DASHRAT MANGRU SINGING TAAN

  Рет қаралды 60,975

ptdipak

ptdipak

Күн бұрын

Album Name: The one and only Dashrath Mangru (from Guyana)
Format: Vinyl LP Album; Label: H.P. Sankar Productions
Manufactured in Barbados, Released: 1970 (HPS Records)
Genre: Folk, World, and Country; Style: Hindustani.
Dashrat Mangroo: Vocals & Harmonium
(Dashrath Mangru is the elder brother of Mohit Mangru.)
Dholak: Baboo Ram Jaggernauth, Dhandtāl: Chattergoon.
Producer: Harry Persaud, Sound Engineer: Malclom Hall.
Tracklist:
A1 Jai Rām Rame (Dhrupad) B1 Janakpur kā pahu'che (Bihāg)
A2 Sudama - jī (Thumrī) B2 Holī machāī (Holī Gīt)
A3 Sab hī kā bigarī (Bhajan) B3 Dasharath kā dono' lāl (Khemtā)
A4 Jai jai Narayan (Bhajan) B4 Chhaturang Ras (Chhaturang)
A5 Garam zab rahā (Bhajan) B5 Apne Prabhu ko mai` (Bhajan)
------------------
Various Artistes ‎- Love, Truth, Respect and Adoration
Label: West Indies Records Ltd. ‎- SAI 01
Format: Vinyl LP, Country: Guyana, Released: 1980
Genre: Folk, World, & Country; Style: Chutney, Hindustani
Clarinet - Mohit Mangroo, Dholak - Ramdhani
Harmonium - Evelyn Morgan (3), Percussion - Chan (16)
Mandolin - Dashrat Mangroo, Tambourine - Ganga Singh
Tracklist:
A1 Prem Satya Sai Jee Speech
A2 Chan From Shields Town - Dhanya Hi Satya Sai
A3 Dasrat From Bath Settlement - Duniya May Jo Koe Ayay
A4 Evelyn Morgan (3) - Jai Ambay Kali Maya
A5 Mohit Mangru - Zindagi Hi Yahee
B1 Chan From Shields Town - Hari Om Namah Shewa
B2 Dasrat Of Bath Settlement - Karakay Karar
B3 Evelyn Morgan (3) - Jai Say Lanka Jalaway Hanoman
B4 Mohit Mangru - Seeri Ram A Struti Santa
B5 Evelyn Morgan (3) - Sa Devi Toray Darshan.
-----------------
#11 Dasharath Mangru - Japo Re Rām Nām Sukhadāī.

Пікірлер: 35
@kamlabacchus2603
@kamlabacchus2603 7 ай бұрын
I'm listening to this in 2024 and remembering my father, Tilak Singh who played the dholak for Taan singing.
@Jyotimndl
@Jyotimndl 3 жыл бұрын
Love from Kathmandu Nepal 🇳🇵🙏🇳🇵
@droopadpersaud2122
@droopadpersaud2122 2 жыл бұрын
One of Guyana best talented singer in taan I was one of his favourite drummer in those golden years .
@barbaragangaram2137
@barbaragangaram2137 3 жыл бұрын
My village people remember this guy I was very young then they were the men that kept the bath kirtan alive and his brother uncle magga
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG B1 - Musical Genre: Bihāg, Dashrath Mangrū. 0. He bārātī (bārāt) gayī, bārātī gayī. Janakapur kā pahu'che bārātī gayī. (2) The wedding procession, the splendid procession; the wedding procession has arrived in Janakpur. (Refrain) Janakapur kā pahu`che bārātī gayī; Re bārātī gayī, re bārātī gayī. (2) (Āṛāūī) Janakapur kā pahu`che bārātī gayī. 1. Janak-jī mile, Rājā Dasharath ke. (2) Prem se milāp bhāī, prem se milāp bhāī re. (Refrain) Raja Janak finds (meets with) Raja Dashrath; with love the meeting happens as between brothers. 2. Ādar bhāv se, ek nārī pūjā. (2) Arre āratī uttarā lāī, āratī uttarā lāī re. (Refrain) With full respect, the ladies give honor (to the bridegroom); they wave the light around his head (perform the parchan). 3. Ādar bhāv se, janavās dehu. (2) Nācho uttarā lāī, nācho uttarā lāī re. (Refrain) With full respect, the wedding party is given a place to relax; and the dancing begins (to show the arrival of the groom).
