Remove Bank Name, Hypothecation From RC, Full Process Step by Step, Very easy, in Hindi,

  Рет қаралды 60,652

Knowledge Aur Gyaan

Knowledge Aur Gyaan

3 жыл бұрын

Hello Friends, I am Rajendra Singh, Welcome to my KZbin channel ‘Knowledge Aur Gyaan’.
Dosto aaj ki is video me maine aapko 2 wheeler & 4 wheeler vehicle agar Loan per li Hai to Puri kishte dene ke baad RC per se bank ka naam (Hypothication) kaise (remove) hatwana hai ye samjhaya hai, Aap is video ko pura dekhege to sab aram se samjh janege aur aap bhi ker lenge, Koi dikkat ho to Comment box me likhiyega Umeed karta hun ye video aapko pasand aayega. Video dekhne ke liye Thanks -
How to Remove Hypothecation From RC, Bank name remove from RC.

Пікірлер: 217
@RUCHILUPADHYAY
@RUCHILUPADHYAY Жыл бұрын
Bhai etni videos dekhi par aapne bilkul shi. Btaya thanks
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Ruchil ji aap ko bhi bahut bahut thanks
@jasbirkaur4546
@jasbirkaur4546 2 жыл бұрын
Good information 👍
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Thanks didi
@sanjeetchauhan-js1ql
@sanjeetchauhan-js1ql 10 ай бұрын
Good 👍
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 10 ай бұрын
Thank you🙏 ji
@amardevsinghsaggu8402
@amardevsinghsaggu8402 3 жыл бұрын
Good
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 3 жыл бұрын
Very very thanks
@advik_144
@advik_144 2 жыл бұрын
Yadi mere paas noc certificate original ho to future me koi problem ho sakta hai kya?? Police check me... kyuki hume sell nhi karni aur nahi another state jani hai.
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir ji NOC 90 days valid hoti hai fir bekar ho jati hai Hypothecation me Police nahi kuchh kaheti per ise remove karana sahi hota hai
@MadhusudanKumarMohali07
@MadhusudanKumarMohali07 9 ай бұрын
Good information
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 9 ай бұрын
Thank you🙏 sir ji
@peddojibhaskarchary7060
@peddojibhaskarchary7060 10 ай бұрын
😮😮
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 10 ай бұрын
👌😀
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 10 ай бұрын
Thanks 👌
@nileshsoni7865
@nileshsoni7865 3 жыл бұрын
Hello SIR 🙏🙏🙏 Gadi ki RC se HYP. hatane k liye gadi Malik ka licence Jaruri he yaa nahi? Please replay SIR ji🙏🙏🙏
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 3 жыл бұрын
Hypothecation. Me DL ki jarurat nahi hoti aap mera ye video dobara dhayan se dekhiye
@nileshsoni7865
@nileshsoni7865 3 жыл бұрын
Thankyou SIR JI 🙏....
@this_guy_shoots
@this_guy_shoots 2 жыл бұрын
Sir mene ek finance company se scooty li thi loan khatam hone k baad unhone mujhe NoC di thi lekin mujhe nhi pata tha is barein m ki isko jama karana hai authority me ab 2 saal se nOc ghar pe padi hai ...kya m dubara nOc le skta hu financer se? Or kya dubara noc lene pe koi charge dena padega unhe
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Tarun ji ab aap dubara NOC lieye kunki pahli wali noc ki veldity khatm ho chuki hogi, wo log agar kuch charge mange to samjha dijiyega nahi to kuchh de dijiyega, noc la kar turant RTO me jama kijiye baki papers ke sath jis se hypothication remove ho sake, is kaam ko jitni jaldi karenge aap ke liye utna hi achha hoga,
@BadhanTv
@BadhanTv 2 жыл бұрын
sir mere ko noc liye huye 2 saal hogye ab firse leni hogi agar renew krwani hoggi rc
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir her NOC ke uper validity date Likhi hoti hai jadater 90 din ki hoti hai, aap firse NOC laiye aur turant RTO me jama kariye
@baddythisishard
@baddythisishard 8 ай бұрын
Sir mera gadi 2016 ka hey but mai ney abhi tak noc nahi liya hey kyu ki mujhey pata nahi tha so mai abhi le saktha hu kya ?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 8 ай бұрын
जी हाँ अबभी ले सकते हैं noc ला कर hypothication जल्दी खतम करवा दीजिये
