سب سے پہلے اسلام پھر قانون جو میرے نبی کانہیں وہ کسی کا نہیں
@accollect9726 Жыл бұрын
Hashar ka din ho ga adalat ALLAH ki ho gi or pesh dunia k judges hon gay Or faisla ALLAH ka ho ga
@faraz4754 ай бұрын
Beshak ALLAH Sahi Faisla Karna Wala Hai Or Talaq Ka Haq Sirf Shohr ko Hai
@faraz4754 ай бұрын
Beshak ALLAH Sahi Faisla Karna Wala Hai Or Talaq Ka Haq Sirf Shohr ko Hai
@Naheed-yd4bf2 ай бұрын
ظالم شوہر جو مارے پیتے ۔خرچہ نہ دے اور اذیت دے ۔اس سے نجات کیسے ہو اگر مرد نشہ بھی کرتا ہو تو ؟؟؟؟؟،؟
@ABDULSALAM-sg9rj Жыл бұрын
Aa.o.a bhai jan bhai jan aj kal ke kanon ke mutabik agr orat khud khula to haq mahr jo le chuki he us ka kya bna ga reply plz
@TheLawStudy Жыл бұрын
ji aap kay second comment may answer de chuka ho
@abu-yousuf Жыл бұрын
Good information. Many thanks. Jazakallah
@Meergul987811 ай бұрын
Sir mara kase 3 ma hona wala kass ko simple kase ha only devorce. To kuch log khtay hn nh 3 ma or lga ga time lgta kaya ya sachhh kanoni krwaiya hoye etc??? In Punjab Gujrat
@TheLawStudy11 ай бұрын
1 to 2 month may ho jati hai khula
@Meergul987811 ай бұрын
@@TheLawStudy lakin. Sr mara 3 month o gaya a lakin nh howa abhi tak. .q
@Rajakiyani-mg2nr Жыл бұрын
agr kulla lany k bad agr apni galti ka issas ho to wo donu pir sy ak ho sakty han
@TheLawStudy Жыл бұрын
ji as topic pay detail video bano ga
@adeelhussain5214 Жыл бұрын
JAZAK ALLAH O KHAIRAN KASIRA
@Razi791 Жыл бұрын
Sir g 1 bat plzz batay k.. Khula k wakt orat ka cort mai hona zrori h k nhi... Agr wo nhi aati or lrka kehta h k agr orat ko adalt mai pesh kary to mai khula deny kaliye razi hu... To kya orat adalt mai pesh ho gi
@Erum971 Жыл бұрын
mujhY ye pouchna tha k agr merY pas solid reason ho merY shohar sy khula leny k lea or agr wo phr bhiii mUjh khula leny ka right na dy to is surat main kia karoo
@TheLawStudy Жыл бұрын
us kay right denay ya na denay say koi fark ni parta aap khud ja kay court may khula ka case file kar sakti hai
@rukhsarjaved9858 Жыл бұрын
agar shohor khula ka case ma apna dawa dayir karday or apna wakeel engaged karday to phr kya hota ha kindly reply plz?
@muhamaadibrar6662 жыл бұрын
Jo khuLLa adaLat k zrye miLta ha wo 1 dfa taLaq count hoti ha. Phr 2nd and 3rd k Lye dobara case krna hoga or isme saaL se ziada time Lg jaay ga. Kia krna hoga?
@VoiceOfAzad-i2u2 жыл бұрын
Mard k pas 3 bar talaq dene ka ikhtiyar hai , matlb ye hai k ab mard chahe aek hi bar me dede ya sirf aek bar kahe k mene tujhe talaq di to talaq ho jati he
@hussainyasir8465 Жыл бұрын
Usman bhai agr biwi bila wajha ilzam laga kr ya vakeel khud say kuch b likh kr adalat mein case daerr krta hai mia shohar ghar bsana chahta hai ise halat mein agr biwi kisi or say nikaah krly to konsa nikaah baki rahy ga ghar pr notice nahi aya sirf news paper mein tanseekh nikaah ka kalam bheja ghar 30.01.2023 ko talb kia tha lekin mera vakeel mera case defend kr raha hai kya biwi dusra nikaah krskti hai kya? Wo 2nd nikaah halal hoga ya haraam
@Summer6990-x3p Жыл бұрын
Did you stop your divorce same situation with my brother
@hussainyasir8465 Жыл бұрын
@@Summer6990-x3p ab to boht dayer hogai bhai
@ArmaanMirza-e6n4 ай бұрын
Asslmo alikam sir agar sohar nay 1talak ka notas bheja ho us k bad sohar solha krna cahta ho mgar us ke begam khola lay lay 2 Saal tak dono alag alag rhtay h pher un dono yane hasbend or us ke begam sulha krna cahtay h yane akhta rhna cahtay h to kaya un ko dobra nekha krna parhay ga plez sir replay must
@HafizIrfan-vc8rg3 ай бұрын
Agr mard orat ak tallq de de phir wo ruju krna chey Duran e iddat kar skta ha
@hasanferoz23643 ай бұрын
Dubara nikah hoga...aik talk ke baad idat period ke andar rujoh hoskta hai warna nikah hoga dubara
@RahmaniGeeTv4 ай бұрын
Jo kuch mere nabi pak saw ne farma diya wo sach hai aurat ko talaq sirf mard hi de skta hai na k wakeel q k ye haq sirf mard ko diya gaya hai
@nimraqaiser1603 күн бұрын
Read surah baqrah then say somethink
@AnumJawed-n7c Жыл бұрын
Mera 1 msla ha kindly help .. mera husb naa mjy chor rha ha naaa apna rha ha .. or bol rhy. . Court jao gi tou mai sign nh kru ga . Kia meri khulla hojaye gi?
