Intne saal ho gaye hai lucknow me rahte huye lagbhag 35 saal se jaada par aaj tak inn purane lucknow ke famous food ko aaj tak nahi taste kiya hai.. Naam bhout suna hai. Beautiful bhai
@dilshadmalik74183 жыл бұрын
Khanay se zyada apko sun nay mian zyada acha lgta hy👍
@unusualyt98033 жыл бұрын
Bahot he badhya tarha se owner ne welcom kiya khane k liye .....or uske bad bahatreen tarha ki nahari or khane dekhne milay ... Jitne saleeke se owner ne kaha uthne he acha tarha se food bhi saja hua hai.... I really appreciate it
@lutfullahlutfi7973 жыл бұрын
Yahya bhai,very nice v log, appreciated,lot of love from Pakistan.
@pindivloger70013 жыл бұрын
Very tasty looking I wish I can try it Feeling very good after watching it Watching it from Pakistan 🇵🇰
@varunnar1003 жыл бұрын
I love to learn urdu from you happy to see this video.. Manzoori saab ke chehre ka sakun bohot pasand aya
@Globalecentre3 жыл бұрын
Shukria Narang saheb
@varunnar1003 жыл бұрын
@@Globalecentre always welcome.
@naveedazhar12153 жыл бұрын
your review in pure urdu love to here respect from Pakistan
@robertfrostl3 жыл бұрын
Sahi mein bhai. Inki urdu he sunnay ata hu mai. Though mai Hindu hu lekin mere grandfather pakistan mein kaam kia krtay the and he knew Urdu.
@vimalkumar38153 жыл бұрын
Urdu born in northern india, lucknow was famous for urdu and food
@zahidanjumtv74343 жыл бұрын
Respect from Pakistan
@mehmood0203 жыл бұрын
Love from Pakistan you people far ahead from our tradition here Great
@niftyleague217310 ай бұрын
matlab 1947 se pehele nihari discover nahi hua tha?
@jaffariist3 жыл бұрын
very nice v log, iam from pakistan
@Vijy293 жыл бұрын
Yahya bhai aapki video per aaj hi nazar padi aur maaniye ki diwane ho gaye. Ek toh kya behtreen urdu aur aapki meethi zubaan saath me khane ko tasalli se bina kisi laag lapait ke taphseel se batate ho uski baat nhi. Bahut khoob
@sahumiho86393 жыл бұрын
Bade hi baariki ka review hain aapke. Aapki narm Urdu aur tehzeeb ka jawab nahi. Great demonstration of cultural finesse. Lutf aa gaya..
@Globalecentre3 жыл бұрын
Thank you so much. instagram.com/globalecentre facebook.com/globalecentre
@luckylove28483 жыл бұрын
Yahya bhai, Ek aur bahaut umda video...!! Hindustan mein har thodi door ki masafat teh karke zaiqa badal jaata hai aur choonke hum Delhi se qareeb hain, isiliye mujhe delhi ke zaiqe banisbat lucknow ke humein zyada marghoob hain..!! Awadhi khane mein to sirf galauti kabab aur parantha hi umooman hum pasand karte hain..
@yousufbalol33153 жыл бұрын
A.o.a Bhai mashallah bhot khob aap ki video aur aap ka andaaze guftago bohat khob meri umr is waqat 65 saal hey aur mey ab bhi rivayati khaney hi pasand karta hoon aur khaney ka shauq bhi rakhta hoon pakistan mey bhi kuch puraney jo dilli k log hain wo aaj bhi dilli k khaney bohat achey banatey hain love from Pakistan Allah aap ko hamesha kush aur aabad rakhey Shukria
@Globalecentre3 жыл бұрын
Aapkay alfaz mere liye bohot qeemti hain. Allah aapko sehat wali lambi zindagi de. Duaon mein hamesha yaad rakhiyega
@gauravpandey96753 жыл бұрын
I am pure vegetarian but still loves ur video..
