Thnku so much itni beautiful information dene k liye❤🥰🙏🙏om namha Parvati pataya har har mahadev 🙌❤️
@Mypacificwall2 ай бұрын
Most welcome dear 🙏🏻🙏🏻
@jyotijyoti69922 ай бұрын
Vrt ka udaypnn krne k baad ...vrt mithe se kholne k baad..kyaa hum raat ko namak yaa lehsun pyaaj kaa सेवन kr skte hai....pls reply mam
@SakshiKumari-ym5gz2 ай бұрын
Mam mai subha me udyapan nhi kar payi to kya mai saam me kar sakti hu kya please reply kijiye
@binderkaur60142 ай бұрын
Har har Mahadev ❤❤
@Themaannpreeti2 ай бұрын
Mam agr kisi n 16 sombar ka vrt kiya hai to wo bhi last somvar udyapn kr skta hai ??? Kr skta hai to vidhi kya hogi
@SeemaKhanna81022 ай бұрын
Radhey radhey didi misss u thanku
@reenarani80302 ай бұрын
Radhe Radhe
@ShilpaBala-s2g2 ай бұрын
Agr hume sawan k mahine se 16 ब्रत start krne ho toh 5 vart m udyapan krna chahiye
@anitadhar22712 ай бұрын
Thank you so much
@Mypacificwall2 ай бұрын
Welcome 🤗
@NGUYT-nw3oqАй бұрын
Simple somwar vrt ka udyapn btaaye plzz kb krna hai Aur kese
@Nishasartcorner2 ай бұрын
Agar dono pati patni ne rakhe ho sawan ke vrat to alag alg udhpan krna chahiye.?
@priyankaemanuel84582 ай бұрын
Plz rply Maine aur husband dono ne somvar vrat kiye h toh dono alag alag udyapn krenge?
@sonamsona48452 ай бұрын
Nahi dear, ek sath milkar udhyapan kre, jode me. Kyuki ap dono ab alag alag nahi h. Husband wife ek sath mtlb ek jode me gine jate h. Isliye ap udhyapan alg alg nahi ek sath he kre, mata parvati or Mahadev aati prasann hoge. Har har Mahadev 🙏
@Nishasartcorner2 ай бұрын
@@sonamsona4845 thank you 😊
@sudhasharma94692 ай бұрын
हर हर महादेव 🙏🙏 अति सुन्दर जानकारी बहन 👍👍.
@shalubhardwaj32102 ай бұрын
सह हार्दिक अभिनंदन
@loveislife10892 ай бұрын
Jai shiv shakti
@hoteldharampalace91502 ай бұрын
Thank u didi for this information...its really very usefull
@Mypacificwall2 ай бұрын
Welcome 🤗
@raghavbhardwaj1632 ай бұрын
Bahut badhiya jankari di jai shree krishna
@ankushrani33602 ай бұрын
Hlo mam vrat kholte time ann kha skte hain kya
@SavitaBudhwar-dy5jn2 ай бұрын
Radhe Radhe beta 🙌
@parigarhwal28192 ай бұрын
Udayan krne k baad fast open ho jaata hai ya 20 August ko he khana khana hota hai ,mam please btaye mne pure sawan ka fast rkhna hai ????????????
@Mypacificwall2 ай бұрын
Subah udyapan karne ke bad aap khana kha sakte hain aur agar aap pure din ka vrat karna chahe to aapki marji aap pure din ka kar sakte hain
@minakshimini2212 ай бұрын
Didi khana kab khaye raat ko ya agle din
@neena94712 ай бұрын
Thank you mam udyapan k baad vart khol sakte h kya
@Mypacificwall2 ай бұрын
Ager sawan Somwar ka vart h to pura din vart karna hoga
@sheelarani57442 ай бұрын
Hlo sister me pura sawan mndir gai hu jal chdane or somvar k vrt bi Kiye h kya m 18 agast ko udhapn kr skti hu kyoki kl muje khi Jana h to koi problem to nhi h
@Mypacificwall2 ай бұрын
Han ji agar aapane pure savan mahine ke vrat kiye Hain to aap chaudas mein Purnima ka vrat karke aur FIR aap vrat ka udyapan kar sakte hain kyunki Purnima ka jo chaudas mein bhi Kiya jata hai aur Purnima Ke din bhi Kiya jata hai koi tohar padta hai to chaturdshi ko udyapan aur vrat kar lete hain
@PoonamSharma-lg2kn2 ай бұрын
Mein ek married women hun aur somvaar ka vrat hamesha hi karti hun toh bhi kya mujhe savan ke somvaar ka udyapan karna chahiye?
