Sabhi susral khrab nhi hote kuch bahu bhi zalim hoti sab pe zulm dhati khud khana bna ke khati dusro ko kya khana ye nhi soch ti
@fouziya3282 Жыл бұрын
Ameen 😢
@heenaansari7129 Жыл бұрын
Sahi me allah rehm kare bohot taklif uthai hai humne
@shiningstar6870 Жыл бұрын
Ameen
@mahlequaamin7893 Жыл бұрын
Aameen
@tarannumnadeemshaikh2099 Жыл бұрын
Allah meri bhi saas k dil mai rahm dala ameen
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Namaz ki pabandi ke saath Astaghfirullah RABBI min qulli zambiyu Wa AA tubu ileh or durood SHAREEF BHI pdho or sallal laho Alaihi wasal lam PDHTE RAHA Karo or sure yaseen Shareef ki ayat no 9 ko pdhti Raha karo or apne upar dam krti raho in shaa Allah saas ka muuh band rahega
@chandni8865 Жыл бұрын
@@aafreenjahan1663 😮 saa ka muh band karne ki kya zaroorat pesh ayi aap ko aur in dua aur Quran ki ayaton ko galat bathon ke liye istemal karna acchi baat nahi hai sister
@flightlessbird6921 Жыл бұрын
@@chandni8865 dil ka sukoon bhi koi cheez hoti hai... banda kisi k bure k liye nhi apne aap ko shar aur aafat se bachane k liye padh sakta hai... saas naam ki makhlooq se pala pada nhi shayad aapka!!
@Vlogerzoyakhan Жыл бұрын
@@flightlessbird6921 sahi hai saaso se to allah bachaye kitna hi karlo sas kabhi sagi nhi hoti bahuo ki
@appu1sundaram Жыл бұрын
It is better to live seperately after getting married and take in the elderly parents when they need care and attention at the later stage. First, let the couple live peacefully, let the husband transform from being a child of his mom to man of his house and the wife become the woman of the house from being a child to her parents.
@adnaanp1 Жыл бұрын
Very true.. but parents don't allow their Son to live peacefully with his wife
@nidaomer385 Жыл бұрын
True
@razamughal4582 Жыл бұрын
What we see is that the son then does not want to look after his parents because the wife wont let him. He will persuade his sister to do it and that is WRONG.
@appu1sundaram Жыл бұрын
@@razamughal4582 According to Islam it is the duty of the children to take care of the parents. If the daughter in law doesn't want to take care of her in laws there is no sin upon her. But if she does she will be rewarded. If the in laws live together from the beginning of the marriage most likely there will be bitterness and this will lead to more issues. Instead, if they choose to stay away and give the couple their space eventually if and when the need arises the chances of daughter in law willing to take care of her in laws is more. It is WRONG to make it obligatory on the daughter in law especially when she is not willing as they do in the subcontinent and it is not in accordance with Islam. What if the parents don't have any sons and only daughters. Then, the son in law should be willing to take in his in laws and the daughter can take care of the parents.
@razamughal4582 Жыл бұрын
@@appu1sundaram Its not the duty of the daughter in law or the daughter. If the couple have no sons then they should rely on their siblings. Namely the brothers. This is the whole point of islam encouraging lots of children, so you have lots of siblings, lots of sons and lots of daughters. Children have been ordered to give ‘kind treatment’ to their parents. The responsibility falls solely on the son. In todays day and age if there is no son and the daughter wants to do what she can, all well and good. If she does not want to, then no one can make her. 1) a son will inherit twice the amount his sister will get because the financial responsibility is on him. The woman does not need to spend a penny. 2) the daughter will be sinning if anything she does causes any type of neglect to her husband and her children 3) the husband has full authority over not letting someone into his home who he does like. That includes the wives parents. What he can’t do is preventing the wife from meeting her parents.
@Spreaddeen50599 ай бұрын
Allah paak saare Miya BV ku sasural k zulm se bachaye sukoon wali zindagi de aameen summa aameen
@rabiaumer94486 ай бұрын
Ameen sumameen plz pray for me and my sister 😔
@humaydsmommy Жыл бұрын
😢 I am a professional doctor, and I am suffering from same situations, please pray for me
@twigsofliving4114 Жыл бұрын
Allah aapke liye rasta banaye aur aap bhi khud k liye koshish Karo Bin koshish Allah ki madad kaise milegi?
