फासले ऐसे भी होंगे, ये कभी सोचा न था, सामने बैठा था मेरे, और वो मेरा न था... Beautiful and Heart touching Lyrics.. Salutes to Lyricist. An excellent.rendition by Parvez Mehdi Sahab with his mesmerizing voice. Tabla Player did excellent work. Hats off. 👍🌹🙏
@zulfiqarali93279 ай бұрын
Wah kia baat he Allah Pak dono ki Maghfirat farmae Ameen Janab Pervaiz Mehdi sb(late) and Great Tablist Sajjad Ali Khan (Late) disciple of Ustad Mian Shaukat Hussain(late)❤❤❤ 13:39 😢😢😢😢
@KSPappi3 жыл бұрын
Beautifully sung by Parvez sahib and impressive tabla by Tari sahib.
@ankursinger1022 жыл бұрын
5:03 tabla played out of this world....salute to legends both tabla and pervaiz mehdi sahab....❤🙏
@chhinderpalsingh21192 жыл бұрын
Truly said.
@Gurpreetsinghpreet17 ай бұрын
True, it's surely tari ji ❤
@jaiprakashdhakne19686 ай бұрын
A very nice Gazal sung by Ustad Parvez sahab.. and Tabala is awesome in Rupak.. especially Laggies are awesome 💯
@chanderkant21452 жыл бұрын
Kya bat kya kahna is gazal ko bhaut suna ha par aj jo lutaf aya vo kabhi nhi aya....Tabla player ki kya bat karu kya khoob.....bhaut hi umda
@vichitram70373 жыл бұрын
Kya baat hai, Soni ji, aaj toh aapne uploads ki bauchaar kar dii...Shaayad, viewers ki pichhle dinon ki kami poori kar rahe hain....Hamein to bada mazaa aaya itni piyaari ghazalein sunn kar.. Ye bahut hi khubsurat ghazal hai....Faasle aise bhi honge, ye kabhi socha na thaa..Saamne baitha tha mere, aur wo mera na tha...Hamne iss ghazal ko, Jagjitji- Chitra ji ki aawaaz mein , aur Ghulam Ali ji ki awaaz mein toh, bahut baar suna hai, par Parvez Mehdi ji ki awaaz mein pehli baar sunn rahe hain...Itne guni kalakaron ki awaaz mein ye ghazal sunne ka mauqa mila , isse badi khushi ki baat kya ho sakti hai..... Parvez Mehdi ji ne bahut hi piyaare andaaz mein pesh kiya iss ghazal ko...Shuruaat in sunder ash'aar se...Bichhad ke tujhse na dekha gaya, kisi ko milaap..Uda diye hain, parinde shajar pe baithe huye... Mann prasann ho gaya inki makhmali awaaz mein ye khubsurat ghazal sunn kar... Laajavaab shaayari, sangeet aur gaayaki Vo ki khushbu ki tarah, phaila thaa mere chaar-suu..Main usei mahsus kar sakta tha, chuu sakta na tha...Kya marm sparshi bol likhe hain, Adeem Hashmi ji ne, dil ko chuu lete hain...Aakhir ke sher mein kitni mayusi jhalakti hai...Yaad kar ke aur bhi takleef hoti thii 'adeem'...Bhool jaane ke sivaa ab, koii chaara na tha... Aaj toh dil khush kar diya aapne, itni saari piyaari piyaari ghazalein sunvaakar...Khush rahiye, sehatmand aur surakshit rahiye!👌👌👌👍 🙏
@mohmmadparvezkhan54123 жыл бұрын
Wah Parvez sahab poori ki dastan suha di ,bohot khoob
@ankursinger1022 жыл бұрын
Amazing comment....❤
@chhinderpalsingh21192 жыл бұрын
Bahut pyara comment. Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahib ji ne bhi bakhubi gaaya hai, ess pyaari ghazal ko.
@bssingh1132 жыл бұрын
Wow, beyond imagination, super classic & astonishing. Soul soothing ghazal.
Mehdi Hasan sb Pervez Mehdi Hasan sb Ghulam Abbas sb They are the most authentic Ghazal singers of the world
@chhinderpalsingh21192 жыл бұрын
The ghazal who hits the soul. Superb Tabla. Awesome rendition. Favorite ghazal from my childhood.