@akashh7_
@akashh7_ 6 жыл бұрын
the Best in this Category ever , the voice just Great , The Dholak player the best Ever , Babooram
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 8 жыл бұрын
SONG A1 - Musical Genre: Dhrupad, Dashrath Mangru (Āṛāūī) 0. Jai Rāma Rame ramanang shamanang; kahī dūr ratha bhārinī bhāgan me'. (Ref) Jai Rāma Rame ramanang shamanang; kahī dūr ratha bhārinī bhāgan me'. 1. Ek Rāma Dasharath ghar dole; ek Rāma ghat ghat me' bole. (2) Ek Rāma hai sakal pasarā (2); ek Rāma hai sabse nyārā. (Refrain) 2. Kauna Rāma Dasharath ghar dole; kaun Rāma ghat ghat me' bole. (2) Kauna Rāma hai sakal pasarā (2); kaun Rāma hai sabse nyārā. (Refrain) 3. Sarve Rāma Dasharath ghar dole; nirākār ghat ghat me' bole. (2) Vrinda Rāma kā sakal pasarā (2); alak Rāma hai sabse nyārā. (Refrain) 3'. Kaun Rāma Dasharath ghar dole; kaun Rāma ghat ghat me' bole. Kauna Rāma hai sakal pasarā; kaun Rāma hai sabse nyārā. Sarve Rāma Dasharath ghar dole; nirākār ghat ghat me' bole. Vrinda Rāma kā sakal pasarā; alak Rāma hai sabse nyārā. (Ref) ------------------------- Rāmcharitmānas, Uttarkānd - Section 14 (Āṛāūī) (Chaupāī first) Jai (Jay) Rām Ramā-ramanang samanang | Bhavtāp bhayākul pāhi janang || Avadhes sures rames bibho | Saranāgat māgat pāhi prabho || (1) Glory to you Ram, Lakshmi's Lord, queller of all worldly pains. Protect your servant, harsssed with the terrors of birth and death. O Soveriegn of Ayodhya, Lord of the immortals, Lakshmi's spouse, all-pervading Master, having fled to you for refuge, I implore you, pray extend your protection to me. Dasasīsa bināsan bīs bhujā | Krut duri mahā mahi bhuri rujā || Rajanīchar brind patang rahe | Sar pāvak tej prachand dahe || (2) Mahi mandal mandan charutaran | Dhrut sāyak chāp nishang baran || Mad moh mahā mamatā rajanī | Tam punj divākar tej anī || (3) Manjāt kirāt nipāt kiye | Mrig log kubhog saren hiye || Hati nāth anāthani pahi hare | Bishya ban pāvar bhuli pare || (4) Bahu rog biyoganhi log hae | Bhavadanghri nirādar ke phal e || Bhav sindhu agādh pare nar te | Pad pankaj prem na je karate || (5) Ati din malin dukhi nitahīn | Jinh ke pad pankaj pritī nahīn || Avalamb bhavant katha jinh ke` | Priya sant anant sadā tinha ke` || (6) Nahi rāg na lobh na mān madā | Tinha ke sam vaibhav vā bipadā || Ehi te tav sevak hot mudā | Muni tyāgat jog bharos sadā || (7) Kari prem nirantar name liye` | Pad pankaj sevat sudh hiye` || Sam māni nirādar ādarahī | Sab sant sukhī bicharanti mahī || (8) Muni Manas pankaj bhring bhaje | Raghubir mahā ranadhir aje || Tav nām japāmi namāmī harī | Bhav rog mahāgad mān arī || (9) Gun sīl kripā paramāyatanang | Pranamāmī nirantar shrī-ramanang || Raghunand nikandaya dvanda-ghanang | Mahipāl bilokaya dinajanang || (10) (Dohā) Bār bār bar māngau', harashī dehu shrīrang | Pad saroj anapāyanī, bhagati sadā satsang || (14a) Again & again, I beg of thee this boon - O Lord of Lakshmi, may I never cease to be devoted to thy lotus feet and may I (always) enjoy constant communion with thy devotees. (Dohā) Barani umāpati rām gun harashī gae kailash | Tab prabhu kapinha divāye sab bidhi-sukhaprad bās || (14b) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG A3 - Musical Genre: Rām Bhajan, Dashrath Mangrū (Āṛāūī). 0. [He sab hī kā bigaṛī, banāne-vāle Rām; sab hī kā bigaṛī, banāne-vāle Rām.] Nishadin liyā karo, Prabhu-jī kā nām; sab hī kā bigaṛī, banāne-vāle Rām. Kiye tum jag me`, sachchāī kā kām; sab hī kā bigaṛī, banāne-vāle Rām. 1. Jab tum rahī lo, mātā kī garbh me`; kaṛī āyī kaun, rākhe rā rā. (2) Mā har hoke, bhūl gaye mūrakh; māyā me`, zindagī guzārā. Ek pal liyo nahī` Prabhujī kā nām (2); sab hī kā bigaṛī, banāne-vāle Rām. Nishadin liyā karo, Prabhu-jī kā nām ! (ṛ ā ū ī) 2. Apane sukh kī, kāran bhāī; dukh me` kisī, ko denā. (2) Ek din hoto, mālik sāmane; pad lāpā (?), nenā bhajanā. Kiyā aisā jaisā dekho milī gaye nām (2); sab hī kā bigaṛī banāne-vāle Rām. Nishadin liyā karo, Prabhu-jī kā nām ! 3. Jisane mānushya, Prabhu-jī kī āge; chalat na koī, chaturāī. (2) Jo kuchh karma me`, likhā hai bhāī; karle bhoj, kā upāī. Sāj chalenā dekho Prabhujī kā nām (2); sab hī kā bigaṛī banāne-vāle Rām. Nishadin liyā karo, Prabhu-jī kā nām ! 4. Kiye tum jag me` sachchāī kā kām; sab hī kā bigaṛī banāne-vāle (Relā) Rā...m. Nishadin liyā karo, Prabhu-jī kā nām; sab hī kā bigaṛī, banāne-vāle Rām. Kiye tum jag me`, sachchāī kā kām; sab hī kā bigaṛī, banāne-vāle Rām! .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 4 жыл бұрын
#11 Dasharath Mangru - Japo Re Rām Nām Sukhadāī. As sung by Shri Hari Om Sharan. 0. Bhaj re man, japo re Rām nām sukhadāī. (ĀĪŪṛāīū) Rām nām ke do akshar me', sab sukh shānti samāī. (Ref) Bhaj re man, japo re Rām nām sukhadāī. 1. Rām ko nām lete mukh se, bhavsagar ban jāyī. Rām nām bhaj le man murakh, banat banat ban jāyī.(Ref) 2. Rām nām ke kāran ban gayī, pāgal Mīrabai. Gadikā giddh Ajāmil tāre, tāre sadan kamāī. (Ref) 3. Jhūthe beran me' Shabarī ke, bhar gayī kaun mithāī. Mīthe samajh ke nā prabhu khāyo, prem thī adhikāī.(Ref) 4. Bhaj re man, japo re Rām nām sukhadāī. Rām nām ke do akshar me', sab sukh shānti samāī.(Ref) .
@dipakrambharose
@dipakrambharose 4 жыл бұрын
Jai Bhagavaana! Thank you soooo much for this!
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 4 жыл бұрын
De nada, Pandit-ji. Larga vida y mucha prosperidad a ti.
@Mouldeo
@Mouldeo 10 жыл бұрын
Absolutely Brilliant. Dashrat Mangru is a master in this art form.
