Wah wah kiya baat hai pehli baar koi KZbin par Bahu k rights k baare m bataa Raha hai Nhi bete beti maa baap k hi adheekar sunte hai bahut khub
@madhurvlogsiwani7433 Жыл бұрын
Aap vlog dekhte ho m bhi vlog bnati hu akbar mere channel ko bhi dekhna plz or kya sudar kru jarur btana agr mera vlog acha lge to plz suscribe jrur Krna taki m bhi aage bd sku
@RachnaTUBE Жыл бұрын
रिश्ता प्रेम से चलता है जबरन कोई रख भी लेगा तो ऐसा व्यवहार करेगा कि खुद ही भाग जाना पड़ेगा
@meerasingh1017 Жыл бұрын
😂😂😂😂😂😂😂😂
@partimakumari1368 Жыл бұрын
Shi kha ap ne mere sath me esaa hi huaa 2mhine me rhkr aayi thi pr vo ek svdh bhi nhi bolte thye roj roj ro ro kr gut kr gujarta tha me bhut koshish ki hu pr kuch nhi huaa
@Gauri774 Жыл бұрын
😂
@divyasingh1043 Жыл бұрын
Right
@ridhisingh3475 Жыл бұрын
Ryt
@arunajwala2507 Жыл бұрын
पति और पत्नी दोनों को शादी के पहले ही अधिकार और कर्तव्य अच्छी तरह से समझ लिया जाना चाहिए. उसे पालन करें, तभी अापस में प्रेम और सद्भावना बने रहेंगे.
@yogeshwariuniyal22382 ай бұрын
Bahut achhi jaankaariya,har mahila ko jaankaariya honi chahiye, naari adhikaron ki suraksha honi chahiye,or aap bahut achha kaam kar rahe ho,thanks and sukriya
@B_A1020 Жыл бұрын
दिमाग वालों के लिए ये सब कानून और अधिकार सही है लेकिन हम दिल से सोचने वाले तो किसी के कड़वे वचनों से ही मर जाते है।क्या अधिकार मांगेंगे हम यार।
@mini_lifestyle26 Жыл бұрын
Sahi kaha aapne dimag walo k sath Rishta kabhi nahi chalta 😞
@nirbhikamoktan3608 Жыл бұрын
Ditto ❣️
@rakshasharma6383 Жыл бұрын
Shi Kha....jhan man bhar jaye whan Kya Adhikar maangne.....
@sangeetabarthwal1634 Жыл бұрын
यह कानून उनके लिए है जिनके साथ अत्याचार होता है
@babujaiswal2561 Жыл бұрын
@@sangeetabarthwal1634 mere saath hota hai meri shaadi jhut bolkr hui ki beta bahar rhega bahar job krte the corona ka bahana bnakr idhr he rok liya..aur mri shadi sudha nnad sath rhti h 2 bccho ko lekr y v bat chupayi aur mjhe jb dkho tb kam k liy torchr krte h
@tasmimaster5597 Жыл бұрын
Meri saadi 2017 mein hui thi or mujhe ek beti bhi he jo abhi 5 years ki he or mein 2019 seh mayke mein hu 4 5 years wait kiya apne hsbn ka k wo hume lene aayege but usne apni behno ki suni majburi mein aakr hume cort ka sahara liya or mera case bhi chal raha mujhe sirf ab divorce hi chahiye unse ab sabr tut chuka he meine apni beti ki parvarish ek single mother k tarike seh ki he or sath dene wale mere ma bap or mera bhai ap log dua kijiye sb kuchh aasan ho
@tasmimaster5597 Жыл бұрын
@@RK-of2cn aapki baat ek dam sahi he pehli baat k mein apne ma bap bhai pr boj ni hu mein sirf unse unka support hi mangti or mein ek indipendent women hu mein ek mehndi artist,fashion designer, ledis tailor hu or mein apna or apni beti ki jimmedari utha skti hu or apni beti ki achhi tarbiyet bhi kr skti hu or aap ye sochna bnd kijiye k ek beti apne ma bap pr boj hoti he blki logone ye keh keh kar unke dimag mein bhar diya wrna ma bap k liye apni beti boj ni hoti 😇
@preetiharne3220 Жыл бұрын
Shi kiya apne bete v unki ma bap ke khne pr abi wibi ka sath nhi dete meri bhan k sath yhi ho rha 3 month k beta h ek hi sal hua sadi ke
@tasmimaster5597 Жыл бұрын
@@preetiharne3220 mein dua krugi apki behen k liye unko sbr de or unki jindgi khusiyo seh bharde allah unke liye behtar rasta dega aamin
@ManishaGupta-iw3uj Жыл бұрын
Aise nanado ko hi fasi pe latka dena chahiye aur pati ko to belt hi belt beech bajar me marna chahiye Jo dusro k kahne se apna ghar bigade. Mere bhi nanad aur saas aise hi hai.
