आपके विडिओ से बहोत कुछ जान ने को मिलता है, दीपक जी ।
@littlegardensadan3 күн бұрын
Bahut achi janjari
@anjupatel52963 күн бұрын
Thank you so much Dipak ji 🙏
@drnitisharma53 күн бұрын
Brinjal care pr bhi guide kijiye 🙏🏻
@MalikUmerVlog29502 күн бұрын
very nice 🎉
@patelrahulrp52 күн бұрын
Sir aap jankari bohot achi hoti he ...par sir kuch video se dekh raha video quality down he Sir use update kijiye
@foodandnaturewitharchuКүн бұрын
@@patelrahulrp5 meri video ki quality bhi aisi hi hoti h... 😂😂
@rajkumarverma53133 күн бұрын
Deepak ji aapka garden kahan h ,I want to see your garden...
@amanshrivastav70873 күн бұрын
Nice bro
@green2188worlds3 күн бұрын
Nice to see you again deepak sir 🥰
@rakeshupadhyay47463 күн бұрын
❤❤❤
@vloggermum2 күн бұрын
Mene brocoli ki seedless ng lakr lgayi ti mr gyi kya karn h
@roshannirmalkar77752 күн бұрын
Ek sath bahot sari mitti kaise tayar kare uska link dijiye sir
@shikhabhardwaj17383 күн бұрын
Npk 19:19:19 ka chidkaw lahsun, palak, dhaniya me kar skte hai kya? Please reply.
@Terracgarden20173 күн бұрын
Bhahut sundar jankari di aapne
@AsharAloGardening13 күн бұрын
Very good video.l am Asharul Hoque from West Bengal, nadia district
@anjupatel52963 күн бұрын
बेगन के पौधे मे फूल आते है , ओर गीर जाते है,तो क्यु गिरते है ?
@JOD-mh8pd3 күн бұрын
Starting hota hai wo.. And hand pollination try karo.. morning me
@foodandnaturewitharchu2 күн бұрын
Pani dena kam kijiy, jab flowering ho to foolo ki tip ko hila dijiy, pollination ho jaga, or thoda sa bonemeal ya potassium dijiy, podho ko dhup me rkhiye 😊
@ShailenderRawat-g5w3 күн бұрын
Sir winter me aprajita me flowers nahi aa rahe hai koi solution bataye
@amitsaini-gc1hf2 күн бұрын
Kya aap Kate Wale bagun ka beej bechte ho
@bhawnapandey37583 күн бұрын
Deepak ji mene methi boi thee germination to acha hua par kuch hi dino me methi ke paudhe marne kyon lage please bataiye
@foodandnaturewitharchu2 күн бұрын
Oooo... Pani n k barabar dijiye... Tbhi de jab mitti sukh Jay.. jyada Pani Dene se methi gir jati h...
Sir bangan ke fool jhar jate hai .pllz solution batyea
@KIRANMISHRA-r5e2 күн бұрын
Tamatar ke phool gir rahe hai usme phal ni lag pa raha hai kya karein?
@GurmeetKaur-ov9vq3 күн бұрын
Dhania or palak keo Mr jate hai ugne ke bad plz rpl bhai 🙏 😢
@TerraceGardening3 күн бұрын
Pani jyada hona dhoop ki kami ke karan dhaniya aur palak mar sakti hai
@talkyourheart3 күн бұрын
Kya agar mein fog aur winter wind se bachne ke liye kya balcony ko transparent curtain se cover kar sakti hu....
@foodandnaturewitharchuКүн бұрын
@@talkyourheart plants to kharb ho jaynge.. aise... Aap kar sakte h night m.. bt din m curtain din m hatakar hi rkhe... Or night me thoda open ho rkhe.. vrna saans kese lege podhe..
@talkyourheartКүн бұрын
@foodandnaturewitharchu ok aise karungi...👍👍🙏 Thank you so much
@foodandnaturewitharchuКүн бұрын
@@talkyourheart 🙌
@OmprakashMishra-p4h2 күн бұрын
Sar ji baigan aur tamatar aur mircha mein phool aate Hain aur gir jaate Hain aur to kya Karen
@smitabarve36113 күн бұрын
सर मोगरा की हार्ड प्रूनिंग कर सकते है क्या😊
@foodandnaturewitharchuКүн бұрын
@@smitabarve3611 bilkul kar sakte ho
@foodandnaturewitharchuКүн бұрын
@@smitabarve3611 mene ki hui h.. or new branches bhi aa gai ☺️
@soniasharma6183Күн бұрын
Mere amrood ke podhe me amròod bhot ate h lekin sab gir jate h
@ImteyazKhan-lh3 күн бұрын
fιѕт ¢αмαит
@TerraceGardening3 күн бұрын
Thanks
@neeluyogi6103 күн бұрын
Sir mere tamater k podhe m fool aa rhe h but tamater nhi bn rha h kya Karan h😊
@foodandnaturewitharchuКүн бұрын
@@neeluyogi610 pani kam de es mosam me... Gudai karke khad daliy.. or flowering ki tip ko halke hatho se hila dijiy, pollination ho jayga to flower fruit m convert ho jayga ☺️
@ankitarani91473 күн бұрын
Mene organic bazar se dhaniya mirchi tamatar or louki k beej mangwaye the.. Saare beej grow ho gue h ek he mahine me. Bus louki or mirchi me kale wale keede bht jyada lg gye h.. Kya kru
@foodandnaturewitharchu2 күн бұрын
Neem oil spray kijiy... Or mitti me haldi powder dal skte h
@RishabhRajpurohit-ux9mpКүн бұрын
Bhai ky seed shi me germinate hote h😢😢😢. Please reply
@foodandnaturewitharchu23 сағат бұрын
@@RishabhRajpurohit-ux9mp bilkul hote he Rushabh ji 🙌
@RishabhRajpurohit-ux9mp23 сағат бұрын
@@foodandnaturewitharchu Acha ji 😊
@ashish.7773 күн бұрын
Papaya ka ped 6 foot ka hogaya hai, ped harabhara hai, phool bhi bohot lag rahe hai lekin woh sukh kar gir jate hai. Sunlight bhi dinbhar milti hai, harebhare patte hai, lekin Kali banti hai, phool khilta hai aur sukh ke gir jata hai. Kya reason ho sakta hai
@Dramatic_world63 күн бұрын
Hand Pollination kre
@ashish.7772 күн бұрын
@Dramatic_world6 how to do hand pollination? Any tips.
@_ayushhh_.0142 күн бұрын
@@ashish.777 bhot change hai tumhra ped male ho chuka hai agr vo male hai to usme fal nahi lagege
@_ayushhh_.0142 күн бұрын
Hand pollination ke liye ek chota brush leke uss ke andr achhe se ghumao
@ashish.7772 күн бұрын
@@_ayushhh_.014 yeh kaise samjhe ped male hai ya female hai. Brush wala idea karke dekhta hun, thank you. Ped ki height 6 foot hai naki 6 feet. Galti se 6 feet likha tha.