50 Logo ke Liye Zabardast Chicken Khorma

  Рет қаралды 70,040

sabas best classes

sabas best classes

Күн бұрын

Пікірлер: 108
@mohd.azamuddin5186
@mohd.azamuddin5186 Жыл бұрын
Assalam walekum .best quorma reciepy
@saminatehseen4917
@saminatehseen4917 Жыл бұрын
MashaAllah ma'am bahot khub ar informative bhi,hamen,ziyada khorma banane mein asani hogi inshaAllah thanks for sharing ma'am
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks dear Samina.. kaise ho aap
@saminatehseen4917
@saminatehseen4917 Жыл бұрын
@@sabasbestclasses5470 alhamdulliah theek hun ma'am mein,aap kaisee hain ma'am
@romanajamil5023
@romanajamil5023 Жыл бұрын
Tamam jankariyon ke liye bahut shukriya
@syeddear3077
@syeddear3077 Жыл бұрын
Maine ye recipe rat m try ki sare ghar walo ko khub pasand ayi
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Bahot khushi hui jaan kar..thanks for the beautiful comment..stay connected
@ZaikaWithMrsKhan
@ZaikaWithMrsKhan Жыл бұрын
Wah kya baat hai zabardast recipe 👌🏻😋😋😋😋😋
@GaffarGadwal
@GaffarGadwal 8 ай бұрын
Beautiful and easy🎉🎉example....
@kashifshaik8807
@kashifshaik8807 Жыл бұрын
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakhatahu..jazak Allahu qaira for the very useful recipe
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks for the beautiful comment.
@cookwithnehar
@cookwithnehar Жыл бұрын
Very nice super tasty recipe big thumbs up👍👍👍 stay connected❤❤❤
@AyeshaMirza-i3k
@AyeshaMirza-i3k Жыл бұрын
Assalamualaikum mashallah v nice Allah aap hamesha kush rakhe ameen aap ki har kawish Puri kre lajawab hai mam thank you very much for this recipe i m waiting for kandani chicken plzzzzz
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Aamin..thanks for the beautiful comment..inshallah jald hi upload karoongi
@AyeshaMirza-i3k
@AyeshaMirza-i3k Жыл бұрын
Thanks a lot ❤😘
@nargisdelights6152
@nargisdelights6152 Жыл бұрын
Shukriya didi for sharing the recipe n quantity i vl prefer more information plz
@Aliza_740
@Aliza_740 Жыл бұрын
Assalamualaikum Aapki aawaz bahut pyaari hai Mashallah
@shazia_zehraa
@shazia_zehraa Жыл бұрын
Mashallah zabardast testy yammy❤😊sister
@middleestmidia8212
@middleestmidia8212 3 күн бұрын
25 aadmi ke liye bnayen to mattriyal haf kr de to thik bn jayga ma'am plice riplay
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 2 күн бұрын
Half se bas thoda zayda le 25 logo keliye 😊✨️
@jabeenkhan372
@jabeenkhan372 Жыл бұрын
u hv used till ,khopra & pyaaz.phalli kaha hai samajh nhi aaee.plzz kaunsi phalli explain
@dailyvlog6284
@dailyvlog6284 Жыл бұрын
Assalamu alaikum mashallah aunty thank you so much phir se ek new recipe ke liye main apki har recipe try karti hu mashallah bhot achi banti h or sabhi tarif karte bhot khushi hoti h isliye ap ko phir se ek baar thanks ❤
@mohd.azamuddin5186
@mohd.azamuddin5186 Жыл бұрын
.mohtarma. zafrani qorma ki reciepy batayen
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Ok inshallah zaroor
@samreensultana4011
@samreensultana4011 Жыл бұрын
I always try your recipes mam......easy and simple procedure and taste come out so yummmmm😋
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Much glad to know that..thanks for the beautiful comment
@حاجحکیمبلوچ
@حاجحکیمبلوچ Жыл бұрын
Good 👍🏼👍🏼👍🏼 Nice you help ❤
@romanajamil5023
@romanajamil5023 Жыл бұрын
Asslam o alaikum ise kha kar sab ki nniyat badal jayegi sab yahin jamm jayengeke ab kahin nahin jana kash ke hm bhi aap ki mahfil mein shareek hote khair saari jankariyon ke liye bahut shukriya Allah Paak ap ko bahut khhush rakhe aameen
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Aamin..Aap logon ke comments hamein aur better work karne ke liye motivate karte Hain ...thank you very much for the comment
@sajidasalma9899
@sajidasalma9899 Жыл бұрын