@jyotidevda7334 Жыл бұрын
🙏🙏
@malatidevifamily8628 Жыл бұрын
मैं बहुत अच्छे बताएं भैया अपनी जानकारी मिला आप से🙏🙏💐🥰
@lakshmansingh66812 жыл бұрын
गुरु जी आप बहुत सुन्दर तरीके से समझाते हो god bless you.
@madhurvlogsiwani7433 Жыл бұрын
Aap vlog dekhte ho m bhi vlog bnati hu akbar mere channel ko bhi dekhna plz or kya sudar kru jarur btana agr mera vlog acha lge to plz suscribe jrur Krna taki m bhi aage bd sku
@rahulpandit432 Жыл бұрын
पति पत्नी का रिश्ता अनमोल होता है, दिमाग से निभाने वाला हमेशा हारता ही है, दिल से रिश्ता होता है ये प्यार भरा रिश्ता। लेकिन शादी के बाद एक दूसरे के प्रति ही समर्पित रहना सच्चा रिश्ता होता है।
@missRBlog Жыл бұрын
jab pati accha hoga to sasural me adhikar hoga aur agar pati accha nahi hai to koi adhikar nahi sirf naukarani jaisa
@nehapuram9272 Жыл бұрын
Sach kaha
@karolinamurmu8264 Жыл бұрын
Right kaha sister
@englishwalletwonders19 Жыл бұрын
Haa sis..gulam hai yaha to
@shimonanaaz92645 ай бұрын
Hmmm
@simmimanik32515 ай бұрын
Right
@AnkitaGupta-k2r6 ай бұрын
Kitne hi haq kyo na mostly sasural me ladki ek naukrani h
@ShikhaYaduvanshi-mb9pf4 ай бұрын
Sahi h yar
@PreetiMohit-rd3qp3 ай бұрын
Right
@Fizamulani-mehndi2 ай бұрын
Right 👍
@suneetarana94542 ай бұрын
Sahi kaha muje b gadho k trha km hi km krbate rehte h ek minute b bethne nhi dete
@ParmarVasu-h2yАй бұрын
Right
@aasthaanmolshrivastava8946 Жыл бұрын
Bhut achhi video h aapki....kirpya mhilao ke adhikar ke liye sare video bnaye hrrr age ke sbhi adhikaro ko samjhaye...🙏
@Krishna-qb4qp Жыл бұрын
Thank you so much. Aapne bahut acchi baat btai. Agar saas sasur jhhotha naam lga de ki bahu Hume marti hai to bahu kya kare.. agar koi saboot na ho to. Please reply 🙏 😢
@ManseeratJassal-xw5yl Жыл бұрын
Detail me smjhane ka treeka achha hai
@seemab7911 Жыл бұрын
विश्वरत्न बाबासाहब जी की देण है जिन्होंने भारतीय महिलायों के लिये फिर से बुद्धमय भारत जैसी स्वतंत्रता एवम स्म्मानपूर्ण जीवन जीने के रास्ते खोले जय जम्बुदीप जय संविधान
@sarikakatiyar10 Жыл бұрын
Aap ne bahut hi ache se samjhaya h thx u so much
@jagruti1146 Жыл бұрын
Very good sir or bhi jankaari digiye hum auraton ke liye,
@adheekshitasharma Жыл бұрын
Bhaiya ji prnaam. Apki class bahut hi acchi lagi bahut hi acche se samjhate hai.
@deepaliSonna2009 Жыл бұрын
bahut achhe se explain kia aapne.ipc 125(kharche ka case)bhi detail me btayen.
@madhuri_shuklaa Жыл бұрын
बहुत अच्छा विडिओ फुल वाच 🙏♥️❤️
@sanhvisvlog6077 Жыл бұрын
First time watching and very nice. Jitani jankari aapne di iska matlab aapne 4guna jyada study kiya hoga.. great.. appreciated
Bahut acchi jankari aapane de aapka bahut bahut dhanyavad
@meenapandey4527 Жыл бұрын
bahut hi Sundar video i mein किसे-किसे kya prapt hone wala Baat bahut Achc
@karmendramishra5195 ай бұрын
Nice
@pittuji996 Жыл бұрын
Thanku ji hume apane adhikar batane ke liye🙏🙏
@rolimukherji6794 Жыл бұрын
Bahu ke adhikaro ki baat bahut achxhi lagi. Aaj ke parivesh mei bahu ke kartvya kya hone xhahiye ?