@TheLawStudy11 ай бұрын
ji ho jaye gi
@AnumJawed-n7c11 ай бұрын
Ok
@islamictuch7214 Жыл бұрын
Sir agr mrd pashgi py na hazir ho to koi adalti karwai hoti hy kya mard py
@TheLawStudy Жыл бұрын
court ex-party decree kar de gi
@m.tanveersaghar8333 Жыл бұрын
سر جی اگر سسرال والوں کی جانب سے دعویٰ ہو گیا ہو اور تین سے چار تاریخ بھی ہو چکی ہو کیا پھر بھی شوہر گھر بسانے کا دعویٰ کر سکتا ہے کہ نہیں
@TheLawStudy Жыл бұрын
ji ager abi tak khula ni hoi to kar sakta hai
@shahidhussain410 Жыл бұрын
Fiqa jafria ky mitabiq khula ky bary batain aur sohar agar bahir mulk sy kiya khula ho jaiy gi ,kukeh sohar mulk sy bahir hi ,
@TheLawStudy Жыл бұрын
noted inshAllah bohat jaldi as topic pay video bano ga
@iramarif48252 жыл бұрын
Salam .sir plzz mjhy zrurr jwab dijy ga .. Mera adalt mm khula ka case chl rha ... Mera shohr khta naa churna na rkhnaa ....mjy pichy gaon chur kr khud shehr rehta ....shadi sy phly taang m. Raad tha hmy ni btya shadi k bd msla zeada hoa opret hoa jo k ab zeada msla bn gya ab wo ajwaji taluq k qabil nhi rha ...shadi k 4 mah bd e usy ak jhgry mn knaya talqa k alfaz kh diy thy ..ab nhi man rha .or mjh sy ak bar rabta ni kia na mnya adalt mn solua nama dy jata ...khula ka procec ksy chlu ga agy us ka bta dijy
@syedadil5234 Жыл бұрын
Mere 2 sawal hy.. 1)Wakeel talaq nama my 3 Baar talaq likhte hy phir sign krne k Baad ye 3 talaq mana jata hy tu phir certificate issue kiya jata hy wo Eik talaq kese huwa??? 2) divorce certificate my ye details nhi likhi hoti k ye Aik talaq hy ya 2 talaq hy ya 3 talaq hy??
@cupofteatea81232 жыл бұрын
Plz guid, kia union consl s 3 talq ek 7 deskta h kia hasbnd????
@AdnanAwan993 ай бұрын
Sir khula ki sharai hasiat nahi dunavi law ko shariat pe bartari nahi khula ya talak husband de skta hai
@jimzoart8940 Жыл бұрын
Thank you for great explanation
@babbershah7966 Жыл бұрын
.v
@shabnamalipakistanisuits4408 Жыл бұрын
Sir sine agar ho gyi h khula ke to khula ho jata h gawah ke zarurat to nhi
@TheLawStudy Жыл бұрын
ji ni ghawa ki zarorat ni hoti khula kay liye
@pervaizafzal1279 Жыл бұрын
Sr mere khula howa hy lekin mere pass koi notice ni aya aur hum ne to thane me gumshuda ke fir katwa rakhe the ab pata chala k us ne nikah kr leya hy to ye kise ho gya
@TheLawStudy Жыл бұрын
ye aap kay pass jo documents hai us say dekay , aurat kay khula court say le kay agay kisi say shadi kar li ho gi
@FahadKhan-tw7mw Жыл бұрын
Very good lecture
@zainabBeautylish65642 жыл бұрын
Kiya khula ky bad AGr Galti ka ahsas hojae or dubara usi Sy nikah krna honto Kiya Halala Karna hoga? Or agr shuhr AK bar bhi court nhi Aya to Kiya Ak tarfa khula hojati Hai ya nikah rehta Hai ?