@amitSingh-nm2iv
@amitSingh-nm2iv Жыл бұрын
Kya aap hume ye batayenge ki finance se hai uska noc finance se Lena hoga
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Ji han, jahan se loan mila hai ya RC per Hypothication me jo naam Likha hai wahi aapko NOC degen puri kishte dene ke baad
@nileshnayak3552
@nileshnayak3552 4 ай бұрын
Sir mera noc bank wla expire hogya ... Kya kre fir se jana hoga to wo bank wle dege na ... Chola finance se lrwaye the
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 4 ай бұрын
Bank me jaker dubara NOC le aaiye bank wale de dege
@HARPREETSINGH-do4nk
@HARPREETSINGH-do4nk 2 жыл бұрын
Can we get noc from different or another branch of same bank?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
No.-- NOC kewal usi bank usi branch se milegi jaha se Loan Mila hai
@HARPREETSINGH-do4nk
@HARPREETSINGH-do4nk 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan ok sir thanks🙏
@criticalmass500
@criticalmass500 2 жыл бұрын
In Gurgaon they are asking for affidavit also
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir maine apni gadi ka Hypothication UP Lucknow RTO me remove karaya tha isme affidavit nahi laga tha Gurgaon RTO ke bare me main nahi bata sakta
@ajadsingh9024
@ajadsingh9024 Жыл бұрын
Gurgaon me affidavit lagega bhai
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Lko. Me to affidavit nahi laga tha jab maine hypothecation remove karwaya tha
@shivshankarsoni630
@shivshankarsoni630 Жыл бұрын
Kya financer khud noc bhejati h ya apply Krna pdta h
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Sir ji apply nahi karna padta, jab aap pura loan ya aakhari kisht de dete hain to uske bad jiske naam loan tha wo khud jaker bank se NOC lele ye free hoti hai
@creationndesign
@creationndesign 10 ай бұрын
Car ka hypothecation remove karna hai to appointment date par car ko rto le jana jaruri hai ki nahi?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 10 ай бұрын
Hypothication remove me gadi car le jana zaroori nahi hota agar re registration karana ho to gadi le jani padti hai RTO me gadi dekhate hain
@pradeepentertainerpkm8663
@pradeepentertainerpkm8663 2 жыл бұрын
Sir rc pe kisi bank ka nam nhi h.koi dikat to nhi h.na hatwaye to frr.or Bettry rickshaw hai mera
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Agar aap ne gadi pe loan nahi liya to RC per bank ka naam nahi hoga to kisi dikkat ka sawal hi nahi
@attractivenature1830
@attractivenature1830 2 жыл бұрын
Sir mujhe noc bank se laaye hue 5 month ho gaye hai lekin mene kisi problem ki wajah se hp nhi hatwaya kya wah noc ab bhi valid hai Kya mujhe bank se dubara noc leni padegi
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir ji NOC 3 month ya 90 dino tak valid hoti hai, NOC par likha hota hai aap ne NOC ko dhayan se pada nahi hoga validity nikal jane ke bad dubaara Lani padegi, aap NOC lakar hp jarur hatwa le
@kailashkonwar8067
@kailashkonwar8067 Жыл бұрын
Agor NOC ka vilidity khotom ho jaye to Kiya kore pls reply
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Sir ji NOC bank se dubara bhi mil jati hai per dubara bank wale kuchh charge mangte hain
@skc543210
@skc543210 Жыл бұрын
मुझे तो 2 घंटे के अंदर ही न्यू rc print करके मिल गया केवल ओरिजनल आरसी ओरिजनल noc आधार कार्ड की फ़ोटो कॉपी और 0 फीस वाली रसीद जमा किया l
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Very good Sanjay
@jeepreparation-class12.
@jeepreparation-class12. 8 ай бұрын
​@@KnowledgeAurGyaan o rupay wali fees kesa milegi
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 8 ай бұрын
जो रसीद मिलेगी उस पर ज़ीरो रुपये लिखा होगा
@jeepreparation-class12.
@jeepreparation-class12. 8 ай бұрын
@@KnowledgeAurGyaan wo raseed kha sa milegi RTO sa ya phir online
@jeepreparation-class12.
