Toxic In Laws | Joint Family System me Wife ko Kaise Rakhe | Meaning Full Bayan

  Рет қаралды 76,305

Islamic Khwateen

Islamic Khwateen

Күн бұрын

Пікірлер: 163
@sayeedanasreen77
@sayeedanasreen77 Жыл бұрын
Mashallah mashallah very good 👍 Same mere jaisa mai b Aisa hi karee Alhumdulillah sab khush hai ji ji Bete k Kam hai Biwi nd parents ko barabar dekhey Alhumdulillah v good 👍 💞 Hum sab khush hai Islam k Hisab se
@islamickhwateen
@islamickhwateen Жыл бұрын
MashaAllah Alhamdulillah Aap Wahid Khwateen h Jiska positive response aaya h...Aap jaisee Mother's Society me ho to Koii Pareshani hii na aaye... Allah taala Aapko Hamesha Khush rakhe Ameen
@mrs.khawarbutt4335
@mrs.khawarbutt4335 Жыл бұрын
ماشاءاللّٰه ❤
@asstudio3469
@asstudio3469 8 ай бұрын
wife ka haq zyada ha
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Joint family se khauf aane laga ..qki hm khud joint family me rehte he bcoz no privacy....a lot of interference... different behaviour..nature ki wajah se tolerate nhi kr pate ek dsre ke behaviour ko or jb bache ek saath khelte he tb unke. BEECH ki ladai ne jb bade bacho me ladai hojati. He .. isilye i am rrally fade up from this...ya Allah hm sbko seperate. Zaati makan ATA farmaye jo sukoon Wala ho barakato Wala Rehmato Wala Khushiyo bhara ghar ho AMEEN sumameen ya Rabbul Aalameen
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
@@alinawahidi6668 Bhai mere bahut kuch Nazar andaz krte he bahut kuch tolerate krte he hm bahut kuch ignore krte he kayi martaba misbehaviour ..gaaliya badtamizee sb kuch sehte he hm rehkr ..bahut kuch face kia. He Bss Allah Paak alag ghar ke asbab bnade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
@uzmasultana4563
@uzmasultana4563 Жыл бұрын
Ameen Allah reham kare
@zehraansari1165
@zehraansari1165 Жыл бұрын
@@aafreenjahan1663 9
@faisalihsan6342
@faisalihsan6342 Жыл бұрын
Ameen
@HomemakerMehak
@HomemakerMehak Жыл бұрын
Ameeeeeeen 🤲
@noureenmushtaq
@noureenmushtaq 21 күн бұрын
mashaAllah may Allah bless u mam
@m.k.q9736
@m.k.q9736 Жыл бұрын
Kisi ki 17 years main shadi m bawajood itni achievement hain, mashallah. Positivity👍
@sofi78462
@sofi78462 Жыл бұрын
MashaAllah she is so nice , bohet Acha samjati hain. Bohet Acha bolti hain.❤❤
@gul5587
@gul5587 8 ай бұрын
Mam ny boht acha tariqa bataya,
@gudiyajamal
@gudiyajamal Жыл бұрын
Mera bhi ye hi tajurba hai but agar ham deen ke hisab se chale to koi bhi preshni nahi hoti hai alhamdulillah me bhi aisi hi karti hu ek dusre se sas bahu allah ki makhlok samajh kar mohbbt kare galtio ko nazar andaz kare ghar me khushiya khushiya hi meri bhi shadi 17 age me ho gyi thi or bete ki shadi 22 me kardi alhamdulillah sab acha hai
@amyjawed3877
@amyjawed3877 Жыл бұрын
Bahut zarooi topic h.
@noname8171
@noname8171 Жыл бұрын
Ma Shaa Allah dear sister love you ❤
@ramzantalha8938
@ramzantalha8938 Жыл бұрын
Assamualiakum most most honour able mam MaashaAllah
@ramzantalha8938
@ramzantalha8938 Жыл бұрын
Ali Bhai Molana waheedudeen sahib ka aik lecture me ny suna tha joint family saas bahu toxic problem k Bary me onho ny aik sentence me hi problem solve kr dia k ap shariaat k mutabik life style rakhy .to hmy apna life style shariat k mutabic apna chaheay inshaAllah
@sayeedanasreen77
@sayeedanasreen77 Жыл бұрын
Bilkul sahi boley Alhumdulillah
@yourhometeacher2151
@yourhometeacher2151 Жыл бұрын
Ma Sha Allah very nice sharing 👍👍💕👍😋
@halahbatool9533
@halahbatool9533 Жыл бұрын
Jazakallah aap bht acha samjhati hain.