@rumanaparveen2543 Жыл бұрын
Inshallah
@Riley_bacon9 ай бұрын
Mae BHI doctor.mere divorce ho gae hae.Susral aisa hi hae
@travelwithsalma48672 ай бұрын
Divorce laina solution nahi. Or agar alag ghar bhi la laiya ja skay to kaisay banda manage kry. Aurat sab bardasht kr jati hay, apni izzat par utha sawal, or apni aulad k liye jab mushkilat barh jaen,to kaisay manage krn
@shaistapraveen591022 күн бұрын
Aap apne bdli nwkr rkhe unhe kam hi k dikkt h na
@user-gz5mx2nd5p Жыл бұрын
This is not about gender but it is about power, fear of loss of son who holds economic power, and jealousy of son showing love to another woman.
@Satisfying_vidzz Жыл бұрын
Right
@minozindia8930 Жыл бұрын
Bilkul sahi kaha apne.
@msrtilyas2623 Жыл бұрын
Saas k betiyaon k hi sare haq hote ghr me bahu ki koi jagha hi nhi rheti yhi hr Ghar rules bangye
@najia-noor-official Жыл бұрын
Assalamu alaikum bhai apne bilkul sahi kha h beti baar aaye koi frak nhi lakeen bahu ek baar Jaye to q ja rhi ho ja kr kya hoga bhot dukh hota aise logo ke sath rehne se 😢😢
@asfiakhalid9532 Жыл бұрын
haq baat aise boli jati h Kash sb k miya aise smjhne lage
@cookwithme859 Жыл бұрын
Thanks, for this talk, this is very much needed to all, this should be reached to all,
@Warrior3127 Жыл бұрын
Same meri sas b ...sab Khushi betiyon ko mile bs Bahu ka kuch haque nahi
@beboafro393 Жыл бұрын
Kisi ko sas khrab milti kisi ko bahu
@allahscreation721 Жыл бұрын
Best thing don't do marriage
@Warrior3127 Жыл бұрын
@@allahscreation721 that's not at all a good solution ,is it????
@Warrior3127 Жыл бұрын
@@allahscreation721 what's the problem dear???
@allahscreation721 Жыл бұрын
@@Warrior3127 half world is tensed due to inlaws pressure as a result die ,suicide or end up relation
@rizwanakhan728 Жыл бұрын
Jab tak zameen ke upar hai aisi saase tab tak karle joh karna hai.. Baad me zameen ke neeche sab hisaab dena hoga kisi ko takleef dene ka
@gulnazkhan9568 Жыл бұрын
Apne experience se agar insaan kuch seekh jaye ke jo hamare sath hua hai ham apni bahu ke sath nhi karen tabto acchi bat hai. QURAN aur hadees ke zariye ham ko jo qanoon bataye gaye hain unpar amal kiya jaye to kuch bhi ghalat nhi ho par apne mafaad ke liye to QURAN aur sunnat ko alg rakh diya jata hai. ALLAH TALA ham sabko insaaf ki taufeeq ata farmayen saas bhi insaaf se chale aur bahu bhi aur har rishta insaaf se chale.aameen
@fouziya3282 Жыл бұрын
Hamare ghar me yahi hota hai 😢. Meri nanand ka ghar pas me hai to wo roz aati hain hamare ghar or har sunday yahi soti hai. Mere ammi ka ghar yaha se aadha ghanta door hai phir b agar mahine me 1 bar jane ka irada karu to sara din taane sunne padte hai or jakar aane k 2-3 din tak saas ghussa rehti hain. Ye sab d kh kar sach me bohot takleef hoti hai.
@rizwanakhan728 Жыл бұрын
Toh tum bhi apni nanand ko suna dena naa... ke woh kaise maa ke ghar pe aati rehti hai... beti ke alag kaydaa kanoon aur bahu ke liye alag
@fouziya3282 Жыл бұрын
@@rizwanakhan728 wo mere husband se badi hain or sab izzat karte hain unki. Sab unka hi chalta hai ghar me.
@fouziya3282 Жыл бұрын
@@rizwanakhan728 meri saas har din ki shikayat unku sunati hai k aaj maine aisa kiya waisa kiya or wo har sunday aakar meri class lagati hai. K 4 din pehle Tu bartan zor se kyu patak rahi thi? 3 din pehle tune maa ko khana puchh kar kyu nahi diya. Or saas ki zaban bohot gandi hai har waqt gali galoj. Or taane sunne se marna behtar lagta hai. Har cheez unke marzi se karna hai. Apni marzi ka me khana b nahi banasakti. Me khul kar apne husband k sath nahi jee sakti Or mere husband ko ab ye shikayat hai k me bonding nahi banati me unke liye kuch nahi karti lekin meri saas k rehte me kuch nai kar sakti. Or me ye kisi se share b nahi kar sakti. Maa ko b nahi. Wo sad hojaengi mere bare me soch kar because m 4 months pregnant. Sabar k alawa kuch nai kar sakti. Allah mujh par rehem kare.