@jeepreparation-class12. 8 ай бұрын
Kesa milegi
@yogeshthale3619
@yogeshthale3619 Жыл бұрын
Sir ye online from barana hi padat he kya nahi bharu to chalata nahi kya
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Yogesh ji bina form bhare RTO ko kaise pata chalega ki aap kya kerwana chahte hain aur ab online ka zamana hai is liye online form bharna bahut zaruri hai
@pradeepchouhan939
@pradeepchouhan939 6 ай бұрын
sir mene new bike li thi 6 month phele ab me usme dusra account ad karna chahta hu ho sakta hai kya
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 6 ай бұрын
Sir ji ho bhi sakta hai aur nahi bhi, ye clear wo bank karega jahan se aap ki bike ka loan chal raha hai
@Harry-nu5en
@Harry-nu5en 2 жыл бұрын
Bhai original noc chiye kya rto m pdf vala nhi chalta kya
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Harsh ji RTO me sirf original NOC hi lete hain jispe ek Hologram chipka hota hai
@Harry-nu5en
@Harry-nu5en 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan bank se noc ata h uspe stamp or sign rehta h na
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Ji haan sir NOC pe Bank ka stamp aur sign hota hai
@rahulkalita498
@rahulkalita498 2 ай бұрын
Mera hypothecation remove ho gya hai, toh abhi transfer k liye noc chahiye kya dto office mai?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 ай бұрын
Hypothication Remove hone ke baad aap gadi kisi ko bhi bech sakte hain NOC ki jarurat nahi
@sunilphutane1648
@sunilphutane1648 2 жыл бұрын
Kya insurance aur puc hona jaruri hai ?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sunil ji Remove Hypothecation me insurance aur puc dono jaruri hain inke bina Hypothecation Remove nahi hoga
@sunilphutane1648
@sunilphutane1648 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan thank u Sirji 👍🙏
@pradeep927835
@pradeep927835 2 жыл бұрын
Rc se bank ka naam nahi hatana hai kyunki mujhe bike in future bechni nahi..koe problem toh nahi hogi na
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Pradeep ji agar aap ne Bank ka pura paisa de diya hai to meri maine to Bank se NOC le kar RC se Bank ka naam hatwa de, chahe aap gadi na beche, bad me ye Sir darad ho jata hai sab ke liye
@akplumber2149
@akplumber2149 Жыл бұрын
Sir mera NOC validity khatm hone mein 8 din bacha hai to kya mein RTO office ja sakta hun
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Ji han bilkul ja sakte hain aur ja kar fatafat kam kara lyjiye
@nileshsoni7865
@nileshsoni7865 3 жыл бұрын
Hello SIR 2016 k model ka bike he gadi k malik aur noc dono expire ho gaya ho to naam transfer kese hoga please batayiye sir ji.
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 3 жыл бұрын
Sir ji NOC dobara banwaye
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 3 жыл бұрын
Malik nahi rahe to uske ghar wale Signature karege
@nileshsoni7865
@nileshsoni7865 3 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan sir ji dobara noc banwaney ka something kitna charj lagega ?
@nileshsoni7865
@nileshsoni7865 3 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan Thankyou sir ji....
@nileshsoni7865
@nileshsoni7865 3 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan THANKYOU Sir ji....
@gopalsharma8491
@gopalsharma8491 Жыл бұрын
Sir RTO office me kitne din me bank ka name cut ho jay ga ...ye sab Sara process krne k bad
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Gopal ji agar aap ke sare kagaj paper jo jama kiye hain sahi hain to 5 se 15 din me aap ko nai RC mil jayegi us per bank name nahi hoga
@gopalsharma8491
@gopalsharma8491 Жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan thank u sir
@DeepakKumar-st8gv
@DeepakKumar-st8gv 2 жыл бұрын
Sir meri insurance khatam hone m 3 mahine hai aap ne bola 15 20 din mera kam ho jayega
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir ji Hypothication tabhi Remove hoga jab aap Bank ka sara Loan de degen us samay aap ki Insurance bhi chal rahi honi chahiye,
@harshit8844
@harshit8844 2 жыл бұрын
RC kho gai hai to hypothecation cancel me original jaruri hai?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir ji original RC Hypothecation Remove me jama karni padti hai aap pahle RTO se dupalicate RC nikalwayen fir Hypothecation wala kaam kare
@ganeshpakere2215
@ganeshpakere2215 7 ай бұрын
Bike Insurance khatam hogya hai aur pollution ka bhi nahi hai tab bhi mil sakta hai kya RC, ya fir renew karna padga sir...
@ganeshpakere2215
@ganeshpakere2215 7 ай бұрын
Helpful video sir es video me sabkuch ache se bataya aap ne maine bohot video dekhi pr apne bohot aasan bhasha mme samzaya thank you so much sir....