@ramzantalha8938
@ramzantalha8938 Жыл бұрын
MaashaAllah
@ANSARIARIA8235
@ANSARIARIA8235 8 ай бұрын
Mashallah🎉🎉
@jaykay2690
@jaykay2690 Жыл бұрын
i also face toxic mother in law.or husbnd bilkul sath nhi dyty.Allah sas kohidayt dy .now a days mostly susralis are munafiq
@umerfarooq-dx5vo
@umerfarooq-dx5vo Жыл бұрын
MashaAllah best lecture
@sanji546
@sanji546 Жыл бұрын
Toxic inlaws is nothing it is the husband who never support Who listens to moms their judgement who never gives time to his families
@aroobfarman7291
@aroobfarman7291 Жыл бұрын
Well said
@rehanabounse8168
@rehanabounse8168 Жыл бұрын
So true!
@fouziakhan9036
@fouziakhan9036 Жыл бұрын
Right it's all depend on husband
@tasleemaakhter1292
@tasleemaakhter1292 Жыл бұрын
Right ...yahi mere sath horha hai
@fatimafiesta537
@fatimafiesta537 Жыл бұрын
Exactly exactly exactly exactly 💯💯💯
@jannateman6789
@jannateman6789 Жыл бұрын
ماشاءاللہ اتنی پیاری ساس کہاں ملتی ھیں
@CookingWithRiz786
@CookingWithRiz786 Жыл бұрын
Nice 👍
@farzanaimran3947
@farzanaimran3947 Жыл бұрын
Joint Family system is a big khuf , Mam Asiya did set nice domestic system 👍💯👍👍👍👍💚💚💚🌹🌹🌹❤️❤️❤️💛💛💛💙💙💙
@islamickhwateen
@islamickhwateen Жыл бұрын
JazakAllah
@mirshaheena4879
@mirshaheena4879 Жыл бұрын
Mashallah ❤❤❤
@khilonewala8299
@khilonewala8299 Жыл бұрын
Same situation
@rashidayounas5528
@rashidayounas5528 Жыл бұрын
Sheikh wahid sahib good analysis
@Asma-ul-husna116
@Asma-ul-husna116 Жыл бұрын
Mashaallah ❤️❤️❤️
@umermazherinfo2739
@umermazherinfo2739 Жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah boht achha ap plz apna nm deye deye ap se me b prna chati hu
@bangladeshiautismmom6137
@bangladeshiautismmom6137 Жыл бұрын
good job ❤❤❤❤❤❤❤
@Fatimafatima012
@Fatimafatima012 Жыл бұрын
Sir plz focus on topic how to live with toxic daughter in law ???why u don’t point out as today there are cases with very good mother and father in law but the girl who is coming wants to live just according to herself and give no respect to elders advices etc
@mijartandcraft5969
@mijartandcraft5969 Жыл бұрын
App un ko ilada rehny dy simple ..khud apni marzi sy rhy .unhy un ki marzi sy rehny dy
@aroobfarman7291
@aroobfarman7291 Жыл бұрын
Jb saas susar achay hon ga tu phr us ourat ka dmag khrab ho ga agr wo un k sath ache nhe rhy gi.. agr usay apny husband sy muhabat ho gi tu us k parents ki bhi respect zrur kry gi
@zunamzunam8361
@zunamzunam8361 Жыл бұрын
Un ko alag kr dain Kch dair baad thk ho jy gy
@truebeliever3948
@truebeliever3948 Жыл бұрын
Beta: yeh tu Meri Kahani hai, Allah apko Khush RAKHAE. Meri Zindagi barbad hai , beta bimaar ho gaya.meri shakal dekhnae ke liey tayyar Nahin. Huqooq zero ADAA karta hai. Merey liey BOHOTH Dua Karen plz
@hmchannel7017
@hmchannel7017 Жыл бұрын
Toxic daughter in law k sath rehna hi ki ha??? Sawal toxic in laws ka e banta ha. Wo to pehlay e Keh ray hen k bahu ko alehda kar den. UN ki life m interfere na Karen
@truebeliever3948
@truebeliever3948 8 күн бұрын
Toxic bahu ke barae mae bhi baat karen, 😢Asiya sahiba AAP SE Meri baat bhi ho chuki hai ,plz mujh se baat karen jabb aap farigh hon
@komalhayat2720
@komalhayat2720 Жыл бұрын
Humare Prophet Muhammad (SAW) ki konsi beti in-laws men jakay rahi theen? Over sensitive nhi hona chahye PARENTS ko, make your children capable of coping with life and set them free. EXAMPLE YE KHATOON NHI HEN HUMARI, EXAMPLE UMMEHAATUL MOMINEEN HEN HUMARI. Allah-o-Akbar, may Allah help our daughters live peacefully and fully with complete deen and Dunya. My 9 year old son knows that he will leave to go and live with his wife just as his sisters will go to live with their husbands insha Allah. For me and my husband, Allah is our best companion, friend and provider insha Allah.