@awanatanu2 ай бұрын
Jinhone pure sawan ka vrat kiya ho unko extra vrat bhi rakhne hote hai kya
@Mypacificwall2 ай бұрын
Ji nahin pure savan ke hi vrat rakhne hote Hain
@Manoj-q1q4q2 ай бұрын
Jai shree Krishna radhe radhe
@RavyaanshLuthra-eu3pq2 ай бұрын
हर हर महादेव 😊🕉️
@hanshikax37932 ай бұрын
Ram Ram ji bahut achcha vlog h
@nitikabhaira50562 ай бұрын
Thanks di batne ke liye
@Mypacificwall2 ай бұрын
Welcome 😊
@simranjeetkaur82842 ай бұрын
Hum sham me bhi udyapan kr skte hai???
@Mypacificwall2 ай бұрын
Yes
@ManjuDevi-fb6et2 ай бұрын
Raksha bandhan h 19 ko or usi din bhadra lg rhi h to kya morning m udyapan kr skte h?
@kusumsharma55852 ай бұрын
Radhey Radhey ji 🙏 udyapan krk somwar wala vart to pure din hi chalega kya .hum to meethe or Bina Ann Wale rakhte hai . lekin usi din Rakhi bhi hai 🤔
@snehachauhan39072 ай бұрын
Udhyapan wle din pure din vrat rkhna h ? Sawan k Last somwar ko
@SitaramMahatha-lv3de2 ай бұрын
ही फ्रेंड्स
@Mypacificwall2 ай бұрын
Han ji savan ka Somwar Hai uska to pura din vrat hoga udyapan bhi usi din karna h
@vishakhagujjar90912 ай бұрын
Fir khana khye ya nahi ya pure din fast rakhe @@Mypacificwall
@vishakhagujjar90912 ай бұрын
Di mai ne sawan somvar ke vart ke h tho last somvar 19 ko h uss din fast karna h pura din ya nahi or khana kha sakte h uss din
@apekshasain2702 ай бұрын
@@vishakhagujjar9091khana raat mai hi khana hota h
@LifewithNimishaSoni2 ай бұрын
Agar periods aa rahe h to kaise kare ye sab coz mandir to ja nhi skte na pooja kar sakte….. plzz reply
@Kritisharma_012 ай бұрын
Thankyou soo much
@SavitaSharma-sq5ng2 ай бұрын
Mam kya udhyapan k baad syam anaj kha sakte h
@preetikashyap5152 ай бұрын
19 aug ko 1.30 bje tk bhadra kaal h to udyapan kis time tk kr skte hain??? Please bataye..