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 7 ай бұрын
Aap ko bhi Thanks🙏
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 7 ай бұрын
Remove Hypothication me पहले तो इंसुरेंस aur paulution नहीं dekhate the ab ho sakta hai कुछ नियम बदले ho
@ejazpathan4556
@ejazpathan4556 8 ай бұрын
Gadi dusre ke naam per Rahi to Kaise procedure hoga Gadi ke RC Mein hypothetical Bank ka naam likha hai aur gadi Apne Naam per transfer Karana Hai To kaise hoga
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 8 ай бұрын
Jiske naam gadi hai उसे लेकर बैंक जाइये NOC लीजिये उसे लेकर RTO जाइये सारे पेपर जमा करिये Hypothication remove के लिये
@deshiunboxing7694
@deshiunboxing7694 Жыл бұрын
Maine kal forclose karwaya hai icici bank ka bike loan.. Lekin i mobile par abhi bhi loan dikha raha hai.. Aur NOC kab tak aayegi bhai
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Sir agar loan pura de diya hai to khud bank ja kar NOC le aaiye uske aane ka intezar mat kariye
@00ii95
@00ii95 4 ай бұрын
Online apply करने पर ड्राइविंग लाइसेंस uplode करना होता हैं. तो आप बताईये की जिसके नाम RC है उसका DL नहीं है तो क्या uplode करे Husband का DL?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 4 ай бұрын
Remove Hypothication me DL ki koi जरूरत नही होती NOC होनी चाहिए
@ashutoshsingh8663
@ashutoshsingh8663 2 жыл бұрын
Bhai mere pitaji ki death hogayi hain par RC se Bank ka naam ni hatwaya unhone aur mujhe gaadi bhi mere naam transfer karwani hain.....toh pehle hypothecation hatwaye na aur date kya daale terminate hone ki meri car ka loan 2016 mein pura hua tha par abhi Maine 14 Jan 2022 ko phir Noc nikalwayi hain toh date kya daale termination ki
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Bhai ji NOC ki validity khatam hone se pahele kisi bhi din termination Hypothecation ka online form bharke NOC ko RTO me jama kar do taki Hypothecation Remove ho jaye
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
RTO pitaji ka death Certificate bhi le jana
@mmmkkk1439
@mmmkkk1439 3 жыл бұрын
kya 15 years old car ka noc ghar baithey mangwaa saktey hain kya MAIN TRUE VALUE GAYA THAA JI MEYNEY WAHA SEY IK CAR LII BUY KARI AUR USSI KE SAATH SATH SIDE BY SIDE MEYENY APNI OLD CAR KO UNHEY SELL KIYA PAR THEY SAID KI YE CAR LOAN PAR THII TO NOC LEYKAR AAOO JABKI MERI CAR KA LOAN TO 7 YA 8 YEARS PAHELY HI POORA HO CHUKA THAA JI I HAVE PAID MY ALL LOANS AND KISHTS SINCE 7 OR 8 YEARS BACK OKJI OR AB WO KAH RAHEY HAIN KI APNI OLD CAR AAPKO SELL KARNI HAIN TO NOC LEYKAR NIKALWAAKEY LAAO PHIR AOO OR TAB HI HUM AAPKI OLD CAR KO LEYNGEY VARNA NAHI LEYNGE TO AB KYA KARU JI MUJHEY TO YAAD BHI NAHI HAIN JI KI JAB MERI KISHTEY LOAN POORI HOGAYI THI JI WO KAH RAHEY HAIN KI US TIME KA NOC KAAGAZ LEYKAR AAO TABHI HUM ISSEY KHARIDEYNGEY AUR ISKEY MONEY DEYNGEY JITNEY BHI BANEYNGEY OKJI AB MAIN KAHA SEY LAAO JI MUJHEY TO YAAD BHI NAHI HAIN JI KI KOI IK SLIP SA KAAGAZ MUJHEY MERA LOAN POORA HONEY KEY TIME PAR MILA BHI THAA KI NAHI JI YA PHIR MEREY GHAR PAR WO NOC AAYA HO JI MEYNEY SEARCH KIYA JI PAR NAHI MILA JI WO KAAGAZ AB ITNEY YEARS BACK KA KAAGAZ KAHA SEY MILEYGA JI KYA PAYTA MILA THAA KI NAHI JI I DONT REMEMBER THAT JI OR MILA BHI HOGA TO PAYTA NAHI JI KYA HUA HOGA USKA 8 YEARS PAHLEY KA KAI BAAR KUCH NA YAAD RAHTA HAIN FRND NA CHEEZEY OK JI OR WO KAH RAHEY HAIN KI JIS BANK SEY LIYA THAA USI BANK SEY NOC LEYKAR AAO JI WO WAALA KAAGAZ AB MAIN KYA KARU JI KYA PAYTA US BANK KI JAHA MAIN PAHLEY RAHTA THAA USTIME PAR KYA PAYTA WO BANK KI BRANCH HI CLOSE HO CHUKI HO JI ABHI TAK KYA JAROORI HOTYA HAIN KYA JI KI JAB JIS TIME PAR JAHAASEY CAR