@drmasumamumtazmazumder4064 Жыл бұрын
Very nicely u hav explained sir.please make one video for divorced woman
@stressrelief5069 Жыл бұрын
Kb se aisa video dhoondh rahi thi main 🙏🙏🙏 dhanyawad
@samikshapari-tt5yk Жыл бұрын
Thank you sir... educated women also not aware about her rights ...but it's important for rainy days....in case of widows...in middle class families widows suffering as well their child....becoz they don't know about her rights
@mohinderthakur7644 Жыл бұрын
Pppppppppppppppppppp poop. Ppppp
@MokshaBytes Жыл бұрын
Mahilao ke kartavyo par bhi kuch banao... Purusho ke adhikar Hote bhi hain ki nahi. Ya kewal kartawye hi uske hisse me aate hai...
@ayushjain4226 Жыл бұрын
रिश्ते तो दिल का मामला है। ये कोई प्रतियोगिता या नौकरी नही जहा अधिकारो की बात भी आये। जहा सम्बंध दिल से बनते वहा ये सब तुच्छ बातो की कोई जगह नही। क्योकि जहा ये अधिकारो जैसी बाते रिश्तो के बीच मे आ जाये, वहा रिश्ता टूटने से कोई नही बचा सकता। विवाह का मूल उद्देश्य तो दो का मिलन है। बाकी सब बाते उसके बाद ही शुरु होती है।
@sarojchauhan8923 Жыл бұрын
Apne bahut achhe se samjhaya
@swapnil_p30 Жыл бұрын
God bless you bhaiya Pita ki aur dada ki property ka kya hoga
@sanjukumari8666 Жыл бұрын
In daaro ke use karke case kon kon si section me likhwana chahiye ye bataye.
@sonaakhyan9520 Жыл бұрын
Sir prayagraj me vishesh taur pe in adhikaro ka hanan hotahai. Behtareen jankari
@anupriyasrivastava163 ай бұрын
Mera bhi sasuraal prayagraj me hai mae bhi bhot preshaan hu sasuraal me saas ssur ke bure bartaw ki wjh se,mere saas Ssur mujhe hmesha bhot mentally torcher krte aa rhe hai jb se saadi hue hai 2019se
@nikitapandit-yi1wn Жыл бұрын
Sir agar ..... Patike mamaka ladaka muze marke liye aaya ...... To mai usper kaisi FIR kru ...... ......
@priyankamishra8589 Жыл бұрын
बहोत अच्छे से अधिकारों को समझाया आपने कृपया एक vedio और बनाइये उसमें बहुओं के कर्तव्यों को भी समझाइए 🙏🙏🙏🙏
@priyajain8929 Жыл бұрын
Sahi bole bilkul
@AmandeepSingh-jz1np Жыл бұрын
😂exactly true 👍
@renukushwa990 Жыл бұрын
पति के क्या कर्तव्य है दारू पीना
@nargisahmad9673 Жыл бұрын
Sab ladkiya apne sab jimmedari nibhati h
@RK-of2cn Жыл бұрын
@@renukushwa990 ji ye galat baat he Sbhi ek jse nhi hote
@sapnabhattsapnabhatt3259 Жыл бұрын
Sir apka bahut bahut dhanyawad 🙏 hamare lightl rights batane ke liye
@swasthyakhajana9343 Жыл бұрын
Thank you sir for giving information
@mlclegal2522 Жыл бұрын
Good knowledge. Thanks.
