Mujhe hassi hi nahi rok payi😂😂🤣🤣🤣🤣🤣🤣😂😂🤣😅Daniya ke foreign English accent wala Urdu sunke😂😂😂😂😂😂😂
@Roohibhat18Ай бұрын
Mujhe bhi....😂😂😂
@fahdirajАй бұрын
Exactly
@ritaraj56163 күн бұрын
😂😂
@Kavitakikavitayein34245 ай бұрын
Australia me har Ghar me aur public places me direct tap se water lete hain. Water ko filter ya purify nahi Kiya jata hai. Wahan bhi log apni families se connected rehte Hain aur economically self dependent hote hain. Hamare bachche wahin rehte Hain aur unka bahut bada social grp hai jahan sari families miljulkar celebrations karte Hain aur ek doosre ke bahut zyada kareeb hain. Shadiyan to kaam waliyon ki bhi ho jati hain lekin career sabke nahi bante hain. Hamare yahan shadi se pehle career ko prefrence di jati hai. Thanks to God 🙏
@नजमाखातुन-ड6स4 ай бұрын
Q11
@craftyones5772 ай бұрын
Hur jaga career ko priority di jati hai shadi pay
@HabibBhutta-p7uАй бұрын
Shadi per career ko tarjih de jati hai to konsa aqal ka kaam keya jata hai. Ilam hasil kerna mard aur aurat donon per farz hai, lekin career banana larki par farz nahi hai, oos ke pehli zimadari ghar samnhalna aur bachoon ke achi tarbiyyat kerna hai. Jesay har cheez ka aik time hota hai isi tarah shadi ka aik sahi time hota hai. Aur wesay bhe aaj kal ke generation do kishtiyon par swar hoti hai, aik taraf to career ka bahana bana kar shadi se bhagtay hein, aur doosri taraf larkay larkiyan girlfriends aur boyfriends jesay ghalt kaam kertay hein. Shadi bhe insan ke physical needs mein he shamil hai, jesay k khana peena aur sona shamil hein. Jab bhook lagti ho to oos waqt career ko important keyon nahi detay, jo time par khana nahi khata oos ke sehat khrab hoti hai, lekin log ye dheyan nahi detay k shadi time per na kernay se sehat k saath saath muashra bhe khrab hota hai. Isi wajah se muashra mein be-hayai aam ho chukki hai.
@umabapat1680Ай бұрын
Vahan parents kya such much itne dominating hote hai?
@umabapat1680Ай бұрын
Dinner ke baad chai peena funny lagta hai.
@azamkhan89633 ай бұрын
Har doosrey drama mein Saba Faisal ko dekh dekh kar aankhen thak gayee hain.
@AnalytiCriticАй бұрын
I have to disagree with you there!! She's a fabulous character actress - I love to see her on screen & tuned in just because of her, but the drama didn't do her any justice & was so blah!!
@geetakurhade78674 ай бұрын
14:00- ek to Muzhe yeh nahi samajhta, ki father log jab bacche koi galti karen to maa ko bolte hai “ tumhari aulaad/ tumhare bete nay” vagaira. Aur jab koi accha kaam kiya to boltein hai ki “mera beta”
@craftyones5772 ай бұрын
Bache mother k under hote Hain ziada tar
@geetakurhade78672 ай бұрын
@@craftyones577 , And role of father in raising them correctly is supposed to be NIL?
@craftyones5772 ай бұрын
@@geetakurhade7867 Nope dear but most of the time they r busy working. Mothers can give more time especially in subcontinent
@hrahman55062 ай бұрын
@@craftyones577but the fathers are very quick in taking credit for good moments. Just because they are doing the financial side doesn’t mean they should not be in the kids life hardly. This is why some become bigry ulaad.
@craftyones5772 ай бұрын
@@hrahman5506 😂 A good husband will give all the deserved credit to the wife's effort in children's upbringing.
@shaymakhan9005 ай бұрын
Slams very gud short stories an lovly language very sweet urdu. But j do understant som of it 😅y ting jsk allah gud lessons to learn south africa. Hope to visit ur country 1 day. Kuda hafeez
@FNasim-k9p5 ай бұрын
How can you be modernizeng your religion 😢😢😢😢 what high society in Islam, our Prophet Muhammed PBUH did everything with his blessed hands , this is teaching our future generations wrong ideology
@mindhealer3497Ай бұрын
Tumhare Muhammad to bohot modern the...kitni shadiyan ki..apni beti ki umra ki ladki se bhi🤣🤣🤣🤣
@minin19006 күн бұрын
So why are you using the Internet and cell phone and refrigerator and bus and car and tailored clothes
@IamSoangelic5 ай бұрын
23:02 emotional blackmail kar k bs shadi karwana hai beti ki 😂😂😂
@HabibBhutta-p7uАй бұрын
Mahol to har jagah ka he khrab hai, Pakistan mein bhe har tarah ke burai pai jati hai.
@bushrakhurshid32385 ай бұрын
Baki sab to theak ha par shadi k bad parhai ni complete hti😂
@romagurjar31423 ай бұрын
krne wale kr lete hain.hmara pura group h jinhone shadi krne k bad pdhai krke government job hasil ki h wo bhi joint family me kam krte hue.or aaj bhi ghar jate hain to usi tarah se kam me help krte hain jaise pahle krte the. bs pdhai ki chahat pkki honi chahiye or kam ka rona rone ki bjay wo time pdhai ko dena chahiye..... jitna pdhai me disturbance aaye use hanste hue face krna chahiye. all the very best girls 👍👍👍👍
@secretingredientskitchen51535 ай бұрын
Bahut badhiya hai
@muhammadirfan18821 күн бұрын
😢😢😢😢😢
@laxminegi57985 ай бұрын
Study jarna aur koi course karna galat kaha se hua ? Usne apna future secure karne ke liye join kiya tha ..