WO BUY KARI WO AUR USTIME PAR JIS BANK KI BRANCH SEY LAON LIYA HO TO KYA USI BRANCH KI BANK KA NOC CHAAHIEY HOTA HAIN KYA JI CAR SELLING KEY TIME YA PHIR BRANCH KOI BHI CHALEYGA JI BAS BANK WAHI HONA CHAAIEY PLZ MERA YE CCONFUSIONS AAP DOOR KAREY JI AGAR BANK WAHI HAIN OR NIKAAL KAHI SEY BHI LO TAB TO THEEK HAIN JI WO TO EASY HAIN PAR AGAR USSI BRANCH KA HONA CHAAHIEY TAB TO VERY MUSHKIL HO JAAEYGA JI NOC KA LAAPAANA APNI OLD CAR KO SELL KARWAANEY KE LIEY PLZ HELP ME OUT MY GOOD FRND AUR IK BAAT AUR JI KITNEY TIME MAIN AAJATA HAIN JI OLD CAR KO SELL KARNEY KA NOC KAAGAZ AUR KYA GHAR BAITHEY AAJAYTA HAIN JI KYA YA PHIR USSEY BHI BANK SEY LEYNEY JAANA PADHTA HAIN AUR KYA NOC PAPER KO MAIN ONLINE METHOD SEY APNA OLD CAR KA GHAR BAITHEY INTERNET SEY MANGWAASAKTA HO KYA JI BANK SEY APNEY PLZ TELL ME THIS JI
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 3 жыл бұрын
NOC ke liye Malik ko jana padta hai Bank, jahan se loan hui thi gadi 15 saal ho gaye to Bank me kuchh charge dena padega
@sandeepdixit3543
@sandeepdixit3543 Жыл бұрын
Rco documents kahi rakh diya hai jo mil nahi raha hai to kya kare ki HP hatya जाये qki बैंक dwara jo NOC दिया गया है jiski validity 90 day है यदि 90 दिन के Ander नहीं होगा तो बैंक दुबारा NOC भेज सकता है कृपया margdarshan करें
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Sir aap gadi ke no. se RTO se duplicate RC nikalwa sakte hain ya NOC hai to leker RTO jaye aur waha paper nahi mil rahe bata de aur NOC dubara bhi mil jati hai bank se
@shahshruti5413
@shahshruti5413 Жыл бұрын
W.e.f means with effect from
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Thanks🙏 Shruti
@suro5849
@suro5849 9 ай бұрын
@@KnowledgeAurGyaansir mera NOC 180 days ka validate hai or me gaon chala gaya tha toh uska kam nehi kar paya….. kya me NOC bank se phirse le sakta hu yaa kya,kya process hai please batao😢🙏
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 9 ай бұрын
अगर आप की noc की date निकल गई है तो कोई बात नही आप बैंक जा कर दुबारा noc ला सकते हैं हो सकता है इस बार बैंक में कुछ चार्ज ले
@Singh-ib2pw
@Singh-ib2pw 2 жыл бұрын
सर मैंने पूरा लोन कंप्लीट कर दिया है, और मैं कभी गाड़ी बेचना नहीं चाहता,। फिर भी हमें कोई दिक्कत आएगी अगर noc नहीं लिया तो, प्लीज हमें बताएं ऐसा ना हो कि दोबारा से फाइनेंस वाले मेरा पैसा काट ले या गाड़ी उठा के ले जाए। reply please 🙏
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Monu Loan pura dene ke bad, NOC lekar RTO se Hp katwana bahut jaruri hai , thodi si bhag dord karne se kaam ho jayega varna bad me koi bhi dikkat aa sakati hai, niyam badalte rahte hain
@remodesozagaming8940
@remodesozagaming8940 Жыл бұрын
Sir meri bike mumbai me kharedi thi ab lon clear ho gya aur noc bhi mil gayi hai par main abhi another city me hu kya another city ke RTO office me NOC di to kaam ho jayega kya..
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Sir ji NOC wahi ke RTO me jama hogi jahan se bike ki RC issu hui hai ya pehale RC ka transfer apni city ke RTO me kerwa lijiye
@shaileshkukade4932
@shaileshkukade4932 8 ай бұрын
मैने tactar लीया था,, ओ डीलर ने पॅसिंग नाही करवया, kya Bina Pasig ke faynace hota hai
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 8 ай бұрын
Sir Pasig kya hata hai मैं समझ नही पाया
@shaileshkukade4932
@shaileshkukade4932 8 ай бұрын
रजिस्ट्रेशन
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 8 ай бұрын
Registration नहीं हुआ तो गाड़ी का नंबर् भी नही होगा बिना नंबर् की गाडी का फाइनेंस नही होता
@aaraldhiman1713
@aaraldhiman1713 3 жыл бұрын
Bhai ji WEF ka Matlab world economy forum nahi hota, WEF Matlab with effect from hota hai.