@priyankakhairwar3408 Жыл бұрын
🙏Thank you so much sir....🙏apka bahut bahut dhanyawad🙏bhard poshan ka adhikar ke liye sas sasur se,, hme kya karna hoga sir plzzz bta dijiye🙏plz
@Aradhanas_Poem4 ай бұрын
Bahut sunder h bhai
@rachnayadav90072 жыл бұрын
Pranam sir bhut acche jankari
@dharambajadeja6334 Жыл бұрын
Very good information
@sarikakumaribhanat3379 Жыл бұрын
Ham padhe likhe hai fir hamare sath anyay hi hoti he 😭😭
@Armykid1111-g2j Жыл бұрын
Agar bahu Sare adhikaar aur property apne nam krakr le aur sas aur unmarried nanad ko ghar se bahar nikale to us vivahit stri ko apne adhikar ke lia sad aur nand kya kr skte hai pl isape bhi vedio banake de
@meeradevi9799 Жыл бұрын
धन्यवादअधिकार की जानकारी देने के लिए
@aachalsrivastava9667 Жыл бұрын
Gud sr jiii aag na lge kisi ke ghar me to apni video share kr do privaar pyar se chalta adhikar se nhi give respect take respect
@sumitasharma7331 Жыл бұрын
Sir this is jyotsna.. I want to ask u.... If wife govt. Job pe ho n sasur ne property se bedakhal krwa k rakha hai n husbnd bhi apne father k favr me hai thn kya krna chahiye apni beti k name se property k liye claim kr skte hai kya
@PawanKumar-sg1be Жыл бұрын
Pahle saas sasoor k liye apne daitwaa ko bina kisi lalach dil se nibhayen property k lalach me law jaan kar aatmiya santushti kya mileg?i kal jub aapki bahoo aise aapke saath behave karegi to khud k andar k feelings ko samajhiye.
@Ashu__108-i5g Жыл бұрын
Isiliye working women se shadi nahi krte log,
@anusuiya6569 Жыл бұрын
Bahut axa laga video bhai
@kanchanpandre1339 Жыл бұрын
Har betiyo ko pita ki sampatti me adhikar milna chahiye , kyuki beta ke pass to hamesha hi pita ki sampatti rahti hai lekin betiyo ke pass vivah ke bad na pita ki sampatti hoti hai na hi khud banai hui koi sampatti. Kabhi kabhi sasural ki aarthik sthiti ke karan betiyo ki mout tak ho jati hai, betiya apne sasural me kabhi kabhi bina ilaj ke mar jati hai kyuki sasural me unka kamaya kuch nahi hota . Hamne yese bhi betio ko marte dekha hai. Isliye pita ki sampatti betiyo ko milna aawasyak hai jisse betiyo ka jivan surakshit ho sasural walo per hi betiyo ko aasrit na hona padhe.
@Sannuchaudhary-ux4fz Жыл бұрын
Aisi hi Marti hongi jinke maayke mein bhi kuchh nhi hota Hoga kyonki maa bap beti ki shadi Apne hisab se achche hi Ghar mein krte hai
@myvillagelifewithanjali9364 Жыл бұрын
Sampatti me adhikar chahiye to unki sewa b barabar karo ma bap ki jitna bhai krta h ya unko rakhata h tum b rakho tabhi milna chahiye nahi to nahi kewal sampatti me hi nai sewa ka adhikar b lo tab milna chahiye
@teenagupta90 Жыл бұрын
Sampatti me hi kyu pita k karje ko utarne ka b utna hi hak milna chahiye.... Maa baap Puri sampatti or unka karja chahe vo beti ki shaadi ka ho vo beti chukaye aisa rule hona chahiye Bhai kyu chukaaye.... Bete ki shaadi ka beta khud chhukaye.... Shyd tbi dono k sath insaaf hoga
@myvillagelifewithanjali9364 Жыл бұрын
@@teenagupta90 right sab sampatti dekhate h mayke me jyada porperty ho to lalach krte h sab jante h beti do ghari me bandhi hoti h sasural walo aur mayke walo ko ak sath sambhalna mushkil hota h tabhi to ak ladka par apne ghar ki jimmedari hoti h
@Paru-tg5it3 ай бұрын
@@teenagupta90aisa h mere ghar mein to beti ne apni pdhai ka aur shadi ka dono chuka diye fir bhi shadi n kr rhe baap aur bhai, marte aur h pura gulam bnakr rkhna chahte h, per ki jutti smjhte h, tab kya kru
@sutsha83 Жыл бұрын
Bhaiya apko koti koti pranam 🙏 is video ke liye. Jug jug jiyo
@tipsoflife3521 Жыл бұрын
Court procedure is vry slow n time taking. Kai saal beet jatey hai faisla aane me. Fir lawyer k expenses. Court k dates bahut pareshani hoti hai. Adhikaar toh hai but unko paana bahut mushkil h.
