sabse important ciz patila pura kala ho jayega isiliye koi tin ka can use ye powder milk ka tin ka dabba use kare nahito mummy ka chappal to hai ti stain dene k liye
@nargissaifi85442 ай бұрын
Mam dry skin ke liye sunscreen bta den pls mam
@sadabansari618918 күн бұрын
Maine to bas arq mein maeda thoda sa mix kar ke laga liya tha aur bahut accha calor Aya hai 😊
@scribble-vu8zm7 ай бұрын
Ye work karta hai i tried. Its zabardast but lot of smoke while making it be careful can cause lungs issues to elderly ppl at home so make in open areas
@angelsclothing33886 ай бұрын
can we use Jeggery powder and is there diffrence between hair henna & hand henna?
@uzmaansari128Ай бұрын
Appy organic heena mehndi powder kaun sa ach hai bataye
@JamilKhan-mt8bsАй бұрын
Afrin powder
@uzmaansari128Ай бұрын
@@JamilKhan-mt8bs Behan Maine nilgiri oil mix karke banaui but dark nhi aaya orange aaya hai pta hai to bta dijoye koi tips
@rekhadhain23287 ай бұрын
Mehndi sukhi nhi milti hi cons milta hi thanks🙏🙏 ji
@farhatzanjirkar86705 ай бұрын
Pani paka kr bhi dal sakte haina
@rahatali885611 ай бұрын
Aap koun sa essential oil use karti h ma'am please reply
@BilalKhan-tb8mn8 ай бұрын
Mera name bhi shabana he ahemdabad se
@Mehndi_with_zuniАй бұрын
Aapi isme achi khushbu to ayegi na please reply 😊
@harman.furniture3 ай бұрын
agar dono oil hi available na ho koi or oil add kr sakte h
@Sumerakhan-r5x3 ай бұрын
Pehli baat ki jo mehndi sikhta he wo mehndi gholne ka raaz btata hi nhi he ye wohi btayegi jo hm pehle se jante he
@sujatagaikwad59435 ай бұрын
Hello mam, mehandi powder kahanse mangate ho aur kis type ki pls suggest..
@madhaviawati7242 Жыл бұрын
I tried it .Tell me how to clen the vessel. Reply fast.
@nikhathfathima6500 Жыл бұрын
Wo clean nahi hoga next time k liye wo vessel rak lein
@СЕГУЪ7 ай бұрын
Is the results good?
@abubakarhassaan-cs8vf4 ай бұрын
Can we use colourful henna
@ChinaButt7 ай бұрын
Very good it is true
@Mariaawais57247 ай бұрын
gurr na ho to kyya sirf patti aur cheeni say ban jaye gi?
@FaridFaruАй бұрын
Is mahandi ma namaz ho gi ya nahi
@anniekhan93915 ай бұрын
Can we use lavender oil?
@Sumbulfff29 күн бұрын
Mam organic Mehandi kaun sa hair hair organic mehandi
@monybavani62485 ай бұрын
Can we use both oils
@abidrahim68052 ай бұрын
mne humesha henna powder ark me dalte sath hi lgai hmesha dark color aya koi itni mhnat ni hoti boht asani hoti h is se or logo ko smel ya burtan k jal jane ka musla h to smel ziyda der ni rhti khtam hojti h and 2nd chiz burtan wo lo jo ap k liye bilkul use full na ho sirf iski ark k liye ho or ye thnda ho k utar jata h jo jala hua hisa hota h thori mehnt kro ge to phal pau ge 😅
@mohdsiraj2273Ай бұрын
Good information😊🎉
@uzmaansari128Ай бұрын
@@abidrahim6805 behan oil kaun sa use ki. Maine banaya but dark nhi aaya Btao na plz plz
@mamtayesikar52966 ай бұрын
Gudh chay ki mehendi ye vidhi BC ahut purani hai. Thanks you so much.