Assalamualaikum warahamatullahi wabarakatuhu Mashallah Mashallah tabarak Allah buhuth zabardast shaandar dawat ki recipe hai saba ji app youth k liye inspiration hain app sari youth ka khayal rakho kar recipes share Kiya hain awaaz mein ek appnayith hai saba ji app k aur app ki family k Allah Subhan o Tala buhuth khush rakhe dua 'h hai meri zindagi ki lost saans tak Allah Subhan o Tala app k jaza e khair de aur sehath aur lambi umar de Aameen summa ameen ya RabulAlameen Jazakallahu khairan for sharing sister I love you and respect you for the sake of AIIah Subhan o Tala sister
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Aamin. Dear sister ....mai nahi janti ke aap mujh se chhote hain ya bade ..sister kahoon ..beti kahoon ya friend ...aap mujhe zaroor batana..mujhe comments ka answer dene mein asani hogi..aapke comments ka apnapan mujhe bahot achha lagta hai..thank you so much dear
@fatimabegum8268
@fatimabegum8268 10 ай бұрын
Saba ji you are the best hume sasural mei bahut help ho rahi hai because of you love you ❤
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 10 ай бұрын
Thanks fatema beta ..bahot achha laga jaan kar..
@Ayesha_1243
@Ayesha_1243 Жыл бұрын
Assalmualikum saba ji Hyderabad me qhorme me kali mirch nahi dalte serf khora phalli khash kaskh aur dahi yehe cheez dalte aur gram masale me shahizira laung ilaichi patta ye dalte aur kotmer podina hare mirch ye balte sab hisab se na kali mirch na zira ny dalte
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Zeera nahi shah zeera dala hai mai ne..ye mera apna style hai khorma banane ka
@romanajamil5023
@romanajamil5023 Жыл бұрын
Asslam o alaikum ise kha kar toh sab ki niyat badal jayegi sab jamm jayenge ke ab kahin nahin jaana kash ke hum bhi aapki mahfil mein shareek hote khair Allah aap ko bahut khhush rakhe aameen
@maimoonabushra4591
@maimoonabushra4591 Жыл бұрын
My ammi also adds kali mirchi powder and it enhances the flavour. MaashaAllah very nice recipe.
@S.Q2914
@S.Q2914 Жыл бұрын
Hum na kabhi kali mirchi aur zeera nahi dala na dekhad dalte hue
@sumayyaimteyaz3053
@sumayyaimteyaz3053 Жыл бұрын
Assalamu alaikum zabardast Saba aapa
@afrazmohammed6939
@afrazmohammed6939 Жыл бұрын
Mouth watering khorma thank you mam
@khannoman718
@khannoman718 Жыл бұрын
Super se upar
@nazeerhsyed
@nazeerhsyed Жыл бұрын
Bargara Rice for 50 people - 5 KG Rice = 11 Lb 1 kg oil ~ 1.1-litre oil 5 onions 5 cinnamon sticks 2 tbsp shah jeera 3 tbsp Cardamom 2 tbsp cloves 1/2 cup ginger garlic paste 7 1/2 liter water = 2 gallon 6 tbsp salt 10 green chilli 1 cup coriander 1 cup mint 2 tbsp Garam Masala
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks
@alfiyajabin5160
@alfiyajabin5160 Жыл бұрын
Definitely gonna try this 😊😊
@ZFouziyazubair
@ZFouziyazubair 11 ай бұрын
Super 👌 👍
@salamasim6388
@salamasim6388 Жыл бұрын
Nice but different type recipi not hyderabadi style but good it's OK
@Shonueshu1844
@Shonueshu1844 Жыл бұрын
Mashallah bohot yummy 😋
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks
@farozkhan3315
@farozkhan3315 Жыл бұрын
As Salaam Wa-i-lekum Saba G ❤mouth watering 😋 😋😋😋
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks
@RafikaWaghoo-rd7kv
@RafikaWaghoo-rd7kv Жыл бұрын
Korme me oil kitna dale aapne
@sadiyahayat1328
@sadiyahayat1328 Жыл бұрын
Mashallah,bada he qushbudar bana hai ye to🤩🤩,i tried it yesterday❤and hence not comment to u cause i wanna share my experience wd u and its awesome😋😋
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Bahot khushi hui ke aap ne ye recipe try ki hai..agar koi confusion ho to aap frankly poochh sakte ho
@sadiyahayat1328
@sadiyahayat1328 Жыл бұрын
Inshallah zarur
@FarhanKhan-wq7si
@FarhanKhan-wq7si Жыл бұрын
Asslamualaikum aunty ap ne khorme mein Kaun sa dahi dale mitha ya khatha
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Medium khatta
@drafreenshaikh
@drafreenshaikh Жыл бұрын
Assalam u alaikum aunty 😊, Kaisi hai aap? Khorma looks tempting 😋
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Alhamdulillah achhi hoon...khushi hui ke aapko Khorma pasand aaya
@sajidonlineshop2032
@sajidonlineshop2032 8 ай бұрын
5 kg may 50 log kah lain gy???