@TheLawStudy2 жыл бұрын
ji bina halal kay nikkah ho jaye ga ager aurat nay khula li hoi hai baki as topic per detail say video bana kay apnay channel per upload kar chuka ho
@sifathayat83602 жыл бұрын
Halal Islam main Hay he nahe Kuch Haram khor molana is ko appreciate kartay hain
@sifathayat83602 жыл бұрын
Khula kayy bad dobara nikah ho sakhta hay
@cgarena1446 Жыл бұрын
@@TheLawStudy Brother, video ka link sath de dia karen. Aap khush rehen
@theblasterman496311 ай бұрын
Sir mai ny apni bive to talaq salasa dia phr hm ruju hwy phr meri bive ny khula liye dono ny signitur kiye pr union consail sy digry nahi li 6mahiny hwye hain hm abi tk ruju bi nahi hwye to kia hm dubara nikha kr sakty hain
@visiblek10610 ай бұрын
No
@MuneebAkram-z7q5 ай бұрын
Agar talaq dai gya ho shohar gwaho ki mujodgi mai lakin ab notus na bhej rha hu tu kiya kry???
@WAQASBABA897 ай бұрын
Assalam o alaikum kia zor zabrdsti se sign kraye jaye paper pr talak ky to kia talak hjati hai niyat na ho na bndy moo se kahy bas talak ky paper pr zbrdsti sign kraye jaye plz rehnumai kry
@CarsandMarketing2 жыл бұрын
Sir agr koi property istaam pr sale ho rai hy or us ka owner kahy k ma is ka pehla maalik hu to aysi condition me us k pas aysa kon sa document hona chiye jo ye show kry k ye waqai malik hy?
@miangee1911 Жыл бұрын
Sir notic send na keya jaye or jhoot bola jaye larki ki terf sy ky send keya hy or khola ho gai hy or digree bi ho gai hy to ky sach myn khola ho jati hy or keya krna cahye iss therah ky case myn
@nidamadni21092 жыл бұрын
Aslmu alaikum 😊 kia kise lrki ko 14 sal ki age m mjbor kia jay k nikah ky liy qboll ho or lrki na chati hon or sb uspy dbao. Dein to nikah ho jay ga mera ho chula h or m aj tk ni khushh m yahn sy tlaq chati meri abhi tk rukhsti ni hoe h to is ky liy kia hukm h
@TheLawStudy2 жыл бұрын
14 year may marriage ni hoti ager koi karwata hai to as per saza hai
@razamughal90952 жыл бұрын
Shariat meh yeh nikah ho gaya hain, qanoon aur shariyat alag masly hain. Ap balig tee, ap ko haiz arahy hain, doh gawa maujood teh, mahr fix hua, ehjab qabool hua toh yeh poory ka poora nikah hain. Aur 14 ki age meh ghalat hua aaj k zamany k lihaz se. Is meh asool yeh hain k nikah torna hoga, talaq leni hogi. Zabardasti toh hue lekin jo gawa teh aur jin logo ne shadi meh shirkat ki unho ne yeh apny ankho se dekha k shadi ho rahi hain dulhan ki marzi se. Aur woh apna hi dekha hua peh qaim rehyngy. Is liye nikah hua hain aur ab talaq leni hogi.
@mohammadrafiq60435 ай бұрын
Agar b v courat me apna akele ka Dua hua fatwa pesh kre or khula Lena chahe pir kanon kia khta h is bare m koi details Shar kre
@Kabeersarparah5 ай бұрын
kesa fatwa
@nainakhan91922 жыл бұрын
Bro great seech for ladies
@ahmadkhanzada4144 Жыл бұрын
میرے بھائی اللہ آپ کو ہدایت دے کسی بھی صورت میں عورت طلاق نہیں لے سکتی عدالتی کھلے کی سلامی کوئی ویلیو نہیں ہے طلاق دینے کا حق اللہ تعالی نے صرف مرد کو دیا ہے کسی جج یا وکیل کون ہیں اللہ تعالی آپ سب کی لوگوں کو ہدایت دے
@TheLawStudy Жыл бұрын
میرے بھائی یہ قانون بھی علماء اکرام نے قرآن اور سنت کی روشنی میں ہی بنایا ہے ۔ اگر عورت کے کوئی حقوق پورے نہ کر رہا ہوں نہ اس کو طلاق دے رہا ہوں اور عدالت میں خاتون خلع کا کیس دائر کرے لیکن وہاں پر بھی جان بوجھ کر پیش نہ ہو تو بتائے پھر خاتون کیا کرے اس پر اسلام کیا کہتا ہے۔ یہ قانون بنانے کے لیے تمام فرقہ کے علماء اکرام کو بٹھایا گیا تھا جنہوں نے یہ قانون بنایا ہے کسی انگریز کا نہیں بنایا ہوا۔
@abdullahparacha0 Жыл бұрын
Mare BV divorce lana chate h or jhoota ilzaam lga rhe h Q k wo apna parents ki baton m arhe h to m kya kron .Peecha mara bacho k kyaaa
@abdullahparacha0 Жыл бұрын
@@TheLawStudybtain ab
@uzmatufail7552 Жыл бұрын
Islam is not so barbarian, k torture denay walay se jaan na churra sakay
@Clicktocartt Жыл бұрын
💯 percent Accurate
@nazikhan9542Ай бұрын
Sir mujhy divorce k 2 notice a chuky hain 3rd nai day raha husband kia main khula lay sakti hon??