@muhammadnasir10426 ай бұрын
Yh m.m. Oil balo m lagane wali mehndi m bhi dal sakte hen kia
@MughalJan-n9y4 ай бұрын
Mujhy heena powder name bta den plz me ny boht pasiy zaya kf liye lekin asa heena powder ni mill jo be us me dany dany sy hn or jab bny to wo lees ni banti plz bta den knhn sy or kis name sy mily ga
@iqrazeeshan5589Ай бұрын
Daraz
@taufiqhashmi66716 ай бұрын
Kya isko apne baalon par laga sakte hain pls jarur bataiyega
@vibhamishra51415 ай бұрын
Nahi bahen
@gulnaazkhan51148 ай бұрын
kitne din tak store karsakte hai
@shamdandawate831220 күн бұрын
सबसे important चीज ये है कि आप इस बात इरिटेटिंग लगता हैं
@ratnaprabhamotiyale1858 ай бұрын
Ye mehandi ham Balon ke liye use Kar sakte hai kya , white hairs colour karne ke liye , bataye pliz
@rashijigarmahi47758 ай бұрын
Haa laga sakte...
@ai_dancer_20243 жыл бұрын
Kya ham isi method se mehendi balon ke liye bhi try kar sakte hain
@AkeelAnsari-u4q7 ай бұрын
Nhi, balo pr iska Colour nhi ata h
@Pia_rathod_0078 ай бұрын
Mahendi ka link to diya hi nai he yaar sirf nilgiri oil ka link hai
@syedazainab-dc2wlАй бұрын
Isko Arkh bolte hain o aap mehndi powder me mix kar rahe ho
@Neem132-fc5mv6 ай бұрын
Hi sister tell about single cone weight and cone sheets cutting size and 1 cone rate pls video upload
@noorkudanbi47046 ай бұрын
Thankyou di lekin mehendi ke patte se cone banaasakthe hai toh please batayiye hamaare gharme ped hai toh maine koshish Kiya hai lekin kaamyaab nahi hosaki
@misakiayuzawa44025 ай бұрын
usko sukhakar powder banana padega
@uzmaansari128Ай бұрын
mehndi ka link do
@NehaHussain-y2j7 ай бұрын
Organic mehndi ka hai se liye
@n.karthikakarthika9888 Жыл бұрын
Dear if gur powder ready made ho toh dark brown chaley ga please tell me reply
@mjaan13503 жыл бұрын
Balo me ye mendhi dal sakhty Hain
@Being___talha___206 ай бұрын
Ha
@realisticreview3311Ай бұрын
Ye paste bhut jada liquid form me hai iss se cone sahi se nhi chlega
@Khansfamily008 ай бұрын
Assalamualaikum ye oil kaha par milega
@surjeetbishnoi5920 Жыл бұрын
Dudh daal do chay bn jaygi
@kashishkakitchenk3103 Жыл бұрын
😂😂😂
@MariyamZehra-o6o5 ай бұрын
😂😂😂
@rubinaowais861822 күн бұрын
Eucalyptus oil dalne se colour bahut dark aata h gud ka pani dalne ki zaroorat hi nahi hotisimple teaka pani paka k mehndi gholo aur us oil dali colour fuul aarga
@mubeenamemon2976 ай бұрын
Jazakallah khair
@nehaalam67512 ай бұрын
Humari mom aise hi bnati hai
@HarjitSingh-fc5un3 жыл бұрын
Mujhe to ye dekhkr tnsn ho rhi hai jis baul me chaye patti sugar dalkr ges pr rkha hai wo keise saf hoga 🤔🤔🤔🤔
@IndianYoutuberShabana3 жыл бұрын
Easy clean
@salimmulla2868 Жыл бұрын
🧐
@dancemeresang4942 Жыл бұрын
😂😂😂
@komalsaini9743 Жыл бұрын
Same ye thought mere mind me aaya itna effort krne se phle m dobara hi bna lungi😅😅 Double mehnat nd kharcha it's better the market or natural mehndi uska red colour shi h👍👍
@nusratshaikh22411 ай бұрын
Good Question 😂
@sushmasingh93433 ай бұрын
Par isme jalne ki badbu aati hai mehndi me
@saminalokman980 Жыл бұрын
Is method se banaye gaye cone kitne din tak rakh sakte hai
@IndianYoutuberShabana Жыл бұрын
1 month
@dilipbhumij29367 ай бұрын
Patile ko kaise saf kare
@GursewaksinghBabbu-tb2yq7 ай бұрын
😁😁😁
@ENTERTAIN2603 жыл бұрын
Hi ma Pakistan se ho api ...aapi ap muj nil par jo mahdi lagte ha wo bana sikye ....jase ap ki nil par ha ☺
@MashalKhan-e9l9 ай бұрын
Sister pansary ki dokan se arq milta hai OS ko thora sa veet mai mila ki nails par laga ki jaldy do lin oski bad koi bhi mihindy nails par lagayi aisa nails ho jayingi
@Samhammu8 ай бұрын
Is this works?