@flightlessbird6921 Жыл бұрын
@@fouziya3282 aameen ALLAH tum par rehem karein mai to 8 sal se khidmat karrhi thi phir bhi saas kehti h kuch nhi karti apni marzi se kuch nhi kar pati thi... apne shoher ko kaho kitchen alag karein ager possible hai toh warna bachcho k decisions bhi nhi le paogi khud se aur yeh ek maa ki sabse badi haae hai... mere 6 saal k bachche ko aisa bna diya h k bilkul nhi sunta mujhe buri maa sabit karne par tuli rehti hai... usko mudda bna bnakr ladti rehti hai... husband ko pyar se samjhao dua mango ALLAH se.... maine bhi apni 8 saal ki shadi shuda zindagi saas ko khush rakhne mei barbad ki hai aur mila kuch nhi!!! Husband ka pyar bhi kum hogya... lekin shukr hai 1 maheena bhi nhi hua lekin alag hokar thoda sukoon hai!!
@u-trider1645 Жыл бұрын
Kisi ldki pr sasural ka zulm na ho ho bhi to bardash na kro awaz uthana zruri hai nhi to zulm or bdta jata hai 😢
@Hkgn415 Жыл бұрын
Sas nand ghar ka chota chota bachey ke hath mey den raat phone rehna bahu key pass nai rehna phone. Yeh kaha k insaaf hy fir bhi sad hi sahi hy😢
@beautblossom53711 ай бұрын
Hamesha mujhse ladti rehati hai and tane deti hai allah hidayat de😢
@rumanaparveen2543 Жыл бұрын
Bilkul bhai sahi baat btai apne meri situation kuch istrah ki thi
@Rizwana..Shaikh Жыл бұрын
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ بلکل صحیح فرمایا آپ.....
@fatmakhatoon926 Жыл бұрын
Yh kaisa Rule hi.. Sasural hi ya Qaid khana mashaallah mera sasural bht acha hi.
@noorulresalat936 Жыл бұрын
Bahut julum hota hai sasural main har ladki ko khuda ye julum se bachae
@azharrehmanshaikh Жыл бұрын
Very very true
@hinakhan-gn3ci Жыл бұрын
Meri sasural ke to anokhe rules he pregnancy me naye kapde nahi pehen sakte kuch naya nahi kharid sakte mehndi nahi laga skta h kisi ka intikal ho jye ab 40 din tak kadayi me kuch ni banega thak gyi hu me to ab allah unko hidayat de.
@saniyamalik9544 Жыл бұрын
Absolutely 💯 ryt😊
@shaikfahmeda8075 Жыл бұрын
Assalamu Alikum varehmatullahi wabarkatuho Bhai Allah paak aap ko jaza kheer atafarma aapne ju kuch bhi kahhay o sab kuch saihay mere bhai😢😢😢
@muskanparveen6222 Жыл бұрын
Asslamo alekum... Mai bhot presan hun... Meri saas mujhe taane deti hai... Mere sab cheez karne ke baad bhi wo khush nahi hoti., apni khud ki tarif karti hai... Mai bimar hoti hun to mjaak bnati hai ... Deen islam bhi padhi hai... Lekin phir bhi wo mujhe presan karti hai... Kabhi kabhi dil chahta hai khud khusi karlu... Shohar kuch nahi kehte haldi... Mai kya karu.... Mujhe lgta hai Maine shadi karke bhot badi galti ki hai
@talatkakitchen2152 Жыл бұрын
Ye sahi h hamari saas bhi yahi krti thi jo hamare sath krti wahi... balki usse kum hota tha to aath aath aasu roti thi😔
@mohmmadsarfrazmohmmadsarfr653618 күн бұрын
Very Very nice
@asfiakhalid9532 Жыл бұрын
zabardast
@bushrafarheen1597 Жыл бұрын
Isliye behtar hai hum Islam ke hisab se apni zindagi guzare na bahu rahe jab Rona na saas rahe jab rulana
@sameerabegum1395 Жыл бұрын
mashaallah .its true
@mudassirkhan1901 Жыл бұрын
Wah ma sha allah
@sakinashaikh9012 Жыл бұрын
Saas k sare rule to nibhao us k bawajud shohar pr hamara koi haq nhi shuhar na bat kre na kuch dekhe bs shuhar nafrat kre to saas khosh phir ye shadi Q
@faridasheikh14477 ай бұрын
Shi blre yr sbke sth aisi hota h
@syedabasheera680 Жыл бұрын
Bilkul sahi kaha aapne
@azherkhan6351 Жыл бұрын
Absolutely 💯💯 true'
@zayaanjawed9657 Жыл бұрын
Shukriya
@fatimazehra903 Жыл бұрын
Assalamualaikum brother ek lecture is par bhi banae Jo saas without reason apni Bahu k character par ungli uthae or unko kia azaab hoga
@mehnazansari8879 Жыл бұрын
Bilkul jii
@imtiazblouch7135 Жыл бұрын
