یٰۤاَیُّہَا الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡۤا اِنۡ تُطِیۡعُوۡا فَرِیۡقًا مِّنَ الَّذِیۡنَ اُوۡتُوا الۡکِتٰبَ یَرُدُّوۡکُمۡ بَعۡدَ اِیۡمَانِکُمۡ کٰفِرِیۡنَ 100 Tarjuma-kanzul-Iman اے ایمان والو! اگر تم کچھ کتابیوں کے کہے پر چلے تو وہ تمہارے ایمان کے بعد کافر کر چھوڑیں گے وَکَیۡفَ تَکۡفُرُوۡنَ وَاَنۡتُمۡ تُتۡلٰی عَلَیۡکُمۡ اٰیٰتُ اللّٰہِ وَفِیۡکُمۡ رَسُوۡلُہٗ ؕ وَمَنۡ یَّعۡتَصِمۡ بِاللّٰہِ فَقَدۡ ہُدِیَ اِلٰی صِرَاطٍ مُّسۡتَقِیۡمٍ ٪101 اور تم کیوں کر کفر کروگے تم پر اللہ کی آیتیں پڑھی جاتی ہیں اور تم میں اس کا رسول تشریف لایا اور جس نے اللہ کا سہارا لیا تو ضرور وہ سیدھی راہ دکھایا گیا، یٰۤاَیُّہَا الَّذِیۡنَ اٰمَنُوا اتَّقُوا اللّٰہَ حَقَّ تُقٰتِہٖ وَلَا تَمُوۡتُنَّ اِلَّا وَاَنۡتُمۡ مُّسۡلِمُوۡنَ 102 اے ایمان والو! اللہ سے ڈرو جیسا اس سے ڈرنے کا حق ہے اور ہرگز نہ مرنا مگر مسلمان، وَاعۡتَصِمُوۡا بِحَبۡلِ اللّٰہِ جَمِیۡعًا وَّلَا تَفَرَّقُوۡا ۪ وَاذۡکُرُوۡا نِعۡمَتَ اللّٰہِ عَلَیۡکُمۡ اِذۡ کُنۡتُمۡ اَعۡدَآءً فَاَلَّفَ بَیۡنَ قُلُوۡبِکُمۡ فَاَصۡبَحۡتُمۡ بِنِعۡمَتِہٖۤ اِخۡوَانًا ۚ وَکُنۡتُمۡ عَلٰی شَفَا حُفۡرَۃٍ مِّنَ النَّارِ فَاَنۡقَذَکُمۡ مِّنۡہَا ؕ کَذٰلِکَ یُبَیِّنُ اللّٰہُ لَکُمۡ اٰیٰتِہٖ لَعَلَّکُمۡ تَہۡتَدُوۡنَ 103 اور اللہ کی رسی مضبوط تھام لو سب مل کر اور آپس میں پھٹ نہ جانا (فرقوں میں نہ بٹ جانا) اور اللہ کا احسان اپنے اوپر یاد کرو جب تم میں بیر تھا اس نے تمہارے دلوں میں ملاپ کردیا تو اس کے فضل سے تم آپس میں بھائی ہوگئے اور تم ایک غار دوزخ کے کنارے پر تھے تو اس نے تمہیں اس سے بچادیا اللہ تم سے یوں ہی اپنی آیتیں بیان فرماتا ہے کہ کہیں تم ہدایت پاؤ، وَلۡتَکُنۡ مِّنۡکُمۡ اُمَّۃٌ یَّدۡعُوۡنَ اِلَی الۡخَیۡرِ وَیَاۡمُرُوۡنَ بِالۡمَعۡرُوۡفِ وَیَنۡہَوۡنَ عَنِ الۡمُنۡکَرِ ؕ وَاُولٰٓئِکَ ہُمُ الۡمُفۡلِحُوۡنَ 104 اور تم میں ایک گروہ ایسا ہونا چاہئے کہ بھلائی کی طرف بلائیں اور اچھی بات کا حکم دیں اور بری سے منع کریں اور یہی لوگ مراد کو پہنچے
@syedahmedrazviquadri35392 жыл бұрын
(100) Ae eemaan waalo! Agar tum kuchh kitaabiyon ke kahe par chale to wo tumhaare eemaan ke baad tumben kaafir kar chhorenge. (101) Aur tum kyon-kar kufr karoge tum par to Allah ki aayaten padhi jaati hain aur tum mein us ka rasool tashreef farma hai aur jis ne Allah ka sahaara liya to zaroor wo seedhi raah dikhaaya gaya. (102) Ae eemaan waalo! Allah se daro jaisa us se darne ka haq hai aur hargiz na marna magar Musalmaan. (103) Aur Allah ki rassi mazboot thaam lo sab milkar aur aapas mein phat na jaana (firqon mein na bat jaana) aur Allah ka ehsaan apne oopar yaad karo jab tum mein bair (dushmani) tha us ne tumhaare dilon mein milaap kar diya to us ke fazl se tum aapas mein bhaaee ho gae aur tum ek gaar dozakh ke kinaare par the to us ne tumhen us se bacha diya, Allah tum se yoonhi apni aayaten bayaan farmaata hai ke kaheen tum hidaayat paao. (104) Aur tum mein ek giroh aisa hona chaahiye ke bhalaaee ki taraf bulaaen aur achchhi baat ka hukm den aur buri se mana karen aur yahi log muraad ko pahunche.