@mrsaad2335Ай бұрын
Mje b 2 notice aye adalat say ma ny talaq nai di lekin pta laga adalat ny case degree kr diya larki k haq me lekin ma ny talaq nai di or na dunga wo log jo marzi karain islami tor par talaq ka haq meray pas he hai shariyat k mutabiq ma talaq dunga to talaq hogi wo kahi or shadi to kary zara daikho phr usky shohar ko kasa zaleel krta or in harami susralio ko ksi jaga mou dikhany k qabil ni rahy gay zina tasawur hoga jo meri biwi dusry sy shadi kary gi meray talaq diye bgair
@mrsaad2335Ай бұрын
Last notice privious month october me aya 19 date ko usky bd saman nai aya
@SANA-ml4yy Жыл бұрын
Union concile wale husband ko bulwa kr signature krwaty hn ya wesy hi after 3 months degree issue krty hn,,, plz kindly reply.
@hashim68866 ай бұрын
Mard talaq na de tou talaq ho hee nahi sakti
@mrsaad2335Ай бұрын
@@hashim6886bilkul isliye ma to ni day ra talaq beshak kahi or shadi kr dain ma uski shadi k bd rola dalu ga bs wait kr ra
@ifrafatima10702 жыл бұрын
As salam o alaikum sir Khula ka lya larki ka ghr ki verification Hoti ha ka larki kaha rah Rahi ha plzzzzz batai
@TheLawStudy2 жыл бұрын
ji ni
@mohammadkakar2382 жыл бұрын
Assalam walekum agar mard adalat na aye sign na kare to kiya khula sharayi liaz se sahi hein please replay me
@W.C.AbdullahButt Жыл бұрын
Khula ho jati hai beshak mard sign na kry infact court b na jaye tb b aurat ki statement ky according court decsn dy deti hai aur marriage dissolve ho jati hai . Aur aurat iddat ka time complete kr ky shadi kr skti ksi aur ky sath .. aurat ki apni personal will ky according court eis chez ki paaband rehti hai ky jo aurat ki will hai jo uski mrzi hai us py implement kiya jaye (lkn mention that esa tb hota hai jb aurat khulah ki appeal krti hai through court )..
@aqscience Жыл бұрын
Sir agar court say notice aye for minor meeting but bacha baimar ho r plaintiff notice receive karnay k bawajud na ja sakay toh Kya phr koi karwai Hoti hai?
@TheLawStudy Жыл бұрын
court may medical report bejay aur court ko bataye baki father ko ghar kay andar bchay ko melay ki court may kah de kay baap ghar aa kay mel sakta hai
@happyrose9614 Жыл бұрын
Bahiy mujy 3 sal ho gy tallaq maly muo sy to us ne sy di 3 talqy Par lakh kr ni du rha tha.bhot araa magte rhi ni pher ma ne majbur ho gy adlat ma kes kia ab 2 sal ho gy degre ni mil rhi...is surat ma kia khi ur jhga shde kr skte hu.
@obaid6538 ай бұрын
Mun sy 3 talaq de hai to hogaye hai. Kahin or nikkah kr sakte Hain ap
@sabeenali8612 Жыл бұрын
Bht Zbrdst video h sb clearly defin kia h
@TheLawStudy Жыл бұрын
Thanks
@SumairaAkram-r5t10 ай бұрын
Aslam o alikum sir m ny puchna tha k khula k bd aghr urat dusri shadi nh krti tu phr bi wo bhly husband k nikha m h phr bi wo akthy rh skty hin k nikha o ga dubara
@yasirbukhari9039 Жыл бұрын
Sir 3 month k ander agr solah ho jati h to talak nhi hogi ya confirm h
@TheLawStudy11 ай бұрын
ji
@Soomro832 жыл бұрын
Salam sir Sir agar BAP ki dath ho jayee to buchy MAA k pass jayege ya DADA k pass jayenge Kya sir DADA zabardasti Bucho ko rok sakta he ya MAA ka Haq he plzz sir reply
@TheLawStudy2 жыл бұрын
ji first right maa ka hai baqi bacho ki welfare b dekna hoti hai
@EmanInsights Жыл бұрын
Assalam o Alaikum... Agr Urat out of country he ..uska husband Pakistan he Tu kia wo whn se court k through khula ly skti ??? Ya uska Pakistan ana must he?