@naazkhan69223 жыл бұрын
Thanks 😊 appi
@IndianYoutuberShabana3 жыл бұрын
😊
@lucknowizayeka3381 Жыл бұрын
Very nice
@GeetaPareek-z5c8 ай бұрын
Isme mehndi use nhi kar k roli bhi use kar sakte,roli prakash brand kihoni chahiye,sirf aadha ghanta lagakar haath dholo,jitne deen haath meinehndi rahti utna hi deen ye bhi rahta
@JizzyAM28567 Жыл бұрын
Mehandi powder kaha se hai
@saminalokman980 Жыл бұрын
Can we made cone with this paste nd how long can i keep it pls rply
@IndianYoutuberShabana Жыл бұрын
Yes 😊
@mahanorsheikh7763 Жыл бұрын
Kya hum herbal mehndi use kar sakhte h
@mahanorsheikh7763 Жыл бұрын
Plz Bata dien herbal me bana sakhte h
@shrutijain35972 жыл бұрын
Aapne itni method batai he konsi jada fast kam krti he ??
@archanachaudhari2233 Жыл бұрын
कोन कैसे करना है और कैसे भरते है मेरा तो निकालनेके टाईम फट जाता है
@saminahmad28037 ай бұрын
Aap bohat lambi video bnati ho or bohat zeada rpeat karti please control Kam bolain gi to or acha hoga
@vibhamishra51415 ай бұрын
Hnn
@Queen-yr9sp Жыл бұрын
Oil kahase lenge?
@sayeds56097 ай бұрын
Kya hum balon ke liye ye method use ker sakte hain
@IndianYoutuberShabana7 ай бұрын
Check recent video
@madiha375 Жыл бұрын
Aap ne mm tea tree oil kahaan se liya
@yasmeensheikh-be3pz5 ай бұрын
Sahi baat hai 😊😊😊😊😊
@husnabibi8010 Жыл бұрын
Hair per laga sakte hai
@ramandeepkaur-fw7ft Жыл бұрын
Nhi sugar se lice pad jayegi
@afshantabassum3777 Жыл бұрын
Ap nails mehendi likvid sale karte ho?
@fouziyamujju35178 ай бұрын
My karti hon ap ko chahiye
@arunrao93076 ай бұрын
Achha ji guyz.....
@khushi0202 Жыл бұрын
Ok guyz.. or important baat... Kitti baar use kiya h😂
@pritibagrecha14278 ай бұрын
😂
@Chillar_party015 ай бұрын
Lgane k baad 2 din m skin rough hone lgti ...stain dark aati but skin bht rough ho jati aisa kyu?????
@thesaviicreation2 ай бұрын
tea tree oil skin dry krta hai... better is after wash use coconut oil or any good mosturizer on hands after some time.
@nishasyed40248 ай бұрын
Kitana Important chiz hai isme to😂😅😊 Har Sentences me Important Chiz Hai inki To 😂😂😂😂😂😂
@heenalohiya20114 ай бұрын
Har bat me sabse important bat q bolte ho Or ek bar me hi samj aagaya bulk me zyada quantity istemal hoti hai
@uzairnonari13682 жыл бұрын
Hair pai lga sktai Hain ?
@salmataj4316 Жыл бұрын
No
@nazirasultanalaskar6305 Жыл бұрын
Sabse important cheez tho kaafi saare ho gye hai🤔
@aqsaMaheen-qw8by Жыл бұрын
Achcha guys sab se important baat itni sari hai 😂😂
@IraEverything Жыл бұрын
Ye to har video me h😂
@naazmehendicreation2 ай бұрын
🤣🤣🤣
@Uzmakhan9977 ай бұрын
Sath ye bhi batana tha ye mehndi 4-5 days ke baad kitne gande tarike se utarti hai ,jaise skin utar tahi ho,aise iski parte utarti hai bahot zyada uljhan hoti hai usse or jab parat chadi huyi ho to samjho na wazu hogi na gusal.