@justsayit5251
@justsayit5251 Жыл бұрын
mere bh 100% yehe soch hai beta beti dono ko rukhsat krne wale
@komalrana60
@komalrana60 8 ай бұрын
Ap caption lgayan k kese ( joint family me better trekay se raha jae. )
@sf13cf
@sf13cf 4 ай бұрын
Maa se thodi na shaadi ki hai, jo unhe khush karte phire. Why doesn't she get adjusted with new generation? Its all about EGO ! The thing is the girl takes time to understand and get along with new environment. Some come from good family some from toxic it's hard for them to trust anyone easily so give her some space be kind to her and respect her parents her siblings treat them well. Trust me she will love you and care for you more than your own son. And also never humiliate her in public or before your own daughters. Inequality humiliation scaring her, physical abuse, disrespecting her parents treating her and her siblings as slaves all of these things will one day burst out and definitely you'll pay for that. Phir kehta hain bahu kharab, biwi buri. Koi kisi ka dushman nahi hota jab tak aap usko ek wajah na dedo. So please gentle and fair with your d.i.l and one day she will return it with kindness.
@armishbilal1338
@armishbilal1338 Жыл бұрын
Separate ghr k lye koi dua btaden pls
@samreensaeed4851
@samreensaeed4851 Жыл бұрын
Useful video bhai,but some plces their are the issue of BHABHI,saas ke jagah hai qk saas nahi hai tu sub unke baat mante hai. , she is disturbing our home..
@AtifaWaheed-l5w
@AtifaWaheed-l5w 8 ай бұрын
Mam phir ap kis ky sth rhtee hain, r jis ka beta he ak ho us ka kitchn alag ho ga to ap kia krean g
@TheBrownArtist
@TheBrownArtist Жыл бұрын
Why a divorced sister in law is on mission to seperate her brother from his wife? While the wife has been played a role of sister/ therapist/ wellwisher at her tough time if divorce. Is there any solution?
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Allah paak sbki or hmari Life . Me bhi Aasaniya paida farmade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
Inna lil lahe wa Inna ilehe rajiyoon Allahumma Ajurni fee musabati wakhlufli Khairan Minha pdho zyada se zyada In SHAA Allah zaroor KAMYABI milegi
@asmaameer8483
@asmaameer8483 Жыл бұрын
really divorced nand zehni mareez bana dyti
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Жыл бұрын
@@asmaameer8483 aap Namaz ki pabandi ke saath Astaghfar or duroo shareef pdho zyada se zyada or upar likhi Hui dua pdho zyada se zyada pdho In SHAA Allah zaroor kamyabi milegi
@maxvicky8117
@maxvicky8117 8 ай бұрын
Nmaz men apny sath unky liey bhi dua e kher kren ....or asi bacheyan jo divorce K sath hon please unki jagah ak bar khud ko Rakh k dekhen to SB smjh ajaey ga kya expect hoty hy whi behave rakhen jo hum khud k liey chahty hen......mery naxdeek msly tbhi peda hoty hen JB hum dosry k liey wo nhe chahty Jo hum khud k liey chahty hen....... Hum khud k liey Kuch or dosry k liey Kuch or sochty hen........ simple.....asy krty hoey hum sal men khud ko muslman kehlany k laieq hi nhe chor rhy hoty.......hmen sb se pehly ak insan phir ak muslman or phir rishty dar bn kr pochna chahiey........ sorry to say that but it's true
@roohikhaan2039
@roohikhaan2039 Жыл бұрын
Assalam o alikum sir me india se hun mera naam Roohi khan h me in aunty or Ali bhai se baat krna choti hun kese kren hm apney masail ap kt kese ponhcay
@MunazzaQaiser
@MunazzaQaiser 8 ай бұрын
Is mamly ka mukhtsir khulasa yehi Hy har bv maa bnti Hy
@ijazahmad2398
@ijazahmad2398 Жыл бұрын
Or agar husband kee mother bahoo kelyi alag kitchen delwani pi aiteraz kare to kia karna chayea???