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir ji comment aur batane ke liye thanks
@Brutalrohil
@Brutalrohil 2 жыл бұрын
Bhai bank ka name kat wana jarury he agar noc mil jaye to
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir ji, Bank ka naam katwana bahut jaruri hai NOC keval 3 mahine ke liye hoti hai RC per Bank ka naam hai to aap gadi kisi ke naam transfer nahi kar sakte
@sachinphadtare8005
@sachinphadtare8005 Жыл бұрын
kya ye karvana important hai
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Sir ji very important hai Verna baad me dikkat ho jaye gi
@ujjwalgahlot2025
@ujjwalgahlot2025 11 ай бұрын
Wef ka mtlb "with effect from" hota hai.... Mtlb tab se laagu hai
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 10 ай бұрын
Ok sir
@ankitrokavlogs5021
@ankitrokavlogs5021 4 ай бұрын
Sir mujhe apna bank nane hatava ke mera name dalvana hai kyaa karu plz batoo😢
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 4 ай бұрын
Aap sari EMI dijiye bank se NOC Lijiye फिर सारे कागज RTO me jama kijiye, samaj na aaye to ye video 2-3 baar dekhiye
@ankitrokavlogs5021
@ankitrokavlogs5021 4 ай бұрын
@@KnowledgeAurGyaan WEBSITE ONLINE KSRSNS HSI
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 4 ай бұрын
Aap ki baat samajh nahi aa rahi saf pura Likhiye
@Baby-Vlog19
@Baby-Vlog19 Жыл бұрын
I have applied online to remove hypothecation and my appointment is scheduled in next month (August'23). In appointment letter Important Instructions are mentioned- i) For further necessary action, the registered owner shall have to produce the said vehicle for inspection on the date, time and place as above, along with e-receipt of respective service to be availed and other necessary documents. ii) If the owner fails to produce the vehicle on the appointed date, time and place, he/she shall have to apply a fresh for appointment of next inspection date through online mode and shall be liable to pay Fitness Inspection / Test Fee again as per provision of respective State Motor Vehicle Rule. Important Note - This Appointment slip is valid ONLY if Online Payment is done prior to the appointment Date otherwise reschedule the appointment from Main Menu. Please carry Payment Receipt also while visiting RTO otherwise service will not be provided. Shall I produce car there along with all documents?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
U can produce car and papers on due date in rto office paying fee in advance
@ddelectronic8472
@ddelectronic8472 2 жыл бұрын
Sir meine fainece kisi aur bank se kiya aur rc par kisi dusre bank ka naam aaya hai, jis bank se meine fainece kiya usne mujhe noc de di ab noc kat nhi rahi kya kare🙏
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir ji aisa hota nahi hai, ki Bank ka naam badal jaye aap NOC RTO me jama kijiye Bank ka naam wo log hatate hain
@ddelectronic8472
@ddelectronic8472 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan Aisa mere sath hua hai , rto bale dalal ko meine dacoment diye the bola ki ho jayega , baad mai bola ki nhi ho raha jis bank ka naam rc par hai usse noc lena padega sir , bo hdfc bank bale noc nhi de rahe meine bola aap dekh kar bataye, mera bank mai karz to nhi , unhone bola kya dekhe kahan dekhe hame kya pta aapne lon liya ya nhi , mai bahut paresan hu sir 🙏
@ddelectronic8472
@ddelectronic8472 2 жыл бұрын
Sir noc nhi katbayi to kya paresaniya ayengi baad mai
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Aap ko RC jis show room se mili hai jahan se Aapne gadi kharidi hai unki galti hai ki Bank ka naam badal gaya wo sahi kara ker de agar aap ki kishte puri ho hai hain
@ddelectronic8472
@ddelectronic8472 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan ha sir showroom bale ki hi galti hai , usne bola mai sahi karba dunga , aapki jo 11000 ,ki baki pement hai bo jama karni hogi , meine bola aap theek karba den to mai apki payment de dunga. Usne bola aapka jish bank se finence tha original noc , rc card kal mujhe de den 👍
@rajkamal6051
@rajkamal6051 Жыл бұрын
Total kitna rupya lag tha ..??