@AqsaBegum-ke9eh7 ай бұрын
Wowwwww❤
@prabhamunendra69063 ай бұрын
Achcha guys...patila kaise saaf hoga..
@nimrashaikh3377 Жыл бұрын
Mehandi powder MATLAB henna powder Jo hair mask ki tarah use karte hain
@ayshaansari77525 ай бұрын
Baji baht bol rahi ho ap ap ek hi bat bar bar repeat 🔁 kr rahe ho km bola kre ap todha
@JyotisHandEmbroidery7 ай бұрын
Apne mehendi test karke kyu nhi dikhaya.... thumbnail me tha isiliye apka video dekha......yr recipie common he
@shaguftakiduniya7 ай бұрын
Colour nhi i get
@sabrinaalam70123 жыл бұрын
Why your nail color is not same like the video?😁😁😁😂😂
@Hennabynoora-azenАй бұрын
❤❤❤❤❤
@misbamujawar89143 жыл бұрын
agar nigari use krna ho to kitne drop add krna hoga?
@IndianYoutuberShabana3 жыл бұрын
2-2drop
@ai_dancer_20243 жыл бұрын
Ye nigari kya hota he
@gulnaazkhan51148 ай бұрын
eucalyptus oil is nilgiri
@pyaribilati44533 жыл бұрын
Thanks 😊appi
@muhammedmammu86073 жыл бұрын
Ueoh8u7
@muhammedmammu86073 жыл бұрын
😁hdoyfi
@mish-vm8it Жыл бұрын
achcha gaaizz sab se imp baat 😂😂😂
@adilabdul3679 Жыл бұрын
I'm not agree Nilgiri oil se colour nh ata hai 😕👎👎👎
@rafikakhatun333Ай бұрын
"Acha guy's sab se Important chiz" is vedio me ye baat kitni bar boli gae hy..... Bataye ga frnds...... Baki vedio achi lagi...😂
@arpitabanerjee29952 жыл бұрын
Mehendi mein nimbu ki jagah agar vinegar Diya jae to colour ayega
@himanshugautam9638 Жыл бұрын
Manga powder daal lo😂😂
@fatimaasfia7138 Жыл бұрын
Bhot thin consistency hai mehndi ki
@firespewers5683 ай бұрын
Baap re bartan kaa kya hogaa😮
@imamaaban94017 ай бұрын
Otherwise sabse important bat poori video me kitni baar bola gaya hai sahi jawab Dene Wale ko mehndi free..😢
@sristytiwary34965 ай бұрын
Acha ji😂
@maureenvos51113 жыл бұрын
I would recommend you research no sulfates fast hair growth shampoo.
@RajeshHala-cm4im Жыл бұрын
ব ঃ।
@naseehainfar32092 жыл бұрын
Z dat mehndi keep in the freezer
@rahatparveen4872 Жыл бұрын
❤
@mirhahayat12233 жыл бұрын
Wowwww
@faruknadaf63878 ай бұрын
Wow
@ZuveriyaMemon936 ай бұрын
Mehndi k kon k liye itni patli mehndi nahi hoti to aapki mehndi me lamsh he esi mehndi k kon nahi calte🤣🤣
@vibhamishra51415 ай бұрын
😂😂
@barkatali1293 Жыл бұрын
Ulte Hath ke Laga sakte hain kya chamdi To Nahin utregi
@kashishkakitchenk3103 Жыл бұрын
Nice video
@RUSTAM786755 ай бұрын
Tel na Dale to chle
@RUSTAM786755 ай бұрын
Jawab do
@RockFier5 ай бұрын
Gurlll stop saying ' sabse important ' every minute it's very annoying....
@kashissony13 Жыл бұрын
Kitni baar bola hai Sabse important sabse important kya sabse important aaya hi nahin pata
@Khansfamily008 ай бұрын
Ripley do plz
@sadhnanavrang9962 Жыл бұрын
Tapeli ka haal hi kharab ho jyga...hatho ko mhendi tapeli ka kalapan saaf karne m hi nikal jygi