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 7 ай бұрын
Ji Bilkul 😊
@mohd-mm2fh
@mohd-mm2fh 2 ай бұрын
Mam badam ki kheer ki recipe ka link
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 2 ай бұрын
Link 🖇 Yeh bawarchi special hai 😊 kzbin.info/www/bejne/jmrCn4idbLOindEsi=YBO194fYJHz24AVO Hope you like it ☺️ ❤️
@MahveshSiddiqui-w5r
@MahveshSiddiqui-w5r Жыл бұрын
Aslam alikum baji potre chiken ma sam ase hi banana
@SaraAnwerkhan-ux7qh
@SaraAnwerkhan-ux7qh 6 ай бұрын
Bajji Allu bhool gya khorma m 😂
@khannoman718
@khannoman718 Жыл бұрын
😋😋😋
@mirzanikhat877
@mirzanikhat877 Жыл бұрын
Asslamualikum Please i request to make new lunch menu
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Inshallah jald hi..mai plan kar rahi hoon..lunch menu mein veg chahiye ya nonveg
@umtheyab8343
@umtheyab8343 Жыл бұрын
👍👍👍👍
@kehkashankaahif6192
@kehkashankaahif6192 Жыл бұрын
Pyaz jo fry ki thi woh kahan use ki apne
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Use grind kiya
@mohammedabdulismail2464
@mohammedabdulismail2464 Жыл бұрын
Kya dawat kare aap
@raziacookeryclasses
@raziacookeryclasses Жыл бұрын
Supurb
@dilshadilyas4268
@dilshadilyas4268 Жыл бұрын
I always add black pepper it gives good taste. Spices depend on everyone taste n choice zarror nai hai k hyderabad me aisa hi banta hai waisa hi bnta hai
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
You are 💯 % right. Cooking mein according to need and taste thode variations to hote hi. Hain Lovely comment
@mrafi6970
@mrafi6970 Жыл бұрын
Ghar me choti pakd lene ka moqa nahi Mila to idhar comment kar lete
@shareefahmed8359
@shareefahmed8359 Жыл бұрын
Assalamualikum saba baji
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Walekumasssalam
@SaraAnwerkhan-ux7qh
@SaraAnwerkhan-ux7qh 6 ай бұрын
Pudinaa bhi bhool gya aap Kurmaa Bina pudina or Aloo😅😢 yeh hydrabadi style nhi iam from hydrabad
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 6 ай бұрын
ji
@mohammednaveed1257
@mohammednaveed1257 Жыл бұрын
Thoda new dikhra procedure need to try this😮
@hss3649
@hss3649 Жыл бұрын
Ask saba G kaise hain aap ,
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Alhamdulillah...theek hoon
@millionsdreamofayeza4423
@millionsdreamofayeza4423 Жыл бұрын
50 logo me sirf 6kg chicken really 😳
@shareefahmed8359
@shareefahmed8359 Жыл бұрын
Mujhe tawa fish fry sikna hai
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Already uploaded
@sultanasulaimanss1870
@sultanasulaimanss1870 Жыл бұрын
Assalm alikum dear sis plz write ingredients in Box
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Video ke last mein Ingredients hai dekh lein
@shabanabegum3681
@shabanabegum3681 Жыл бұрын
Mashaallah..