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG B5 - Musical Genre: Bhajan, Dashrath Mangrū. 0. Apane Prabhu ko mai`, kaise rijhāu` (2). Jab tap dān kab, hū' (hūn) nahī' kīnh ho (2); nahī` (nahīn), tīrath nahāu` hāre. (Refrain) Apane Prabhu ko mai`, kaise rijhāu`. Apane Prabhu ko mai` (main) ! (Āṛāūī) Kaise re jāu` mai`, kaise rijhāu`. (2) Apane Prabhu ko mai`, kaise rijhāu`. Apane Prabhu ko mai` ! 1. Tū hī jangalu me`, har phūlo` me` (2); kaise mai` (main) bhulānā jāu` [hā`] (2). Tumane mujhako, sab kuchh yā hai (2); kaise mai` bechā charhāu` hāre. (Refrain) 2. Mai` pāpī mat, mand hū` svāmī (2); kaise mai` tumako manāu` [hā`] (2). Rishi muniyo` sab, bhāī ke tāke (2); kahā kahā mai` bhulān jāu` hāre. (Refrain) 3. Pānch jor, base` morā gat me` (2); kaise mai` inako bhagāu` [hā`] (2). He Prabhu morī, pāp kshamā kar (2); charano mai` sir nāu` hāre. (4.= Refrain) 4. Apane Prabhu ko mai`, kaise rijhāu`. Apane Prabhu ko mai`, kai...se rijhāu`. (Relā) Kaise rijhāu` mai`, kaise rijhāu`. (2) Apane Prabhu ko mai`, kaise rijhāu` ! (2) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG A4 - Musical Genre: Vishnu Bhajan, Dashrath Mangrū. 0. (Refrain) Jai jan Nārāyan, Brahmā parāyan; shrīpati kamalā kan [tan] (nandan). (both, 2) (Āṛāūī) 1. Shiv Sankādik ādi Brahmādik, Shrī muni gyān dharan [tan]. (2) Nām anant kahā laghu barano (2), dekhan pāvat antan. (Refrain) 2. Machā sachchā sukhar nar Harī, Prabhu bhāvan rūp dharan [tan].(2) Parashurām Rāmachandra se (2), bhaiyo` līlā kotī kran tan. (Refrain) 3. Bāl badrā ko daitya sahāre, Kans sake sagā han [tan]. (2) Kalī yug me` yā kālā kā hoī (2), nām priyā gunavān tan. (Refrain) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG B3 - Musical Genre: Khemtā, Dashrath Mangrū. 0. Arre Chalo dekhan chalīye bhāgo me'; Dasharath kā dono' lāl.(2) Dasharath kā dono` lāl; Dasharath kā dono` lāla. (Āṛāūī) (Refrain) Chalo dekhan chalīye bhāgo me`; Dasharath kā dono` lāl. Dasharath kā dono` lāl; Dasharath kā dono` lāla. 1. Krishna mukut Mathurā Krishna kundal; gale vaijayanthī mālā. (2) Bhāī Raghu me' Latchuman sohe (2); naine mohe dukhiyā more.(?)(Ref) 2. (Arre) Sab sakhiyan dekho chalī Jānakī; bolo vaijayanthī rasālā. (2) Dekhi roko Raghunāth Raghuvar se (2); chakhi se bajī sab dvāre.(?)(Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG A5 - Musical Genre: Bhajan, Dashrath Mangrū. 0. (Ref) Garam zab rahā me' shahar, ke bāzār hogā; kī tū band hu` bhī, us roz lāchār hogā. (Āṛāūī) 1. Na kām āvegā ūsar, bhāī ko bhāī; (2) tū gānā bhī us rat, gam phār hogā. (Refrain) 2. Arre dhūt pūjā, na bhūtī ghatungī; (2) tum pe Khudā bhī, re mat kar hogā. (Refrain) .
@amritdeoroop4383
@amritdeoroop4383 3 жыл бұрын
Best music in this world
@rajinderSarnamwala
@rajinderSarnamwala 10 жыл бұрын
Wah Wah what a upload...please upload more ..this is our culture..
@surajjaggoe7707
@surajjaggoe7707 3 жыл бұрын
WAUW …WAUW🙏
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG B4 - Musical Genre: Chhaturang, Dashrath Mangrū. 0. Arre bhalā re chhaturang rasī; bāt banāve. (2) Bāt banāve, dekho bāt banāve, dekho bāt banāve. (Refrain) Bhalā re chhaturang rasī; bāt banāve. 1.Gāve sab kunan kī ā'khe'; mahā kunan ke bāt bhāve. Na diji tane, tum diji tane; tanum ta na ta dha ni dekho; gāve gāve. (??) (Āṛāūī) Gāve sab kunan kī ā'khe'; mahā kunan ke bāt bhāve. Na diji tane tum diji tane; tanum tana ta dha ni dekho; urat purat ke bahut surat. Nini dha pa, ni dha ni dha; sāth surat, nī nī grām tāke samujh man tāke re dīn hai.(??) Ek samujh man tāke re dīn; dha ni dha ta ka dha. (Refrain) 2. Arre bāt banāve, dekho bāt banāve (2). Dekho bāt banāve, dekho bāt banāve. (2) Dekho bhalā re chhaturang rasī; bāt banāve. Gāve sab kunan kī ā'khe'; mahā kunan ke bāt bhāve. Na diji tane tum diji tane; tanum tana ta dha ni dekho; urat purat ke bahut surat. Nini dha pa, ni dha ni dha; sāth surat, nī nī grām tāke samujh man tāke re dīn hai. Ek samujh man tāke re dīn hai; dhum ta ki dīn hai. Sa ri dham ta ka dha; sa ri dham ta ka dha (2). (??) Sa ri dham ta ka dha; sa ri dham ta ka dha.(Refrain) 3. (Relā) Bāt banāve, dekho bāt banāve (2). Bhalā re chhaturang rasī; bāt banāve !