MashaAllah
@fas786000 Жыл бұрын
Sir mein to ek baat janta hoo saas ho ya Bahu dono ko allah ke pass jawab dena hai, jo bhi jis per zulm karega allah usko sila zaroor dega aur yeh baat saas aur bahu dono ko samajhna hogi tabhi yeh tabahi rukegi 🎉
@versetileartist Жыл бұрын
As salamu alaikum... Apne saas Babu or ma beti k bare me bahut khoob Baya hai....saas bahu k sath bura salook keti h lekin agar wahi beti k sath hota h to use bahut dukh leta hai.leki aap iske ab dusre pehlu k bare ke bhi btaiye jaha bahu saas ko khush nhi rkhti wo bhi tb jb sas saur use beti ki tarah pyar dete ho sasural walo ko bura bhala kehti h or bahi apni saas ko tawajjo na de kr k apni maa ko hi tawajjo deti ho or maa hr wkt phon krti ho fr bechari saas ansuo se roti hai.or bahu ko saas dikhai hi nhi deti fr saas apni betiyo ko yad kr k roti h.. ese me kise apne ap ko badalna chahiye
@beautblossom53711 ай бұрын
Mere sath khane me bhedbhw nHi hota lekin sas ke wajah se Miya biwi me duriya ati hai
@humafarhat742125 күн бұрын
Sahi
@shifaahmed323 Жыл бұрын
Mere saath bhi kuch aisa hi hota hai.Meri saas sirf apni beti ka saath deti hai chahe unki beti koi galat baatein bhi kar deti hai toh bhi.
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Namaz ki pabandi ke saath Astaghfirullah RABBI min qulli zambiyu Wa AA tubu ileh or durood SHAREEF BHI pdho or sallal laho Alaihi wasal lam PDHTE RAHA Karo or sure yaseen Shareef ki ayat no 9 ko zyada se zyada pdho or apne upar dam krti raha karo In SHAA ALLAH saas ache se behave karengi in shaa Allah
@twigsofliving4114 Жыл бұрын
Allah se dua kijiye k aapki saas k Dil may aapke liye mohabbat dal de
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
@@twigsofliving4114 In SHAA ALLAH
@azherkhan6351 Жыл бұрын
Mother in law can't be a mother, Daughter in law can't be a daughter
@Warrior3127 Жыл бұрын
If mother in law treats her daughter in law the same way she wants her daughter to be treated at her sasural then all daughter in laws can be the best of the daughter...
@azherkhan6351 Жыл бұрын
@@Warrior3127 right but this happens only minimum percent..anyways May Allah bless All Daughters with good mother in law's and May Allah bless All mother in law's with good Daughter in law's..Ameen....
@mehsaransari1343 Жыл бұрын
Agr wo islam padhe to jarur ek dusre se mohbbat krnge
@JustAnotherMuslimah10 Жыл бұрын
Zaalim hukmaraan ki definition yahan bhi fit hoti hai. Mother in law is the *authority/hukmaraan* in the house.
@appu1sundaram Жыл бұрын
Mothers in law can be good mothers in law, can never be a mother, likewise daughter in law can only be good daughters in law can never be daughters.
@tajsultana7554 Жыл бұрын
MIL should understand she needs to stay with DIL and treat her as friend (coz she is the one who will take care when she is sick and be with her emotionally and physically) and DIL should understand that MIL is there who takes care of your kids when you are busy (yes but deep intervention with your kids upbringing shouldn’t be there , their should be border/line drawn when they are loving your kids and spoiling them)
@EliarsHussain-vq4qf Жыл бұрын
Hinduyo ke sath rahkar bharat ke musalmanon mein ye sanskar sama gaya
@umm-ehamza3552 Жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullah WA barakatuhu Faiz Bhai hamare Ghar ka bhi yahi hal hai.. Ghar ke mahaul ko bigarne wali aurat hi hoti hai
@RubinaImran-ro1qz Жыл бұрын
💯% true
@HEENA-o9j Жыл бұрын
Ok
@Msholy2010 Жыл бұрын
Also pls give advice on reverse situation. When daughter in law is rude disrespectful and controlling, what son and mother can do?