@mumtazkhan4300
@mumtazkhan4300 Жыл бұрын
nice saba didi
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks
@rosey1845
@rosey1845 Жыл бұрын
Saba aunty mere pass madarse ke bacche ate 5,7,,11,13aise to 4 kg mai 45 ku bas hojara rice to mujhe masalay samaj mai nhi are korme kai? Or mirchiyoun ke salan pulao ke sath rahta ni uske bhi masalay samaj nhi are guide me plz
@sadiyaansari9462
@sadiyaansari9462 Жыл бұрын
@shaiknaaz2461
@shaiknaaz2461 Жыл бұрын
Aslm alkm maam mera ek sawal hai aapse 50 logo meh 5 kg chawal bas nhi hota maam for example agar hm 1 kg meh 5 members ka hisab dale bhi toh 7 kg meh 35 members khayenge thoda confusion ho raha hai plzz mere sawal ka reply zarur karna aap
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Mai ne 5 kg iss liye banaya 5 kg rice aur 2 kg ki roti..iss tarah ka combination right rahega ..kya aap ne complete video dekha...aur bawarchi bhi 5 kg mein 40 log ke hisaab se khana banate hain...video ke last mein explain kiya hai
@shaiknaaz2461
@shaiknaaz2461 Жыл бұрын
Okk maam shukriya 🌹
@SaifKhan-ex8cu
@SaifKhan-ex8cu Жыл бұрын
kasoori metthi in korma😂
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Yes..it increases taste
@yashuloverishu1711
@yashuloverishu1711 Жыл бұрын
Nice videos mam 👌🫶😍
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks
@simplethali7097
@simplethali7097 3 ай бұрын
Aapki bohot sari bawarchi recipe dekh k maine ghar me 50 logo tak ke liye banaya hai khana 4 se 5 baar har baar hit huyi hai or ab mujhe sab bulate hai free me banwane ke liye 😂 thank you lekin ab aapki bawarchi recipe kyu nahi aa rahi h
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 3 ай бұрын
Bahot khushi hui jaan kar . Chalo aap logon ki dua le rahe ho
@pritamsoni7019
@pritamsoni7019 Жыл бұрын
Baji bawarchi series band kar diye kya appi
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Inshallah bawarchi series bhi jald hi start hoga
@sharminshaikh2437
@sharminshaikh2437 Жыл бұрын
Lamba procedure lagra try karna padenga poppy seeds yaha gulf me nhi milta 😢
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Poppy seeds skip kijiye koi fark nahi padega
@shabanabegum1185
@shabanabegum1185 Жыл бұрын
Assalamualikum mam very very useful recipe... Thanks for upload this recipe.... 👌👌👌😍😍 mam i request u uplaod black masala curry recipe.. I'm send masla packet on Insta.
@sabasbestclasses5470
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Kahan se liya.. Gosht wali gravy chahiye kya Ok inshallah zaroor bataoongi .
@shabanabegum1185
@shabanabegum1185 Жыл бұрын
@@sabasbestclasses5470 hum photo send krtae aap ko insta pr aur gosht ki recipe hai..
Леон киллер и Оля Полякова 😹
00:42
Канал Смеха
Рет қаралды 4,7 МЛН
Quilt Challenge, No Skills, Just Luck#Funnyfamily #Partygames #Funny
00:32
Family Games Media
Рет қаралды 55 МЛН
Mom Hack for Cooking Solo with a Little One! 🍳👶
00:15
5-Minute Crafts HOUSE
Рет қаралды 23 МЛН
40 Logo Ke Liye Dawat Wala Mirchi Ka Salan Ek Secret Ingridient Ke Sath
7:49
Anjeer ka meetha | Hyderabadi shadiyon wala anjeer ka meetha | Fig dessert
6:54
Lazzat Cooking and Vlogs
Рет қаралды 9 М.
40 Logo ke Liye Nanded ki Dawat Recipe
12:18
sabas best classes
Рет қаралды 40 М.
Леон киллер и Оля Полякова 😹
00:42
Канал Смеха
Рет қаралды 4,7 МЛН