Thanks ma'am This video is very helpful for my daughter.
@apoorvaganguly21064 жыл бұрын
Loved your video. Now I know what kind of Hindi books to buy :)
@MummyTuber4 жыл бұрын
Happy to help😊
@vidyakamble74893 жыл бұрын
Hello mam... Very informative video... Mam I'm from Maharashtra and need eng-marathi bilingual suggestion.
@MummyTuber3 жыл бұрын
Tulika publishers have them.
@Hina-zr7wd5 жыл бұрын
Mam.. books kese read karwate ho aap.. as an example 'a very hungry Caterpillar' ko baby k sath read karke bataye.. make separate video plz..
@MummyTuber5 жыл бұрын
Aap baby ko saamne ya god mein baitha k bol k read Karen. Baby uspe dhayan nahi dega but fir bhi aap puri padhen. Baby ko samajh nahi ata hai kya likha hai aur jo aap bolte hain wo bhi puri tareeke se samajh nahi ata hai but dheere dheere uski adat pad jayegi. Aap mera how to raise a book reader wala video zarur dekhein. Usme maine bich mein ek clip show kari hai, clip mein meri kareeb 13 months ki beti the very hungry caterpillar concentration k saath mujhe read karte hue sun rahi hai.. Channel ko zarur subscribe Karen. Thank you
@Hina-zr7wd5 жыл бұрын
Mam meri daughter kafi interest show karti h books me.. she is almost 2 yrs now.. but I m not a good narrator..
@MummyTuber5 жыл бұрын
Sorry for late reply. Story narration is an art aur practice k saath improve hoti hai. Aap aise read karen story jaise San kuch saamne ho raha ho. Bacche ko kisi scene ki tarah bolein. If possible I will make a video on this too.
@deeptibhagat13334 жыл бұрын
Hello mam v nice video ....brown bear book on Amazon costs too high around about 1200 and one more thing is that Plzz make a video on like which cartoon or tv shows are good for children’s to watch
@MummyTuber4 жыл бұрын
I don't remember it exactly for how much i got it but it was around 300 INR.
@aninditasarkar24705 жыл бұрын
Mera beta 14 year k hai...usko books podna pasand nhi hai..smart phone pe Jada interest hai..keya ab uska interest books ke upor laya a ja sakta hai...WO jab chhota tha tb hum e itna knowlegd nhi tha. Kounsa book uske liye interesting hoga?
@MummyTuber5 жыл бұрын
Yes, uska interest laya ja sakta hai.. Kisi bhi chiz mein interest jagane ki koi age nahi hoti. Kisi bhi umar main kuch bhi seekha ja sakta hai. Mera khud bhi books mein interest der se hi aya that. Books aap apne bacche ko hi choose karne dein. Is age k bacche aram se decide kar sakte hain ki unki likes aur dislikes kya hain. Aap use kisi acche book store le jayen, jaise mere city mein crossword naam ka book store hai. Wahan use bolein ki aram se time leke koi bhi 1 ya 2 books choose karo. Wo jo book choose kar raha hai karne dein novel, fiction, biography, science, geography kuch bhi. Ek baar usne apne interest ki book read kari to fir ho sakta hai use reading ki habit ho jaye. Hope the answer helped you. Thanks