Aise hin tension 21 days tak le lek meri saas k wajah se, mera milk supply low ho gaya aisa mujhe laga. But lactation consultant se milne k baad unhone examine kia and kaha milk supply bahut hin badhia he bas bache ka latching problem he. I felt like a burden has been lifted on my shoulder. I worked calmly on my baby's latching and me apne mayke b aa gayi. Thank god meri mumy itni encouraging hein. Mera toh stress se ro rok bura hal ho gaya tha.
@cookingdelicacies46865 ай бұрын
Exactly what I am going through
@NiluSharma-ik9gg4 ай бұрын
Hii aapne kaha dikhaya tha
@NiluSharma-ik9gg4 ай бұрын
Mera bhi abhi 2 month ka baby h sb ese hi bolte h mujhe bhi
@tamannasingh81153 ай бұрын
Same mere sath ye hi ho rha h
@anjalibhatt90863 ай бұрын
Mere sath bhi esehi ho raha hai
@apluspstudio725011 ай бұрын
Koi doc/ nurse guide nahi karta My personal experience KZbin is helpful
@Reallyok5 ай бұрын
Hospital m koi saga nahi hota
@SUNAEZAАй бұрын
Ss true ... Hospital wale to pehli fursat me top feed de dete hai
@PunamJeet-vd1moАй бұрын
Apne sahi kaha
@Aabhaa-u3oАй бұрын
हर किसीका अपना अनुभव.. हमे अच्छे डॉक्टर्स मिले..
@ashishchaudharicool28 күн бұрын
KZbin is super helpful
@rani83510 ай бұрын
Very useful video, har dusra insan new mother ko advice deneme laga rahta hai, bachha rota hai to maa pr dal dete hai ki tumhe dudh nahi aa raha, mai bhi is phase se gujar rahi hu, thank you mam for boosting my confidence 😊
@prishaaneha10 ай бұрын
Elderly ladies behaviour mentioned by her is absolutely true..but still can't believe they themselves forgetting their first day of being mom themselves and unnecessarily giving tension to new moms...
@valentinajacob5127 ай бұрын
True . N thankfully I had confidence in me and I was positive about my body. I was reluctant for formula feeding.
@imperfectlyperfectmomvihu94993 ай бұрын
Especially experts called MIL . Babies make one sound and they will say give milk then they will say milk is less😢
@marionnashcarrАй бұрын
@@imperfectlyperfectmomvihu9499so very true , whenever I visit my mil and the baby cries ,she says hungry,are you not getting enough, That makes me so frustrated and annoyed
@ushapal35111 ай бұрын
Cash hum aap ka video pahle dekhe hote to itna tention nhi hoti ,log to bole bole ke paresan ker dete hai thank you so much mam
@ShraddhaAkshay10 ай бұрын
I also faced these issues bt thankfully my husband was there to calm me aur maine khud hi sab solve kar liya in time i think shant dimaag se jab aap problem ki wajh sochte ho to khud hi solutions mil jate hai
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.😊😊😊
@prativamayeepradhan Жыл бұрын
Thanks maam bahat achhi advice hai...nei to ghar k logo khali tana dete hen
@anitabudeen Жыл бұрын
Bhn baby KO kuch bhi ho apni glti h bs koi smjgta hi nhi h😴
@snehalgiri1566 Жыл бұрын
Sahi bat hai
@poonamrauniyar5031 Жыл бұрын
Very true
@preetipal21207 ай бұрын
Right
@ankitadubey626611 ай бұрын
Nice information mam thanku so much l loved your video and you said right bade sirf tone hi maaarte hai ham pehele hi body se pareshan hote hai or ye mentally or pareshaan karte hai
@Mahanas-l6s10 ай бұрын
Duniya me kuch log hote hey jo new ma ko paresan karte hey ki baby ko dudh nehi miltehe,baby rone par bolte hay ki tumhare dudh se baby ka pet nahi varraihe, Ase bate new ma ko bohot taklif deti hey.😔
@monikaatal170010 ай бұрын
Very informative for every new moms. Thank you so much ma'am
@manunarasimha520910 ай бұрын
This video gives lot of information about breast feeding & very helpful for new moms like us Thank you so much madam
@syedmuhammadsalaar49275 күн бұрын
Competent doctor (from Pakistan)
@khushbookashyap3011 ай бұрын
Inhone jo b baat boli h sach h mere ganth ban gyi thi dudh ki fir dudh pilaya to wo thik hui fir dusre m same sa hua wo dawai se thik hua coz inn dr ki technique mujhe pta nhi thi daba k malish wali. But meri sas ne b bola uper ka dudh bna du bachi ro rhi h but m jese he meri beti soke uthti thi m pehle apna he dudh pilati thi chahe shuru m km aya fir apne ap pta nhi chala kb mera he dudh pine lg gyi.❤ suno sbki kro khud ki mothers hume b pta lgta h ki hume kya krna h but dusre ki pressure ki waja se nhi krte but tum dudh pr zarur lagao jese he bacha soke uthe.
