Hello Sir ..I tried all fruit which u discussed with home made sattu n avocado sumtime with bread..
@namratamishra4685Ай бұрын
Apsbko bht sikhna bcha h ayurved s...har chiz ki apni tasir hoti h wo hmare vat kaf aur pitta pr asar krte h..Isliye jukham etc me thndi chize mna krte h...aur dusri bat wahi fal ya anaj suit krte h hme jo hmare area me pay jate h avocado hmare yha ka fal ni h
@SubyJan-t7oАй бұрын
❤
@shyamameena5028Ай бұрын
Sr ji mere bete ko pneumonia hua tha kuch din phle ,,, toh ye sb fruit de skte h ky ,,, ye chikne toh nhi h ky papita vgera
@shikhaagrahari8849Ай бұрын
Sir mere bachhe toh sirf ander ka pulp khate hai ..Orange ka uper ka white skin se choking hojata hai ...jab se 1 Saal ke the tab se derahi hu...Orange strawberries...hamare yahan Nepal mein toh easily available hojata hai
@KhushnumaKahkashanАй бұрын
Mera beta 2 year ka hai main use orange khila di thi to use sardi ho gayi or ulti hone laga tha thanda lag gaya tha to ab nhi de rahe
@VirajdiduniyaАй бұрын
Avocado punjab me milta hai kya
@zalakachariya7023Ай бұрын
Yes sir mera bccha 2 saal ka he me roj banana khilati hu use uski vjah se kbhi sardi nai huiii.
@RahulSharma-rq3deАй бұрын
Sir mera abhi bacha 16 month ka ho gya h aur wo abhi bhi pure form me he khata h use katori chamach se khilana padta h other woaice nhi khana chata h wo use kuch bhi khilana means daliya khichdi bhi khilana h to use grinde kakre he khilna padta h sir plz batiye kuch
@himanithakran7841Ай бұрын
Sir ... When my daughter was 6 months old I gave her orange juice a few spoons 2 times in a day and the next day she had loose motion ... Now she is 2 years old
@manisharay6063Ай бұрын
Hare Krishna sir.... Mere bete ko banana bahut pasand tha but bahut logon ne kaha ki banna bacho ko dailly nahi dena chahiye..?
@pankurikedia8883Ай бұрын
Sir meri beti 10 month ki hai .....usko bahut kaf rahta hai ...uske gale se awaz aati hai ....doctors ko dikhaya ...nebulize v Kiya jata hai roz ...but lugta hai cough khtam hi nahi hota
@nasreenshaikh8715Ай бұрын
Mere bete ko bhi ye problem thi ye adenoid ki wajah se hota hai simple language me hamari naak me filter hota hai wo adenoid badhne ki wajah se kaam nahi karta hai isliye dust ya koi bhi cheez se allergy hoti hai jo jukaam or khaansi k roop me dikhta hai gale me se gat gat ki awaz aati thi so dr se puchho agar adenoid problem hogi to baby 5 year ka jab hoga ye problem theek hojayegi .. mai mere bête ko morning or night me garam paani me namak or haldi daalke gargle karwati thi to sardi khaansi bahot time tak prevent hojati thi
@Akshitatiwari7637Ай бұрын
Meri beti ko v mai v presan ho gyi hu docter ko dikha dikha ke
@Cutebabyvideos62Ай бұрын
mere baby ko bhi hmesha cold ki dikat rehti thi 2-3 din dvai bnd krte hi cold hota tha but vo ab 2 saal ka ho gya jese jese dedh sal ka hua dhire dhire thik rehne lga ab vo thik rehta h
@AartiChaurasia-n3yАй бұрын
Same mere Babu ko v cough aur cold hmesha rhta hai jab se winter suru hua hai tab se to me doctor ko dikha dikha kr preshan ho gae hu wo abhi 9 month ka hi
@Cutebabyvideos62Ай бұрын
@@AartiChaurasia-n3y don’t worry jese kese bda hoga sb thik rehna shuru ho jaega aap ye dhyan do bacche ko kisi bhi bimar admi ko na de
@RubeenaAli-h8fАй бұрын
Sir maine apne bacche ko jb bhi kela diya hai use jukham aur sardi ho gyi hai ky kare aise me plzz bataye
@mm-kt9kpАй бұрын
Sir meri beti 2 year 3month ki h .usko daant m kida lg gya h qki wo thik s nhi khati h.mtlb kewal brest feed karti h. kya kru plz btaye.