@zunamzunam8361
@zunamzunam8361 Жыл бұрын
Take a stand .... Mother ko pyar sy samjhaye ..... agr sirf parents ha to ikhty kitchen ka bhi koi msla nhi.. ha agr bhn bhai bhi choty ha aur parents ky sath ha to phr alag ky baat kry .....
@naureenjahan1950
@naureenjahan1950 Жыл бұрын
Assalamalaikum mam ,I'm from India and I live in my portion then also time to time my in laws specially brother in law interferes in my life passess comments along with his mother and they have taken all control of my husband ,without the permission of mother and brother my husband cannot take me and my son even for outing or to my parent's house.
@fqzahid1692
@fqzahid1692 Жыл бұрын
Miss phir unko Allah pak ko jawab Dena pray ga or AP unko ek dfa kehain k Allah se dro sirf maa baap or Behan bhaiyo k hakook nhi han biwi k bhi han or apki bhi Behan betiyan ha. Agr un k Sath aisa ho to Kya krain gay Khuda ka khof krwayay
@fqzahid1692
@fqzahid1692 Жыл бұрын
AP disrespectful na hon apnay in-laws ki trf lakin apnay husband ko btao k Islam Kya kehta ha
@AkAk-wn1hw
@AkAk-wn1hw Жыл бұрын
Mam i want to talk to u how would i?
@NighatKhan-z3h
@NighatKhan-z3h Жыл бұрын
Kya ye mugheera luqman sahab ki walida hein?
@allahakaafihy2713
@allahakaafihy2713 Жыл бұрын
Ab to saas sasur nndo ki family ki khidmath krni padti hy😢😢😢😢
@hiraimran4252
@hiraimran4252 Жыл бұрын
Me 3 devar sas susar or 5 nando ki joint family me rehti hu sub ki shadya ho gi he 15 sal meri shadi ko ho gy he. Me apne tjarbe se bta ri hu k her jga fayde b he or nuqsan b he.... Chahe vo sepret ho ya joint.. Caments me mene zada tar sub ka sepret hi pera he lekin muje ye btay k pir vo burhe Maa baap kha jay.... Ap k pas vasayl the ap ne bacho ko alag kr dya jis k pas ni he vo kya kre.....
@shaikhwahid5079
@shaikhwahid5079 Жыл бұрын
Brother the topic is ausum but every person has their point of view but mostly after marriage son change befor marriage he is difference after marriage mind changed son forget all the thing parents has sacrifice in his life the reason wife changed mind put negative thing in mind about son parents and if the boy is simple in nature hd don't have balance tu handle the situation bring this topic
@truebeliever3948
@truebeliever3948 Жыл бұрын
Beta: Allah apko Khush RAKHAE, Mera beta mareez BANN gaya, biwi toxic hai, negative soach hai uski, munafiq hai. Bachon se kaha hai ke Dadi ke khanae se bimar ho jaatey Hain. She needs councelling but she will never admit ke zehni taur pe bimar hai. Insecure hai.
@rehanabounse8168
@rehanabounse8168 Жыл бұрын
Why don’t you all let them live separately the Islamic way because no joint family system in Islam. That’s very rare that a man is simple in nature so more so more beneficial for them to live separately by themselves
@AliRaza-mv2yp
@AliRaza-mv2yp Жыл бұрын
Zilat he zilat hai shadi mai or saural.hai bss or kch ni
@HassanAli-yh5pt
@HassanAli-yh5pt Жыл бұрын
Right😢
@TheBrownArtist
@TheBrownArtist Жыл бұрын
Wo jo 8 ghnty bchy hyn. Us me soyen na?