@TheLawStudy Жыл бұрын
waha say us country kay laws ka hissab say waha say khula le sakti hai
@ZaibaNasir78610 ай бұрын
Agr ksi lrki ka nikah hwa ho r rukhsti na hoe ho. Na jsmani koe relation husbnd sy. Agr biwi khula ly. To uska kya proces ha.
@majidashiq1752 Жыл бұрын
Sir meri biwi ne khola liya ha meri 2 betiya ha me us ko talaq nai dena chata tha us khodi cort se khola ka ek notice beja me nai gya mandi bahodin me bad diggri bej di final khola ki cort se me abi b rekna chata ho 2sal ho ge ha is bat ko meri biwi ne shadi nai ki me abi b sola krna chata ho wo nai manti ap bataye kya kro?
@salmakhokhar43632 ай бұрын
Ap uski Jan chor dain Agr ap itny e achy hoty to usy court ja k khula leny ki nobat e q aati Mrdon ko aurat tb e serious lgti h jb wo law ka istimal krny ghr sy nikl jati h Ghr m q ni sunty ho tum log apni aurton ki Ghr m suni hoti aur izzat aur Pyar sy rkha hota usy to wo kbi khula na leti Aur Jo us ny abi tk shadi ni ki to ye uska personal matter h Jb koi insan ka bcha mily ga usy kr ley gi shadi b InshAllah
@chg847 Жыл бұрын
ویری گڈ
@qaisarabbas77162 жыл бұрын
Kia appeal ki ja sakty hy kuhla k bad
@TheLawStudy2 жыл бұрын
ager marriage dissolve hoi ho on the base of khula to ni ho sakti appeal as ki
@hukhan92662 жыл бұрын
@@TheLawStudy . Ye dekh Len kzbin.info/www/bejne/qGe0cqdopdp0gKc
@ranazahid2187 Жыл бұрын
Meri bewi mj se talaq Lena chati hai tu us main jo B shart hi kiya mujhey deni paringi jesy Keh Palat wagherah or g han m us ko talaq ni dena chahta
@TheLawStudy Жыл бұрын
ji ni
@ZohaibZohaib-r6e5 ай бұрын
Sir b v 2 saal ka bacha father ke pass chor kar chali jaye to kia kary plzzz replyeee plzzzzzzzzz
@Kabeersarparah5 ай бұрын
dosri shadi karlo aur kea kroge
@muhammadkhalidmuhammadkhal39482 жыл бұрын
Or kia jis city ma shadi hui osi city se UC certificate milega ya jidr khula Lia osi city se b mil skta h??
@TheLawStudy2 жыл бұрын
jab divorce li us waqat aurat jis union council ki hadood hai andar rah rahi ho gi waha say certificate le gi
@muhammadkhalidmuhammadkhal39482 жыл бұрын
Boht shkria sr
@murtazashahid2 жыл бұрын
I was married in karachi, my wife applied for khula in lahore. Does union council send notice mandatory or it can be by passed by paying some money?
@alidailyvolog49199 ай бұрын
سر ماشاءاللہ سے اپ نے بہت ہی معلوماتی ویڈیو بنائیں اور اس سے ہم جیسے ینگ ورڈز کو بہت فائدہ پہنچ رہا ہے ہم اپ کے بہت شکر گزار ہیں مزید ایسی ویڈیو کی توقعات ہیں
@mahdiyamahdiya213710 ай бұрын
Sir khula lena ke liye husband Ki signature Ki zarurat hoti hi
@izharulhaque7373 ай бұрын
Assalam o Alayekum bhai mere saali ko court nay khula dia tha. Mere saali sath rhna nai chah rhi thi ku k us ka husband us ki normal zarurat bhe puri nai kr rha tha. To court nay husband ko bulaya sign k lye to husband nay refuse krdiya sign krnay say to court nay khud khula grant kr d thi. is bt ko 3 SAAL honay walay hn. Ab us ka ex husband us say dubara rujuh krna chahta hai or lrki bhe. Kya yh possible hai please reply
@izharulhaque7373 ай бұрын
Or 3 SAAL mn husband nay koi rabta nai rakha tha ab Achanak rujuh krna chah rha hai. Please reply
@mrsaad23353 ай бұрын
Acha bro ye btao larki agr adalat sy khula lay or larka na wakeel kary na adalat jaye to kya talaq ho jaye gi
@dexentkhan24975 ай бұрын
Or agr Court me judge or lawyer paisy ly kr husband ko notice he na bejy... Lrky ko pta he na ho ky khulaa ho gai hai to us ka kia hota hai kindly ye b bta dyn
@shahanshahhazratbabagaftab6755 Жыл бұрын
Agar shohar out of country ho to fir bhi khula ho saktay ha sir g
@zahidyounas741younas42 жыл бұрын
Agr mard nay 5 mah phly khyla de par paper work nahi diya phr aurat ny curt se khula le to kya aurat phr kb tk shadi kar sakte hai
@TheLawStudy2 жыл бұрын
3 months kay bad , certificate le le union council say
@syedmohammadali64952 жыл бұрын
Assalmwalkum sir kya khula.k.baad bache ka khacha dena parta hey ya nahi?? Reply
@TheLawStudy2 жыл бұрын
ji lazmi dena paray ga
@defendersofislam3361 Жыл бұрын
@@TheLawStudy wo kyun,kya tum KO shariat Ka Kuch ilm BHI he ya ya is mulk ke napak qawaneen ka hi pta he...