@deepakhiish8915 Жыл бұрын
BilkulThik bola ap ne kiya ap ke sath bhi kuch aisa hi ho reha h kiya
@indersinghrajput798 Жыл бұрын
Bhahu k kartavya bhi batawo..jab kartvya nahi kiye tho Adhikar Kahan se milengey
@komalbamgude3363 Жыл бұрын
Sir muze sasural me bahot tras hai sas sasur ji ka.muze alag rehna hai mere pati alag nahi rehte wo sir unke he sunte hai.
@sumitraahir3992 Жыл бұрын
Agar Apne Pati se bhrn posn Lena ho to kese le
@adarshKumar-e6sАй бұрын
Thank you so much sir 🙏
@therealwords8497 Жыл бұрын
Agar bahu saas aur sasur ko pareshan kare aur pati ko bhi pareshan kare to kya kare ye bhi bataye.... Tab manenge ki kuch baat hai aapke video me
@PoojaSingh-by9ef Жыл бұрын
Bahut achhi jankari di he aapne
@ashokgupat697 Жыл бұрын
Very very good
@sunandabhongade2269 Жыл бұрын
Very nice achhi jankari mili thanku you
@MamtaGupta-ep9im Жыл бұрын
Gold to pehle hi le jati h sath me bad me poora shadi ka pesa b mangti h....ajkal ki ladkiyan bahut mahan h bhai.....apni to apni dusro ki jindgi b cheen leti h
@kavitagoswami3735 Жыл бұрын
Sahi bat bilkul
@NanduKumar-je9nt4 ай бұрын
Sahi baat hai Bhai
@ShashigulatiGulati3 ай бұрын
Right
@geetasrivastav2k2 Жыл бұрын
Kya ek bahut k kartvya btane ki koshish krenge
@manjukhurana8580 Жыл бұрын
Sir main Ssural main 28 saal se prtadit hoon.husband 6 saal se apni GF ke saath reh rhe hain prr Main vhi hoon jbrdssti rehna lgta he kyonki vo koi khrch nhee dete hme bda beta job krta he is liye gujara ho rha he.sir jb husband saath na rhe to ssural vale bhee ijt nhee dete.chahe aap kitne saal vha rho
@devendrapednekar72713 ай бұрын
aapki eg kya hai ji kya aap ghar basana chahti ho
@devendrapednekar72713 ай бұрын
aapki eg kya hai ji kya ap ghar basana chahti ho
@anitagupta73735 ай бұрын
Sahi kaha aapne😮
@radhikaradha5077 Жыл бұрын
सर आपने बहुत अच्छी जानकारी दी 🙏🙏 लेकिन अगर एक ऐसी महिला जो शादी के बाद संतानहीन है और सारी जिंदगी पति-पत्नी साथ गुजारे हों बिना संतान के किसी को गोद भी नहीं लिया ऐसे में उस महिला का कानून क्या अधिकार बनते हैं ? 🙏🙏
@pranatjain6805 Жыл бұрын
Sas sasur kuch nhi dete h meri bhi yhi problem h
@radhikaradha5077 Жыл бұрын
@@pranatjain6805 औरत कि नियती नहीं बदल सकती चाहे कानून कुछ भी कर लेकिन जंगल राज शायद कभी खत्म नहीं होगा किसी न किसी रूप में शोषण होता ही है
@seemaraj879 Жыл бұрын
Sari umer kat li ab b kat le
@seemaraj879 Жыл бұрын
Pti t le le
@deekshachaturvediofficial3647 Жыл бұрын
@@pranatjain6805 Aapke bachhe nahi hai kya lekin Aap thik bol rahi ho ki nahi dete sas sasur Hamari saas to expire ho gyi unki 4 bhiga jameen thi bo pati ke naam a gyi thi shadi ke 7 year Ho gye do miscarriage ho chuke hamare fir baby conceive nahi ho raha tha hamare baby bhaut let conceive hota tha do Teen saal me to conceive nahi Ho raha tha to sasur ladai me mere se kahta tha ki bachhe nahi hoge Tumko kuch nahi dege dekh rahe ak do saal apni ladkiyo ko de denge hamare husband akele bhai hai lekin bhagwan ne Hamari bhaut suni bhagwan sabki sunna Aap ab mai pregnant hu 6 month chal raha pray Karna mera baby Achhe se ho jaye
@poojashrivastava5252 Жыл бұрын
Haan mahoday mahilaon hetu any adhikaron ka bhi vyakhyaan bataein.achcha tha chalchitra.