@minozindia8930 Жыл бұрын
Assalamualaikum sir... Mai beed me rehti hu, mera ek sawal h apse, meri saas mere shoher ko mere khilaf baatein btati h jis wajah se hum dono me (shoher-biwi) me jhagde hote h, ye harkatein itni badh rahi h k mai depression ki patient bn gai hu, q ki mai ye baatein kisi se nhi keh sakti hu apni family se b nhi. To kya mai is wajah se divorce ( qula ) le skti hu kya? Plz btaye.
@amreenwarsi8005 Жыл бұрын
Mera to ghar hi tut gaya mere saas sasur ko wajah se..... Allah reham kare
@asultana5080 Жыл бұрын
Mera bhi
@hajara5475 Жыл бұрын
Allah ka shukr hai meri saas nahi aur meri ammi bhi nahi hai mere husband ko pareshan karne.alhumdullilah.
@Respect_tolerate Жыл бұрын
Solution to btaya hi nhi except rule change which a daughter in law can not doi
@rabiyabanu475211 ай бұрын
Assalamualaikum mera aap se 1 question hai saas agar bati to ghar me rak ke Bahu ko ghar se bahar nikal de us k liye ghar me jaga nai hi humri sahadi ko 4 sal hochuke hai 3 bati ghar me rahati hai unke Sadi hogai hai har ek ko 2 bache hi humri financially condition theek nahi hai ap ke alag se video banaye
@SALIMKHAN-me6sp11 ай бұрын
Mentally torcher had se bad jae to Kiya kre or shohar bi saath na de
@Amir111-m6q Жыл бұрын
❤❤❤❤
@shaikhanees8369 Жыл бұрын
MASHALLAH
@akmatali9034 Жыл бұрын
Hujur mere bhi ak masala janna hey apse
@syedamjad1271 Жыл бұрын
Assalamu alaikum, @Faiz Syed Sir, I have a question for you, meri bahan hai .Meri sister sasural mein sabke sath accha rehti hai or sabka kaam bhi karti hai lekin Uski saas, shohar ko har waqt Biwi ke bare mein Negative chize bolti hai or sab kuch negative frame karke dikhati Qki uska shohar bahar rehta hai toh uss wajah se woh Maa ki Baton par hi yakeen karta hai jiski wajah se husband or wife mein jhagda hota hai or shohar koi zimmedari Nahi uthata or Baccha bimar hua ya biwi bimar hui toh bolta hai ki mayke mein jaao or Dr ke pas treatment. Biwi ko pocket money bhi Nahi deta. Ab baat khula tak chale gayi ab kya Karna chahiye aap bataiye.Humari Family uskay shohar ko sabne samjhaye lekin woh samajne ke liye tayar Nahi because HE IS MAMA'S BOY.Uska har ek decision uski Maa leti hai . How to handle such a type of Mama's boy? My sister is in great pain now.Please let me know the solution . Humari family sab bahot pareshan hai
@sabrinsiddiqui8640 Жыл бұрын
Sir ye btaiye ham hamesha sunte h beti ko achha shohar mela to zindgi ban gyi lekin yaha mere sat shohar meri zindagi barbad karne vali meri sas h shohar chup rahta h Or zulm kar k majbur kiya ghar nekalne par alag rahne par shohar rah rhe jesse shadi na tute to isse pura khandan haqeekat janta firbhi mujhe sab bura bolte h Or gareeb ki beti hone k vajah se ijjat nhi karte shohar hamesha chup rahte h mere said bolte h na apni maa bahan k said to aise me kya karu
@mohsinshaikh5506 Жыл бұрын
Shaadi k baad saperate rehna hi behtar hai chahey shohar kam paisa hi q na kamata ho saas sasur or baki logo se to uski hifazat hogi
@mayuripaul6426 Жыл бұрын
Assalamu alaikum.... Mein ek jamin kharidi hu.... Mein hindu hu.... Lkin mera husband muslim.... Or mein islam qabul kari hu..... Jamin jaha kharidi udhr kuch ghar hindu ka or baki sab muslim hai.... Avi hindu sab bol rh hai mujhe udhr rahene nahi dega.... Ghar bana ne nahi dega.... Avi mein kya karu kuch samj mein nahi arhi hai.... Or udhr ka panchayat v hindu logo ke sath hai...... Pls mere sawal ka answer dijia.....