@khawajashb8356
@khawajashb8356 Жыл бұрын
Mari inlaw ma zada tar baho deprason ki pacient han
@mm-qg6oq
@mm-qg6oq 7 ай бұрын
Meray shoher her baat ma ko bataey haen agar khana bhi khaen bhair to bataey haen mamas boy 😢
@MunazzaQaiser
@MunazzaQaiser 8 ай бұрын
Ap sab keh sakti hyn kar skti hyn mgar wo kese kryn Jo greeb hn chota sa ghr os me ik maa e ho wo b bmar ho ya bap ho bas m ye kahu gi ap shukr kro Allah pak ka ap logon k liy mushkilat khri na kro
@nidayousuf3263
@nidayousuf3263 Жыл бұрын
Is she is mother of mugarah luqman?
@shaheensaifi786
@shaheensaifi786 Жыл бұрын
Yes
@komalrana60
@komalrana60 8 ай бұрын
Please ap log caption achi lgaya krein video ki. Itni piari batein or caption itni negative achi nhi lgti
@sanasiddiqui5628
@sanasiddiqui5628 Жыл бұрын
Jo mrd na ahl hote he Woh apni zmedari biwi pr daal kr khud masum bn jate he One sided mrd bhut bura hota he Biwi ko respect nhi depata
@mubashramahtab
@mubashramahtab Жыл бұрын
In-laws especially saas can never b happy ..never ever
@misskhan1586
@misskhan1586 Жыл бұрын
What's the name of this lady
@mehreenzuhad681
@mehreenzuhad681 Жыл бұрын
Rehna hi chahye Allah pak ki kasam azaab hai join faimly system
@ZeyanAhmed-i5o
@ZeyanAhmed-i5o 2 ай бұрын
Han ji dunya pe jhanmi azab he
@misbahanwar-qd2hm
@misbahanwar-qd2hm Жыл бұрын
But aysy nh krty na mard mry husband nh krty aysy main bht ladli the apny baba k Ghar but susral main bht mushkil time Hain mri shdi ko 4 month hony ko Hain main pregnant b Hun but main Roz roti Hun mujy nh smj arha Allah pak mri help kb kry ga mujy bs apny Rab sai umeed Hain bs mry husband apni Maa ke sunty Hain
@islamickhwateen
@islamickhwateen Жыл бұрын
Pregnancy ke Wakt mood swings hote h...Aur firr pareshan bhii h aap...Khush Rahne ki koshish Kare...Baby Ke liye
@khansahbaj285
@khansahbaj285 Жыл бұрын
Bahen mere sath bhi yese hi tha bilkul ap jesa me ab Kisi ki nahi sunti hu bus jab ap ke habund ap ke sath ho tab
@Anniesidioticrabbit
@Anniesidioticrabbit Жыл бұрын
mujhy ye samjh nhi ati jb parents old aur weak ho jaen to sons ny he unka Sahara banna hota ha zimadari uthani hoti ha ye kya stupid solution ha k gher me unka kitchen alag kr do.bety to jobs pr chly jaty hain to kya old mother khana bnaye g?
@fabwaywithraimagulzar5532
@fabwaywithraimagulzar5532 Жыл бұрын
Ap islam k btaye hue tarika ko point nhe kr sktin....
@learnlikemuzna4702
@learnlikemuzna4702 Жыл бұрын
I did not listen the whole think , add is playing now but I can surely say that in this video they will advise the “bahu” to have patients and husn e alhlaq.They never give a practical solution.
