Sir G Aap Ke Vidio say Hum ko Baut kuch Seekhnay ko meelta hai our new Information meete Hai very knowledgeable Video
@shivashrivastava119Ай бұрын
Dhanyawad.. Keep Supporting 😍
@ayyajpathan4526Ай бұрын
Nice information video sirji
@shivashrivastava119Ай бұрын
Thank you ❤️
@mirarshadali6507Ай бұрын
Aaj new bike sikhne mili hai good job bhai ❤️❤️❤️❤️❤️ Aap se request hai bhai ki video lambi ho chalega bas aap bhaga bhaga kar mat dikhaiye
@shivashrivastava119Ай бұрын
Ji koshish karunga.. 👍🙏
@vikrantborkar9617Ай бұрын
Sir apki video se bhut khuch shiknhe aur samzhane ko milta hai aap dayliy video apload kare aur warring se related , senser se related pdf description me jise hame samajhne me aur aasani Ho
@shivashrivastava119Ай бұрын
Bahot bahot dhanyawad... Ji mai koshish kar raha hun.. aap log yunhi sath dijiyega 🤗
@amitnariya2863Ай бұрын
Thank you so mnch sir
@shivashrivastava119Ай бұрын
Your always welcome ❤️
@amitnariya2863Ай бұрын
@shivashrivastava119 thank you so mnch sir
@VijuChokhareАй бұрын
खूप अच्छा लगा बी एस सिक्स इंजन खोलके उसके बारे मे डिटेल्स समझाये
@shivashrivastava119Ай бұрын
Thank you bhai😍
@gudualam37185 күн бұрын
Nice video sir 🇳🇵🇳🇵
@shivashrivastava1195 күн бұрын
Thank you for supporting 🙏❤️
@manoharkumar5501Ай бұрын
Nice video sir
@shivashrivastava119Ай бұрын
Thank you ji 🙏❤️
@GaneshWaghade-tj4eoАй бұрын
Sahi samjaye
@shivashrivastava119Ай бұрын
❤️❤️❤️❤️
@sagarsuper6479Ай бұрын
Bahut badiya ❤❤ . Iska head bilkul victor 3v jaisa lagta hai . Wo shine bs6 ka video to bando .
@shivashrivastava119Ай бұрын
😅 Bhai Mai jarur bana dunga Sp aane do bhai pakka .. mai bhul bhi jaun to aap bhulne to doge nahi 😝
@pritamkr31Ай бұрын
crank me itna play q aaya hoga??? andar me to saf hi dikh rha... kya ye manufacturing fault hain????
@shivashrivastava119Ай бұрын
Ji nahi ye problem Overspeed se aaya hai 🙏❤️
@sagarsuper6479Ай бұрын
@@pritamkr31 nahi bhai , shine 125 , pulsar 125 , rider 125 , इन तीनो गाड़ियो में एक चीज सेम है , लगातार 150/200 किमी . फुल स्पीड में दौड़ा दो . क्रेन आवाज कर जायेगी .
@shivashrivastava119Ай бұрын
Abhi maine jo aaj engine banaya hai wo ktm Duke 200 hai ... Customer ne 140 ki speed se gadi ko kuch door chala ke laya to crank ki Cr hi seize ho gayi .. ab batao kon si gadi pe bharosa kare bhagane ke liye😅
@rajkumarmesharam3422Ай бұрын
Good thing
@shivashrivastava119Ай бұрын
👍
@wasimakram2378Ай бұрын
Bhaiya is bike ki full wiring ki video banya na ek ek tar ki jankari k sat
@shivashrivastava119Ай бұрын
Mai sensor ki detail video bana dunga👍
@pritamkr31Ай бұрын
engine garam hone ke badd kon kon sa sound aata hai??? qki thanda me pura new vala sound aa rha. tappet maine thandi gadi me . adjust kiya ...vo bhi bina gauge ke... tab jake 80% sound remove hua... lekin garm hone par head ke side se hi jhar-jhar sound aa rha... ye bhari sound nhi aa rha...
@shivashrivastava119Ай бұрын
Valve guide check kijiye
@pritamkr31Ай бұрын
@@shivashrivastava119nya bike valve guide problem???😢
@pritamkr31Ай бұрын
@@shivashrivastava119naya bike me guide problem???😢
@diljitbro8208Ай бұрын
Rtr 160 clutch plate dalte to hoga kya sir?
@shivashrivastava119Ай бұрын
Ji maine Rtr 180 ki clutch plate hi fit ki... Fitting wale video me 👍
@pritamkr31Ай бұрын
ek question hai.. mere pass TVS 160 4v special edition wala model hai...8000km chala hua hai... usmein engine achha garm hone ke bad jhar jhar awaaz aa raha hai... tappet ka awaaz naya bike se hi aata tha.. usko fir service center mein adjust karvayen lekin Sahi nahin hua fir thandi gadi mein Bina gauge ka adjust karvaya to 80% awaaz remove Ho Gaya... lekin abhi bhi छड़-झड़ ka awaaz a raha hai...gadi thanda me ekdum nya jaisa aavaj aata hai... mileage bhi 35-36 de raha hai.....kuchh bata sakte hai..???
@shivashrivastava119Ай бұрын
Ji mere hisab se to ye problem aapke Top side me hi hona chahiye... Jaise tappet , cam chain , tensioner , rocker ya fir cam shaft bearing ... Aur ek bar last me aap Silencer bhi check kijiye kahin inside se pipe to brake nahi ho gaya hai n 🙏❤️
@pritamkr31Ай бұрын
itna jaldi cam chain kharab nhi hona chahiye, aur tensioner pura anti clockwise ghuma kr pakar ke rakha tha pech-kash se fir bhi aa rha tha... silencer se avaj nhi lg rha... pura avaj head ke aas pas se hi aarha tha.... service centre vala bol rha ye normal hai... engine garam me oil patla hone par aavaj aa rha... kya kiya jaye Patna Bihar me koi aacha mechanic mila nhi humko... nya gadi se jhar jhar avaj aa rha tha... abhi thoda jyada ho gya...😢
@pritamkr31Ай бұрын
@@shivashrivastava119engine garam ke badd kon kon sa sound aata hai??? qki thanda me pura new vala sound aa rha. tappet maine thandi gadi me . adjust kiya ...vo bhi bina gauge ke... tab jake 80% sound remove hua...
@shivashrivastava119Ай бұрын
Valve guide check karwa lijiyega
@pritamkr31Ай бұрын
@@shivashrivastava119 nya bike me valve guide problem???😢
@biketips2952Ай бұрын
Apke pas impcet gun konsi compny ki he or price kya he gun
@shivashrivastava119Ай бұрын
JPT ka video Description box me detail diya hai maine👍
@vineet2stroklover941Ай бұрын
Most scrap bike. Very very low bild quality only 25000km engine don't buy this my advice to u don't buy TVs 2wheelr this is a total copy of ntrq /tvs flame =engine 😅