@khushbookashyap3010 ай бұрын
@user-zw8lh6gv7z nice, but mujhe kisi supplement ki zarurat nhi padi. Bas pehle m dudh pilate huye ph chalati thi taki time pas ho jisse dudh kam ho rha tha fir mene socha dudh pilane pr dhyn du tb se aj ka din h kabhi breastfeeding m kami nhi hui.
@rupasrivastava227210 ай бұрын
Hum n bhi kisi ki nhi suni jo mere bache k lye acha lgta h Mai bhi krti hu ......chae koi kuch bhi bole apna hi dud dijyae
@lipi17448 ай бұрын
Aapne ganth kese thik ki? Mere bhi ganth ban gai hai thik nai ho rahi
@khushbookashyap308 ай бұрын
@@lipi1744 aapke kaha pr hui h ganth?
@ayushishukla8725 Жыл бұрын
Very informative. I am in my 8th month and a bit scared about breastfeeding. Thank you for clarifying the small details. I'll surely keep it in mind.
@nehalpithiya39118 ай бұрын
Thank u so much mam. Very helpful info. U have given to us....its really helpful for new moms.
@chandanishree71342 жыл бұрын
Very informative session by Dr Rama.. i am very thankful for this valuable session.
@seemasharma26072 жыл бұрын
Thank you Ms Rama Mahajan for a wonderful talk and Ms Rajinder for spreading information on such relevant topics 👍
@SehatnamawithRajinder2 жыл бұрын
Thanks for always sharing your valuable knowledge on this awareness platform
@syedmuhammadsalaar49275 күн бұрын
You nailed it doctor
@smilingworld12349 ай бұрын
Thnkuhh so much maim hm bhi es problem se presan h dudh ni nikl rha
@vaishnov8769 Жыл бұрын
Excellent narration. Thank you ❤
@poojaverma851310 ай бұрын
Great learning
@vaishalijagdhane54436 ай бұрын
Thank you so much, really helpful, this information came at the right tine for me.
@User6m7-1129 ай бұрын
Meri first delivery mein sabne yahi bola ki iska milk kam hai .. dudh tapak nahi rha.. i was so confused..but i breastfed my baby exclusively 6 montha ans till 2 years.. now in second delivery I understand ki agar breast tight nahi hai to matlab milk kam nahi hai.. if baby is satisfied and gaining weight to sab sahi hai
@romitadevi53304 ай бұрын
Mm. .m
@ankitasyal3 ай бұрын
Thanks yaar same mere sath hai mera milk extra nhi nikalta mujhe lagta h ki mera milk kum hai
@ruchaande683111 ай бұрын
Informative...to the point and useful ....I wish I knew few things at the beginning but it's never too late for breastfeeding mother
@Curious_Creative_Mom1326 Жыл бұрын
Thank you 🙏🙏 I passed through the elders openings you told
@priyanarbariya857418 күн бұрын
Good information thank you
@NainaSrivstav Жыл бұрын
Very educative thanks sehatnama for these kinds of videos very useful for first time mothers like me ❤❤
@SehatnamawithRajinder Жыл бұрын
Thanks keep watching ❤️
@SeemaSingh_0511 ай бұрын
She is so good. ❤God bless.