@craftyones5772 ай бұрын
BAAT future ki nahi balkey galat impression laine ki hai
@sangeetarup5 ай бұрын
Where was the problem if she completed her Masters and MPhil ?
@craftyones5772 ай бұрын
It's not about doing masters or MPhil but taking wrong impressions from wrong people
@sumitamukherjee18285 ай бұрын
Excellent excellent.
@harshadvasavsds65125 ай бұрын
very good message to young generation through this short film
@shehladar25364 ай бұрын
US aur bahar jaane wale bache bilkul aise nahi hote. Yeh joh dikhaye gaye hain woh disobedient bache hain. Padhne likhne wale bache koi galat hote hain kya?
@FNasim-k9p5 ай бұрын
How do you know the mineral water is that ...........😂😂😂
@UshaBelvadi5 ай бұрын
Bahut accha hai
@Firdoush37794 ай бұрын
Nice story and good lesson for our generation
@renuagrawal67685 ай бұрын
Two extremes.If mother is not bothered about her daughter ,is that OK????
@FNasim-k9p5 ай бұрын
Tum jaisay ma baap bachhon ki guidance galt kartay Hain phir later on overseas ko blame kartay hai😢😢
@RifakatChoudhary-nv3ydАй бұрын
Very nice 🙂
@healthy6493 ай бұрын
Pakistani actresses jyada hi bina duppta nhi rehne lgi?😮
@AlishaKhan-eb1yr4 ай бұрын
Next episode
@shehnaazqureshi86935 ай бұрын
Pakistani film m jiyda seen khan khate hue aur chay pite hue h
@umabapat16804 ай бұрын
Perfect observation! 😊
@humasheikh7596Ай бұрын
Kya baat h sahi observe kia
@damiraRaza5 ай бұрын
💯 sahi
@S4trangi5 ай бұрын
Nice
@nighaturoos75522 ай бұрын
Plate main khan chhodna in dramas ka message hai shayad.
@dilshadchopadar4274 ай бұрын
Mabap ka kehna mannese aour padayi karnese kya matlab😂😂😂😂😂ajib video
@ateebali73715 ай бұрын
😂😂😂High society kids ...a disgrace to parents and country 😂😂😂
@ncdsrinagar4 ай бұрын
worst film ever, low quality, bad acting, and trying to say that people should just get married, nothing else, honestly, nothing wrong w/ religion, just being a nut abt it, is dumb, the belief that women should just get married off.its their choice who and when they marry, yes, disrespecting parents is bad, and yes, the girl in red couldve said "its my choice what I wear" in a nicer way but yes, it is not mandatory for women to wear hijab, its their choice, not everyone is religious and you have to accept that. Overall 0/10
@satya88374 ай бұрын
Behn akaili ho jayaigi, Toh beti ki Shaadi k baad tum Maa baap, bhi toh akailai ho jayaogai 🤦🏻♀️
@muhammadahmed7629Ай бұрын
Khanay k Doran falto baton s perhez Kar k serf khana ka Lena chahei, falto baten karna wese bi mayob bat hy.
@salmarizvi7681Ай бұрын
Y kon ladki h 😂😂 jo ladko ki awaz m bol rhi h
@nidhitiwari-hs9dg5 ай бұрын
😂😂😂😂😂 which type of language they used (graduate from US)😆😆😆😆😆😆
@shaziarahman67435 ай бұрын
😂😂
@shaziarahman67435 ай бұрын
😂
@Ambivert-q4f4 ай бұрын
😂😂😂
@zahideqbal660210 күн бұрын
This Good girl to be married to that guy. Not at all. Please
@geetapandey42093 ай бұрын
Nahi hoti deliveri enki
@muhammadahmed7629Ай бұрын
Israel darinday k sath western mulko ka gath jor y batata hy k European countries wehshi hen or zalim bi to wahan ja k rehna fakhar ki bat nhi
@nasreenmajid97385 ай бұрын
Pakistani drama me kuch Islamic put nahi milta,galore dupatte,ya bina dupatta yahi hai Islamic culture
@afsheennighat58235 ай бұрын
Islamic culture ma drama kub ha or Kia Islam ma drama dehkna or bana jaiz ha? Ya to drama dehko ya pakka sucha Islam per amal karo yeh beech ka Rasta neay hota
@FNasim-k9p5 ай бұрын
It's how you bring your kids up😮
@satya88374 ай бұрын
Haan Pakistani dramas mai dupata nahi. Burqa pahn’na chayea.
@nishrinvaghjipurwala40615 ай бұрын
Drug wali dawat to Pakistan walo ki thi na Kyu videsh me mehnat kar ne wale bachcho ko negitive batate ho Esa nahi hota jo pakistan me rahte he vo jyada kharab hote he Sigrate aur drug vahi lete he
@Hoorem3 ай бұрын
Daniya to 1985 ke angrez wli hindi bolri h😂
@shameembanu46465 ай бұрын
P
@afshanamir72655 ай бұрын
Aur zyada bachoo ko padhao bahar ...woh waise hi ho jatte hai ..Islam k rules sab bhool jaate hai ...
@SvpariPoorna-ee4dc5 ай бұрын
Mere bachche aise hain ,hamahre bachche vaise hain bahot bada chada kar bol rahein the ithna ghamand hamahre bachche kahrahein the achcha hua