@pujatanwar91674 ай бұрын
Sir meri shadi 2020 me hui thi. Meri saas or nando ne mujse loan lene ki request ki shadi k liye. Mene 5.40 lacs ka mere nan par personal loan lia or unhe de dia. Shadi me jo bhi cash or gold ki jewellery ayi wo meri nando ne or saas ne rakh li. Saas ne emis time pe nahi bhari. Sal bhar ki emi bounce kari or covid me meri job bhi chali gayi. Saas or nando ne sal bhar k andar mujhe or mere pati ko ghar se nikalne ko bol dia. Ab saas or nande kehti h ki 1 ghar nando k nam h or dusra ghar me hum nahi reh sakte. Muje kya karna chahiye. Plz guide kare
@pujatanwar91674 ай бұрын
Jan 2020 me meri shadi hui thi. 2021 dec me apne mayke a gayi or tab se wahi hu. Jan 2022 mera beta hua to me apne bete k sath apne parents k reh rahi hu.
@WomanS.-Rights5rn4 ай бұрын
Hii
@WomanS.-Rights5rn4 ай бұрын
Hello
@KingKong-rd5ye Жыл бұрын
Sir muje ye janana tha ki har taymmre sasrau muje dhamki date h ki. Mera sasral m kuch nhi h. Sab unki betiyo ka h ase m muje ky karna chaiye
@NitishaTheSpiritOfLove Жыл бұрын
Meri jethani jab saas, sasur ke sath rehti hai to wo Ghar me kuch bhi kam nahi karti. Na khana banati hai, na kapade dhoti hai, kuch bhi kam nhi karti. Khud ke pati ke liye bhi khana nhi banati, na uski dono betiyon ke liye khana banati hai. Na unko sambhalati hai. Khud ke liye hotel se khana lati hai ya bahar Jake khati hai. Kuch zagda ho jaye to betiyon ko leke mayake chali jati hai. Aise case me kya kare ?
@SapnaYadav-wb2kn Жыл бұрын
Sir ladkiyo ke lie btao jo bibahit nhi hai apne ghr ke adhikar btao
@sonisharma4155 Жыл бұрын
Thanks sir
@Skecthbookbyatharv Жыл бұрын
Bahut Archana batata sir
@rrmwaves9450 Жыл бұрын
Sir, plz law of property ki एक ऐसी Book suggest कीजिए जिसमें समय - समय पर court द्वारा विभिन cases में कानूनों में किए गए बदलावओ का उल्लेख हो। Thanks
@madhurvlogsiwani7433 Жыл бұрын
Aap vlog dekhte ho m bhi vlog bnati hu akbar mere channel ko bhi dekhna plz or kya sudar kru jarur btana agr mera vlog acha lge to plz suscribe jrur Krna taki m bhi aage bd sku
@POOJAVERMA-qw1og Жыл бұрын
Sir Agar Sasural Ka Ghar sasur ji ke naam per Ho per vah ab Nahin Hai aur abhi pati aur uske bhai pareshan kar rahe uske liye bhi kya koi Adhikar hai
@busylife4742 Жыл бұрын
कर्तव्य भी बता दिजीये ।अधिकार तो सब लेते है ।लडके के ( ( वर )क्या अधिकार होते है ये भी बताईये ।🙏🙏
@rohitchandra5603 Жыл бұрын
अधिकार बता रहे हों कर्त्तव्य भी बतायें अगर बहु सुसराल में सब को तंग करे तो सुसराल वाले kya करें उनके भी अधिकार क्या होंगे प्लीज bataye
@manishajatain39215 ай бұрын
Achi vedio h
@firojkumar6177 Жыл бұрын
शादी विवाह दो परिवारों का और दो दिलों का घनिष्ठ संबंध है दोनों संबंधों के बीच यदि अधिकारों की बात हुई तो फिर रिश्तो के बीच राजनीति की तरह ही इलेक्शन होंगे।
@kamleshsangwan890 Жыл бұрын
Ptti to maa ki hi sunta h muje or bachoo ko na khrch detaa h na sman
@kamleshsangwan890 Жыл бұрын
Kahaa Jay ko sune hmari
@Sonisharma-eq9ly Жыл бұрын
Apne bilkul shi kaha hum himmat se agr kaam lenge tbhi aage badh payenge
@karmendramishra5195 ай бұрын
Himmat se kam lijiye pr kya sahi hoga kya galat ye bhe faisla apko krna prega ,,,,,,,,,apne liye
@alliswellshete5324 Жыл бұрын
Kitne bhi adhikar mil jaye agar ldki agar apna khyal nahi rkh skti to kuch nahi hoga.agar ldki khud ko protect Krna janti h dusre ki prvah kro fir apna b khyal rkho tb jb koi aana kani kre lpet lo.tbi ji paoge verna court k chkr hi lgege
@sunainapandhi116 Жыл бұрын
sahi kha didi jb ladke complete kre to sas nand jud bolkr us bhu ko jutha sabit kr date h
@alliswellshete5324 Жыл бұрын
@@sunainapandhi116 vo hi to bola h jb koi faltu bole itna shor mchao ki pdosi b sune unki hrkte .droge to draye jaoge nidr bnkr rhoge to shuru me btmij bolege fir sb sidhe ho jayege
@Toonation_story Жыл бұрын
Agr ek ghr me 4 kamre hai jo sasur ne apne dono beton ki fmly ko rehne ke liye diya hai or 3 kamre me uski shadi shuda beti apne husband ke sath rehti hai .. or sasur ki 3 Bahu ko 4 kamra diya jisme partition hai or usi me sasur or uski ek divorce beti rehti hai jisme 3 no Bahu ko awkward feel hota hai q ke wo open hai chote kamre me 4 log rehte hai bahu ko privacy chahiye uncomfortable bhi hota or to Bahu ko gungat dalna hota hai .. is mamle me kya wo ek kamra alg demand kr skti hai . ...plz answer..