@JabirAli-bn4of7 ай бұрын
❤❤❤❤❤ya Allah hame hidayat ata frma ❤❤
@sameenafatimabegum41153 жыл бұрын
ماشاء الله،بارك الله فيك
@syedahmedrazviquadri35393 жыл бұрын
Surah Al-Imran Aayat 100-104
@shahbazkhanup...84144 жыл бұрын
سبحان الله عزوجل
@EHSAN83154 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@Farhat-263 ай бұрын
JazakAllah
@shaziaiqbal85857 жыл бұрын
JAZAK ALLAHU KHAIRAN KASEERAN
@ghulamzahoori Жыл бұрын
complete episode 77
@muzamilhussain42502 жыл бұрын
❤️❤️❤️❤️
@amirmansoori35792 жыл бұрын
👍
@sarakubra12045 жыл бұрын
Surah al imran ayat number 100-104
@SaddamAnsari-z2b8 ай бұрын
Masha Allah
@shaikkaleemuddin58943 жыл бұрын
Assalamualaikum Mashalllah Subhanallah Dua ki guzarish Hyderabad India
@ghulamzahoori Жыл бұрын
🥰😇
@mnam9582 Жыл бұрын
❤.
@sahilpathan4054 Жыл бұрын
77 completed
@ummesadaf94104 жыл бұрын
💕💐💕💐💕💐
@shaikkaleemuddin58947 ай бұрын
Assalamualaikum USTAD mufti sahab jazzakallah khair Apse dua ki guzaarish
@jabiralijabirali11697 ай бұрын
❤❤❤ya Allah ham sab ko momin Bhai ko maaf frma ❤❤
@abdulrehmanali96436 жыл бұрын
Mashallah
@emadgroup69792 жыл бұрын
111 v Ayaat
@shahwaaraafreen11 ай бұрын
Min 0-5 A 100,101 Shane nazool Hzrt zaid bin aslam r.a frmate hn, Sham bin qais ek yahudi. Aus aur khasraj 2 qabile, 120 saal se jung, huzoor ne jab iman ki dawat di, toh dushmani bhula di aur aapas me mohabbat....sham bin qais ne hasad aur bugaz me purani jung k kisse ...jis se dono me fir se jung....fir huzoor tashreef farma hue...aapne farmaya...Allah ne tumhe hedayat Fir unko nedamat hui aur tauba ki Uspar ye aayat nazil hui Fir Allah ne farmaya, Sidha raaste ko chorna muraad Islam laane k baad kufar. Murtad hona badtareen gumrahi hai
@shahwaaraafreen11 ай бұрын
5- 11 min A102 Yahan Allah ne apne se darne ka huqam Diya aur aese darne ka jaise darne ka haq ho Is tarah ki khalwat ho ya jalwat ho isme koi gunah na ho, lazim ibadat pe istekamat beparwahi k sath tarq na ki jaaye, nek sohbat ho, agar khuda na khawsta ba taqazae bashariyat gunah ho jaaye toh fauran tauba (Waqti kaifiyat waqti asar waqai khauf nahi hai , balki in alaamaat ko khud me talash karen) Allah se darne se muraad, Allah ki giraft uske azaab se Darna Aur tum hargiz naa marna magar Islam pe malum hua kisi aur mazhab pe maut Allah ko pasand nahi lehaza kafir A 103 Yahan Allah ki rassi se muraad , (Muslim se riwayat - Qur'an e mazeed aur bari jama'at) Tafarka baaji se mnaa farmaya gya -
@shahwaaraafreen11 ай бұрын
Min 11- 16 A 103 Shane nazool:- ye aayat aus aur khajraj k baare me khusisi taur pe nazil hui, 120 saal se Jung jaari thi, Allah ne huzoor k hedayat k zariye is Jung se nijat, hedayat, jahhanm se bachaya Toh Allah ne inko apni is nemat yaad dilaaya Yahan malum hua Allah ki ataa nemat ko yaad rakhna chahiye aur iske faayde A 104 Yahan neki karne aur burai se rokne ka huqam Malum hua Har aaqil balig musalman mard aurat ko tableeg ka huqam apni apni isteta'at k mutabik (Hadis Muslim - agar koi gunah hota dekhe toh uspe wazib h ki hath se ...zuban se...)
@shahwaaraafreen10 ай бұрын
Min 16-22 Tableeg ka huqam, Tableeg ki surate Wajib Mustehab Makruh (Bahot Afzal jab samne wala k liye guman h ki larega lekin aap sabar karne pe Kadir hon ) Tableeg karne k liye zaroori nahi ki koi khaas tabqa hu kare (Hadees:- huzoor ne farmaya tum neki ka huqam karo chahe khud mukammal Naik naa ho aur buraai se roko chahe khud mukammal burai se na Bach paao) Is hadees me huzoor ki himmat Tableeg pe duniya aur aakhirat me azar aur is se muraad