اِلَّا الَّذِیۡنَ تَابُوۡا مِنۡۢ بَعۡدِ ذٰلِکَ وَاَصۡلَحُوۡا ۟ فَاِنَّ اللّٰہَ غَفُوۡرٌ رَّحِیۡمٌ 89 Tarjuma-kanzul-Iman مگر جنہوں نے اس کے بعد توبہ کی اور آپا سنبھالا تو ضرور اللہ بخشنے والا مہربان ہے، اِنَّ الَّذِیۡنَ کَفَرُوۡا بَعۡدَ اِیۡمَانِہِمۡ ثُمَّ ازۡدَادُوۡا کُفۡرًا لَّنۡ تُقۡبَلَ تَوۡبَتُہُمۡ ۚ وَاُولٰٓئِکَ ہُمُ الضَّآلُّوۡنَ 90 بیشک وہ جو ایمان لاکر کافر ہوئے پھر اور کفر میں بڑھے ان کی توبہ ہرگز قبول نہ ہوگی اور وہی ہیں بہکے ہوئے، اِنَّ الَّذِیۡنَ کَفَرُوۡا وَمَاتُوۡا وَہُمۡ کُفَّارٌ فَلَنۡ یُّقۡبَلَ مِنۡ اَحَدِہِمۡ مِّلۡءُ الۡاَرۡضِ ذَہَبًا وَّلَوِ افۡتَدٰی بِہٖ ؕ اُولٰٓئِکَ لَہُمۡ عَذَابٌ اَلِیۡمٌ وَّمَا لَہُمۡ مِّنۡ نّٰصِرِیۡنَ ٪ 91 وہ جو کافر ہوئے اور کافر ہی مرے ان میں کسی سے زمین بھر سونا ہرگز قبول نہ کیا جائے گا اگرچہ اپنی خلاصی کو دے، ان کے لئے دردناک عذاب ہے اور ان کا کوئی یار نہیں۔ لَنۡ تَنَالُوا الۡبِرَّ حَتّٰی تُنۡفِقُوۡا مِمَّا تُحِبُّوۡنَ ۬ؕ وَمَا تُنۡفِقُوۡا مِنۡ شَیۡءٍ فَاِنَّ اللّٰہَ بِہٖ عَلِیۡمٌ 92 تم ہرگز بھلائی کو نہ پہنچو گے جب تک راہِ خدا میں اپنی پیاری چیز نہ خرچ کرو اور تم جو کچھ خرچ کرو اللہ کو معلوم ہے، کُلُّ الطَّعَامِ کَانَ حِلًّا لِّبَنِیۡۤ اِسۡرَآءِیۡلَ اِلَّا مَا حَرَّمَ اِسۡرَآءِیۡلُ عَلٰی نَفۡسِہٖ مِنۡ قَبۡلِ اَنۡ تُنَزَّلَ التَّوۡرٰىۃُ ؕ قُلۡ فَاۡتُوۡا بِالتَّوۡرٰىۃِ فَاتۡلُوۡہَاۤ اِنۡ کُنۡتُمۡ صٰدِقِیۡنَ 93 سب کھانے بنی اسرائیل کو حلال تھے مگر وہ جو یعقوبؑ نے اپنے اوپر حرام کرلیا تھا توریت اترنے سے پہلے تم فرماؤ توریت لاکر پڑھو اگر سچے ہو
@syedahmedrazviquadri35392 жыл бұрын
(89) Magar jinhon ne is ke baad tauba ki aur aapa (khud ko) sanbhaala to zaroor Allah bakhashne waala meharbaan hai. (90) Beshak wo jo eemaan la kar kaafir hue phir aur kufr mein badhe un ki tauba hargiz qabool na hogi aur wahi hain bahke hue. (91) Wo jo kaafir hue aur kaafir hi mare un mein kisi se zameen bhar sona hargiz qubool na kiya jaaega agarche apni khalaasi ko de, un ke liye dardnaak azaab hai aur un ka koee yaar nahin. (92) Tum hargiz bhalaace ko na pahunchoge jab tak raah-e-Khuda mein apni pyaari cheez na kharch karo aur tum jo kuchh kharch karo Allah ko maaloom hai. (93) Sab khaane Bani Israaeel ko halaal the magar wo jo Ya'qoob ne apne oopar haraam kar liya tha Tauret utarne se pahle tum farmaao Tauret la kar padho agar sachche ho.
