No video

The Golden Voice of Harry Sewbalak (R.I.P)

  Рет қаралды 10,246

Ray Media

Ray Media

Күн бұрын

Пікірлер: 20
@Paigam2832
@Paigam2832 7 жыл бұрын
Thank you MamaJi for all your beautiful songs and your humble way of living. Rest in eternal peace. Shanti, Ohm Shanti
@asingh8350
@asingh8350 2 жыл бұрын
Ustaad Harry Sewbalak For Ever.
@osital1788
@osital1788 7 жыл бұрын
dit is de allereerste lp wat uit gebracht is in Suriname ustad was de zanger van de eeuw
@giosabajo1000
@giosabajo1000 7 жыл бұрын
R.i.p ustaad Harry sewbalak
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 5 жыл бұрын
SONG # B3 (Vol.1) - Sakhi dhīre dhīre jhūlā jhūlāo 0. (Refrain) Sakhi dhīre dhīre jhūlā jhūlāo; hame' dar lāge. (2) Hame' (hamen) dar lāge, hame' dar lāge, hame' dar lāge. (2) Sakhi dhīre dhīre jhūlā jhūlāo; hame' (hamen) dar lāge. (2) O female companion (friend), gently push the swing; for I am fearful. 1. Brahmā jhūle, Vishnu jhule; jhūle Mahādev bhāy. (3) (ṛāūī) Nārad dekho ghar ghar jhūle (2); sab ko lekar jāy (tīno' lok jhūlāy).(Ref) Brahma, Vishnu and Mahesh are all swinging, bretheren. Look Narad's door is swinging, the three worlds are moving (?). 2. Rādhā jhūle, Krishna jhulāve; jhūle Sītā Māī (Jānakī Mā). Rām dekho ghat ghat jhūle (2); koī anupiyā pāī (phūlan saje jhūlā).(Ref) Radha is swinging, Krishna is swinging; Sita Ma is swinging. Look Ram's swing is settling down, flowers adorn the swing. 3. Sanak, Sanātan, Sanat-kumāra; Brahmā, Vishnu, Mahesh. Rāma, Lachuman, Bharata, Satrughan (2); jhūle Gaurī Ganesh.(Ref) Sanak (ancient-one), Sanatan (eternal-one), Sanatkumar (ever-young one), [Sanandan (joyful-one), left out] Brahma, Vishnu & Mahesh are swinging. Ram, Lakshman, Bharat, Satrughan, Gauri Ma, and Ganesh are swinging. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 5 жыл бұрын
SONG # A4 (Vol.1) - Jannanī Jannanī 0. (Ref) Jannanī Jannanī, mai' nā jiya (jiyu') binu Rām. Mai' nā jiyu' binu Rām (2), mai' nā jiyu' binu Rām. 1. Rām Lakhan Siyā ban ko gaye, pitā gaye' surā dhām. (2) Hot prāt (bhor) hamhu ban jaibe, Avadh āye kehī kām.(Ref) 2. Bhagin kutil kubuddi abhagin, kaun hare torā gyān. (2) Nara muni sab torā dosh hai', kiyo bhalā nahī' kām. (Ref) 3. Jannanī Jannanī, mai' nā jiyu' binu Rām. (ĀĪŪṛāīū) Tulasīdās Prabhu ās charan ke bhaye vidhatā bām. (Ref) .
@ANIL933
@ANIL933 7 жыл бұрын
RIP Nana
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 5 жыл бұрын
SONG # A2 (Vol.1) - Hathie ki data (Bhadjan) (Dohā 1) Hāthī ke dāt ke, khilaune bātī bātī ke; singh ke Kālikā hū', vīr man bhāī hai. Mriga ke kāl, par baithe atī satī loga; pakaṛe ke kāl dekho, pānī bar lāī hai. (ĀĪŪṛāīū) (Dohā 2) Gaire ke kāl se laṛatī sipahī logī; khabar ke kāl rājā rank ke man bhāī hai. Kahe Kabir diyā latāsh Hari ke bhajan binā; mānush ke kāl kaho kaune kām mai' āyī hai. 0.(Ref) Ab nā banī to phir nā banegī; bār bār yeh tan na milegī (2). Ab nā banī to phir nā banegī (2); bār bār yeh tan na milegī (2).(ĀĪŪṛāīū) 1. Kiyā nā satsang Hari gun gāyā; manushya te haye birtha gavāyo.