@annutomar949Ай бұрын
Mera beta 3 saal ka h usko sare fruits pasand h lekin sir kivi or avocado bilkul ni kata
@SaimaQadri-p2oАй бұрын
Mera beta 11 month ka hai mai avocado deti ho mera beta bahut shauk se banana khata hai
@miss_queen7421Ай бұрын
Mere Bihar me avocado nhi milta hai😂
@sangitakashyapsaikia626Ай бұрын
Meine 9 month me avocado diya tha banana ke sath lekin nahi khaya next 13month papaya ke sath milakar diya tha...okle khata nahi
@aartiyadav1538Ай бұрын
Sar meri beti ko kela bahut pasand hai per main thand mein usko de rahi ho to usko jukam Ho jaega to
@raginiojha3602Ай бұрын
Sir mera beta 3saal ka hain .but agr usko main banana deti hu to usko cough ki problem ho jaati hain..avi usko main apple or kiwi hi de rahi.kvi dopahar me pomegranate or orange v deti hu.
@sujatakaur7374Ай бұрын
Hlo dr Mera baby 2 year ka h baby din m 5 to 7 time potty kerta h night m b sote hua potty ker deti h khna kha ker b sath hi sath potty ker deti h kya reason h dr. Please suggest me
@tarannumbano5049Ай бұрын
Sir meri beti 18 months ki h Maine usko avocado diya pr meri beti ko uska taste acha ni lga usne khaya ni..
@Cutebabyvideos62Ай бұрын
mera baby 2 year ka h khana sb khata h dahi roti sbji sabhi fruits and tomato kaccha nibmu chusta h mtlb sb leta h sirf milk nhi me kya kru plz btae mujhe bhot tension hoti h ye milk nhi leta to kya me complain mila kr try kru milk bnana shake le leta h but sardiyo me bnana nhi dena chahiye suna h
@riyatmng7164Ай бұрын
Abhi tk to mene khud hi nhi khaya h avocado
@VinaKushwahАй бұрын
Hi sir mera dady 8 month ka h vo kyu nhi khata h bas dudh pita h
@ritubaliyan1418Ай бұрын
Sir mere bete ko baar baar vomiting hoti hai, vo abhi 2 saal ka hai Bukh nhi lagti Baar baar bimar hota rhta hai
@priyankapal5772Ай бұрын
Sir my girl 2years ki h vo only gauva hi khati h other fruits nhi khati
@Akshitatiwari7637Ай бұрын
Meri beti ko to bnana se bht dikkat hoti h khashi or cough ho jata h garmi me v suit nhi hota
@kanhaji7007Ай бұрын
Sir Mera beta 3yr k papaya dete hi potty hone lgti h banana to m daily morning m milk banana deti hu.sir Mera beta mota nhi hota h Bhut log mujhe bolte h Ye Bhut ptla h
@gurshansingh1645Ай бұрын
Meri beti ko avacado khane se constipation ho jati hai
@manjudhaka9325Ай бұрын
Sar 2 year ka baby hai aur constitution bahut jyada rahti hai uske to kya karun main please mujhe suggestion dena
@ParulDesai-p2uАй бұрын
Hi
@priyankapal5772Ай бұрын
Agar khati h to reeth say kat kar bhar nikal deti h
@anjujagga3433Ай бұрын
Santre ka 1 piece khane se jukam khansi ho gayi
@AnjaliChauhan-b4dАй бұрын
Sir mera beta 9 month ka hai . Mai banana ,papaya , pomegranate, apple ye fruit deti hu .😊