ka plant lagaya tha Flower bahut aaye hai par baigan ek bhi nahi aaya
@zoyaali5493Ай бұрын
Sir hamre miti me chiti or pilu pad gaye hai kesye thik kare please batiye bhaiya please 😢
@AvinashKumar-l6fАй бұрын
Mere dhniya nahi huye kya karna chahiye
@PujaSood-kv4fbАй бұрын
Ek bat btayo mane bejj boye koi pod ni ayia tmater ka ayiya bilkul barik se jo gamla dup me tha us me sare chote aye but do pod nikle sahi
@TerraceGardeningАй бұрын
Aap kya punchhna chahteen hain beej lagane ke baad proper care karne par seeds germinate hote hian and paudhe bhi bante hain
@bhawnaverma3144Ай бұрын
Nai sabzi kab legao gye
@drnitisharma5Ай бұрын
What if plants are attacked and eaten by Snails 🐌 ? How to remove them?
@sonamlahare3695Ай бұрын
Hello Deepak sir 😊
@TerraceGardeningАй бұрын
Hello
@divyanshujoshi3612Ай бұрын
💖✨HAREKRISHNA✨💖🙇🏻 Bottle gourd me Downey mildew aa raha hai , kya kare ?
@prakritisinhaskitchenworldАй бұрын
Trichoderma viride powder ka use kare yeh bilkul organic fungicide hai
@divyanshujoshi3612Ай бұрын
@@prakritisinhaskitchenworld kaha apply karna hai leaves me ki soil me ?
@prakritisinhaskitchenworldАй бұрын
@@divyanshujoshi3612 leaves mein water + fungicide dal kar spray kijiye Downey mildew door ho jayega
@divyanshujoshi3612Ай бұрын
@@prakritisinhaskitchenworld ok, thanks Please chant ALWAYS 🙏🏻 HARE KRISHNA HARE KRISHNA KRISHNA KRISHNA HARE HARE, HARE RAM HARE RAM RAM RAM HARE HARE and be happy ALWAYS 🙌 💖✨HAREKRISHNA✨💖🙇🏻
@dagajitadge3140Ай бұрын
Chat par kitna vet rakh sakte hai
@TerraceGardeningАй бұрын
Ye depend karta hai aapki chhat kitni majboot hai
@Greengardening32Ай бұрын
भाई बहन की सब्जी गमले में कैसे लगे
@sonamlahare3695Ай бұрын
Mere greps ke podhe me fruiting nhi ho rhi hai
@TerraceGardeningАй бұрын
Pruning kar dijiye
@Shivoham11RamАй бұрын
Torai ke phul jhad rahe hai ...... kya kare ??
@prakritisinhaskitchenworldАй бұрын
Pollination kijiye female flower ka male flower se
@divyanshujoshi3612Ай бұрын
💖✨HAREKRISHNA✨💖🙇🏻 Prabhu ji , kya aapko intrested ho bhagwan ke baare me jaanane ko? Jese bhagwan kon hai? Kya karte hai? Unhone hame is material world me kyu rakha hai ? Kyu hame birth, death, old-age, disease baar baar hota hai ? Please reply kariyega. 💖✨HAREKRISHNA✨💖🙇🏻
@swatidamor2127Ай бұрын
Bdi Vali monkey net nhi milti kya?mene Jo mngvaei 2 pr vo to bhut choti aati he hmare yaha monkey bhut presan krte he