@preamchandalaknauth3537
@preamchandalaknauth3537 6 жыл бұрын
Nice
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG A2 - Musical Genre: Thumrī, Dashrath Mangrū (Āṛāūī). 0. Arre Sudāmā-jī ko dekhat; Shyām musakāī. (2) Shyām musakāī, Shyām musakāī; Shyām musakāī. (Refrain) Sudāmājī ko dekhat; Shyām musakāī. (2) 1. Pūchat Rukmīnī yeh Ghanashyām; kyo' aisī musakāī. He bhikamangā kyā lāgat hai; kyo' man me' har chhāī.(Ref) 2. Ek bāt salāh Mīra bārāt hai; legat hai baṛe bhāī. Balā ban se prīt hamaro (2); Bābā hai Nanda paṛhāī.(Ref) 3. Kahate Krishenjī Sudāmā bhaiyā; bhābhī miliye kyā de jāī. Tīn jhapat dekho tandūl bagal se (2); āvat prem lagāī (3).(Ref) 4.Shyām musakāī, dekho Shyām musakāī.(2) Sudāmā-jī ko dekhat; Shyām musakāī. Shyām musakāī (2); Sudāmā-jī ko dekhat!
@totaramrampersaud8020
@totaramrampersaud8020 5 жыл бұрын
Dhasrat mangru you remember Vencient Morgan and Baballo even Rhode you know Subhas Crown son when you came down to 73 village
@ramdeholbissoon9817
@ramdeholbissoon9817 3 жыл бұрын
Thank you for sharing these talented people
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
SONG B2 - Musical Genre: Horī, Dashrath Mangru (Āṛāūī) 0. Holī machāī, balā brij me', arre holī machāī. Holī machāī (2); balā brij me', arre holī machāī. 1. Ithā se Avadh, sudhar Rādhikā; uthā se ku'vara Kanhaiye. Hilī milī bhāg, bhāgā parasapar; hilī milī bhāg, bhāgā parasa... Shobha baranī nahī' jāī; Nand ke ghar dekhko bajate bharhāī. Nand ke ghar dekhko bajate bharhāī. (Refrain) Balā brij me', arre holī machāī; Holī machāī; holī, holī; holī machāī. 2. Rādhā nishānī sakhiyan ko; run jun uthī bhāī. Lapat jhapat gayā Shyām Sundar; parvat chhup kar le āī. Lāl ko nāchanā nachāī; dekho nāchanā nachā; Dekho nāchanā nachā; dekho nāchanā nachāī.(Ref) .
@totaramrampersaud8020
@totaramrampersaud8020 5 жыл бұрын
Nice reverse tall
@arvindokrishnalall7971
@arvindokrishnalall7971 4 жыл бұрын
the drummer is ramdhani
@dipakrambharose
@dipakrambharose 4 жыл бұрын
Jai Ho @Arvindo Krishnalall, according to the Album Cover info, the drummer is Baboo Ram.
@totaramrampersaud8020
@totaramrampersaud8020 5 жыл бұрын
It sound like Baboo Ram is playing drum
@dipakrambharose
@dipakrambharose 4 жыл бұрын
Yes it is!
