Sir Mung ki fasal ki hight bdane ke liye best tonic btaye sath main normal kuch mung ke pode pile ho gaye hai
@KunjbihariYadav-o9n Жыл бұрын
Eske sath kitnashak bi dal sakte hai kya
@monu.thankssiryaduvanshi9576 Жыл бұрын
Kitne liter me spray karkna h
@rajkumarioad-po9xh Жыл бұрын
क्या मूंग मे नमी के बाद ही डाले या पहले ही डाल दे क्या
@rohitpaliwal1787 Жыл бұрын
Iska sprey buaai ke kitne din baad krna chahiye Or 16 ltr. Ke pump me kitna us kre
@alroundprogramme12582 жыл бұрын
मेरी मूंग में फूल देना शुरू कर दिया है उसमें फ्लोरेंटाइन फ्लोर 18.5% इल्ली की दवा के साथ कौन सी दवा मिलाए जिससे फल अधिक आय सिद्धि कंपनी का ब्लैक गोल्ड आता है हुई humic एसिड वाला क्या उसको मिलाने पर फायदा होगा
@vikasSharma-iq5lo2 жыл бұрын
Nahi chutiya mat bano ab humic acid ka koi matlab nahi hai
@Chhotakisaan2 жыл бұрын
जी🙏 इसके साथ 0 52 34 ले ले
@pittbullloversjazzy80332 жыл бұрын
Sir magnesium sulfate , ferrous sulphate, zinc is spray k saath me DAP mila skta hai ??
@Chhotakisaan2 жыл бұрын
नहीं
@rajkumarsingh24342 жыл бұрын
35 se 40 din ki moog h flowers aa rhe to 0 52 34 ka spary karna chahiye
@ravinyadavsaaz9176 Жыл бұрын
haa bhai kardo
@kuchhadiyarajesh7432 Жыл бұрын
Moong me 0:52:34 kab Dena chahiye?
@Chhotakisaan Жыл бұрын
40- 50 दिन में
@kuchhadiyarajesh7432 Жыл бұрын
Flower time use kare to koy nukasn to nhi hoga na ?
@pittbullloversjazzy80332 жыл бұрын
Sir moong ki fasal ki badhvar achi nhi ho rhi ye magnesium sulfate aur ferrous sulphate ka spray uske lie bhi kr skte hai??
@Chhotakisaan2 жыл бұрын
Ji 🙏
@ravinyadavsaaz9176 Жыл бұрын
bhai isabian ka chhidkav karodo maja ajayega
@UmeshSharma-ji6ri2 жыл бұрын
sir ji sulphate ke sath 52.34 ke reaction hoga
@Chhotakisaan2 жыл бұрын
गोल अलग-अलग बनाना है और जितना टंकी स्प्रे करना है बस तुरंत मिलाकर के स्प्रे कर सकते हैं या फिर अलग से भी कर सकते हैं
@anujkumar-dw9yk3 ай бұрын
Udad ki paidavar barsat ke Mausam mein
@farmercommunity87402 жыл бұрын
Moong ke fool ke uper bhuri kidi gum rhi h
@gonugurjargurjar59852 жыл бұрын
Sar mung me fhaliya aate samay jink dal sakte he
@Chhotakisaan2 жыл бұрын
मत डालो कोई मतलब नहीं होगा
@sunilbhati44582 жыл бұрын
Zink ke sath 05234 nahi dal sakte hai Bhai
@Chhotakisaan2 жыл бұрын
जी🙏
@ShyamPatel-cl2ze6 ай бұрын
Kyu bhai
@dksingh22662 жыл бұрын
05234 का पूरा रासायनिक नाम बताएं।
@Chhotakisaan2 жыл бұрын
मोनोपोटैशियम फास्फेट
@shubhampatel74822 жыл бұрын
पानी की मात्रा कितनी लेनी है 🙏🏻
@Chhotakisaan2 жыл бұрын
100 लीटर / एकड़
@pankajtyagi2430 Жыл бұрын
Salfate aur fasfate apas mein nehi mila sakte galat jankari
@rajkumarsingh24342 жыл бұрын
Apna whatsapp No video me bataya kare please jo ki koi bhi paresani ho kisano ko to aapse jankari le sake please