@VIJAYSINGH-wp2sj Жыл бұрын
परेशान तो कोई नही करेगा मगर रखेगा भी नही 😀
@JasvirSingh-cb3oc Жыл бұрын
Sahi bola
@sumitrastruggle1700 Жыл бұрын
Write
@nandini7223 Жыл бұрын
Ha
@Prk984 Жыл бұрын
😂😂😂😂😂
@PoojaSingh-by9ef Жыл бұрын
Kyu nhi rkhega
@vinusoni4631 Жыл бұрын
🙏 bhut achi jankari di...saas sasur ne ghar k paper'dikhaya ki ladke k naam h...or shadi k baad vaps apne naam kra liya...fir posting dusre jagah ho gai kiraye pr rahty hum...mere pati Sotely h.. unhone pala posa...2 bhno ki shadi ik hi gar mai hui thi...mere husband ki Mmy nhi rhi to badi bhen ne jo unki mosi b h or Tai b lagi.. ne rakha....mera saara saman b unhi k pas...to kya Mai vo gar k liye bol sakti...court to nhi but Social pressure de k .. muje haq h ya nhi
@kanchankumawat595 Жыл бұрын
सर इतने अधिकार होने के बाद भी महिलाओं को परेशान किया
@AnkitKumar-nd1jr4 ай бұрын
Inlaws family are also our parents so please respect them as our parents ❤ please think to the heart ❤️💗
@djchannel18624 ай бұрын
Bahu jab sasural jati hai to yahi sochti hai ke apne maa baap jaise seva karungi. lekin jyadatar sasural Wale bahu ko beti samjhte unke taane aur unke vyavhar hi aisa hota hai ki chije ulati ho jati hai. Unko lagta hai sirf beta hi sahi karta bahu to sirf galtiya karti hai. Tarif karte to bhi chalta par wo to sirf beta aur beti ki hoti hai.
@nandinisharma9917 Жыл бұрын
Agar Ghar sas-sasur ka h or vo beta bahu ko preshan karte h to kya property ka kya rule h
@mrsmile9626 Жыл бұрын
Same question with me?
@karmendramishra5195 ай бұрын
Nhe milta h kuch bhe propriety me ,,,,,
@dakshapanchal4829 Жыл бұрын
Bilkul sahee kahaa aapne..
@bhumijadoun1778 Жыл бұрын
Thank u sir ❤️
@Kenjalsingh2394 ай бұрын
😮 Sir meri shadi 2012 me hui thi meri ek beti h jo ki special child h or meri saas mujhe bahut pareshan Karti hai shadi ke 5 mahine baad mere papa ka dehat ho gya tab se 2020 tak mere sasural valo ne mujhe apne mayke nhi jane diya or kai baar gar se bhi bahga chuki h hamara rashn alg h unka rashn alg h feer bhi pareshan Karti hai or ab 2024 me aaj feer se gar se bhar karne ke koshish kar rahi hai pati ko bhi baga rhi h ham kya kare sir bahur pareshan h kya kare plese sir batay help me
@sushilyadav97162 жыл бұрын
🙏प्रणाम सर, बहुत अच्छा जानकारी, यह भी बताईये कि एक बेटी की पिता की सम्पत्ति में कितनी अधिकार है, यदि पिता के पास सम्पत्ति नहीं है तो दादा के सम्पत्ति में अधिकार है जब वह ससुराल में रहती हो | बहु को अपने मायके में कितना अधिकार है?