@Globalecentre3 жыл бұрын
That's really a complement for me. Thank you!
@qayyumkhatri66943 жыл бұрын
Bd naseeb insaan ho tum sirf chara KHATA hai
@gauravpandey96753 жыл бұрын
@@qayyumkhatri6694 haa yaar kya karu bhai
@gauravpandey96753 жыл бұрын
But tab bhi 210 Kg ka powerlifter hoon bhai
@farhanjafar143 жыл бұрын
Don't drink even Milk 🍼🥛 too. Then u will called as a pure vegetarian.
@_ibrahimfamilyfanpage4923 жыл бұрын
Masha Allah aap ki urdu bahut achhi hai Allah aap ko aur kamyaabi de
@rakeshpalsingh50183 жыл бұрын
Aslee khana to aap.dikhate he...u r showing the quality and real food glod bless u sirji..me also from.delhi..will love to meet u soon
@dilshadahmed55873 жыл бұрын
ماشاءاللہ آپ کی گفتگو کا اندازنہایت مہذب ہے، اردو شستہ اور سلیس ہے، زور بیاں اللہ کرےمزید اعلی ہو، خاص دلی والوں کی یہ شان ہے ۔
@muhammadfarooqui1483 жыл бұрын
Such a good vlog. I am from Pakistan and the way you explained feel like I am there physically. Good luck and stay safe.
@vimalkumar38153 жыл бұрын
You must visit once in life in lucknow uttar pradesh india.. Food capital of india, muskaraiye aap lucknow me hai..
@waqarjamshed80923 жыл бұрын
Love your videos I am ur follower from pakistan
@Globalecentre3 жыл бұрын
Welcome to Globalecentre
@TheWandererimran2 жыл бұрын
Bhayya dil chah raha hay k fly kar k Lucknow pohanch jaon aur dill bhar kar Nihari and khasta khasta kulcha khatay jaon . bohut sari mohabat aur duaain aap k liay bhayya. love from Karachi
@varunsingh57503 жыл бұрын
The host seems like a genuine food lover and reviewer. The channel stands out in the crowd of wannabe food reviewers. Not sure how I missed this channel so far but looking at the content, this channel is bound to rise quickly among food lovers. All the best. Keep making good content.
@Globalecentre3 жыл бұрын
This is one of the best comments I receive. Thank you Varun
@ilovetunics3 жыл бұрын
You can tell he's definitely a foodie when he looks at those kulchas and says "Dekhne mein bahut khubsoorat lug rahe hain" - haha that gives it away :) & No doubt I had the same thought in my head
@yugalmathur27513 жыл бұрын
bht bdiya sr
@sabihamahmood3263 жыл бұрын
Yummy love Rahim ki Nihari and kulcha.
@danialhamza93783 жыл бұрын
i am done with iftar and there is no space in my stomach but while watching this video i felt hungry❤️
@arifhusain57978 ай бұрын
Yahya bhai bahot bahot aapka shukriya aapney Raheem kulcha Nihari ki video dikhakar yaadein taza kardeen main Jab bhi India jata hoon Lucknow jakar Raheem ke kulcha Nihari zaroor khata hoon. Raheem ki Nihari ka zaika puri duniya main kaheen nahi milta.
@manavkumar33382 жыл бұрын
कॉलेज के जमानो की याद दिला दी आपने भाई साहब !!