@tanyabatra61710 ай бұрын
Very wise lady
@salarsahir22089 ай бұрын
thnx prso mera oprt he last baby me mje boht pain rha
@nikkirandhawa24966 ай бұрын
Mam breast heavy na ho toh mtlb milk supply kam h ??? One month hogya h mere baby ko
@happylilworld112211 ай бұрын
Really.. 2 students milke dhamal machate hain😂
@somsomsingh24966 ай бұрын
Jo bhi maaye ye comment padh rahi hain kripaya dhyan de ki bachha latch karne ki kriya sikh jar aata hai maa ki pet se Isliye aap jitna positive rahoge bachha mera bachha dudh pila meri bitiyan ya beta aise positive raho aur repeatedly 15/30 mins interval dekar bar bar bache ko breast paas lakar feed karvaye dudh bhi badhega aur bacha khus bhi hoga immunity power boost hoga unka adhikar hai dudh unse apna haq mat chiniye aur duniya ristedaro ki baat ansuni kare
@Ammy99Thind2 жыл бұрын
Thank you mam for best 👍💯guidelines
@RimaNagrikar20 күн бұрын
6 mahine se dudh nhi ho Raha tha bhut kam ho gya tha fir Mamicon syrup our Mamicon capsule use Kiya,bahot hi asradar hai esse milk secretion badhta hai our koi side effects Nahi huaa and bachhe ko bhi koi Hani nhi huee uska pet bhr jata hai mera milk pine se,very effective hai , aayurvedik hai Amazon se mngwaliya tha,$;$-$&&$6-
@ArtiPatel-ls9go6 ай бұрын
Thank you 🙏🙏🙏🙏👍👍
@rinkyshaw4913 Жыл бұрын
But mere hospital me mujhe breast feeding krna nhi sikhayi h ma'am..aur mera nipple pakar kar hi milk pitti h mere nipple me cut par jati h nipple dard hoti h ..iske liye kya kre
@sonamsrivastava194111 ай бұрын
Apne breast to neeche se apne hath se pakar kar burger position banao n then bache k muh m daalo aur uska pura muh khulwao uske hoth p finger touch Kara k
@faryalglam636220 күн бұрын
Suffering from same situation
@swativerma705511 ай бұрын
Thanks very much mam
@rupeshseema550111 ай бұрын
Mam meri 18month baby hai.. mere 1 month se nipal me ghaw hai... Push v nikal Raha hai ..bahut dr. Ko dikhaya but tik nahi ho raha h... Mai bahut pareshan hu..plz solution bataye
@layanikasaikia Жыл бұрын
Thank you♥️
@radhikachawla23099 ай бұрын
Milk ka produce toh bhut hi aacha h .... But nipple nh pakdti or c section k baad mujhe baby ko uthane m dikkt hoti h .... Isi liye pump se nikaal kr pilaate h ... Kya ye sahi h ????
@pinkmagic93448 ай бұрын
Mera b yhi problem plz koi iska solution dijiye
@KairaAadab8 ай бұрын
मैमिकॉन सिरप और मैमिकॉन कैप्सूल सबसे उपयोगी उत्पाद में से एक है यदि आप स्तन के दूध की मात्रा बढ़ाना चाहते हैं तो इसके लिए जाएं।🤗मैंने खुद यूज किया है मेरा ब्रेस्ट मिल्क बढ़ा हेल्पफुल है...$-738(
@vihanmathur91165 ай бұрын
Try to shape ur nipples and pump k through b bn jate hai nipple. Or if this is not helpful u can bye artificial nipple. Medical store pr mil jata hai nipple shield name se ise apne brest pr lga kr baby aram se suck kr pata hai milk. Maine apne pehle baby me yhi use kiya tha. A
@sanakhan10034 ай бұрын
Same prblm hori h
@reshmachoramale2525 Жыл бұрын
❤very informative information mam thank u so much
@salonigoyal87088 ай бұрын
Mera baby 30 days ka hai, muje breastfeeding me bahut issues aare hai, bacha bahut zor se suck karta h jisse nipples pe crack cut lag jate hai, please muje positioning ke baare me guide kare? Kese position kare ki poora black part baby ke muh me jaye?
