Mashallah Mufti sahab huzur ki kismat Mai hamar bhi salam arz kijiye
@AsmaBilal-j5nАй бұрын
Masha ALLAH Barak ALLAH...ALLAH qabol kry ameen
@sanamapkar857122 күн бұрын
Masha Allah Jazak Allah Khair
@MuftiShahjahanQasmi20 күн бұрын
Shukriya
@use-RR19933 ай бұрын
Thank you! For trying to make things easier for all visitor's of Madina.
@MuftiShahjahanQasmi3 ай бұрын
Jazakallah
@milorgat475214 күн бұрын
Mashaallah Jazakallah
@MuftiShahjahanQasmi14 күн бұрын
Jazakallah
@FarhaAslam-t7s28 күн бұрын
Mashaallah allah jaldi buly
@MuftiShahjahanQasmi22 күн бұрын
Aameen
@taufikkazi94122 ай бұрын
Shukriya aap bohot sahi or aasan tarike batate h .we r inspired you.aap ki video dekh kr hmari family umrah kr k aagaye bina kisi tour trvl agent k.jazakallah khairan qadiran.
@MuftiShahjahanQasmi2 ай бұрын
Ma Sha Allah
@MahtabKhan-j3uАй бұрын
Masha allah
@MuftiShahjahanQasmiАй бұрын
Jazakallah
@Anzaraqadir3 ай бұрын
Aslamu alaikkum maulana sahab, we came back from umrah just few days back and I want to thank you from the core of my heart for making the videos regarding umrah aur hajj ka Tareeka .we are grateful to u .we learned a lot from that and followed it .allah aapko iska ajar de aur ap ke ahal khana ko abaad karein.ameen.jazakallah khair❤ From Kashmir
@MuftiShahjahanQasmi3 ай бұрын
Aameen. Wa alaikumus salam
@liveurlife5055Ай бұрын
Allah humy hazri dene ki tufeeq de k hum Riyaz al janat enter hun nafal ada kry..hum umera pe jary ha .ameen
@mujahidali409Ай бұрын
thanks
@Ambreenaamir-f6d4 күн бұрын
jo eik bar chala jay uski khaesh hoti hy k bar bar jay..yeh mera personal experience hy..❤
@MuftiShahjahanQasmi4 күн бұрын
Sab ka yahi experience hai.
@vasimmansuri94973 ай бұрын
mashaAllah
@MuftiShahjahanQasmi3 ай бұрын
Jazakallah
@ShafiullaMd-r6rАй бұрын
🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@shaiknawaznawazahmed13373 ай бұрын
🎉 Aslamu walakum o Rahmutula
@MuftiShahjahanQasmi3 ай бұрын
Wa alaikumus salam
@OppoA-he4nk3 ай бұрын
Salam mufti sahab ap sy ye pochna hi k nusuk app sy aik mobile par siraf aik passport waly haji ko ijazat milte hi agar ghar sy 3 afrad jaye aur mobile aik ho tu kia teeno afard ko aik mobile par ijazat mile ge ya sab apny sath alag alag mobile lay kar jain gy q k mery walydain old age hi on k pass mobile nhi hi on ko mobile use karna nhi ata siraf mery pass mobile hi tu kia hum teeno ko aik mobile sy nusuk ijazat dy dain gy please guide karain shukria
@Anzaraqadir3 ай бұрын
@@OppoA-he4nk nhi ,ek hi ko ijazat milegi. Mujhe meri beti bhi saath thi aur usko humne permit nhi liya tha,toh unhun ne usko jaane nhi Diya . Magar Mujhe Lagta hai iska koi na koi rasta zaroor hoga. Mujhe lagta hai aapko 3 logun ka teen mukhtalif bar login karna padega aur unki visa details daalni padegi aur agar yeh tareeka kamiyab raha toh apne permit ka screen shot le. Aur Han jis din ka permit hoga usse ek dil pehle so scan code bejhte hai ,uska bhi screen shot le k Rakhe .
@OppoA-he4nk3 ай бұрын
@@Anzaraqadir ye sab aik mobile sy ho jaye ga
@MuftiShahjahanQasmi3 ай бұрын
Ek hi mobile me alag alag visa se login ho kar permit le sakte hain aur sab ki screen shot lekar rakh lijiye.
@OppoA-he4nk3 ай бұрын
@@MuftiShahjahanQasmi bohat shukria Allah ap ko dono jahano ke khushyan dain
@memkanwer4722Ай бұрын
Gents ko itna time milta h kya ladies ko sirf half hour esa kyu