@SulimanKhan-vh8kw2 ай бұрын
Sir Agar Sirf Mangne Ho Jate Hai Or Os Mai Nikah Ho Jata Hai Larka Larki Ne Ek Dosri Ko Dekha Tak Nahi Tu Os Se Khulla Kesi Le Jate Hai
@mrsirfan8629 Жыл бұрын
Assalamualikum qhula k degree yany k qhula ka proof koi paper hota h kia ???aur aurat jab dusra nikah karnaa chatte h tw usku nikah k waqt qhula lia se kuch proof batana padta h kia sir pls help
@AliRaza-pt3yz Жыл бұрын
G khulla ka proof paper (page) HOTA hai.... Ar iss paper ko apni union council Mai diya jata hai... Ar union council wale phir marriage khtm kr dety Hein... Isky baad ap ... You can marriage with any one other.
@Sultan_Khan_Kharal6 ай бұрын
Sir Allah pak apko Khush rakhe sir larki ko apne rishtedaaron me khulaa ke Baad rehney ka koi agar Chans na ho to kya woh khulaa Lene wali larki kaheen rent pey reh sakti hei ya no
@AlphaBravoCharlie7775 ай бұрын
Agar mard sey bar bar talaq ka mutalba kiya jaye aur jab woh pressure mein aa kar aik talaq zabani dey dey aur aurat uss kay baad khula court sey ley ley. Iss kay baray mein aap kaya kehte hain.
@amjadiqbal68165 ай бұрын
آگر ایک لڑکی عدالت سے خلع لے لے کچھ مہینوں کے بعد واپس اسی شوہر کے ساتھ رہنا چاہیے پھر حل ہے دونوں میاں بیوی رہنا چاہتے ہیں کوئی رہنمائی کرے پلیز
@nargisnoor1434 ай бұрын
G apko dobra nihka krna hota ha
@sansai14643 ай бұрын
شرعی طور پر خلع میں شوہر بیوی کو ایک طلاق دیتا ہے تو طلاق کس نے دی؟ جج نے یا شوہر نے جو دوبارا نکاح کرنا پڑے گا۔ نکاح شرعی طور پر ٹوٹا ہی کہاں ہے۔ اگر میرا بھائی یا دوست میری بیوی کو طلاق یا خلع دے دیتا ہے تو کیا وہ واقع ہو جائے گا؟ جج بھی شرعی طور پر ایک غیر شخص ہے اگر وہ میری بیوی کو طلاق یا خلع دے دیتا ہے تو کیا وہ واقع ہو جائے گا؟ بہتر ہے کہ آپ کسی دارالعلوم کے دارلافتا سے فتویٰ لیں۔
@muhammadkhalidmuhammadkhal39482 жыл бұрын
Sr khula k bad UC certificate ab zrori h kia??? Ya 90 din bad bger UC certificate k nikah kr skti h???
@TheLawStudy2 жыл бұрын
certificate lazmi le
@mirzasheharyar-st8bs Жыл бұрын
Is date py larki ny or usk gawah ny khula ky papers sign kr diye thy court ny husband k sign k liye next date di hy per us sy date sy phly husband or uski family aa kr sulah kr k larki ko ly ja skty hn ya nai plz reply kr den
@saqibsahab8694 Жыл бұрын
Maine bhi khula li hai lekin ab ma or mere hasbend dobara sath rehna chahte hain to kia dobara nikkah zruri hai ya aesy hi ja sakte hun unk pas 30 August ko last sing kiya ths mene khula k paper pe
@razamughal9095 Жыл бұрын
Nikah zaroori hain kio k ek haiz iddat tee jo k guzar gaye hain
@HafizaAmnaNasir3 ай бұрын
Assalamualaikum sir kitna time lg tha h?