@sanakhan10034 ай бұрын
Plzzz muje bhi help kare apne ky kiya muje bhi batao muje bhi ye hi prblm hai mmuje plz help kro
@ritikaritika2028Ай бұрын
Same problem mere sath ho rhi hai meri mother in law jb dekho yhi kehti hai tere dhood se bachy ka peyt ni bharta aur apne pas rakh ne k chakar mein bachy ko back to back formula milk de deti hai ye keh tera dhood kafi nae hai aur ye sunati rehti hai mere time pe dhood khud hi nikl ta tha itna dhood tha
@rosemerry8549Ай бұрын
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye😊
@AkashDevgan-qw2rc27 күн бұрын
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' $)_8$9)7+😊
@RaniKumari-wt1oz11 ай бұрын
Thank you
@simranmalhotra965310 ай бұрын
Thanks 😊😊😊😊
@meghachaudhary503927 күн бұрын
Mam niple size different hai uska kya kare bacha dudh nai peh rha hai rohta hai bht
@yusraeram905511 ай бұрын
Mera 1 month ho gaya hai doodh sahi se nai aa raha hai to kya karu.. ek tym ata hai doosre tym nai ata
@sufiyabi952510 ай бұрын
Yahi same mere sath hai ek time aata hai ek time nahi
@sufiyabi952510 ай бұрын
Mere sath bhi same yahi condition hai
@rupalijain19358 ай бұрын
Try sathavari powder
@shilpitiwari37837 ай бұрын
Dudh me satavar churan Dal k pio
@MonikaSingh-lr6mz11 ай бұрын
Agr ye video pahle dekh leti to mere baby ko upr ka doodh nhi dena pdta...ab apna hi try karungi
@pragyachaturvedi16108 ай бұрын
meri jha dilevry hui vha k dr n nurses ne bhot achhe se baby ko pkdna n feeding krana sikhaya tha..
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
@jaibholeki706711 ай бұрын
Thank you so much mam
@PriyankaKumari-uc7vi Жыл бұрын
Thank you mam ❤❤ mam ap bhut Sundar ho ❤😊😊
@darakhshantabassum994011 ай бұрын
Mam meri beti ek side se hi dudh piti h.. Other side leti hi nhi.. Kya kru smjh nhi aa rha.. 4 month ki ho gai h..
@hayasidd2811 ай бұрын
Mera baccha 20 den ka hua hai aur mujey brest feeding karwane may bohat dard ho raha hai kya karun
@तालुकाकृषीविभागशेतकरीसेवार्थ4 ай бұрын
Mother ka khud ka khane ka timing strictly hi follow karana padata hai kya.
@jds881411 ай бұрын
Mam Mera baby jese hi dudh pita he usk nose mese dudh nikl jata he kabhi kabhi fata fata aa raha he to kya kare
@Himani.vishal2 ай бұрын
Kya aapke baby ki problem thik ho gyi h....kaisa h vo
@akankshamishra7950 Жыл бұрын
Great video
@nehajhalani73154 ай бұрын
Mem kya baby ko mothermilk se dst ho rhe ho to kya kre
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
@AkashDevgan-qw2rc27 күн бұрын
@@AasmaSheikh-ts9dtC section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 2)37$+(😊
@lalitarajput423210 ай бұрын
Good
@kuldeepkaur-vo5nr8 ай бұрын
Mere nipples bahout dard krte jab Mera bacha dudh pita hai iska mtlb meri dudh pilane ki position sahi nahi hai ?
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
@Pri_life2 ай бұрын
Mera c section hai nipal nhi pakdti kaise positio me kun?