@parveenkhan5329 Жыл бұрын
AAP waha mat raho fir Roz roz jaghda ho esse accha h ki aap wo jaga beach do our kahi our Ghar Lelo kahi muslim areya me Roz roz tention se accha hoga.kyuki kya pata waha aap ki waja se hindu muslim jhagda ho jaye
@364walibajisana2 Жыл бұрын
Sab Allah pe chod de.
@nurselima7732 Жыл бұрын
Haar saas ek jesi hoti h
@farahvilla Жыл бұрын
har baar saas kharab nhi hoti jha saas acchi hoti h wha bhu bht zyada kharab aa jati h meri bhabi meri mummy or hum sab per hawi rehti h battamizi karti h jo slook saas bhu ke sath karti h wo ye sab meri mummy or hamare sath karti h mere ghar wale isliye khamosh rehete h ki ghar ka mahual na kharab na ho hum ignore karte h or wo ise humari kamzori samajh kar or zyada hawi hoti h jabki ke uska husband kuch nhi karta saara kharcha hum uthate h ghar m Allah ke rehmo Karam se sab facilities h or to or uske mayke wale bilkul 4th class se bhi gye guzre h har wqt hamare ghar pare rehte h or hamare ghar aakar humse ladte h, unlogo ne mere bhai ko trap karke love me psakar shadi krayi or humare ghar me ghus gyi or ab apni aukat dikhati h
@shaistakhan8828 Жыл бұрын
Ye zulm hn ............kanoon bna ke jail me daoo aeise logo ko
@RabiArTgallery Жыл бұрын
Faiz bhaijaan mere sasural wale or shauhar mujhe bhut jehni torcher krrhe h or saas sasur ne hajj kiya hua jab koi baat aati h jhoot had s jyada bolte h kasam kha kha kr or shauhar bhut laparwah h or mere m koi dilchaspi nhi or mujhse bolna tak pasand nhi krte mere sasur ne mere abbu se jhoote wade karke rishta kiya tha or ab sab jhoot nikla or 3 saal.hogye shadi ko jbse ek din bhi sukoon nhi mujhse sabke beech m smjh nhi aata kese jwab du kese rahu bahut gande rawwaye h or jhoot toh pal pal h yha m kya kru bhai advise me
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Same meri kahani he aapki to bahut mushkil hojata he jb husband sirf apne baap ke khne me rehta he to biwi ke bhi huqooq Ada Karo or waalid ke bhi kisi or ki beti ko lekr aaye ho to uska bhi khyl krna Chahiye...
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Allah Paak hm sbko or aise Mardo ko bhi hidayat de or hm sbko huzoor Paak ki sunnato pr Amal krne ki tofiq ATA farmaye or hm sbki Tamam beemari or pareshani ko dur farmade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Assalamualaikum behen aap namaz ki pabandi ke saath Astaghfirullah RABBI min qulli zambiyu Wa AA tubu ileh or durood SHAREEF BHI pdho or sallal laho Alaihi wasal lam PDHTE RAHA Karo or pdho In SHAA ALLAH ZARUR kamyabi milegi aapko ALLAH PAAK AAPKI OR HMARI TAMAM BEEMARI OR PARESHANI ko dur farmade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Aap sure yaseen Shareef ki ayat no 9 ko har Namaz ke baad 12 baar pdhkr aone upay dam krti raho or jb bhi HUSband kr or SaaS sasur ke saamne jao tb bhi is ayat ko pdho .or YA RAUUFU YA WADOODO YA ALLAH PDHO RIZ 100 YA 200 NAAR OR KHANE PEENE KI CHEEZON PR DAM KARKE KHILAO HUSBAND IR SAAS SASUR KO IN SHAA ALLAH ZARUR KAMYABI MILEGI AAPKO APNI KHAAS DUAO ME YAAD BEHAN MJHE BHI
@allahscreation721 Жыл бұрын
Jaha insaaf nahi hota ya woh dar chord do ya phir dusra darwaza dekhlo
@mehakjahan8897 Жыл бұрын
Meri sas me shirk me jabardasti shamil krti h wrna mere shouhar se ladai kra deti h Mai kiya kru please reply
@sumaiyaziyad1181 Жыл бұрын
Kuch bhi ho jaye kisi bhi haal me shirk ka hissa mat banna. Shirk hoga to imaan bhi nahi rahega. Shohar iss bare me ladai kare to ap bilkul chup rehna
@reshmashaikh5880 Жыл бұрын
Jaldi se shadi hone k liye wazifa batayiye pl
@AKBARKHAN14388 Жыл бұрын
6:46 ये हिंदू का रिवाज है ?