(2) Jannanī tujhe ko phir nā janegī (2); bār bār yeh tan na milegī (2). (Ref) 2. Tere javānī bharama bhulānī; guru pitu māta bāt nāhī' bānī. (2) Yeh naiyā kaise pār lagegī (2); bār bār yeh tan na milegī (2). (Ref) 3. O pranī terī kāyā mātī; dharnī ghirat hai patang kyu kātī. (2) Mātī nā mātī mil ke rahegī (2); bār bār yeh tan na milegī (2).(Ref) --------- An Indian version 0.(Ref) Ab nā banī to (2), phir nā banegī; nar tan bār bār nahī' miltā. Ab nā banī to (2), phir nā banegī; nar tan bār bār nahī' miltā.(ĀĪŪṛāīū) 1.Hīrā sā janam kyu birtha gavāyo (2); nā satsang kiyo hari gun gāyo (2). Jannanī terī tujhe phir nā janegī (2); nar tan bār bār nahi miltā. (Refrain) 2. Tere javānī bharma bhulanī (2); guru pitu māta kī bāt nā manī (2). Naiyā kaho kaise pār lagegī (2); nar tan bār bār nahi miltā. (Refrain) 3. O pranī terī kayā matī (2); dharnī ghirat hai patang kyu katī (2). Matī nā matī mil ke rahegī; nar tan bār bār nahī' miltā. (Refrain) .
@adityaramsukul2639
@adityaramsukul2639 3 жыл бұрын
tribhuvan patti sriraam pleas
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 5 жыл бұрын
SONG A2 - Vol.3 (1978) - Bol Hari bol Hari. 0.(Ref) Bol Hari bol Hari; Hari Hari bol. Bol Hari bol Hari; Hari Hari bol (H). Bol Hari bol Hari; Hari Hari bol. Bol Hari bol Hari; Hari Hari bol. (ĀĪŪṛāīū) 1. Jīvan kī ghariyā baṛī anamol. Jīvan kī ghariyā baṛī anamol. (Ref) 2. Nām Prabhu kā hai sukharī; pāp chatenge chana me' baṛī. (2) Nā lage nāth nā kuchha terā anamol. (2) (Refrain) 3. Shavarī Ahalyā asadhana kasāī; nām japan me' mukti pāī. (2) Nām ke mahimā hai pe mol. (2) (Refrain) 4.Govindā Madhav Krishna Murarī; Natavar Nāgara Girivaradhārī.(2) Rām kī amrit pīne ke ghot. (2) (Refrain) 5. Rāma Rāma bol Krishna Krishna bol. Shiva Shiva bol Krishna Krishna bol. Rāma Rāma bol, Krishna Krishna bol. Shiva Shiva bol, Krishna Krishna bol. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 5 жыл бұрын
SONG # A3 (Vol.1) - Lāge Saravan ke bān 0. Ādhi ādhī ratiyā kī pīchhalī pahariyā; Dasharath khele shīkār. (Ref) Lāge Saravan ke bān; Rām hī Rām nām pukār. (2)(ĀĪŪṛāīū) 1. Mātā pitā morā āndhī āndhā; unko tū do Rājā jal pīyā. (2) Pīyā tū jal me' mātā pitā ko; kaheyo' merā, hāl burā. (Ref) 2. Jo ke se māre Rājā Dasharath; lāgī karo soch bīchār. (2) Bān hī nikāl virāje; lāge jāne bān hamār. (Refrain) 3. Chitā banādo Rājā Dashrath; bod me' de do more Saravan Lāl Tulasīdās baje āndhī āndhā; yehī ghat hoth tumhār. (Refrain) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 5 жыл бұрын
SONG A5 (Vol. 3) - Pag ghungarū bāndh Mīrā nāchī re 0.(Slow) Pag ghungarū bāndh Mīrā nāchī re; pag ghungarū bāndh Mīrā nāchī re. (Ref) Pag ghungarū bāndh Mīrā nachī nachī; pag ghungarū bāndh Mīrā nāchī re. (Faster) Pag ghungarū bāndh Mīrā nachī nachī; pag ghungarū bāndh Mīrā nachī. Ghungarū bāndh Mīrā nachī re; pag ghungarū bāndh Mīrā nachī re. (ĀĪŪṛāīū) 1. Ham to apne Nārāyana kā (2); āp to hogayā dāsī re. Log kahe' Mīrā bhāī bāvarī (2); sās kahe kulanāsī re. (Ref) 2. Jo vish yeh rānā jī ne bhejā (2); pīvat Mīrā hā'sī re. Mīrā ke Prabhu giridhar nāgar (2); sahaj milat re nāchī re.(Ref) 3. Pag ghungarū bāndh Mīrā nachī re; pag ghungarū bāndh Mīrā nāchī ! ------------ Movie: Meera Shyam (1976), Singer: Krishna Kalle. 0. Pag ghungarū bāndh Mīrā nāchī re (2); nāchī re Mīrā nāchī re.(ĀĪŪṛāīū) (Ref) Pag ghungarū bāndh Mīrā nachī re; pag ghungarū bāndh Mīrā nachī. 1. Mai' to apne Nārāyan kī (2); hogayi āp hī dāsi re. (Ref) 2. Log kahe' Mīrā bhāī bāvarī (2); sās kahe kulnāsī re. (Ref) 3. Vish kā pyāla rānā jī bhejā (2); pīvat Mīrā hā'sī re. (Ref) 4. Mīrā ke Prabhu giridhar nāgar; giridhar nāgar, Mīrā..ā. Mīrā ke Prabhu giridhar nāgar; begī milo re nāchī re. (Ref) 5. Nāchī re, Mīrā nāchī re. Pag ghungarū bāndh Mīrā nachī re (2). .