@Mypacificwall2 ай бұрын
Bhadra kal mein udyapan ki koi dikkat nahin hai udyapan aap subah hi kar sakte hain
@Amanmorvlogs2 ай бұрын
Mere 16 Somwar vrat chal rahe hai abhi toh 4 hue hai aaj ye video shamne aa gayi toh dekh rahi hu
@roopnarayantiwari31472 ай бұрын
Mere bhi 3 ho gye
@veernehra62112 ай бұрын
Didi khana to मंगलवार की subha khana h .lekin कन्याओं को भोजन और दान सोमवार में kr skte gai kta??! please answer me
@Mypacificwall2 ай бұрын
Han ji daan somwsr ko karna h
@Manjugupta728372 ай бұрын
राधे राधे 🙏
@Mypacificwall2 ай бұрын
Radhe Radhe
@Daman6522 ай бұрын
Mam Sunday ko udyapan Kar sakte Hai 18 ko
@Mypacificwall2 ай бұрын
Agar aapane pure savan ke vrat kiye Hain to Jo Purnima ka vrat hai vah bahut se log chaturdshi mein kar lete hain to aap chaturdshi mein udyapan kar sakte hain ya FIR aap 19 tarikh ko subah udyapan kar sakte hain
@preetichhabra44712 ай бұрын
Har har mahadev dev sambsadashiv didi Bhtt bht dhanyawad dii
@Mypacificwall2 ай бұрын
Welcome 😊
@avikaChoudhary-sf8ld2 ай бұрын
Jo sawn k mahina me shivpuran pad raha ho toh uska udapn kasa kare
@avikaChoudhary-sf8ld2 ай бұрын
Pls reply jrur karna
@Shivkumar-de4jn2 ай бұрын
Thank you 😊🙏
@SanjamSharma-g1k2 ай бұрын
Kya 19 ko udhyapan k baad vrat continue karna hai
@Mypacificwall2 ай бұрын
Agar aapke pure savan ke vrat hai to udyapan ke bad aap khana kha sakte hain vrat complete ho jaenge aur agar saman Somwar ka vrat hai to Somwar ke vrat mein to fir aapko ek samay hi khana khana hai Jaise aap baki vrat karte the pura din vaise hi karna hai
@rozachettri41372 ай бұрын
Pure din fast rakhna udhyapan k din ya subah mandir m Puja karke khul jata hai. Please let me know
@Mypacificwall2 ай бұрын
Agar aap Purnima ka ya savan Somwar ka vrat kar rahe hain to pure din vrat karna hai agar pure savan ke vrat kiye Hain to fir aap udyapan karke vrat khol sakte hain, baki savan ka aakhiri Somwar bhi hai aur Purnima bhi to pura din bad Karen jyada achcha rahega ek samay khana kha le
@sheikhfarhana5752 ай бұрын
Madam mein aapka sab video follow karti hoon..mam mein sirf somvar vrat ki hoon..par maine saari with blouse piece lee hoon..dhoti than ka jora bhi lee hoon to de sakti hoon na??aur mam maine suna dudh bhi dena zaroori hai to kya dena padhega??
@Mypacificwall2 ай бұрын
Dekhiae Dan ko aap Kitna bhi badha sakte hain aap yah chijen de sakte hain maine sirf vah chijen bataiye Jo jaruri hai kyunki sab log bahut jyada saman nahin De paate Hain Dudh ka Dan karna Shubh hota hai koi bhi safed khane ki chij ka Dan karna jaruri hota hai isliye maine chawal liye hain aap dudh chawal ya koi safed mithaai kuchh bhi le sakte hain
@binderkaur60142 ай бұрын
Mam udyapan subha Krna chaiye ya sham ko
@Mypacificwall2 ай бұрын
Subsh
@sologaming83122 ай бұрын
di maine savsn k sare vart kiye or maine ghr pr shiv puran bhi pade aap jaise kahs rhi m ye sb saman mandir m jaa kr de du go monday ko mere pooja lag jayge
@Mypacificwall2 ай бұрын
Hanji aap Mandir mein jakar yah chijen Chadha Ke aur aap chahe to vahan per pujari ko de sakte hain nahin per vahan Chadha dijiye pujari apne aap le lenge
@sologaming83122 ай бұрын
@@Mypacificwallhavan krna jaruri
@naresh25082 ай бұрын
Didi ye sab Samaan apni nanad ko de sakte h kya please 🙏 batana
@sonia_gujjari162 ай бұрын
Kya bhadra 19August ko hai to usmai udhyapan kr skte hai subh
@Mypacificwall2 ай бұрын
Hanji udyapan vrat Pujan yah sab ho sakta hai sirf Rakhi nahin bandhte
@kanha......2 ай бұрын
Meine bhi pure sawan kiye.... meine chunri Li h maa k liye or bhole baba k liye loi chaddar li hai ....nandi ji k liye ek kapda liya...thik h kya di plz jarur reply karna di
@Mypacificwall2 ай бұрын
Han ji bahut achha kiya
@PreetiShakya-c7n2 ай бұрын
Hello mam main unmarried hun udyapan mithaai se karne ke bad Prasad ko ghar mein hi bant sakte hain kya Kyunki main Puja Ghar per hi Karti hun aur 19 tarikh ko sham ko Vrat Khol sakte hain kya please mam🙏
@jandu3082 ай бұрын
Mera bhi same question hai
@GopalKrishan-yo4bi2 ай бұрын
Maam mai unmarried hu maine 5vart rakhne the par 12aug ko pandit k advice par aur kuch ladies ko delhkar maine 4the vart par udhapan kar diya mujhe ab lg raha mujhe paanchve par udhapan karna chahiye tha... kuch galt toh nh huya maam 😢🙏 mujhe kya karna chahiye pllzzz btaye kya theek kiya maine ..