@BhaktiSangeetSaini3 жыл бұрын
Look so delicious goat nihari very nice love it crispy kulcha bhai music ko kya ho giya
@irshadmaniyar2966 Жыл бұрын
I have been to this place.. The nihari was out of this world. Absolutely loved it. Kulche toh kya batau.. jaise mohabbat hogayi thi unse.. wah ustaad.. maza hi aagay. Inshallah agli baar fir jayenge
@aftabchaudhry30803 жыл бұрын
اسلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ بھائی صاحب میرے کو آپ کا بولنے کا انداز بہت اچھا لگتا ہے. باقی آپ کی وڈیو تو دیکھتے ہی ہیں. نہاری میری بھی پسندیدہ ترین ڈش ہے
@IndrajitDas-n8s11 ай бұрын
After seeing your video, I visited there in the last week. The kulcha, the nahari, the kheer - all were awesome. Kulcha was so tasty and crispy that one can eat 2-3 of them without anything else ❤
@pushpendra403 жыл бұрын
Sir aapka andaaj bahut superb hain 👌👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🍫🍫🍫🍫🍫🍫
@THEBIRDSGLORY786 Жыл бұрын
Bhai maza bhaise ke Nalli and gooda waah. Bahot aala
@mehiddineaboumerhe16077 ай бұрын
MASHALLAH - Hamara Lucknow hai hi Tahzeeb ke liye Famous
@imranalikhan2559 Жыл бұрын
Lucknow ki nahari ke Baat hi kuch alag hai aise nahari kahin nhi milegi Delhi ki nahari kya kisi bhi shaher ke nahari lucknow ki test ke tarah nhi milegi lucknow ki nahari ka muqabla koi nhi kr sakta best nihari lucknow 👌👌😋
@Bhartiye18923 ай бұрын
Bhai Lucknow me nahari jante hi nahi kise kehte hei 1985 me paaye ko waah nahari kar ke bechte thy phir baad me Rahim ki nahari bhi khayi waaha ouse nahari kehte hei thik hai wo Lucknow walo ka apna zaiqa hai ham burayi nahi kar rahy par ye sach hai Nahari Delhi ki dish hai jo subha phele banti thi jis ka matlab nahar muhu tha ab zada tar shaam me banti hai or es me sirf Delhi me bong ka gosht hota hai haldi ya dhanya kuch nahi hota es k masale Lucknow Wale nahi jante bas naam nahari rakh liya hai
@unpredictable8514 ай бұрын
Aapka KHAYR MAKHDAM h Hamare Shahr mein...❤❤ When I used to be a young child of 7 to 8 years till today alhamdulillah almost 20... I have been visited many cities of India. But the taste ,Aroma, presentation, love and serving style of my city is unbeatable and Uncomparable ...... ❤❤❤❤❤
@maakiduajobsvlog3 жыл бұрын
Bhai ap ka way of explanation .... natural nay ap ko bohat bari duty di hai Aur ap apny kam ko bohat achy andaz main explore kar rahy hai Allah bless you 🥰🥰🥰🥰🥰
@maerajhussain71963 жыл бұрын
Hi ur Urdu is awesome 👍. Mashallah
@mosfetkhan73343 жыл бұрын
Yummy food worth to die for......Assalam O alaikom from Pakistan.
@traveldaak2 жыл бұрын
Good informative video watching from Lahore Pakistan 💯🙏
@mohammadareeqali25763 жыл бұрын
बहुत शानदार बड़े भाई याहया साहब ❤️🤩😋😋😋✨✌️ लखनऊ की मशहूर नहारी ❤️✨
@sahibalikhan59893 жыл бұрын
I Like it Lucknow World Famous Raheem Ki Nihari and Kulcha.
@robertfrostl3 жыл бұрын
Lucknow mein jo biryani aur chicken aur mutton mein flavour plus simplicity hai woh kahin nai mill skti. Aur aisa he zaika pakistan mein milta hai.
