Bhaiyya apne ik din mein 2 lecture kiye the phy ke , to apne ik chapter ke 2 kiye the back to back , ya phir 11 , 12 th parallel kiya tha , bhaiyya mera 11 pura back hai , kya 11 and 12 phy parallel kar shakte hai kya ? Long lecture se yakken ke , plzzz reply , and plzzz pin me ...
@Picto-t3x18 сағат бұрын
Completed 5 chapters of bio 3 chapters of physics still possible to score 600+ in neet?.....if I study honestly ,maine aapka video dekha hai jisme aapne 7 month me crack kiya hai neet
@AnuragMishra-sw1hm19 сағат бұрын
(Bhaiya aap) ❤or (The Apron boy). (Dr. Sasi kumar )❤ bhaiya dono neet asparent ke liye bahut achha gaid kerte hai❤ aap dono bhaiya ko bahut bahut dhanyavad ❤🙏
@MissSkywalker-cv3xq2 сағат бұрын
Thankyou bhaiya 🌷
@Neet2025-sv1yp22 сағат бұрын
I am the biggest fan of you ❤
@mtashish772620 сағат бұрын
😂 mr sir be like : mai padhana chorr du ?😂😂
@SonSun-v8r12 сағат бұрын
Sabse achhi videos bhaiya hum neet me 700+ marks leke aaungi aur aapse jarur milungi ❤
@AnuragMishra-sw1hm19 сағат бұрын
Ram ram bhaiya ji ❤
@fathimamahtab977022 сағат бұрын
Prachand batch se physical chemistry kar sakthe kyaa baki ke subjects apne jo playlist di hai usse karenge sahi hai naaa reply
@Aman_med_world19 сағат бұрын
Okk 👍🏻
@roshanidevi2004g21 сағат бұрын
neet preparation ke liye kon kon se syllabus ka tayari krna padta hai please reply me 🙏🏻 bro neet ka paper hindi aur English dono lagengue me aata h . Neet ka from kis month me aata hai
@Aman_med_world19 сағат бұрын
Syllabus 11th and 12th hi rheta h PCB
@shoaibgyan20 сағат бұрын
Bhai aapne jo playlist di thi usme physics Alakh sir k one shot the to mera ye question h physics prachand series chlri hai usse Krna chahiye ya fir alakh sir k one shot se kya acha rhega pls reply...?
@Aman_med_world19 сағат бұрын
Alakh sir wale lecture me sare imp.topic cover kiye hue h sir ne with question practice in just one shot Jinko jldi syllabus complete krna h unke liye ye hai
@AsishPati-ls9qi16 сағат бұрын
Mr sir crash course or alakh sir crash course one shot?
@AsishPati-ls9qi16 сағат бұрын
Class 11th ka portion backlog hai
@AsishPati-ls9qi16 сағат бұрын
Alakh sir ka oneshot thik rahega?
@numanahmad1232 сағат бұрын
Me aage pdhta hu peeche bhulte jata hu or kbhi kbhi to aisa lgta hai jese mene ye chapter pdha hi nhi ...😢
@AdityaGupta-ud7uc16 сағат бұрын
Dmch darbhanga complete boys hostel and food details please
@AnuragMishra-sw1hm8 сағат бұрын
Bhaiya apke video dekh ker ham (disa publikation ) ki 37 year pyq order ker diye hai and (pw ka moddul hai and 12 year pyq) Etna ab ker le selection ho jayega
@Aman_med_world4 сағат бұрын
Agar itna aache se kar loge to definitely selection ho jayega ,
@AnuragMishra-sw1hm3 сағат бұрын
@Aman_med_world ok bhaiya 🙏
@FuturemedDiaries22 сағат бұрын
Kya abhi itna time hai ki long lecture dekhe yakken ke , crash course se samjh nahi aa raha hai ...
@Aman_med_world22 сағат бұрын
Long lecture minimum 1.5x pe dekh sakte ho crash course ke jagah 👍🏻
@FuturemedDiaries22 сағат бұрын
Bhaiyya parallel kr shakte hai kya , apne 6 lec kiye the to aap kaise karte the ?
@Aman_med_world19 сағат бұрын
1 priority waise chapter arrange kro And then 1 line se chapter complete krte jao Bs yahi krna hai 🔥
@FuturemedDiaries19 сағат бұрын
@@Aman_med_world thanks
@AarfaPerween-s3n11 сағат бұрын
Bhaiya 2026 k liye ek video bna do avi se kaise preparation kre plz❤❤
@Aman_med_world4 сағат бұрын
Ok
@AnkitSingh-j3p17 сағат бұрын
Meri 11 physics nhi complete h kya Mai 12 ka start kr sakti hu jisse jyada questions aate h plz bhai reply kro
@Vaibhavi_dikshit_official16 сағат бұрын
Same meri bhi
@AnkitSingh-j3p11 сағат бұрын
@@Vaibhavi_dikshit_official tho aap ne start kiya
@Neet2025-sv1yp22 сағат бұрын
Bro how you done 6 lectures in a day please tell me i want to do i have so much backlogs please tell me
@Aman_med_world19 сағат бұрын
Following proper my daily task and save time from less important work
@FuturemedDiaries22 сағат бұрын
Bhaiyya apne ik din mein 2 lecture kiye the phy ke , to apne ik chapter ke 2 kiye the back to back , ya phir 11 , 12 th parallel kiya tha , bhaiyya mera 11 pura back hai , kya 11 and 12 phy parallel kar shakte hai kya ? Long lecture se yakken ke , plzzz reply , and plzzz pin me ...
@Aman_med_world19 сағат бұрын
Dono lecture 1 hi chapter ke alag alag chapter ke nhi 1 bar me 1 chapter pick krne ke baad jitna jldi ho sake samajh ke usko complete krna hai that's it no hard fast rule