@traditionalfolk
@traditionalfolk Жыл бұрын
The legend..
@narainshivaniepooja1529
@narainshivaniepooja1529 7 жыл бұрын
missing my adja..:(
@giosabajo1000
@giosabajo1000 7 жыл бұрын
NARAIN SHIVANIE pooja triest he 😭😭
@avijagram573
@avijagram573 6 жыл бұрын
Henny
@winaighirao3103
@winaighirao3103 7 жыл бұрын
rip dada ik hb echt heel veel vn u geleerd
@winaighirao3103
@winaighirao3103 7 жыл бұрын
5jaren met uw samen muziek gespeeld
@indrapietambar9614
@indrapietambar9614 7 жыл бұрын
R.IP DAD thanx for everything u
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 6 жыл бұрын
Harry Sewbalak Indisch immigratielied, R. I. P. (Johan Siewsankar Sewbalak: 26 June 1939 - 1 May 2017) 0. Sumiran kar ke Nārāyan ke, lai Bajrang Balī ke nām. Kathā bakhānu Surīnām ko, jin par hamko hai abhimān. Sumiran kar ke Nārāyan ke, lai (le) Bajrang Balī ke nām. Kathā bakhānu Surīnām ko, jin par hamko hai abhimān. 1. Kal-kattā se Bhāratī hokar, Surīnām me' pahu'che āī. Uttar gaye jab yehī dasavā me', dekhu me' jai bāt gavāī. Hoth savere mānjā sāhab sab ko, hukum diyā faramāī. Hāth me dekhe katal sikhānā, paranā sīne pahu'chā jāy. 2. Jangal kāte ke sāth kiye, aur kosī sā kahā' diye churāī. Chhūtī chhūta kāt nā lāge, dekho mā-ī bāp chillāī. Bātan bātan mere ko ab santarās, sakhātan ho-ī jāy. Pā'ch barash (varsho') ke girmit kāte, gīṛi le bahut musībat āī. Pā'ch barash baithak me' bhaiye, roz safal kahe dān jiyār. Apane deshavā lautanā jai ho, māno batiyā āj hamār. 3. Bigahā pā'ch khet gaye dinhe, sau sau rūpiyā diye pakarāī. Lautene vāle lautā gaye aur, rehane vāle yahā' rehā jāy. Jangal kātik kuhfī (coffee) lagā, ghatā kar bānā diye lagāī. Gānā ke khetī kar dikhalāye, laṛkā laṛkī kar diye paṛhāī. 4. Koī mānjā (manager), koī kamishanar; koī inspektar hoī jāy. Ko-ī vakīl aur ko-ī jaj (judge); ko-ī parliament me' baithā jāy. Bhārat mātā kī aulād, Bhārat mātā kī aulād; Surīnām me' sukhī manāī. Bār bār Sewbālak chetāve; dharma nā chorī ho apanā bhāī; (ĀĪŪṛāīū) dharma nā chorī ho apanā bhāī, dharma nā chorī ho apanā bhāī. .
OMG what happened??😳 filaretiki family✨ #social
01:00
Filaretiki
Рет қаралды 13 МЛН
What will he say ? 😱 #smarthome #cleaning #homecleaning #gadgets
01:00
Satyanand Rekha - Pal Pal Bitie Djaat Oemaria (Djhoemar)
5:24
ItsallAbout OurRoots
Рет қаралды 131 М.
DASHRAT MANGRU SINGING TAAN
5:25
ptdipak
Рет қаралды 60 М.
HAROLD RAMKOEMAR  non stop 1  baithak gana
55:53
krishan sewdien
Рет қаралды 7 М.
Mata pita ki sewa karke - Harry Sewbalak (baithak gana)
5:45
Sansaar Multimedia
Рет қаралды 32 М.
Harridath Jairam - Panie Ke Bole Aagh
3:32
ItsallAbout OurRoots
Рет қаралды 23 М.
Harry Sewbalak Djananie Ab Na Djiyeb
5:03
Aniel Mansaram
Рет қаралды 1,5 М.
Baithak Gana 1995 Harry Sewbalak & Rampersad Ramkhelawan
4:49
Pavan Marhe
Рет қаралды 36 М.