@imranalikhan25593 жыл бұрын
Mashallah nise kulcha and nahari mashallah bht umda👌👌👌
@JaspreetKaur-oq2nu3 жыл бұрын
Bht tasty hote hai.. hm apni ammi k saath yhi khate the ... ❤️
@tayyabamariyam52442 жыл бұрын
Raheem Nahari-Kulcha to zameen pe Jannat hai ❤....😋
@criclover24223 жыл бұрын
Good to see Muslim youtuber love from Pakistan
@sameerk22773 жыл бұрын
Bhai kyu muh paani laa rahe ho..kulche dekh kar dil Khush hogaya
@NayadArvind3 жыл бұрын
The way you express food and purity of Urdu ❤️wow Thanks you tube for recommendations 👍
@Globalecentre3 жыл бұрын
Bhai ki mohabbat ka shukriya
@nishikantsingh32323 жыл бұрын
Bhai Jaan aapka pase karne ka andaaz aur uper se aapki aawaz me jo mithas hai gazab
@nitishsaxena13723 жыл бұрын
Humare Lucknow me aapka istaqbaal hai. Yu to log aksar Dehli aur Karachi ki nihari ki baat karte hain lekin Lucknow ka zikr kam hi aata hai. Meri nazar mein Lucknow ki nihari ka aur koi muqabla nahi hai. The flavours which come out after those rich flaky kulchas are dipped into nihari is unparalleled. Bohat shukriya!
@rizwankhanlucknowalmaddina12083 жыл бұрын
Masaallah bhaut khaye h par aj kal Saudi me bhaut yaad aye ap ke video dekh kar
@veryrarecoinhusssain43732 жыл бұрын
Raheem bhai ke yeha pay ke nihari khate aap bo sabse best hai
@nethostinc.16703 жыл бұрын
Mohammad Yahya bhai bahot khub. Allah swt salamat aur khush rakhain. Videos jari rakhain.
@faree38green Жыл бұрын
My Lucknow... Thank you for showing. Please keep showing the delectable delights of Lucknow, of which there are so many!
@zafarabbasmirza13832 жыл бұрын
Haha achi hi hum to bachpan se khate hi yaha aise hi loog pasand karte hi
@kamilkhan-ng9jm3 жыл бұрын
Masaallha Very Well said About Comparison Delhi Nihari and Lucknow Nihari.....
@rudranaagar64203 жыл бұрын
Sir the way you speak is an delight in itself 😊
@amitmoitra89843 жыл бұрын
bahut sundar mutton nihar dekh mu me pani aa gaya.
@As_al23-73 жыл бұрын
Uffff mere Lucknow ka nihari qulcha 😍😍😍 yahan dubai me behad miss kar Rahi Hu main isey
@fashiondesign87253 жыл бұрын
inshallah moqa mila tou dilli zarur aengay
@pritulmachineshaider64872 жыл бұрын
Mutton Nihari zaroor khane jaunga delhi se Lucknow 😋😋😋😋👍🏻
@akshaychaturvedi56563 жыл бұрын
sir yeh mere school ke time ki favourite dish I am also from #Lucknow.🤗.is resturant mein school ke time pe aata tha 9:20 best part in whole video Khane ke mamle mein #Lucknow best in the world lucknow & Hyderabad two places where biryanis best in the world
@kapil_chandani3 жыл бұрын
You doing great job keep it up God bless you always 🤲🙌🙏🏻❣️🙏🏻🙌🤲
@drrashid73243 жыл бұрын
Nice vedio love from karachi pak
@AlamKhan-fs3sn3 жыл бұрын
Aao kabhi Lucknow
@drrashid73243 жыл бұрын
@@AlamKhan-fs3sn bhai bus aiak khuwab he India aana Agra my ancestor city
@ankss49723 жыл бұрын
I’m from Delhi and I prefer Lucknow’s mild spicy style. Lucknow nihari is so perfect for me. In Delhi people are getting crazy with spices. However Delhi’s Nihari is great too.
@nitishsaxena13723 жыл бұрын
Lucknow's nihari is the best in the world! I've heard a lot about the Karachi's nihari but I'm sure it wouldn't be a match to the Lakhnawi one.
@ankss49723 жыл бұрын
@@nitishsaxena1372 I have had Pakistani food in Europe and America. Karachi nihari was prepared by Indian Muslims from Delhi who migrated to Pakistan after partition. It can never match the real nihari (from Delhi and Lucknow), still being prepared at places and people who never moved and been there since the invention of nihari.