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Raj kamal ji mera 200 Rs ke ander hi ho gya tha
@MultiFaridabad
@MultiFaridabad Жыл бұрын
Vehicle bhi lejana padega
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Renu ji RC se bank name hatwane ke liye Vehicle le jane ki koi jarurat nahi, vehicle re registration me le jana padta hai
@EverydayTest
@EverydayTest Жыл бұрын
RTO office me jama kar diye h online application bhi kar diye h 3 months ho Gaye abhi tak RC nahi aaya h
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Jab RTO office me jama karte hain Sare paper to wo hame ek paper per RTO ki stamp laga ker dete hain ye proof hota hai ke hamne Sare pepar RTO me jama ker diye hain agar RC 10-15 din me nahi aai to ye proof le ker RTO jaiye aur unse puchiye
@Harry-nu5en
@Harry-nu5en 2 жыл бұрын
Mene gadi liya h uske RC pe bank ka Nam h lekin loan pura h noc bhi h to mene HP nhi hatvaya to kuch dikkat nhi he na quki hp hatvna 1 st owner ka Kam h lekin muze pata nhi tha nhi to me paise Kam leta tha hp hatvane ke
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Harsh agar loan pura de diya hai to hp jarur hatwa le, NOC ko apne pass rakhane se koi fayda nahi, NOC ko RTO ja kar jama kare
@Harry-nu5en
@Harry-nu5en 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan ok fir hatva dungan agent h Mera usko document deke 1 st owner se hi paise lunga hp hatvne ke quki uska hi Kam h hp hatvka ke gadi bechna agent paise jada bol Raha h lekin krva dunga
@Umeshkumar-jf8vq
@Umeshkumar-jf8vq Жыл бұрын
RC , POLUSAN, OR INSURANCE, organl jana karne hote hi
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Sir ji RC original baki sab ki photo copy Lagti hai
@neerajvashisht6155
@neerajvashisht6155 8 ай бұрын
Insurance jo sath me lgana hai vo third party bhi chal jaye ga ja first party karvana pdega
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 8 ай бұрын
Sir ji insurance third party bhi chal jata hai
@onlinetechsupport4848
@onlinetechsupport4848 9 ай бұрын
RTO me documents jma krne ke baad kitne din baad aa jayega new RC
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 9 ай бұрын
Sare 📄paper jama hone ke baad 5 se 15 din me new RC aa jati hai agar koi dikkat na pade to
@onlinetechsupport4848
@onlinetechsupport4848 9 ай бұрын
@@KnowledgeAurGyaan isme kon kon sa paper original mangta hai or total kitna kharch hoga
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 9 ай бұрын
केवल Rc ही ओरिजनल जमा करते है, aap mera ye video dubaara dekhiye सब समझ जायेंगे
@onlinetechsupport4848
@onlinetechsupport4848 9 ай бұрын
@@KnowledgeAurGyaan ok
@onlinetechsupport4848
@onlinetechsupport4848 6 ай бұрын
Two wheeler me bhi zaruri hai kya karana
@mahi70270
@mahi70270 2 жыл бұрын
Sir, Mene bike le tab permanent address mera deya tha or Temporary address rent home ka Or new RC lete time koi problem to nhi hoge UP RTO se RC lene h
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Sir aap jab new RC ke liye Lifafa dege to us per wo address dijiyega jaha aap rahate ho aur address RC per bad me bhi chang kara sakte hain
@mahi70270
@mahi70270 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan Abe jo RC h uspe Parmanent address mere home ka he h
@mahi70270
@mahi70270 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan tvs credit se noc wala latter kese milega
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Aap ke Loan ki EMI Jahan ja rahi hai wahi se NOC milagi jab aap Loan ka pura paisa dedege
@mahi70270
@mahi70270 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan loan pura ho gya h,, ab latter kese milega Rent Agreement Address Deya tha wha nhi hu Or permanent address home ka deya tha
@sajjanagarwal8105
@sajjanagarwal8105 3 жыл бұрын
Insurance 1st party ka dena hota hah
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 3 жыл бұрын
Insurance 3rd party ka chal jata hai
@SubodhMahakalbhakt
@SubodhMahakalbhakt Жыл бұрын
Bahut bhag daur hai finace pe bike lene par ,, is se accca cash me lo thora wait kar
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
App Bilkul sahi kah rahe hain per pura paisa na ho to finance karani hi padti hai
@this_guy_shoots
@this_guy_shoots 2 жыл бұрын
Sir mene online process complete kr liya hai Hypothecation termination ki uske baad noc Or form 35 or original rc by speed post bhej di hai RTO m. Ab mujhe agla step kya karna hai new rc k liye
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Tarun ji aap ko khud jana chahiye tha RTO sare paper lekar wahan agar kuch kami hoti to kagaz jama karne wala bata deta hai aur wo ek Lifafa deker Post office bhejta hai aap mera hypothecation ka dusara video bhi dekhiye
@this_guy_shoots
@this_guy_shoots 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan m gaya tha unhone bola yaha jama nhi kar skte hum ap by post hee bhejo form 35 or noc or rc
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
To thik hai new RC 10-15 days me aa jani chahiye
@Karan..51
@Karan..51 Жыл бұрын
Sir paise kitne lagte hain
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
200 ₹ ke ander hi ho jata hai
@Harry-nu5en
@Harry-nu5en 2 жыл бұрын
Form 35 me 1 st owner ka sign lgta h kya