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.$2#5&
Ma'am mera nipples bahut chota h aur apne ap hi sikud jata h jisk wajah se mere baby ne mere nipples k bahut bura hal kr dia h . Mujhe mere doctor ne nipples shild use krne ko bola h ky wo sahi h use Krna?? Plz help me
@PintuKumar-hu4gt8 ай бұрын
Kya mam becha two years h kya abhi berast finding kra sakte
@meenudhiman218511 ай бұрын
Mam mera baby dudh nhi pitta me bht koshish krti hoon meri delivery normal hoi thi pr Dr ne dudh nhi pine Diya NXT day mene bht try ki but feed nhi kri abb bottle piti h
@nidhichaudhary478511 ай бұрын
Same situation mere sath h
@nidhichaudhary478511 ай бұрын
Mera beta abhi 2 month ka nhi hua h but vo direct feed nhi le rha mera
@simranbhalla-z6d Жыл бұрын
Very good information
@KomalTalawade9 ай бұрын
Mam बच्चे का वजन कैसे बढ़ाएं
@poojadiwadkar8278Ай бұрын
Mere baby ka weigh km hua tha bcz of less milk supply To use hm vati spoon se measure krke feeding krte hai Ab 2 month ho Gaye same feeding chal raha hai aur ab baby direct feeding nhi le raha
@AkashDevgan-qw2rc27 күн бұрын
After C section delivery, my wife did not have breast milk, so I ordered Mamicon syrup and capsules from Flipkart and her milk started increasing in 2 days ❤🎉😊
@kanikarajput920515 күн бұрын
Dr delivery k baad kuchh nahi batati fees leke rakh leti h bas Formula milk ka dabba dedete h or ghar bhej dete h
@sarikahablani3738 Жыл бұрын
Mam please help me meri premature delivery hui hai baby ka 7th month mein but abhi 40 days ho chuke hai feed ache se ni aa rha Or baby ka 2 k.g hai ...muje har 2,3 hours milk pump krkk dena hi hai ...but problem ye hai ki aa hi ni raha tension mein please koi solution bataye plz mam
@khushidubey883111 ай бұрын
Apni dr se milk me milake peene ka powder le lo milk banne lagega aur achha khana khao
@kritilall107811 ай бұрын
Pump karne k pehle breast ko 5 mins garam sek do 5 min halke hath se massage karo. Fir ache quality ka pump jese medela aur spectra use karo. Aapke nipple k diameter k hisab se flannge agar bada hai toh amazon me "inserts" milte hai wo kharido. Subah uth k coconut water ya fir electral ors zarur piyo, protein aur iron rich khana khao. Ache se rest lo. 2-3 hrs me 15 min k liye pumping karo even milk na aaye tab bhi. Jese hi relax hoge milk aane lagega
@kritilall107811 ай бұрын
Rest lena bhi zaruri hai liquids lo jese dr ne bola hai. Aapka baby preemie hai tension bht hoti hai. But aapka baby ek dum thik ho jayega aap apne aapko strong aur calm rakho. Jo pumping ka suction hai usse agar pain feel ho toh speed kam kardo.
@munmunmaity426511 ай бұрын
And drink alot of water atleast 2 ltr s
@sonukumari69779 ай бұрын
Mera baccha to itna feed hi nhi karta h Brest ke paas aate hi 1 minute bhi nhi karta or so jata h kya karu Plz reply 😊😊
@KairaAadab8 ай бұрын
मैमिकॉन सिरप और मैमिकॉन कैप्सूल सबसे उपयोगी उत्पाद में से एक है यदि आप स्तन के दूध की मात्रा बढ़ाना चाहते हैं तो इसके लिए जाएं।🤗मैंने खुद यूज किया है मेरा ब्रेस्ट मिल्क बढ़ा हेल्पफुल है...#+$8$(
@chinmaimishra64543 ай бұрын
Mere husband toh chiddh hi gaya jab maine usko bola me latching seekh k ghr jaungi. Usne bola doctor Ko bol do ki ghr me seekha denge bade bujurg. Mere bache ne doodh nahi piya bht time tak. 3 months Ho gaye hain. Aj b usko formula dena prta hai. Mere bache ki life kharab kr rahe hain ye ghatiya log. Koi nahi krwa paya sahi latch. Ab tak b vo latch krta h muje dard hota h . Koi help nahi kr raha