@arifabegum-wq9js Жыл бұрын
My mother in law believes haqiqa not allowed in her family according to my knowledge in Islam haqiqa is sunnath Please reply wt can I do
@hmm5505 Жыл бұрын
Do aqiqa without informing your mother in laws
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
@@hmm5505 without informing but I think it's is impossible agar saath rehte he to baad me fajita daal dengi wrna unki Mother in law
@samsaleem7724 Жыл бұрын
Assalamu alaikum koi bhi madarse m beta hai to 2 bakra de agar beti hai to 1bakra de is tarah se kisi Ko pata nahi chalega
@samsaleem7724 Жыл бұрын
@@iamsalman2652 jab Tak hum haqiqa nahi karte hamari jaan Allah taala k paas girvi rehti hai isliye haqiqa karna important hai
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
@@samsaleem7724 par agar Aqeeqa kisi majboori me na ho paye to sadq khairat jo krte he bacho kr naam ki usse to In SHAA ALLAH Bala tal jaengi unke upar ki..bcoz sadqe ke bhi bahut badi fazilat he...khuda ke hukm se
@NiPa-df6ut9 ай бұрын
Mein bhi sasural ke zulm jhel rahi hoon
@shaguftabano5814 Жыл бұрын
Sir mere sath bilkul aise hi hota aa rha hai😢😢😢😢 mjhe Jane nhi milta hai meri shadi k 3 sal ho gaye mere shauhar ek dn v meri ammi k ghr nhi rhe
@qudsiyajamal8413 Жыл бұрын
Assalamu alaikum brother What about when a mother in law treats daughters in law justifiably and they misuse this take advantage of this and insult husband in laws and defame them in society.
@nehasuman3195 Жыл бұрын
You raised a good point here. But unfortunately advocate is ignoring it very conveniently. All his videos are preaching to live separately after marriage. And none of his videos are abt how to deal with issues created by bahu. He never teaches how to bring balance. He just states leave ur parents and stay separately. He seems to hv forgotten the mention and warning given by Allah in Quran itself abt hw to take care of waalidain. No other relation is given as much as impotance of waalidain in Quran. Let's teach sabar n what is taught in Quran. Pls dnt teach the youth to part from parents after marriage
@qudsiyajamal8413 Жыл бұрын
Insha Allah brother will throw light on the topic in the light of Quran and authentic hadith. What he says is really a balanced word proved from the Quran and sahih ahadith May Allah increase all of us in ilm and eemaan and bestow on us toufeeq to follow the deen as it is expected by the Almighty. Ameen
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
@@nehasuman3195 comment Rabbana hablana min azwajina ye dua search Karo or pdho ZYADA SE ZYADA IN shaa Allah zarur kamyabi milegi aapko
@Als1822 Жыл бұрын
@@nehasuman3195you dont hv to live with your parents to care for them. im sure the sheikh is more educated than you so shh
@ShakilaBano-ss4jh5 ай бұрын
Bahu k laye huwe saman pr kya saas ka haq hai, no demand mein shadi krwa kr
@TajulSayyedAliReza Жыл бұрын
Mu'in al-Din Chishti
@mubeenqazi6396 Жыл бұрын
Perfect. Aise hi syandards rehte. Bete ko pehle ye samjhna chahiye
@scienceinreallife2908 Жыл бұрын
Agar bahu ulta saas ko sataaye, agar saas kaam karde aur bahu usko thaane mare, aur bahu bahut der thak sote rehte,subah 8 baje thak, thab saas kaam kare toh saas kya gunah karrai??? Aise bahue jo shouhar ko sirf apne ko hi imp dena bole, natoh o shouhar apne ma baap se bath kare, bhai behen se bath kare, jab k shouhar k parents khud kamane wale bhi ho, unko betese sirf mohabbat zarur hai paisa nahi, phir bhi bahu chahti ki koi bhi sath me na rahe, sirf apne shouhar k sath alag apne maike chale Jaye, ulta sasural walon pe tohmat laga kar, aise bahu k liye aap kyu nahi bayan dete bhai..kitne log ghut ghut k mar rahe hin aise bahu k zulm se.. please make a video
@twigsofliving4114 Жыл бұрын
Hmm Aisa bhi hota hai Saas ho chahe baho aurat nek honi chahiye tab hi insaaf hoga
@IRCTV Жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Science in real life Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
@asultana5080 Жыл бұрын
Sister just complain to Allah. U ask Allah what u want.
