bhai mai karnataka se hon mere pas old modal splendar ha usme jab 4 ven gear dalta hon gad gad ki sound ati ha kaise thik kare plz batao
@azshorts55902 ай бұрын
Bahut achhi jankari thank you sir
@subhanshuvishwkarma1185Ай бұрын
Bhai meri bike me pahle pluk shot bahut hota tha aor fir problm thi lekin full enjan ka kam hone baad bhi pluck shot thik nhi hua aor splendor bike hai meri uska avrage bhi 30 ka sirf deti hai to please help me bhai kaise thik hoga
@AkbarBikeDoctorАй бұрын
Bhai kidhar se ho tum
@abhi-qc2biАй бұрын
@@AkbarBikeDoctor Sir, mere paas Hero Honda Splendor Plus 2010 (BS3) bike hai. head cylinder, clutch plate, pressure plate, primary gear aur timing chain kit replace kar li hai. Lekin in sabko change karne ke baad bhi jab main 50 km/h ki speed pe jata hoon, tab footrest, tank, seat aur handlebar pe vibration aane lagti hai. Maine tappets ko bhi agency se set karwaya hai. problem ka solution bataiye. Plzz help ( kya 50 km ki speed ke baad vibration ana normal h hero honda bs3 splendor me ? )
@sunilkumarintejaar33922 ай бұрын
Akbar bhai aapki shop kaha par hai mujhe bhi bike thik karani hai
@AkbarBikeDoctorАй бұрын
Aap kaha se ho bro
@sunilkumarintejaar3392Ай бұрын
Aligarh Uttar Pradesh @@AkbarBikeDoctor
@AkbarBikeDoctorАй бұрын
West up moradabad village nakhoonka
@773738808715 күн бұрын
Shop kaha hai aap ki bhai
@KimodKumar-ol9qz2 ай бұрын
Akbar bhai aapka garrage kaha hai🙏 please reply🙏
@AkbarBikeDoctorАй бұрын
Aap kaha se ho bro
@KimodKumar-ol9qzАй бұрын
@@AkbarBikeDoctor kushinagar gorakhpur
@rajkeshwarkumarmadheshiya257Ай бұрын
हमारे शॉप पर 8000 से उपर खर्च आता है फुल इंजन में नॉर्मल 4500 ब्लॉक kit dal kar