@prasadbinoy Жыл бұрын
Strongly recommended for repeated listening..Excellent job by Tabla Nawaz.
@ankursinger1022 жыл бұрын
Far better rendition than ghulam ali ji or jagjit sahab by legendary pervaiz mehdi sahab.....❤
@mohsinmudassir8295 Жыл бұрын
Pervez Mehdi Mehdi Hasan k shagird hn. Or in logo ko yhi sikhaia gia k sur jb tk hud se zada na lgy beintha na ho to aser ni kerta ... Is gharany ka khasa hi inka surilapn or tallafuz hy
@bhawanisinghaalawas5176 Жыл бұрын
Afeem Hashami sahab ko Parwez saheb se behtar kisi ne nahin gaya What a melodious singing Tabala Nawaz ka naam batana chahie tha What did he did work marvellous tabala pleying
@zxcf349 ай бұрын
This is the creativity level of late Adeem Hashmi sb...now google Sahil Adeem...who is son of Adeem sb... what a disappointment..
@Radha_creation37 күн бұрын
Kamal ji khan sahab mele ta ap ma or mare ustad sudhama raam ji chd ma city beutiful ma hotal south end ma
@ladkadevbhoomiwala7 ай бұрын
Very very thanks uploaded this Gazal❤❤❤
@salekchand28003 ай бұрын
मिठाई की तरह । मेहंदी हसन जिन्दाबाद।
@sadamiqbal57405 күн бұрын
عدیم ہاشمی صاحب کو بہت کم لوگ ہی سمجھ پاتے ہیں، 💔
@HarshKumar-mb8zs2 жыл бұрын
Very talented artist. Deserved more fame.
@maheshsoni50513 жыл бұрын
Saikkdon tufaan lafzo mein dabe thein zere-e-lab. Ek paththar tha khamoshi ka jo hatta na tha....
@shudhsangeet16572 жыл бұрын
👀✌️
@rajeshmacwan59673 ай бұрын
what a treat! masterpiece!!
@ladkadevbhoomiwala7 ай бұрын
Love u ❤ i love this Gazal
@neerajkashyap-bg6fe Жыл бұрын
Nothing better than this ... ❤❤❤❤
@AliHasaNTeekam7 ай бұрын
One of the best ❤❤❤❤❤
@nefajmondal7050 Жыл бұрын
The great tabla player,salute.
@sharadgandhi46763 жыл бұрын
Bahoot hi Badiya ❤️👍💕
@prataplalchouhan13082 жыл бұрын
Superb performance
@rashidmehdi20372 жыл бұрын
Sir kindly ye bhimplasi me hai ya .......???????? Ya bhimplas aur drbari ka mixture ??????????
@ankursinger1022 жыл бұрын
Raag kafi
@meenaanand10874 ай бұрын
Tabla Master wonderful
@moodsofgod21223 жыл бұрын
Khubsoorat
@P.GKalawant3 ай бұрын
Subhanalla Janab ❤🎉🎉
@trtrtr6573 жыл бұрын
Awesome ❤️
@f.s.farhatabbas9848 Жыл бұрын
Great singer
@mriduldas9673 жыл бұрын
Fantastic!
@syedadeelhussain26912 жыл бұрын
wah ji wah!
@subhashchandra23943 жыл бұрын
Your Father was Great Singer Of World................
@shudhsangeet16572 жыл бұрын
Who was his father?👀
@lakshayyadav36142 жыл бұрын
@@shudhsangeet1657 mehdi hasan
@vichitram70372 жыл бұрын
@@lakshayyadav3614, ....Mehdi Hassan was not his father.. Parvez Mehdi was the student of Khan sahib.!..
@chhinderpalsingh21192 жыл бұрын
@@lakshayyadav3614 it is incorrect. Janab Mehdi Hassan was not father of Janab Parvez Mehdi. Similarity is only of word “Mehdi” in names and that both are great Ghazal Gayaks.
@ankursinger1022 жыл бұрын
@@vichitram7037 yes you are absolutely correct as a tribute and respect toward his guru he used mehdi sahab surname as his surname.....