@urvashichouhan99022 ай бұрын
Aap hi thik kr skte ho is problem ko apne or apne bchche ke liye KZbin me se videos dekh k hlp lo Mene apne first baby ke 1st week hi dusro ki glt experience ko suna fir apne se hi hendl kiya to mere first baby ne 2saal 3 month tk achhe se dudh fir ab 1month ka 2nd baby h abhi mera is bar to starting se koi problem n huyi kisi ki n sunna h family support is mamle me n milta
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.$;$--$73❤️🌺
@malatimurmu1644 Жыл бұрын
Kash main aap ka video pehle daekhlate😢😢😢.mujhe sabne bol bol k mera dimagh kharab kar diya dudh nhi ban Raha dudh nhi ban Raha .last main ase hua mera ganth ban gaya .or bahat painful procedure se gujar rahi hun
@SehatnamawithRajinder Жыл бұрын
शुक्रिया वीडीओ को शेयर करिये ताकि ज़्यादा से ज़्यादा लोगों तक सही जानकारी पहुंच सके
@pratimasinghdeo2852 Жыл бұрын
Mera bhi same problem
@laxmirajput37 Жыл бұрын
Aap ke bachi ni dhood nhi Piya tha
@arch4626 Жыл бұрын
Mujhse bhi sab yahi bole maine nhi suni kisi ki😊
@ManoRma-r9n Жыл бұрын
Mere sath b same problem h..or mujhr b gaanthe ho rhi h😢😢
@renuchauhan7989 Жыл бұрын
Mujhe doodh bnta h but bcche ko upar ka b dena pdh eha h...2 month ka hone wala h baby
@DurgaRajput-i8rАй бұрын
Dudh badhane ke liye kya tablet hai
@DurgaRajput-i8rАй бұрын
Dudh badhane ke liye kya tablet Hai Hamen Bata dijiye
@vidyakelaskar3744Ай бұрын
Leptaden
@geetas10022 ай бұрын
Mere to bahut zyada dhudh hota hai mai apne dusare baby ko jo 3 year ka hai usko pilati tb good feel hota hai koi problem to nahi hogi
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.😊😊😊
@AkashDevgan-qw2rc27 күн бұрын
@@AasmaSheikh-ts9dtC section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' #($7$+8(😊
@AkashDevgan-qw2rc27 күн бұрын
C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' ❤😊
@NishaSharma-tr4ci9 ай бұрын
Mam mere sath bhi yahi ho Raha hai
@vishirana625311 ай бұрын
Meri breast bhot jyada milk consume kr rhi h…mera baby bhi nhi pee paata usko kam krne k liye kya koi solution h ?
@nayangupta151211 ай бұрын
Pump the extra milk using breast pump
@vishirana625311 ай бұрын
@@nayangupta1512 Thank you ❤️
@artistdeeksha77742 ай бұрын
Kabhi Kabhi milk Kam niklta h to bachche ko dehydration ho Jata h is condition m na chahte hue b formula milk dena pdta h😢
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.&"&7+❤️🌺
@AkashDevgan-qw2rc27 күн бұрын
@@AasmaSheikh-ts9dtC section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' ❤🎉😊
@Maramikalita-dg6hc11 ай бұрын
Me bhi bahat pain jhel Rahi hu, meri nipple me bahat dard hoti he , me doctor ko dikhane dawai le Rahi hu, abhi Tak thik nehi hua,
@MominaUsman-bo4wr11 ай бұрын
Wah g wahhh ❤️❤️❤️❤️❤️love you mam
@sheetalgangwar156211 ай бұрын
Mam mera baccha janam k turant baad bimar hone k karan narsary me le jaya gya aur ab vah mera doodh ni pi rha h. ab me use kaise doodh piilaun
@manishavishwakarma96549 ай бұрын
Breast pump se dudh nikal ke dudh vale bottle me dal ke pila do..
@aimanjamal1146 Жыл бұрын
Mam inverted nipple k lea b please batain
@shivanijangwal701911 ай бұрын
Use silicon Nipples ..chicco brand
@loveandpeace-py6id Жыл бұрын
Q ki doctor nurses nahi help karte hai ye problem bhi hai
@hemalsalanki514311 ай бұрын
Kya solutions h nipple cracke k ???