@nadiaroohi9104
@nadiaroohi9104 Жыл бұрын
So u need to watch the full clip bcox u r wrong in this way
@nudratiqbal5212
@nudratiqbal5212 Жыл бұрын
Manko Khush na karen Allah ko Khush karen baqi sab se mil jul kar rahen apni hadud men rehte howe
@jiaabid7065
@jiaabid7065 Жыл бұрын
Nothing about toxic bahu yet Yeh bhi aik issue hai
@hiraimran4252
@hiraimran4252 Жыл бұрын
Vo Maa paab jis hamre shoher ko peda kya bara kya shadi ki is lye k bv k ate hi alag ho jy
@rashidayounas5528
@rashidayounas5528 Жыл бұрын
Kitchen alg hony k ilawa b trbiat bta ri hoti k yeh tor kr rakhny wali jor kr rakhny wali ni
@accountancycommerceclasses9587
@accountancycommerceclasses9587 Жыл бұрын
Jorh k rkhna k Kam Bahu se zada sas ki zimmedari h..qki agr vo Bahu ko pyar de.. izzat de ..bht interfere na kre to hr ghr judke rhega
@kalsoomzia3805
@kalsoomzia3805 6 ай бұрын
Hr jaga toasy ghr nhihoty
@Idkwhy0594
@Idkwhy0594 Жыл бұрын
Assalamoalaikum, mujhay pata chala hai agar aap apnay saas aur susar ko ammi aur abu kahtay hain tu un ki dua aap kay liye sagay maa baap ki tarah hu jati hai. Is pakistan main bohat si khawateen masail shikaar hoti hain kyunkay saas aur susar bud dua day rahay hotay hain aur woh buri baiti mashoor hu rahi hoti hsin. Is liye maira mushwara hai uncle aunty, chacha chachi, mamon mami wagaira kahain.
@nashkhan5655
@nashkhan5655 Жыл бұрын
Separate is best
@syedfarhanshahjahan1699
@syedfarhanshahjahan1699 Жыл бұрын
Attention please Kya khali in-laws toxic hosakty hain daughter in law nahi .
@justsayit5251
@justsayit5251 Жыл бұрын
ye masla wala is lue discuss hora hai qk agr dil ko shru se he alag krdia jai jo uska bas8c right hai to ye wala masla paida he nae hoga .. toxic dil pr to tab bat aye na k wo zabardsti alag na ho jesa k yahan hota h k wo zbrdsty bahu ko alag nae hone dete
@abdullahfahad6102
@abdullahfahad6102 Жыл бұрын
If husband is not at home live in abroad
@hiraimran4252
@hiraimran4252 Жыл бұрын
Agar buree Maa bap ne alag hi rehna he sub kam khud krne he to por insan olad na peda kre???
@sirajnajma6173
@sirajnajma6173 Жыл бұрын
Agar ghar mai 1akeli maa hai usse bhi alag rahene ko bolte
@rashidayounas5528
@rashidayounas5528 Жыл бұрын
Aqila rashid ki wording hi bta ri k kitni achi bahu ha jo k khud jahil ha isi lye sas ko jahil keh ri ,now adays lrkio ki koi trbiat ni unyn srf paisa ur ayashi chaye ahtera m ur dusron ki respect ni seekhi ,swal hi paida ni hota ap dusro ko izat den to ap ko izat nA mily , lrky ko jo bat ni hoti jis ki haqeeqat koi ni hoti khud sy ghr kr bd guman krtin rehtin ,bilkul un k sath b agy chl k asa kuch ho ga ,kahen saso ki ghlti ha aj kl bahuno ki ghlti zaida ha ,jo jorny ni torny ati han ,
@accountancycommerceclasses9587
@accountancycommerceclasses9587 Жыл бұрын
Apki soch bta ri h ..Bahu ko agr nokrani bna dia jae... continue usse Kam krwae jae..TB b vo alag na ho..pglo ki tarah bas unke Kam krti rhe ..khud tak k lie time na mile waah
@nayyarjabeen6801
@nayyarjabeen6801 Жыл бұрын
Aurat her roop mai toxic he hoti hai agar uski tarbiat kharab hai aur tarbiat kaun karti hai aik aurat jo ya maa hoti hai ya behen ya koi friend
@letsdoit5855
@letsdoit5855 Жыл бұрын
Or Jo shaks kaha apna mu sa k ma biwi ki izat ni kra skta or biwi sa kaha k ma ani ma k sath ho tmna rehna ha to raho ni to tera Jesi bari
@itsnoor8842
@itsnoor8842 Жыл бұрын
