Hamaare falasteeni bhaaiyo ko apne dua mei zarur rakhiye
@SakinaAnsari-d2rАй бұрын
Assalamualaikum jazakallah khair nice speech
@SaddamHossain-bx6pgАй бұрын
Mashallah❤
@tayyabwahabАй бұрын
What about rabab?
@sabachoudhary8247Ай бұрын
Jesa ki aapne bataya... lekin us time par daf hote hain dj nahi hote thai.. agar us zamane mai DJ hote to.. to kya vo bajane ko mana kiya jata ?
@ertugrulwargaming7660Ай бұрын
Dj mein Music Hota hai, alag Nodes Hotey hai, wo Ek baar mein bohot se instrumental music play karta hai, uss zamaane mein dj hota Beshak Mana Hota hai, df mein Koi External Sound Use nahi hota hai, df mein bhi yaha Bhai ne ye bataya bina gungru wale ! Aur Lafzon Ka Khayal Rakhe , insaan Emotion mein kuch bhi bol jata hai, isliye Lafzon ka bhi khayal rahe issey ye pata chalta hai
@zainsheikh7422Ай бұрын
Bahot tarah ka daf dikhaya .gya .aap plz daf ka pic dikha dijiye
@nishrindas1579Ай бұрын
👍
@KS-eu7jpАй бұрын
Behayayee se bachna ye main principal hai Quraan kaa, phir ye haraam woo haraam, ye jayeez woo jayeez sahi nazer nahi aataa😮
@NaatIslamicknowledgeАй бұрын
Assalamu alaikum mujhe aalim ki knowledge Leni h youtube pr videos dekhti hun but confused ho jati hun puri taleem hasil krni h please mujhe baten k tarteeb se knowledge kaise hogi please
@mohdsayeed9444Ай бұрын
Kya mai madat karsaktahu islam ke talluqh se
@mohdsayeed9444Ай бұрын
@@NaatIslamicknowledge contact Karen inshallah mai help karunga ap ki
@NaatIslamicknowledgeАй бұрын
Assalamu alaikum aap kon hain or aap ko contact kaise Krna h
@NaatIslamicknowledgeАй бұрын
Kaise
@NaatIslamicknowledgeАй бұрын
Bataen kaise or kb se
@AjaySharma-jn9zoАй бұрын
Namaz ko Hindi ya English me padh sakte hain ?
@Smair786Ай бұрын
Bhai aap pahle pata kar lijiye namaz koi book nahi hai namaz ek pratical chiz Kai
@AjaySharma-jn9zoАй бұрын
@@Smair786 mujhe to aaj pehli baar pata laga ke namaz ek cheez hai
@AjaySharma-jn9zoАй бұрын
@@Smair786 vaise namaz padhna jaroori kyu hai. Namaz nahi padhenge to kya problem hogi ?
@Smair786Ай бұрын
@@AjaySharma-jn9zo namaz har ek muslman par Allah ne farz (jaruri) kiya hai namaz ke jariye hi ham Allah ki ibadat (Puja) karte hai aur namaz hamare nabi Mohammad (S.A.W) ko gift Mai mila tha Allah ki taraf se
@AjaySharma-jn9zoАй бұрын
@@Smair786 Allah ki ibadat nahi karenge to kya hoga ?