@Kiranyadavofficial-10232 ай бұрын
Somwar vrat chhodana rahega to nahin upvas karna rahega to kya Karen
@VeraR-mq3fi2 ай бұрын
Thanks mam 🙏🙏🙏
@Mypacificwall2 ай бұрын
Most welcome 😊
@SavitakambojRani-hj7vk2 ай бұрын
Kia je daan samgri next monday pe mandir jaker de skde h ...
@Mypacificwall2 ай бұрын
Yes
@Nisharor192 ай бұрын
Bhog mai kya bnaye mam
@srishttijuneja99212 ай бұрын
Please btaye agar periods aa gaya hai toh udayapan kaise kare, hamne shravan mehna ek h time bhojan ka niyam rakha tha ab bina pooja kare udyapan kaise kare aur kaise kha lee kya agle somwar tak jare rakhe niyam ??
@Mypacificwall2 ай бұрын
Aap Kalyani ki 19 August ko udyapan ke naam ke paise nikal kar rakh den aur next Monday ko udyapan kar de
@srishttijuneja99212 ай бұрын
@@MypacificwallAur Tuesday se 3 no time khana start kar de k 1 h time khaye agle somwar tak ?
@niharikayadav37142 ай бұрын
Sawan somvar ka vrat karti hun main kitne time udhyapan karu कुंवारी लड़की हूं व्रत तो पूरे दिन करना है
@niharikayadav37142 ай бұрын
Please suggest
@komaltyagi98252 ай бұрын
Didi last Monday ko parn krke pura din vart rkhna hai kya
@Mypacificwall2 ай бұрын
Agar aap savan Somwar kar rahe hain to fir to aapko Somwar ka vrat karna hi hai pure savan ke vrat kiye Hain to ab Purnima ka jo bartaav vah chaturdshi mein kar sakte hain
@madhu56222 ай бұрын
Mam shrawan me 4 somwar ka fast kar sakte h?