Aik larki jo itny rishty pyar krny waly chor kr aai hai agar aik husband uska krta hai to SAS sy brdasht nai hota hai wo hr time apny baity ko tany dyti hai tum aysy nai thy tum wesy nai thy 24 25 sal apny maiky guzari zindagi larki ny us sy chaha jata hai 1 month mein unky rules smjh jaye or wahin apni baiti same situation apny susral daikhti hai to maa dukhi hojati hai or apna dukh b sunati hai k tera bhai aysy to teri bhawaj aysy mtlb glt bahu nai susral hota hai woe bahu jo apko paka kr dyti hai SB krti jo Farz b nai uska sirf naiki hai phir b byty ko glt kaha jaye or yeh k bytiya kam aati hain to juty maro aysy logon k sir mein tafarqa khud dala ab ro baith kr
@khansahbaj285
@khansahbaj285 Жыл бұрын
Right SaS to sokun se Jine bhi nahi deti khuc khuc Jo Galt Hoti he
@dilshadsaleembaig6139
@dilshadsaleembaig6139 Жыл бұрын
O hello please ye discussion su sun ke Pak gayi hu There should be something for which women's should fight for their rights. Especially those who r suffering frm husband and inlaws They dont have support frm their fathers house pls help out instead of giving lectures
@mrkhanmrkhan7245
@mrkhanmrkhan7245 2 ай бұрын
Joint system hona hi ni chahea
@sirajnajma6173
@sirajnajma6173 Жыл бұрын
Lekin aaj ki ladkiyon ko tu koi bhi sath nahi chahiye
@MunazzaQaiser
@MunazzaQaiser 8 ай бұрын
Wohi maa bap biyah kar laty hyn
@dr.nahidfatima4495
@dr.nahidfatima4495 Жыл бұрын
Ap apni mat btay ap iman wali h jo nhi kre kuch biwi ko toh
@komalrana60
@komalrana60 8 ай бұрын
Don't say toxic, it's a very negative word
@RohinaBhat-o5i
@RohinaBhat-o5i 8 ай бұрын
Jb insaan pe guzarti hai na to insaan pta nhi kya kya word bol de
@truebeliever3948
@truebeliever3948 6 күн бұрын
Bilkul, bahu ke liey bhi na munasib word hai, agar taqwa hai tu saas, bahu dono aapas Mae sukooni se reh saktae Hain LAIKIN hamara Deen KEHTA hai ke alagg raho
@komalhayat2720
@komalhayat2720 Жыл бұрын
Islam ki roots se deviate krenge to adapt the Hindu joint family ways from the subcontinent and you will be ruining the lives of so many who listen to your show for guidance. Allah-o-Akbar! You should not bring this lady to your shows. She is delusional about her household, we don't know how her daughter-in-law really feels. She stated herself I sometimes end up interfering, just a spark is enough to start a fire in a relationship. May Allah guide us on the most righteous ways, I NEVER want to be the cause of such hurt especially to someone else's daughter who is meant to be my son's life-partner.
@rashidayounas5528
@rashidayounas5528 Жыл бұрын
Yeh srf nmood onumaish ka program ha is mh b lrkio ki trbiat ka koi anser ni , rating just
@lenabutt3775
@lenabutt3775 Жыл бұрын
❤❤❤
@jinnahgarden
@jinnahgarden Жыл бұрын
Jtna wsdom is ort ny btaya hy is sy nsal tbah hi honi
Когда отец одевает ребёнка @JaySharon
00:16
История одного вокалиста
Рет қаралды 16 МЛН
Try Not To Laugh 😅 the Best of BoxtoxTv 👌
00:18
boxtoxtv
Рет қаралды 4,3 МЛН
HELP!!!
00:46
Natan por Aí
Рет қаралды 5 МЛН
Всё пошло не по плану 😮
00:36
Miracle
Рет қаралды 4,3 МЛН
Joint Family System Exposed | Sahil Adeem
12:10
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 32 М.
Joint Family system and its issues.|urdu| |Prof Dr. Javed Iqbal|
12:36
Professor Dr Javed Iqbal
Рет қаралды 452 М.
Best Marriage Advice - How To Choose Your Life Partner? - Prof. Rufruf
1:10:55
Qasim Ali Shah Foundation
Рет қаралды 318 М.
Joint Family System: | Urdu | | Prof Dr Javed Iqbal |
6:57
Professor Dr Javed Iqbal
Рет қаралды 77 М.
Joint Family ke jhanjhat aur pareshaniyan!
16:28
Shridhar LifeSchool
Рет қаралды 47 М.
Когда отец одевает ребёнка @JaySharon
00:16
История одного вокалиста
Рет қаралды 16 МЛН