@avin-ox8vr2 жыл бұрын
Mai bangalore,chennai,mumbai,delhi rahaa par lucknow is best now days....No fear you can eat and walk late night with your family.. Thanks yogi ji...👍
@echochamber83502 жыл бұрын
@@nitishsaxena1372 Karachi nahari has too much chilli - not to my taste. But then I grew up on Lucknow nahari, and prefer the more subtle flavors
@Bhartiye18923 ай бұрын
Bhai nahari mughlo k dor se Delhi ki hi hai. Lucknow me nahari ko nihari kehte hei jo sahi mano me haldi gosht hai😂
@shushantsingh97213 жыл бұрын
Bhai aap bohot he ache videos banate hai dekhe mu me pani aajta hai goodbles you 🤗
@Cookingwithkawish3 жыл бұрын
Wao bhae zabrdast 👍👍♥️
@shahidvlogz60273 жыл бұрын
Kawish Bhai assalaml alaikum, regards from Ahmedabad
@Cookingwithkawish3 жыл бұрын
@@shahidvlogz6027 wa
@brijrai97603 жыл бұрын
Very nice... Sir...
@brijrai97603 жыл бұрын
Recording k bhic m jo music hae wo bhi very nice hae...
@mohit12aExp Жыл бұрын
Sur, apki recommendation par khayaa, aur apne ekdum sahi bataya..... Yeh humara paye jaisa hai..... taste bahut similar hai.... Itna accha definition kisse nay nahi bataya tha...
@Samim-h6k Жыл бұрын
Aslam o alikum sir aapki music, awesome
@bhaskaryadav39453 жыл бұрын
I once accompanied an all muslim group to Akhilesh Yadav's rally ... I was the only Hindu in that group. They came here and began to enjoy Nihari Kulcha of Raheem. I had to choose - either join the BAND of BROTHERS or remain hungry ! I chose the first option . Let's see when I again visit the Raheem's to taste this really marvellous dish !
@priyamjaiswal2993 жыл бұрын
tumhe chuitiya hi bolunga kyuki islam me jo bhi allah ke siva kisi ko poojta use maarne k lige bila gaya hai
Thank you so much Sir, Nihari humari bahut hi zyaada favourite dish hai. Hum zaroor yahaan aayenge, nihaari ka swaad chakhne.
@shaikhashraf51693 жыл бұрын
Had kulche nihari at Raheem 2 years back and I still feel the taste in my mouth when I think of nahari
@mohdmehdi98182 жыл бұрын
Biryani , kichda & nhari duniya k sabse behtareen khane
@abdulmajeedsalman84033 жыл бұрын
Yahya bhai ap keh Bat karne ka andaz bhot hi khusurat hai Allah pak ap ko khamyabi de AAMEEN ek achi bat yeh bi hai ap keh ander yahya bhai ap keh dil main insano keh liye humdardi phar hai muje ap ki yeh bat bhot pasand ayi
@JunaidKhan-up2nb3 жыл бұрын
Muhh M paani agaya ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@jamankhan21213 жыл бұрын
Love from Pakistan…. آپ کے لئے مرزا غالب نے کیا خوب۔۔۔ ہیں اور بھی دنیا میں سخنور بہت اچھے کہتے ہیں کہ غالب کا ہے انداذ بیاں اور
@mohammedadnankamal97913 жыл бұрын
Love you India 🇮🇳❤🇵🇰
@Globalecentre3 жыл бұрын
Thank you
@sushantminj41663 жыл бұрын
Yeh video dekne ke bad th apko subscriber krna th banta h 🔥
@RazaAlwani3 жыл бұрын
The host and the owner of this KZbin channel is a good looking person. Most of the youtubers who make food vlogs simply say "Mazedaar" "Bahot Umda" and words like that. But this host describes the taste of each morsel in such a way that we at home watching this video can feel the taste of the food. Good luck and best wishes from Mumbai 👍
@mohdmehdi98182 жыл бұрын
Shandar nahari all time favourite
@sauravroychow2 жыл бұрын
Ohhh mannn....Luckowww....my dream to eat there has still not come true...I truly hope I can visit and eat all the delicacies there soon. Yummy.