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Agar aap Remove Hypothecation ki baat kar rahe hain to Hypothecation Remove karaeye bina owner to 1st hi rahega naam badal kaise sakta hai
@Harry-nu5en
@Harry-nu5en 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan hp remove krneka agent 1300 mang raha h gadi nam pe transfer krna h vo hp hatna ek hi process me hota h lekin vo 1300 or hp remove hatne ka alag 1300 bol Raha h
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Aap khud sara kaam RTO jakar karaeye jaisa maine karvaya hai video me bhi bataya hai online apply kisi Computer wale se kra le wo 100 Rs lega
@Harry-nu5en
@Harry-nu5en 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan or ek problem he noc he lekin vo pdf vala h vo nhi chalega bola bank se original chiye to kya me bank gaya to muze denge ya owner lagta h noc ke liye
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Bank wale owner ko hi dete hain NOC aur ye 90 din tak valid hoti hai
@crazyrider8097
@crazyrider8097 2 жыл бұрын
Sir muje nehi paata meri EMI kab khatm hogi to kase pta kru koi solution plzzz online kase pata kru
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Aap ne jahan se gadi kharidi unse puchhiye kitne saal ya mahine ki kishte banai thi
@crazyrider8097
@crazyrider8097 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan kishte to 3 saal ki thi ye to pta ha pr khatm kb hogi exact ye pta krna tha
@crazyrider8097
@crazyrider8097 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan Rc pe kon si date dekhu ki kon se month se kishte shuru hui thi
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Pehali kisht jab di ya Bank se kati usko mila kar 36 mahine jod lo ya jis Bank se loan hua hai waha ja kar pata kar lo
@crazyrider8097
@crazyrider8097 2 жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan hdfc se loan hua tha papa ki kist katti hai khud
@amanbadshah6880
@amanbadshah6880 Жыл бұрын
validity khatam ho jane ke baad kya karen
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
NOC ki validity khatam ho jaye to bank se dusari le aaye
@rangdarrahulchauhanofficia1290
@rangdarrahulchauhanofficia1290 Жыл бұрын
Kitna paisa lga bhaiya
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Hypothication hatwane me mere to 160 Rs lage, 100 ka online form bharwaya, 60 ke 2 Lifafe aur fees zero 0️⃣ thi
@MySelf-xm8nx
@MySelf-xm8nx Жыл бұрын
सर फाइनेंस कंपनी वालों ने मुझे एनओसी लेटर भेजा लेकिन मैं घर नहीं रहने की वजह से आरटीओ ऑफिस नहीं जा सका अभी आरसी से फाइनेंसर का नाम हटाना है नया एनओसी कैसे मिलेगा ।
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Noc dubara bhi mil sakti hai per aap ko hi finence company ke office ja kar lani hogi
@MySelf-xm8nx
@MySelf-xm8nx Жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaanबहुत बहुत शुक्रिया
@VIRENDARAIIMSASPIRANT
@VIRENDARAIIMSASPIRANT Жыл бұрын
Per 90 days se jyada ho gaya ho to kya kare
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Agar 90 days se jada ho gaya aur NOC expaire ho gaya hai to bank jaker dubara NOC le aao
@Karan..51
@Karan..51 Жыл бұрын
Sir rto bale kitne paise lagte
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
RTO me iski fees zeero hai, Lko me
@Karan..51
@Karan..51 Жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan free main RC renew kr ke denge sir
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Karan lag raha hai tumne ye mera video dhayan se nahi dekha isme hypothication remove ki fees zeero hai RTO me baki to kharch karna padta hai
@Karan..51
@Karan..51 Жыл бұрын
@@KnowledgeAurGyaan sir RTO main kitna kharcha aajega
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Baki kharch ka matlab 2 envelope aur online form bharwana, inke paise to dene padege
@monabano1249
@monabano1249 2 жыл бұрын
Sir pollution nhi ho too
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 2 жыл бұрын
Mona ji pollution bhi hona chahiye RTO me mangte hain
@atozmixture4401
@atozmixture4401 Жыл бұрын
sir aapse bat karni he plz apna no do sir plz
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan Жыл бұрын
Jo bat karni hai wo comment me likh dijiye
@nrsh9142
@nrsh9142 11 ай бұрын
bkwas
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 8 ай бұрын
😁😊
@SonuSingh-gr4oo
@SonuSingh-gr4oo 8 ай бұрын
Sir agar noc ka validity khatam ho gyi ho toh ky kare?
@KnowledgeAurGyaan
@KnowledgeAurGyaan 8 ай бұрын
बैंक जाके दुबारा NOC लाए
Vehicle NOC Kya Hai Aur Kyu Jaruri Hai? | Other STATE NOC
4:29
Vivekanand Tiwari The Traffic cop
Рет қаралды 693 М.
Spot The Fake Animal For $10,000
00:40
MrBeast
Рет қаралды 176 МЛН
Little girl's dream of a giant teddy bear is about to come true #shorts
00:32
Эффект Карбонаро и нестандартная коробка
01:00
История одного вокалиста
Рет қаралды 10 МЛН
Пранк пошел не по плану…🥲
00:59
Саша Квашеная
Рет қаралды 6 МЛН
How to Remove Hypothecation From RC | Step By Step in Hindi
6:38
How to Remove Hypothecation from RC in Delhi | Step by Step in Hindi
13:42
M.C.A. - Middle Class Arya.
Рет қаралды 3 М.
Must watch before closing car loan | Hindi 2018
6:55
Auto Saar
Рет қаралды 131 М.
Spot The Fake Animal For $10,000
00:40
MrBeast
Рет қаралды 176 МЛН