Denaey wala sirf aur sir Allah subhano tala hain aur koi nahi kuch bhi nahi dey sakta chahey woh koi bhi ho
@rashadhussainsmrh70036 жыл бұрын
assalame alaikum.. main sayyad hun aur main dubai me kam karta hun company ka aunar zakat diya hai isko main madarsa me de sakte hain main galti SE zakat ka form bhar diya isliye mere account zakat paisa agaya isko main madarsa me de to kaisa rahega bataye
@Samajwadipartynavimumbai4 жыл бұрын
Unhi ka sadqa khaate ho aur unhi ke khilaaf bolte ho ki mohd,s bhi shariat me kuchh change nahi kar sakte kitne waqiya mai batau jo huzur ne apne ikhtiyaraat se change kiya hai
@aleempervaiz87894 жыл бұрын
Zakat is the RIGHT of every poor Muslim including a Syed in the wealth of a rich Muslim i.e. Sahib-e-nisab. Always keep in mind Zakat should be delivered among the Mustahkheen without hurting them or disrespecting them. Zakat is a religious obligation. A sahib-e-nisab is bound to pay zakat to poor Muslims. Zakat is the commandment of Allah and Prophet Muhammad (PBUH) have absolutely no power to undo the commandment of Allah. Prophet Muhammad (PBUH) never did the same, its the creation of jahil ulma. This commandment or injunction of Allah is still in the field. A poor Syed is equally entitled to zakat with the rest of the poor Muslims.
@mikegandhi20096 жыл бұрын
Quran ki ayaat k khilaf hai yeh hadees. Keu ki allah ney Quran mey fermaya ki zakat sabsey pahley apney aziz wa rishteydar ko do. Ab sawal yeh uthtaa hai ki ager koi syed amir hay tou woh allah k hukm k khilaf jaker apney aziz wa rishteydar ko chordker doosron ko zakat dega ???
@shamsuddinpatel88716 жыл бұрын
wasi bhai Bhai aap net pe Syed type karo kitne video aayenge sab dekhlo Sunni wahabi Shia jo chaye dekh lo phir boolna. Syed Ko aur Mohammed PBUH k family Ko sadqa aur zakat haram hai. Chaye to kudh padhlo
@Samajwadipartynavimumbai4 жыл бұрын
Abe bewaqoofo jaante ho kaun hain jo bata rahe hain pahle jaan lo fir baat karo
@aleempervaiz87894 жыл бұрын
Maulvi sahib Gappain na marian. Zakat sub per jaiz hay. Yah Allah ka hukam hay. Allah kay hukam ko Muhammad (PBUH) be change nahain kar saktay. Zakat kay baray may fazool batain na karian. Your knowledge about zakat is poor and limited.