Sookdeo Sookraj - Ramcharan Din Raat (Bhajan)

  Рет қаралды 462

Rajin Rambaran

Rajin Rambaran

Күн бұрын

Пікірлер: 2
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 8 ай бұрын
(Shlok) Gaurī ko Ganapati bhaye, Anjanī putra Hanumān; Mātā Kausilyā ko, Shrī Rāmachandra Bhagavān. 0. (Refrain) Bhajuman Rām charan sukhadāi. (2) Rām charan sukhadāi, Rām charan sukhadāi. (2) Bhajuman Rām charan sukhadāi. (2) (ĀĪŪṛāīū) O mind, revere the lotus feet of Shri Ram, meditate upon the pleasing feet of Shri Ram. 1. Jinhe` charanan se, nikasī sursārī, Shankar jatā samāī. (2) Jatāshankarī nām pāṛyo` hai (2), tribhuvan tāran āī (2). (Refrain) From these feet the river Ganges originated & then runs through the tresses of Lord Shankar. He is therefore called Jatashankari & delivers liberation to all three worlds. 2. Jin charanan kī, charan pādukā, Bharat rahyo lav lāī. (2) Soī charan kevat dhoī linhe (2), tab Hari nāv chaṛhāī (2). (Refrain) The sandals adorning these feet were placed by Bharat on his head - and these same feet were washed by the boatman before he allowed the Lord to embark on his boat. 3. Dandakvan Prabhu, pāvan kinhī, rishiyan trās mitāī. (2) Soī charan Gautam Rishi nārī (2), parasī param pad pāī (2).(Refrain) This Lord purified the Dandakwan Forest from the asuras & in this way he delivered the saints from their suffering. (Ahalya), the wife of the sage Gautam, was forgiven & brought back to life (after becoming stone) by the mere touch of these same feet. 4. Joī charan santan, jan sevat sadā, rahat sukhadāī. (2) Soī Prabhu trilok ke svāmī (2), kanak mrigā sang dhāī (2). (Refrain) These feet are served by the saints & sages - and are always cherished by them. That very Lord, the master of three world, ran (after) with the golden deer. 5. Shiv Sankādik, aru Brahmādik, Shesh sahas mukh gāī. (2) Tulsīdās Mārut sut kī Prabhu (2), nij mukh karat badhāī (2).(Refrain) Lord Shiva, the sage Sanka, Brahma, Shesh (the king of serpents), and others sing of His glories by the thousands. Tulsidas says that very Lord praises (Hanuman), the son of Maruti, from His own mouth. 6. O Rām, Bhaja Rām, Sīyā Rām, jai jai Rām (2). Bhajuman Rāmcharan sukhadāi (2). Rāmcharan sukhdāi Rāmcharan sukhadāi (2). Bhajuman Rāmcharan sukhadāi (3). .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 8 ай бұрын
0.(Ref) Rām charana dina rātī, Rām charana dina rātī rātī. Bhaju Rāma charana dina rātī, O bhaju Rāma charana dina rātī. Rām charana dina rātī, Rām charana dina rātī rātī. Bhaju Rāma charana dina rātī, O bhaju Rāma charana dina rātī. 1. Bhajana Prahalād gayī, pita det kahu pīrā. Gānikā Gīdh Ājamil thārī gayī, thārī gayī; Sevarī kī Rām. Bhajana karata Sultān Avaliyā, taja takatī gambhīrā. (2) Kāka Bhushundi amarī pada pāve, nirmal hote shārī re, shārī re. Bhaju Rāma charana dina rātī, O bhaju Rāma charana dina rātī. (Ref) 2. Bhajana karata Sultān Avaliyā, taja takatā gambhīrā. Jo chāho kalyān bhāvaro, bhaja lo Raghuvar vīra. Tulasīdās balī āsana charanā ne ke, Tulasīdāsā... Tulasīdās balī āsana charanā ne ke, tan me' hare sab pīra re pīra re. Bhaju Rāma charana dina rātī, O bhaju Rāma charana dina rātī. (Ref) ---------------------- 0.(Ref) Bhaju mana Rām charana dina rātī. Ho Bhajuman Rām charana dina rāte'. Bhaju mana Rām charana dina rāte'. Ho Bhajuman Rām charana dina rāte'. 1. Rasama kasanā bhajo hare pada tū (2); sumirate kāgal sākhī (2). Jāke kahat jahāte dukh dā'to' (2); sumitre tāp ujālo'. (Refrain) 2. Susapta surashī le Sushīlā su Harī janā (2); dekha sulāha su hāthī (2). Rāmachandra ke nāma me' rasā (2); so rasā gāhe nā khātī. (Refrain) 3. Solā hai Sampati se ika tīsā aa...a (2); chait mās chaka sāthī (2). Tulasīdās binā likhat hai (2); Rām milan ke pātī (3). (Refrain) ---------------------- As sung by R. Dalip (Bhajumana Rama Charana by Robby Dalip) kzbin.info/www/bejne/fnvJnJKBqNOsfKc 0. Rām charan chitā lāī (2), Rām charan chitā lāī lāī. Arre Rām charan chitā lāī; bhaju mana Rām charan chitā lāī. Rām charan chitā lāī (2); bhaju mana Rām charan chitā lāī. 1. Gānikā Gīdh Ājamil thāriyo'; thāriyo' sadār kā sāī. Gānikā Gīdh Ājamil thāriyo'; thāriyo' sadār kā sāī. (H) Shavarī ke mīthe phal khāyo'; jab thara ho ya sagāī, prajā. (Ref) Bhaju mana Rām chitā lāī; bhaju mana Rām chitā lāī. Rām charan chitā lāī (2); Rām charan chitā lāī lāī. Rām charan chitā lāī; bhaju mana Rām charan chitā lāī. Rām charan chitā lāī (2); bhaju mana Rām charan chitā lāī. 2. Ultā nām japata ke tor gaye; Bālamīki muni rāyī. (ĀĪŪṛāīū) Ultā nām japata ke tor gaye; Bālamīki muni rāyī. (H) Hari nā usake mārī bachāyo; Prahalād bhakto' Raghurāī, prajā.(Ref) 3. Bālī aisā dhanī rājā ko; bāndhī pātal rajāī. Bālī aisā dhanī rājā ko; bāndhī pātal rajāī. (H) Mahādev tumharo yasha gāvata; kripā karo Yadurāī, prajā. (Ref) ------------------- Also sung by Suresh Maraj -- Ram Charan Din Raati kzbin.info/www/bejne/fZS4eI1ne9F6jcU .
Sookdeo Sookraj - Khoti Jatan Say Ga-ee (Tilana)
5:40
Rajin Rambaran
Рет қаралды 946
REAL or FAKE? #beatbox #tiktok
01:03
BeatboxJCOP
Рет қаралды 18 МЛН
UFC 310 : Рахмонов VS Мачадо Гэрри
05:00
Setanta Sports UFC
Рет қаралды 1,2 МЛН
Sookdeo Sookraj - Bhajan Bina Daan (Thumri)
5:51
Rajin Rambaran
Рет қаралды 683
Sookdeo Sookraj live -- Govind Ko Naam Adhaara
3:05
Indian Culture
Рет қаралды 29 М.
Putin urgently interrupted a meeting / Change of power in Ukraine
14:46