@Mypacificwall2 ай бұрын
Yes
@SrishtiSakshi-xh2in2 ай бұрын
Har har Mahadev 🙏❤️🙏
@SeemaKhanna81022 ай бұрын
Radhey radhey neetu didi kaise ho di maine 16 somwar suru kiye the to hm kya kre ye to btaya nhi aapne jisne 16 somwar suru kiye the phele sawan somwar se unhe bhi kuch krna hai kya
@SeemaKhanna81022 ай бұрын
Didi reply dijiye plz apko hi follow krti hu m to kha jau apke elawa di
@SeemaKhanna81022 ай бұрын
M bhi house wife hu samjti hu jb free ho jb reply Dena
@SeemaKhanna81022 ай бұрын
Jisne 16 somwar suru kiye usne to kuch nhi Krna didi
@Mypacificwall2 ай бұрын
16 Somwar ka udyapan jab 16 Somwar pure Ho jaenge uske bad Jo Somwar aaega 17वां Somwar use din udyapan karna hoga Katha mein bhi Maine bataya hai aur video mein bhi bataya hai abhi aapko kuchh nahin Karna
@Mypacificwall2 ай бұрын
Ji main reply jarur Karti hu kabhi kabhi thoda let ho jata h🤗
@ranjanachaurasia52162 ай бұрын
Didi रक्षाबंधन ke bare me bataiye ki kb se kb bandhna h rakhi muhurt kb ka h bhadra kb se kb tk h .ek video dijiye rakhi ka 😊🙏🏻🙏🏻
@Mypacificwall2 ай бұрын
Very soon
@Urmi1652 ай бұрын
कुंवारी लड़की उद्यापन करके कुंवारी बच्चों को भी दे सकती है क्या दान में
@Mypacificwall2 ай бұрын
Yes
@PoonamSharma-lg2kn2 ай бұрын
Pure savan ke mahine parthiv shivling banane ke baad aakhiri somvaar ko bhi usi tarah se banana hai aur iske alawa kya karna hota hai?
@varunvarun38412 ай бұрын
Pooja ap same hi karna last monday ko kuch dan karna aur parsad fal fruit shiva ji ko ate ka churma mata ki chuni chudi mehndi adi chada dena pandit ji ko rupes dena radhe radhe 🙏
@soniachhillar33522 ай бұрын
Pure sawan ka udhapn krne ke baad khana kb khaye plz btaye
@amankamboj84482 ай бұрын
Kis time kre kl bhdra bhi h subha
@pinakishb2 ай бұрын
Somvar ke vrat ka Udyapan somvar ki subah karna hai ya shaam ko ..uss din vrat bhi rakhna hai na
@Mypacificwall2 ай бұрын
Vaise to udyapan subah karna chahie lekin subah agar kisi Karan se aap nahin kar pa rahe hain to sham ko bhi udyapan kar sakte hain
@MeenakshiMeenakshi-r2c2 ай бұрын
Har har mahadev 🙏🕉️🛐🥰😍
@aartirai6442 ай бұрын
Bhabhi mai sikh family se hu to mujhe please btaye ki maine only Monday ke vart kiye h to mai girls ko kanjak bethau to kis time. Subha ya sam. Kyuke mera 19 ko vart hoga to 19 ko he kanjak bethne hai.
@jandu3082 ай бұрын
Same question sis
@smasih3792 ай бұрын
Sirf Saavn ke Somwar ke hi vrat rkhen hai maine, vrat ka paaran (vrat kholna) kaise karna hai
@varunvarun38412 ай бұрын
Ek time mitha khana kathe ha
@asharani44162 ай бұрын
Mam 19 thrak kow somvar ka vrat rakhen hai ya nahi
@Mypacificwall2 ай бұрын
Rakhana h
@kanha......2 ай бұрын
Aaj Sunday hai.... meine pure savan varat kiye ....to aaj udhayapan kar lu ..ya kal somvar ko hi kru
@Mypacificwall2 ай бұрын
Somwar ko
@reshmasingh982 ай бұрын
Mam kuwari ladkiya 19 ko period ho to wo aaghe somwar ko udhapan kar sakti hai or usdin bhi fast rakhna hoga ky
@Mypacificwall2 ай бұрын
Han ji fast to rakhna hoga udyapan next mande ko kar sakte hain
@reshmasingh982 ай бұрын
@@Mypacificwall mem usdin janmatami hai or mai janmatami upwas karti hu to ky usdin Mai janmastami upwas or udhapan dono kar sakti hu
@sonamsachan88162 ай бұрын
Agr udyapan wale din 18 ya 19 ko period aa jaye to kya krenge , plz reply kre didi
@vermakajal81372 ай бұрын
Same
@naveenredhu52382 ай бұрын
Dii Man pura saman k varth kr h kya ma bi kanya ko jima sakthi hu dii
@varunvarun38412 ай бұрын
Jima sakte ho jitna dan pun ho utna acha hi ha
@ritikamalhotra52612 ай бұрын
Kya kuwari ladki charan padhuka chda skti hai agr khareed liya hai toh
@dancedivine4962 ай бұрын
Mam pandit ji ko bana hua bhojan de ya seedha
@Mypacificwall2 ай бұрын
Aapki ichcha hai aap kaisa bhi bhojan de sakte hain sidha yani Sukha bhojan dena thoda aasan padta hai isliye log Sukha bhojan de rahe the AAP banakar Dena chahe to de sakte hain
@dishu12122 ай бұрын
Sham ko kr skte h kya
@varunvarun38412 ай бұрын
Udyapan subha kar le
@manishagangwar12272 ай бұрын
Aap ye btaye ki jo ldkiya Sadi se phle sombar ke vrt krti thi unhe udyapan krna chaiye
@Mypacificwall2 ай бұрын
Han ji udyapan jaruri h
@artisarathe44702 ай бұрын
Di please ye bbi bataye me unmarried hu to pandit ji or unki wife ko saree de sakti hu
@khushisharma18952 ай бұрын
Udhapan k bad aan kha sakte hai ya nhi?