@JameelAhmed-j3k7 ай бұрын
Jazakallah
@riazhussain1178 Жыл бұрын
Subhan Allah
@shaikkaleemuddin58943 жыл бұрын
Assalamualaikum Mashalllah Subhanallah Dua ki guzarish Hyderabad India
@yusufsheikh9986 Жыл бұрын
MashaAllah
@lailanaimi27766 жыл бұрын
جزاک الله میری پیر اور مرشید الله آپکی عمر می برکت عطا فرمائی .
@SaifPlayingWolf2 ай бұрын
Ameen
@sahilpathan4054 Жыл бұрын
75 completed ❤
@shahbazkhanup...84144 жыл бұрын
سبحان الله عزوجل
@shaikkaleemuddin58947 ай бұрын
Assalamualaikum USTAD mufti sahab jazzakallah khair Apse dua ki guzaarish
@shaziaiqbal85857 жыл бұрын
JAZAK ALLAHU KHAIRAN KASEERA
@ghulamzahoori Жыл бұрын
complete episode 75🥰🥰🥰🥰🥰🥰
@sumairaqudoos72845 жыл бұрын
JazakAllah
@emadgroup69792 жыл бұрын
4th para shorou
@mnam9582 Жыл бұрын
❤.
@zeshanwarsi84934 жыл бұрын
🌹🌹🌹♥️♥️♥️🌹🌹🌹
@shahwaaraafreen11 ай бұрын
0-10 min A 89:- Murtad ki tauba qabool hogi , Gustakhe Rasool ki tauba Allah chahe toh qabool farmayen lekin duniyawi islami qanoon k mutabik Gustakhe Rasool ko sirf huzoor maaf farma sakte hn lekin kyuki ab aesa mumkin nahi toh qazi isko maaf nahi kar sakta aur saza milegi. A 90:- Yahan Allah ne aage fir farmaya jo murtad ho gaye unki tauba qabool nahi hogi yehi log kufar me aage badh gaye, Kufar me aage badhne se muraad yaa toh yahood hain Jo torait injeel pe gayabana imaan laa chuke the huzoor pe lekin fir mukar gaye aur fir huzoor ke khilaf sazish karke kufar me aage badh gaye, yaa fir is se muraad nasara the... Tauba kinki qabool nahi hogi
@shahwaaraafreen11 ай бұрын
Min 10-19 A 91 Goya ki maloom hua duniya darul Amal hai aur Amal ka badla Aur ye nasse sarih se sabit hai ki kufar k liye koi Maafi nahi marne k baad Naa koi shafat karne wala milega A 92:yahan irshad farmaya tum bhalai tak nahi pahunch sakte (bir se muraad khair aur bhalai ye duniya me bhi aur aakhirat me bhi hasil ho sakta h) Malum hua apni mehboob shaye ko kharch karna aur is se paida hone wali aziyat ko bardasht karna Allah ki Raza k khatir ye bahot hi umdaah hai (Aksar ham waisi chize kharch karte hn Allah ki raah me hi Jo hame pasand nahi yaa kisi ko tohfa dete hn jo hame achcha nahi lag raha, ye mehboob nahi) Lehaza ukhrawi nejaat ka ek rasta ye bhi hai ki apnj mehboob shaye ko Allah ki raah me kharch karna chahiye kabhi kabhi (Hzrt Abdullah ibne Umar r.a ki aadate Mubarak jo chiz unhe achchi lagti thi woh Allah ki raah me de diya karte the ...kisi ne pucha.... ) ( Mufti Sahab ne kabhi kabhi kyu kaha) Bukhari Sharif :- hzrt Talha r.a ka ek baag tha Jisme behtarin kisam ka khazoor aur meetha Pani ..khud huzoor tashrif le jaya karte the... Is aayat k nazool k baad .... Maloom huaa Sahaba ikram Qurani ahkamat pe Allah ki Raza k husool k liye bahot tezi se Amal Aur huzoor ki duniya se beragbati... huzoor ne targeeb di apne rishtedaro ko do Aur malum hua ki nafli sadqa apne rishtedaro me dena jo mustehak hon afzal
@shahwaaraafreen11 ай бұрын
19-24 min A 92:- Shane nazool - huzoor ne farmaya tha ki main millat e ibarahimi pe hun toh yahood ne sawal Kiya aap untni k gosht / doodh kyu ...toh Allah ne ye aayat nazil farmaya ki ye log jhoot bol rahe hn (Hzrt Yaqoob a.s ne kuch khana ko apne upar haram... Hadees) Hamari Shariyat me allowed nahi khud pe halal ko haram karna...jayaz nahi
@alishanayaab7867 жыл бұрын
agr drood o slaam qbool krte hain to tawba kun nhi