Sir ji mein group d mein trackman iv post pe hu... Toh kya mein ssc mts mein aaply kar sakta hu kiya??
@technicalravi__ Жыл бұрын
Sir Ji, Apke Grade pay/pay Level se mts ka grade pay/pay Level jyada hona chahiye......tabhi apko railway NOC degi.....form apply karne/exam dene ki...
@umashankarshaw9906 Жыл бұрын
@@technicalravi__grade pay/pay level same hai..sir ji aisa kyun?... Railway mein man nehi lag raha hai toh isko chorke mts mein nehi ja sakta hu... State government ka Food Sub Inspector pe ja sakta hu kiya?
@technicalravi__ Жыл бұрын
Ha ja skte ho...
@explorationwincutur Жыл бұрын
Sir main bhi epass se online ticket cancel kar aaya tha to kitne din bad Mein ticket book kar sakta hun e pass se
@technicalravi__ Жыл бұрын
Sir Ji, Yadi apne epass par ticket cancel Kiya hai...to Turant dobara se book kar sakte ho......
@RatneswarBorah-m4d16 күн бұрын
Without OTP howcan resat password
@mayabhaumik65823 ай бұрын
Mere husband apna umid registration password bhul gaye hai or unke pas umid me registered mobile no. Bhi nahi hai is wqt. Aisi situation me mobile no. Kaise change kare? Please help. 🙏
@technicalravi__3 ай бұрын
Ma'am... 1) Eske liye dealing Clark se contact karna padega ya fir... 2) Salary wale babu se contact karna padega....kyuki UMID portal, IPASS se data fatch karta hai.. esliye yadi IPASS me mobile number update ho jayenge to automatically UMID Portal par mobile number update ho jayenge fir forgot password ka use karke password generate kar sakte hai...
@anandverma8431 Жыл бұрын
Koi group d se level 5 me join kiya hai ek railway se dusra Railway to uska umid card kaise banega (group d me umid card ban chuka tha, aur adhar card already registered dikha raha hai) ?? Technical resignation de kar aya hai
@technicalravi__ Жыл бұрын
Sir Ji, Eske liye aap dealing Clark se mil lijiye wo apko eska solution batayenge...ya fir solution karenge..
@anandverma8431 Жыл бұрын
@@technicalravi__ mai he dealing clerk hu Bhai mujhe Janna hai
@biologywala6312 ай бұрын
@@anandverma8431😁😁😁 bout ache Bhai jan
@vijayshinde59545 ай бұрын
पासवर्ड भुल गये है और मोबाईल नंबर भी बदल गया है तो कैसै करे।
@technicalravi__4 ай бұрын
Sir Ji, Dealing Clark se contact kar lijiye...
@basantsanodiya47887 ай бұрын
Login krne par ye bata raha kya mtlb iska plz help me Services to your Service Status is not enabled, so you are not allowed to access the portal.
@technicalravi__7 ай бұрын
Sir Ji, Service status unable nahi hai.... esliye apko dealing Clark se contact karna pdega......
@basantsanodiya47887 ай бұрын
@@technicalravi__ ok sir jii thanks
@knowledgebytomar8 ай бұрын
Sir muje apna umid card update krna h per password bhul gaya hu ... Reset krna cahta hu per mere pas Pf ya NPS nai ha ky Karu kese reset kru
@technicalravi__8 ай бұрын
Sir Ji, Employees number to honge usse forgot kar lijiye...