@MaryamFatima-j5tАй бұрын
Thankyou sir for your kind information...
@nisarjunejo9861 Жыл бұрын
khula is granted ka kiya matlb hy granted or desolve ka kiya frq hy😊
@TheLawStudy Жыл бұрын
court marriage ko dissolve kar sakti hai so marriage ko dissolve karti hai on the bases of khula means as marriage ko dissove karnay kay liye aurat ki taraf say demand ti as liye marriage ko dissolve karti hai court.
@RiazMalik-k4h8 ай бұрын
agr nikah hua ho or ik sal bad ruksati ki shart rakhi jaye larki walo ki trf sa or fr ik sal k bad larki ko koi or psnd aa jaye or wo khula leny ka boly bina waja k to kia ik trfa khula ho jaye ge ???
@ImranSheikh-pk2lp7 ай бұрын
Good very Good Allah ko jawab du gay
@AijazuddinShaik-ti9qu7 ай бұрын
Alag raheti hai kiraye ke makaan me aakhir kar usne talaq nama bheja hai Islami tarike se ye sahi hoga ya galat 3 bachche bhi legyi apne 7 Jo galat huwa use sahi kiya hai
@mohummadyounas8724 Жыл бұрын
Jb Khula ka cirtifcate bn jay lakin miya bivi sath rehna chahty ho to kya krna chaiy...kya nikha ki zrort hoti hy ya nii
@TheLawStudy Жыл бұрын
dubara nikkah e jadeed ho ga
@mohummadyounas8724 Жыл бұрын
@@TheLawStudyto nikh k liy kya hlala zrori to nii..ya phir iss ka kya prociger ho ga
@muhammadarshadsufi47228 ай бұрын
Sir Usman sahb Meri wife NY khula Liya or mujhe 2 betiya Han . Tu mujhe betiya kesi milegi unho se plz rehunmaee farmyen
@AliAbbas-pt8zl9 күн бұрын
😊Bhai Mera sawal h larki wale larke ko apne gar ya shadi hall q bolate hn Nika k ley us se Nika name par sugnecher q karwate hn pir hadalat ja kar Nika lekar apni beti ko larke k gar bej dena
@saludd8237 Жыл бұрын
Salam , mene khula k liay case kia tha,last month court ne kaha k grant krdi h ,Baqi settlement coming days me h ... husband hr hearing pe ay h ..I want to ask k mujhe written me divorce chaheay..kia court WS likheakr degi...plus aesa hone k baad kia ur El divorce shumar hogi ? Me already 2.5 years se physically separate hhun or last four months se parents k ghr hun
@mehreeniqbal4631 Жыл бұрын
AP ka nmbr ml skta hy
@iqraghani96122 жыл бұрын
Assalamualaikum sr apsy kch pochna ta
@TheLawStudy2 жыл бұрын
ji pochay
@Javedkhan-m5g5u Жыл бұрын
خلع کے لئے شوہر کا رضامندی لازمی ہے وگرنہ سنگل divorce ہو گا۔ معاشرے کو سنوارنے کے لئے خلع اور طلاق کی حوصلہ شکنی کرنی چاہئے
@beeabiya46907 ай бұрын
Shohar ko chaheay bandy ka bacha ban k rahy.orat ko insan smjhy janwron wala saluk na KRY ta ky talaq lyny ki nobat hi na ay
@sansai14643 ай бұрын
@@beeabiya4690Acha!! Mairi Doctor wife shadi k 22 saal baad apnay ek Shadi Shuda cousin main involve ho gaee. Us nay mujh say Talaq mangi. Mairay inkar par us nay Mairi marzi k khilaf Court say Khula lay kar apnay us Shadi Shuda cousin say Court Marriage kar li aur ab us ki doosri Bivi bun kar reh rahi hay. Buhut zulum kia na main nay us par. Main to Ullo ka Patha hoon Jo us nay 55 saal ki umer main mujhay barbad kar dia. Main Engineer hoon koee jahil nahee k us par zulum karta aur wo working woman thi. Is say aap andaza laga saktay hain k main kitna broad minded hoon ga. Magar wo job k bahanay DATING karti thi.
@RahmaniGeeTvАй бұрын
@@beeabiya4690 agar aurat mard ki baat na many us k kahiny pr na chaly aur bahir k logo main ziyada interest rakhy aur unke sath gapshap kary toh phir aise aurat ka kiya hal ha ye bhi bata do
@islamictuch7214 Жыл бұрын
Sir agr mard nhi jata adalt to kya mard ko ishtehare Qarar dy deti hy adalat
@TheLawStudy Жыл бұрын
ji ni
@defendersofislam3361 Жыл бұрын
Ishtihari kyun qarar de gi,adalat ki esi ki tesi...