@Mypacificwall2 ай бұрын
Dekhiae aakhri Somwar Hai to lagbhag sab ka vrat rahega
@ARJUNSINGH-ub7yz2 ай бұрын
Didi jo pura sawan ka mahina ka vrat 19 m khole ya 2o m koi kuch btara koi kuch didi reoly me😢😢😢😢😢😢😢
@Mypacificwall2 ай бұрын
29 ko subah udyapan ho jayega uske baad khana kha sakte hai,ager prnima vart karna h to wo 18 ko ker sakte hai,ager sawan somvar ka vart karna hai to pura din vart kare
@bongirlskitchen56052 ай бұрын
Di magalwari varth ka udhapan plz btaiye na
@JioTv132 ай бұрын
Sawan somvar ke vrat me shivling ki pooja ki kyuki mandir me bhagwan shiv parvati ki murti nhi h...to ye saman kase chdhaye
@MansiTanwer-2692 ай бұрын
agr mandir me murti nhe h too ye saman sidha mandir me pandat ko de dee
@PriteeVishwakarma-sq2un2 ай бұрын
Didi is Somwar ko hamara period hai to kya ham agale Somwar ko udyapan kar sakte hain to didi agale Somwar ko vrat rakhna hai ya Bina vrat rakhe udyapan kar lenge subah jo Puja karne jaenge Mandir me to
@Mypacificwall2 ай бұрын
Aap Somwar ke din yani cal 19 tarikh ko udyapan ke naam ke kuchh paise nikal kar rakh Dena uske bad aap next mande ko udyapan kar sakte hain aur udyapan ke bad next mande ko aapko vrat karne ki jarurat nahin Hai udyapan ke bad ab khana kha sakte hain
@adityaajay22402 ай бұрын
Ma 18 ko apne bhai ka pas Punjab ja rhi hu.19 ko vhi pr vrat krungi.to kya ma yhi pr vrat ka udhyapan kr skti hu....pls reply jrur dana
@Mypacificwall2 ай бұрын
Han ji bilkul ker sakte hai
@adityaajay22402 ай бұрын
@@Mypacificwall bahut bahut dhanyawad ji
@MeenakshiMeenakshi-r2c2 ай бұрын
Sawan somvar vrat kiye h toh m udhiyapan subah m kru ya saam ko
@Mypacificwall2 ай бұрын
Aap udyapan kisi bhi samay kar sakte hain agar aap subah Mandir jaate Hain to usi time per udyapan kar dijiyega aur agar donon time aap Mandir jaate Hain to fir aap apni marji se subah ya Sham kisi bhi time udyapan kar sakte hain
@Anitaporte-s1w2 ай бұрын
Aur kitne Kanya ko bulana h
@niharikaarroju2 ай бұрын
Aur ye saab ki badhle mein only pandit ji ko dakshina de sakthe kya ? Please please first time kar rahi hun ye vrat i don't know really Kyu ki hamara ye ha vrat ke bare saab ko nahi patah Unmarried girls kaise kare udhyapan
@Mypacificwall2 ай бұрын
Ki dakshinan do jagah Di jayegi pandit Ji ko bhi aur panditani ko bhi kyunki Shivji aur Parvati Mata donon ke naam ka Dan hoga
@Pooja-v8j2v2 ай бұрын
Mamji Kanya pujan kar sakte hai
@Mypacificwall2 ай бұрын
Yes
@Sukhdeepsingh-ci9gf2 ай бұрын