@mridulbala9932 Жыл бұрын
mai bhi apni nanad se bhot paresan hu vo mere ghar me brabari ka hakk manti h jabki vo sadi suda h uska pati achha kamta bhi h alg ghar leke usko rakha h fir bhi wo roj apne mayke aati h jisse mai khus nhi hu mere mna krne par wo bolti h mere bap ka ghar h mai roj aaugi tum kon hoti ho mna krne wali. plz is samsya ka koi mujhe upaye btaiye mere ghar me bhot ldaiya meri nanad ko lekar hoti h..
@priyashukla7749 Жыл бұрын
Suprime court ka faisla hai ki Pita ki sampti me beti ka utna hi adhikar h...jitna beta ka h .. Aap aadhi sampti unko de dijiye... Jhgda khtm..
@mkpparmar3055 Жыл бұрын
@@mridulbala9932 nand ko adhi sampatti dedo,aur kahdo aaj k bad apka yaha koi adhikar nahi h ab apne sasural hi raho
@mridulbala9932 Жыл бұрын
jab se unki sadi hui h tab se wo apne mayke me hi rahi h aur ab wo apni sas sasur se alg rehti h aur mere sas sasur yani ki unke hi ma bap ne unka kharcha uthaya h aur sara rasn sara kharcha meri sadi se pehle aurr meri sadi ke bad bhi kharcha uthate meri sas unke liye hi sab kuchh krti h aur mere liye bolti h ke hmne apna beta de diya h aur tum apna kharcha khud chalao...aur apni beti apne nati ka kharcha pura deti h.. to sampatty me ab kaha se hissa bcha h unka...
@mkpparmar3055 Жыл бұрын
Sab apni apni kismat ka khate h unki kismat me apke yaha ka Dana pani likha h pichle janm ka jab tak sara karja utra nahi jata apki nand tab tak apke yahi se apna karhcha pura karegi chinta na kare ,,apka kamaya apka h apke sas sasur apni kamai dolat luta rahe h ,,karne dijiye wo jo kar rahre h ,,
@ifiujghuuv28417 ай бұрын
Sir mere husband ki monthly income 400000 rs par month hai but mujhe kharcha woh bilkul nahin dete unke paas gadi hai mujhe usmein baithne bilkul nahin deta kya patni ko pati ko apne saath rakhne ka adhikaar hai ? Kya pati khud ko patni se completely separate rakhe to kya patni pati ko apne saath apne ghar mein rahane ke liye badhya kar sakti hai ?
@mukeshgurjar4568 Жыл бұрын
Tq you sir
@KulsumKhan-qw8wh Жыл бұрын
Mobile hacking ki complaint kaha aur kese karen?
@ashokbharvad9477 Жыл бұрын
Bhai ladake vale ka bhi bataya karo vo bhi bahot dukhi hote khud apni wife se ....samaja karo yar bat ko or ladako ko bhi
@pujajaiswal22810 ай бұрын
Thanks a lot sir
@rajnisaini3747 Жыл бұрын
Kash phle dikh Li hoti ye vedio ......
@rajukumbhar2506 Жыл бұрын
धन्यवाद सर
@LiteXProYT Жыл бұрын
Please btaiye
@poojashrivastava5252 Жыл бұрын
Par pariwar ke sadasyon dwara mahilaon ke kisi bhi roop me shoshan viruddh pratikar ka adhikar bataein.
@classicdrawing381 Жыл бұрын
Dear Sir, mere parents ne meri shadi ki sabhi gahne, cash, dahej ka samaan rakh kar mujhe aur meri patni ko baseless ilzam laga kar bedakhal kar diya aur mere chhote bhai joki unko din rat pitai karte hain, unki pension pe mauj kar rahe hain unke saath reh rahe hain
@rinkukumari6121 Жыл бұрын
Mere sath bhi same story hai kya Kare samajh nhi aata
@ssfashion4639 Жыл бұрын
Aap k wife ko case karne ko bolo shaddi me Diya Gaya gold dahej ka saman cash gift sab pe apke wife ka hakh he
@sakhisangeetvlogs3623 Жыл бұрын
Agar SAS sasur Ki sampatti Ho to kya karna chahie please bataen