@kritilall107811 ай бұрын
Nipple shield use kar sakte ho jab tak heal na ho jaye. Baby ko shi se latch karao
@sonikaranisonikarani8527Ай бұрын
Madam Mera c section hua a or stitches k upper wali side ik gandh bnn gyi a kya kru plz madam reply me plz
@rosemerry8549Ай бұрын
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye❤🎉😊
@sonikaranisonikarani8527Ай бұрын
Madam please reply me
@AkashDevgan-qw2rc27 күн бұрын
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 202919@)😊
@sagarsoni148027 күн бұрын
Mam meri beti har bar dudh pine ke time roti h iska kya karan h please help
@RimaNagrikar20 күн бұрын
6 mahine se dudh nhi ho Raha tha bhut kam ho gya tha fir Mamicon syrup our Mamicon capsule use Kiya,bahot hi asradar hai esse milk secretion badhta hai our koi side effects Nahi huaa and bachhe ko bhi koi Hani nhi huee uska pet bhr jata hai mera milk pine se,very effective hai , aayurvedik hai Amazon se mngwaliya tha,_)_800😊
@MayuSawant-d6mАй бұрын
Aur brest bhi heavy hai Badde hai aur mere baby ko feeding karne nhi ho raha hai kya karu
@rosemerry8549Ай бұрын
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye❤🎉😊
@MayuSawant-d6mАй бұрын
Breast milk to hai but mere baby ko feeding karne ko nahi ho raha hai to kya karu nipple bi nahi hai aur sirij use karke nipple ab pain ho raha hai
@rosemerry8549Ай бұрын
@MayuSawant-d6m aap mamicon syrup and mamicon capsule lijiye esse aapko sach me dudh badhega best medicine hai mamicon
@AkashDevgan-qw2rc27 күн бұрын
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 39_8_(7+😊
@NishiKhan-pd8omАй бұрын
Maim mera baby 2 minth ka h or mere left brest me dudh aa raha but right me ni aa raha bahut kam aa raha or bahut zada pain ho raha h keya kare
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya❤😊
@nutanthakur7240 Жыл бұрын
Meri saas to bolti thi k dikha tujhe doodh banta bhi h ya niii. Ye bacchi ko lek kya poora poora din doodh pilati rehti h . Jb bacchi 6 month k ho gai to upr ka doodh pila …ye itni weak h …aur dheron batein……vegetables niii khani hmare zamane me to bsss sookhi roti khate the…brush mat kro….blahhh…blaaah…but believe me ladies I listened to none of these shit…just follow your doctor and lactation expert advice
@grigotts10 ай бұрын
Meri b saas same hai. Bacche ko koi bhi problem ho woh Kati hai tumhara doodh kharab hai formula milk do aur mere husband ko complaint karti hai ke Mera doodh Kam hai. Koi tameez nai hoti hai saas log ko. Aurat hokar aurat ke pareshani nahi samajhte.
@tabbusummahira29359 ай бұрын
Let kar doodh pila sakte kya
@suvratasahoo80678 ай бұрын
Hi ma'am..my baby is 4 months old..she is not interested in breastfeeding
@AasmaSheikh-ts9dt2 ай бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
@nitibhaverma7065 Жыл бұрын
Thanks mam
@poornimabhargava343711 ай бұрын
Hello Maam, meri baby abhi 3 months ju hai nd she is on bottle feeding completely, mjhe normal delivery hui thi but due to some stiches infection i had to re-admit to the hospital nd vhi elder logo ne bola doodh nhi ban rha nd ol...toh ab mjhe doodh aata ho nhi hai bilkul bhi kya kru ?
@suryasharma168610 ай бұрын
Mera baby 2 months ka hone wala h but ab tak b mera dudh achhe se nhi ban rha, aata h but kam mje tension hoti h qk usse upar ka dudh jada dena pad rha h. Kya isme age factor b matter krta h pls bataye mai kya karu
@priyankasrivastav764811 ай бұрын
ᴛʜᴀɴᴋ yᴏᴜ ᴍᴀᴍ
@DeepakYadav-cy4vw11 ай бұрын
Main mera baccha 1 mahine ke ho gaya hai dudh nahin pita kya Karen