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Beshaq namaz ki pabandi ke saath Astaghfar or durood SHAREEF BHI pdho or sallal laho Alaihi wasal lam PDHTE RAHA Karo In SHAA ALLAH ZARUR kamyabi milegi
@farahvilla Жыл бұрын
Islam says a good wife complete half of the deen and a good wife can lead u into good deeds in dunia as well as akhirah on contrary A bad wife can ruin your world and drag u in Jahannam
@amreenwarsi8005 Жыл бұрын
Aulad na huvi mujhe na ilaaj krwaya bas bete ko apne kabu me krke sab khatam kr diya meri basi huvi grahsti ujaad di
@shifakanwal6501 Жыл бұрын
Hamare Nabi ki ummat ky thi or ab kaha chale gayi🥺...bahen app sabar kare Allah behtareen faisla karenga apke neek shohar ke sath neek aulad se bhi nawazega inshallah,Ameen☝️
@hmm5505 Жыл бұрын
Raat me Bartan dhone se body me sardi bhar jati hai
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Pr raat bhar bartan gande chodhne se Ghar me nahosat aati he bebarkati hoti he or bartan bhi baddua dete he ...agar koi majboori he tbyt khrab he wo baat or he but Roz Aisa na kare silicon Wale gloves pehan ke dhole thand nhi chdegi
@SUMAIYYASHAIKH-m3o5 ай бұрын
Mari sas ka aik hi rul hai bethe se dur rahu
@areeshkhan450 Жыл бұрын
agar bahu beta aesa kere to..saas sasur k sath
@SahinMalik-n4e4 ай бұрын
Mera sasuraal m bhi bakwash nyab hai ki payal phaneo churiya pihno logo ne mujhe pagal kar diya hai itna ki mein depression m chali gai hu
@shireenbano2112 Жыл бұрын
Aap mubalege se kaam le rahe hai Aaj ke daur nai 90% Gharo me tamam kaam machine se hota hai aur dusri bv at Aaj kal ki bahue hotel ka khana zyada pasand karti hai Aap ye bv ate Gaon ke saas ke vare me bata rahe hai Hamre yaha Shehro me aisa nahi hota hai Bahot saari sahulat hone ke bv ad bhi Bahuo ko kam hi lagta hai
@reshmaansari388 Жыл бұрын
Gande bartan rakhna islami tariqe se bhi galat hai pls jawab aisa den ki humari betiyu ko bhi kuch bate samgh aye aur jin ki betiyan nahi hai jaha sirf bete phir bhi bahu ko taklif hai uss ka kiya bahu ki maa log ko bataye k apni betiyu k gharon mai unn logo ki wajah se bhi bahut problem ho rahi hai aaj k daur mai saas mazlum bhi hai kitne gharon mai pls
@SalmanAnsari-wz1hz4 ай бұрын
Mujhe samajh me nahi ata h nando ko itna haq Q dete h jo Ghar ka mahool hi kharab karti h
@saudshaikh3304 Жыл бұрын
Saas ke zulm se bachne ka ek hi rasta hai us ka gala daba do ek hi ilaj hai
Saas ko jawab dene ki nobat naa aye esliye... Beti ko bihate time maa bap vale joint family me sadih karaye joki achchi baat hai..but damad mard ho maa ka bachcha nahi ya baap k hotel me khane wala nahi
@wasimshaikh-cu9gw Жыл бұрын
Yehi bahu jab khud saas banegi to waise hi zulm karenge.
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Qki saas bhi kbhi bahu thi
@Kousar-mj2lh9 ай бұрын
Allha ki panha aise log se
@AbuAbdurRahman.. Жыл бұрын
Adv Faiz aap ko ulema ki sohbat ki zaturat hai aise take aise aise bachkana jawab dene se bachenhe.
@SpreadTruth. Жыл бұрын
Ye sub hidu o se hmre me aayahe ye jahiliyat ke rules he. Wo bhi gumrah he or unke baap dada bhi gumra the.
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Kisi ke religion ko bura Mt bolo beshaq hmare huzoor Paak bhi non Muslims ke saath bhi ache se behave krte the wahi hmko krna chahiye
@nehasuman3195 Жыл бұрын
Sorry, but looks like he is very biased from beginning. All his lectures are to dump parents after marriage. He is not teaching ppl how to make a balance here
@creativeideas012 Жыл бұрын
Only a very ignorant person can claim that he's biased even after him repeatedly telling everyone to impart justice without differentiation
@nehasuman3195 Жыл бұрын
Go n watch all his videos.. He only teaches to dump ur parents