@chsana59552 жыл бұрын
Khula leny py jahaiz ka samn bi milta hy na aghr shuhr tb bi na dy to us py qanoni karowai Hoti hy ye ni
@TheLawStudy2 жыл бұрын
khula le ya na le saman jahaz kabi b aurat le sakti hai
@chsana59552 жыл бұрын
@@TheLawStudy plzz time bta dy Kitna lgta hy
@SyedSabiramin Жыл бұрын
Khula K paper per ager dhoke say singe le leye jae to Khula ho jata he
@rajabtayyaberdugan48582 жыл бұрын
Sir k khola ka bad husband jahez ka Saman wapis nhe karte he ya bacho ka kharcha bhi nhe deta es condition me kia qanoon he kese jahez wapis lia jaye please es pr bhi ek Video banale.
@TheLawStudy2 жыл бұрын
ji as per video bani hoi hai aap court may case file karay
@jamilzia4676 Жыл бұрын
بھائی یہ بتائیں کہ خلع کے کیس کے دوران اگر ابھی فیصلہ نہیں ہوا، تو کیا مرد خود بیوی کو طلاق دے سکتا ہے۔ اس بارے میں کوئی قانونی رکاوٹ تو نہیں ہے۔
@hydragaming0987 Жыл бұрын
Aur Sar matlab ham log mein ek lakh rupaye usko diye hai Abhi ham log kese dalne Wale Hain court mein lekin kya ham log ko hamara Jo Diya hua Paisa Ho bhi nahin wapas milega agar ham log kaise jante ho to
@ijaz999Ай бұрын
Halal ka zikar kahan hai batao
@uzmanoor7606 Жыл бұрын
Thanks for great info
@waheedpahat55562 жыл бұрын
Sir dowry b wapis ho ga ya ni?
@TheLawStudy2 жыл бұрын
ji wapas karna paray ga
@amnamehndidesigns1115 Жыл бұрын
A o A sir husband out of country ho or us ke biwi Pakistan main ha or biwi US sa devorce Lana chahity ha or us ka husband us ko devorce nahi dana chahita to kia treeka ho ga sir lazme ic ka jawb jldi da dan Thanks
@hashim68866 ай бұрын
mard talaq nahi dena chahta tou nahi hosakti talaq
@BilalRafique8489 Жыл бұрын
Ager koi ghussay mein wife ko 3 talaq dy dy zubani. Jb k written na dy. To kia sulah ho sakti ha?
@razamughal9095 Жыл бұрын
Nai. Bilkul bhi nai.
@dawoodimam75635 ай бұрын
Ya haq mehar Kaha Likha hai ..229 Aayet Ka phala part read kro
@SardargujjerkhanSardargujjerkh6 ай бұрын
Myra do beyty hayn Jen ki Umar 13 15 Saal hay dushmani key baes ahlia gehr sey chali Gai hay Mera Bhai iun ka sat dey rha hey mery sab khelaf 18 mheeny ho gay meyn mjbour hwoun Kuch nhnn karsakta
@AmreenNaz-v7o2 ай бұрын
ADVOCATE NOT ENGAGE(ADVO-006-SBC-MLR Is ka kya Matlab ho ga
@unknown_8404 ай бұрын
Agar koi husband teen dafa talaq dy lakin us ke nyat nai thi to kia hukm hai
@AliRaza-bs8ds7 ай бұрын
Allah pak se daru sr Allah pak se daru Allah pak Hidayat Dy Ap LoGo Ko Kia yr Allah pak ko jwab dena he ja ky Ap logo ny kia jwab do gy ap Aysa koi quran pak me ni h jasy ap keh rhy ho
@raahehaq28709 ай бұрын
شادی خالصتا شرعی معاملہ ہے، عدالتی خلع غیر شرعی ہے پاکستان کا کوئی بھی فرقہ اسے شرعی نہیں کہتا۔ عدالت کو شرعی طور پر کوئی اختیار نہیں ایسی شادی ختم نہیں ہو سکتی۔
@zarqayousaf2376 Жыл бұрын
Ager husband wife ko is liye talaq nahein deta ke usy aziyyet de saky aur kehta hai ke na bsaon ga na talaq don ga Aur husband wife ko nan o nafgah bhi na de aur koi huq pora na kary , Phhir wife adalet mein khula ka case ker de , tu kiya us ko khula mil jaye gi Us ke husband ki razamundi ke baghair ? Jub ke us ne na tu bubat ziyada huq maher diya huwa hai na koi aur qemti cheez jisy wife us ko wapes kary Balke wife ny tamam zewraat us husband ke liye sale ker diye hun ? Kiya aisy shakhes se bina us ki merzi ke jaan chhuut sekti hai ? Kiya is trah ki khula shara'e khula hi mani jaye gi? Please zaroor reply kerdein May Allah blessss u with mercy