Thunderbird350 ka master cylinder aise hi same rahata hai ky ? Mere tb350 bhi yehi problem hai
@surajsharmabikepoint2088 Жыл бұрын
Jii same kit hai
@sharadkaware770 Жыл бұрын
Piston change kiya hai, caliper oiling aur master cylinder change kiya but fir bhi kabhi kabhi bike running me break jam ho gata hai
@surajsharmabikepoint2088 Жыл бұрын
Ap use acha sa chek Karo ap jitna parts bol rahe ho utna lagane par Sara problem solve hona chiya ya to ap ka fetting par problem hua hoga
@sharadkaware770 Жыл бұрын
Thik hai dekhte hai ,aap ka no send karo aap se problem share karta hu mai
@surajsharmabikepoint2088 Жыл бұрын
Sorry sir ji number share nhi kar sakta
@Mohd_Kaif_181210 ай бұрын
Bhai mere me bhi same yahi problem h tyre baar baar jaam ho jaa rha h braking ke baad kabhi air nikalo to free ho rha h lekin baar baar jaam ho rha h vo master cylinder poora naya dalne ko keh rha h…. Ar ye bhi ki ye repair kit success nhi h future ke hisaab se to kya aap bata skte h kya krna chahiye ?
@surajsharmabikepoint208810 ай бұрын
110 percent successful hai
@Mohd_Kaif_181210 ай бұрын
@@surajsharmabikepoint2088 bhai jaisa ye major kit maine daal di thi master cylinder vaali purani jo nikli thi vo jaam hi thi bhayankar to master cylinder to shi ho gya ek dum free badhiya.. ar tyre jo h vo bhi bht hadd tak free hi gya h lekin kuch percent abhi bhi jaam h… major kit repair krne se to faida bht h lekin halka sa abhi bhi jaam h to kya calliper ki bhi bhi kit change krni hogi ? Callipers ki ring ar piston ?
@Mohd_Kaif_181210 ай бұрын
@@surajsharmabikepoint2088 ar bhai ho ske to aap apna number de skte h ek baar ko contact krne ko to koi salah de dijiye kyuki bhai yaha kanpur me sb koi keh rhe h ki replace hoga seedhe lekin aapke kehne pr maine khud apne se repair kiya vo to kaafi loose hua h lekin 5 10 percent abhi bhi jaam h
@surajsharmabikepoint208810 ай бұрын
Kuch din chalne do thik ho jae ga
@Sam-Techinfo Жыл бұрын
break me o ring caliber change krne pr bhi pressure ni ban raha hai. kya piston leak ho sakta hai?
@surajsharmabikepoint2088 Жыл бұрын
Nhi ap ache sa chek kare
@Sam-Techinfo Жыл бұрын
@@surajsharmabikepoint2088 Reply k liye Thanku.. Mechanic bol rha hai k piston k side se bubble nikal rhe hai. piston leak ho gaya hai.. islye apse pucha k kya piston leak ho sakta hai
@surajsharmabikepoint2088 Жыл бұрын
Wesa mera case Mai ab Tak nhi hua hai lakin ap ka par hua
@surajsharmabikepoint2088 Жыл бұрын
Piston kit aata hai ap repair kit la sakte ho uska part number bhej ta hu
@surajsharmabikepoint2088 Жыл бұрын
Ap ka kon sa hai front ya rear
@herohero3279 Жыл бұрын
Mera bhi same case tha aaj lekin showroom wale ne poora set change karke 1950 rupees le liya Aap kitna charge karte ho ? Woh item ke saath mein? Mereko woh cylinder bhi vapis nahi diya