Very nice and informative video. Isme agar add kar le tds ka computation sath mai 87A ka tds mai implication with two employer ki video banaye to acha rahega. Esi koi video nahi mili jis me tds 775000 pahuch jaye new tax regime mai to katega ya nahi, aur agar salary dusri Company mai bad jaye jiska yearly package taxable ho but mid year mai join karne se taxable nahi 87 A ki wajah se tds katega ki nahi, esa kuch, sab High salary par bata rahe hai but esi situation par nahi bani. Ye situation kafi logo ko madad karegi🙏❤
@TheMauryaAFTClasses_official22 күн бұрын
Dono employer ki salary yadi 775000 hai to tax nahi banega kyonki 75000 standard deduction milega aur 87a ki rebate 20000 ki mil jayegi....
@elliotwavetrader809022 күн бұрын
@TheMauryaAFTClasses_official 87A to 25000 hai na sir man, lijiye 9 mahine 70000 PM, 2 mahine 25000 PM aur 1 mahina switch over, 12b, 12bb, 12baa de diya to nahi katega tds right🙏❤ Tax nahi ban raha to no tds. 🙏
@TheMauryaAFTClasses_official22 күн бұрын
New tax regime tax slab has been changed for ay 25-26 rebate 87a is only 20000...in your case no tds would be deducted if total income from both employer is 775000