@uptodate24133 жыл бұрын
I lived in Lucknow for 3 years, and each and every month I visit Raheem, Kulcha nihari is one of cheap and best meal , superb amazing taste, if any go to Lucknow, you have to Eat once in life
@sameerahmed52873 жыл бұрын
Love from balochistan its my dream visit India try Indian food
@abyyazkhan3 жыл бұрын
Assalam.o.alaikum, bhai MASHAALLAH Buhat zabardast kam kr rahey ap ALLAH PAK ap ko mazeed kamiyabiyan ataa kre main Pakistan Lahore se hon INSHAALLAH India aon ga to ap se zarur mulaqat kron ga I love Delhi and I love Delhi food too.
@Globalecentre3 жыл бұрын
Khush Amadeed!
@Globalecentre3 жыл бұрын
@@pranshul619 next visit pe aapko contact karunga. FB ya Instagram pe join kijiye
@rmskarachi93202 жыл бұрын
Best review.. Reviews always should be like this way... Every recipe has its own history and taste.. Thank you for such a honest review..
@shanehaiderrizvi5273 жыл бұрын
दिल्ली की नहारी ही असली नहारी है और दिल्ली से अच्छे खाने पूरे भारत में कहीं नहीं मिलेगे बात सच यही है, लखनऊ की नहारी नहीं मुझे तो पाए का सालन लगा, जबकी मैं लखनऊ के पास का रहने वाला हूं।
@exploringstory67873 ай бұрын
Haa tum barabanki walo ko kaha sachi lagegi 🤣🤣😂
@syedahmadfaraz3 жыл бұрын
Ver humble video..likes it..very much
@shaharyarkhanvlogs3 жыл бұрын
Tolerance level is so high that i am watching this video while fasting 😊
@syedmubashirhussain30193 жыл бұрын
Wah Bhai! Zabardast 👌👌
@KitchenHacksWithRubinaNahid3 жыл бұрын
Excellent Review on lucknowi cuisine👍
@tabujamadar26493 жыл бұрын
Mashallah ghar jaisa khana laga raha hai
@debrajroy14933 жыл бұрын
Love your channel ...Mohammed Bhai...Eid Mubarak... Mumbai ka kuch Vlog banaiye
@nadeemamjad50522 жыл бұрын
Maza agia wah wah uper say ghalib ki urdu nadeem amjad khan from ny us
@amingilani3 жыл бұрын
Love your language, music and history you cover for the food.
@harshvardhansinha3 жыл бұрын
Awadhi cuisine mai jitni gravy ya main course ki importance hoti hai utni hi roti (bread) ki bhi.
@rizwanjaved38243 жыл бұрын
MashaAllah bohat khub bohat khubsurat
@mohd.rizwanhaider78953 жыл бұрын
Today you got a new Subscriber 👍
@Globalecentre3 жыл бұрын
Welcome aboard!
@azeemsarwar69313 жыл бұрын
Manzoor bhai ne jo muhabat di wo lajawab hai. Itni muhabat se agr koi kuch khilaye ga wo to mann ko zaroor bhaye ga.. love from across the border. ❤
@Globalecentre3 жыл бұрын
Shukriya Azeem. Stay tuned and come on to my Instagram as well
@punitprakhar17523 жыл бұрын
@@Globalecentre idris ki biryani pe agla program banayein.
@azeemsarwar69313 жыл бұрын
@@Globalecentre i'm really sorry yahya bhai. I missed that Live session.😑 will definitely join you next time InnshaAllah.
@DineshKumar-ew1xg3 жыл бұрын
Super,, nice,, you are great sir,, your all videos are the best 👍👍 you are the best narataor,, director,, God bless you ❤️❤️