Yeh waterbproofing purani chhat jisme se pani tapak raha hain usme karte hai ya nai chhat jo ki waterproof cement se tayyar hui hai usme bhi karte hain ? kripya bataye
@muralipittala61117 ай бұрын
First coat sbr polymer and cement mix dalneke bad second coat fiber mesh dalke uske uper polymer coat karna sahitarika hai and kithnesal sahi rahega apke video bahut achha hai. Pittala murali jalgaon district telengana please give me advice
@Factfiles5109 күн бұрын
Can be used on metal sheet?
@MohammadAjmal-lv2kz7 ай бұрын
Sir second flor ke farsh pe tails lgane k liye base kitna thik hona chahiye
@anilvarlekar8331Ай бұрын
Mere ghar ke chhat pe tiles lagi hai to kya kare kaunsa waterproofing product lagana hai mere chhat ka crayate area 750sq feet hai costing kitana aayega
@89upendra6 ай бұрын
Mujhe apne chhat ke elevation roof pe clay tiles lagana hai. To kya asian paints wala damp proof kara ke uske upper clay tiles lagwa sakta hoon.
Hamare chaat pe bht zyada bareek cracks hai uske liya kya karna hoga Please advice , costings kya hoga Please reply
@tahiransari22277 ай бұрын
Mere roof pe bahut hi bareek crack he or bahut ziyada he or Mene Asian Ka damp proof karaya tha 6 month bad FIR se bareek crack aagya he uska solution bataen
@ravijumle938622 күн бұрын
which is better
@panchanansaha9262 ай бұрын
Cost per sq ft pls??
@sunilsahoo33982 ай бұрын
Per sqft 50rs
@pmsurat5 ай бұрын
Ish se shasta to naya slab ho jayega.😂😂 kitna jayada coat karna padta hai.