@jimmysorb
@jimmysorb 9 жыл бұрын
luv ur music is dis mohit father would lyk 2no please
@harinarainramoutar4166
@harinarainramoutar4166 5 жыл бұрын
Not Mohit father but his younger brother
@amritdeoroop4383
@amritdeoroop4383 3 жыл бұрын
I'm only 31
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 7 жыл бұрын
Album Name: The one and only Dashrath Mangru (from Guyana) Format: Vinyl LP Album; Label: H.P. Sankar Productions Manufactured in Barbados, Released: 1970 (HPS Records) Genre: Folk, World, and Country; Style: Hindustani. Dashrat Mangroo: Vocals & Harmonium (Dashrath Mangru is the brother of Mohit Mangru.) Dholak: Baboo Ram Jaggernauth, Dhandtāl: Chattergoon. Producer: Harry Persaud, Sound Engineer: Malclom Hall. Tracklist: A1 Jai Rām Rame (Dhrupad) B1 Janakpur kā pahu'che (Bihāg) A2 Sudama - jī (Thumrī) B2 Holī machāī (Holī Gīt) A3 Sab hī kā bigarī (Bhajan) B3 Dasharath kā dono' lāl (Khemtā) A4 Jai jan Narayan (Bhajan) B4 Chhaturang Ras (Chhaturang) A5 Garam zab rahā (Bhajan) B5 Apne Prabhu ko mai` (Bhajan) ------------------ Various Artistes ‎- Love, Truth, Respect and Adoration Label: West Indies Records Ltd. ‎- SAI 01 Format: Vinyl LP, Country: Guyana, Released: 1980 Genre: Folk, World, & Country; Style: Chutney, Hindustani Clarinet - Mohit Mangroo, Dholak - Ramdhani Harmonium - Evelyn Morgan (3), Percussion - Chan (16) Mandolin - Dashrat Mangroo, Tambourine - Ganga Singh Tracklist: A1 Prem Satya Sai Jee Speech A2 Chan From Shields Town - Dhanya Hi Satya Sai A3 Dasrat From Bath Settlement - Duniya May Jo Koe Ayay A4 Evelyn Morgan (3) - Jai Ambay Kali Maya A5 Mohit Mangru - Zindagi Hi Yahee B1 Chan From Shields Town - Hari Om Namah Shewa B2 Dasrat Of Bath Settlement - Karakay Karar B3 Evelyn Morgan (3) - Jai Say Lanka Jalaway Hanoman B4 Mohit Mangru - Seeri Ram A Struti Santa B5 Evelyn Morgan (3) - Sa Devi Toray Darshan. ----------------- #11 Dasharath Mangru - Japo Re Rām Nām Sukhadāī. .
Mohit Mangru Sings Jaago Sonewaalo
4:50
ptdipak
Рет қаралды 126 М.
Throwing Swords From My Blue Cybertruck
00:32
Mini Katana
Рет қаралды 11 МЛН
when you have plan B 😂
00:11
Andrey Grechka
Рет қаралды 53 МЛН
So Cute 🥰
00:17
dednahype
Рет қаралды 47 МЛН
这三姐弟太会藏了!#小丑#天使#路飞#家庭#搞笑
00:24
家庭搞笑日记
Рет қаралды 121 МЛН
Taan singing - Maan nile bacha na hamare
7:04
Devendra Deo
Рет қаралды 65 М.
Aachanye Baigalamma
5:20
Adesh Samaroo - Topic
Рет қаралды 2,3 М.
Dashrat Mangroo-Sabh Hi Ka Bigree Banane Wale Ram
3:00
Rajinder Sarnamwala
Рет қаралды 6 М.
Betty Latchman_Beera Hanumaan
5:03
ptdipak
Рет қаралды 29 М.
Smt Sangita Mujumdar-Agnihotri @ LKSS.19
49:03
Wishwas Jawdekar
Рет қаралды 4,8 МЛН
Satyanand Rekha - Pal Pal Bitie Djaat Oemaria (Djhoemar)
5:24
ItsallAbout OurRoots
Рет қаралды 132 М.
Phoolo Se Tum Hasnaa Seekho -  Mohit Mangru ,7thJuly,2005
6:38
Ramesh Sugrim
Рет қаралды 21 М.
Baithak Gana Ustad Rampersad Ramkhelawan !!!NU OOK OP DVD!!!
4:19
Pavan Marhe
Рет қаралды 256 М.
Throwing Swords From My Blue Cybertruck
00:32
Mini Katana
Рет қаралды 11 МЛН