Mam mughe Saturday ko period aa gya h monday ko thik ho jugi kya m utapan kar skte h please please please please please please
@Mypacificwall2 ай бұрын
Aap Puja nahin kar sakte hain hair wash karke udyapan ka jo saman Hai vah Dan kar sakte hain Puja kisi Aur se Kara lijiyega jo bhi saman hai use mins kya pandit Ji ko Dan de sakte hain
@Sukhdeepsingh-ci9gf2 ай бұрын
@@Mypacificwall mandir me ja skte h plzz
@anambudha46702 ай бұрын
Maine sawan somvarr ka vrat kiya hai Agar periods aaye toh kaise udypan Kare
@Mypacificwall2 ай бұрын
Anju udyapan to aapko karna padega aap jyada na bhi karna chahein to Prasad batva Den ya Prasad ke naam ke paise nikal kar rakh De agale Somwar ko bantate Hain
@sheikhfarhana5752 ай бұрын
Mam aapne poora vidhi batakar video kyon nahi banaya mein BAUHOT confused hoon..kaise Ahuti deni hai hawan karni ha..jo shivling usiki pooja karni hai ya parthiv banake hi karni hai mam please ek video bana deti to bauhot achcha hota
@Mypacificwall2 ай бұрын
Jaise aap daily Puja karte the Puja aapko vaise hi karni hai Puja ke sath aapko udyapan Ki Jo samagri Hai vah Bhagwan Shiv Shankar Mata Parvati per chadhane hai aur FIR aap usko Dan De denge
@sheikhfarhana5752 ай бұрын
@@Mypacificwall thanks mam thanks a lot
@NehaVerma-dj9xk2 ай бұрын
Subha krna h udhapan kr skte h
@varunvarun38412 ай бұрын
Kar sakte hai
@priyatanwar9792 ай бұрын
Jisne somvar sirf vart kare h to vo kab karenga udhyapan sham ko vart krne k baad ya subha hi jab mandir jayenga plz btana jarur
@varunvarun38412 ай бұрын
Ji subha ka time hi pooja aur udhyapan kar le
@priyatanwar9792 ай бұрын
@varunvarun3841 Thanks, di for reply 😍😊
@priyatanwar9792 ай бұрын
@@varunvarun3841 lekin khana sham ko khaye phir ya subha hi
@varunvarun38412 ай бұрын
Udyapan ke bad kha sakte hai ek time hm syam ko kha late ha
Agar pandit ji na mile tho di kya kare saman ka kisko.desakte hai ?
@varunvarun38412 ай бұрын
Apne se badi jatani nanad ko de sakte ho
@veernehra62112 ай бұрын
Didi सोमवार में सुबह ही भद्रकाल शुरू हो जायेगा तो पूर्णिमा की पूजा भद्रकाल में kr skte h kya??? please answer me
@Mypacificwall2 ай бұрын
Han ji vart Pujan udyapan ye sab ke sakte hain
@artisarathe44702 ай бұрын
Mam please mujhe ye bataye👏 ki me unmarried hu to maine pure savan vrat rakhe hai to me udyapan ghar kar sakti hu Or mandir me Prasad bhi baat dugi Banana leke or agr mandir par udhyan karu to kaise karu ye bataye 👏 Me Parvati Mata ko saree or shiv ji ko only dhoti chada sakti hu And me normally Monday vrat bhi rkhti hu bahut salo se to bo bhi regular kar sakti hu