@NikhilSharma-cv2nu, vaise to UPSC CSE ke liye jo magazine follow krte hain, vhi HPSC k liye bhi use ho jayegi. HPSC ka paper UPSC k pattern or lane ki koshish ki ja rhi hai. Phir bhi agr Haryana specific kuch dekhna hai to aap kisi bhi ek coaching ki Haryana specific magazine follow kr skte hain. Compilations jaise 6 months ki bhi use ki ja skti hai.
@NikhilSharma-sumoКүн бұрын
@missmanishaaggrawal8250 mam can u pls suggest any coaching compilations specific to haryana current affairs we are relevant from exam perspective.
@missmanishaaggrawal8250Күн бұрын
@@NikhilSharma-sumo Aap Drishti IAS ki Haryana PCS specific magazine dekh skte hain but UPSC CSE vale current affairs pr jyada focus krne ki jrrurat hai. In my opinion, you can follow either VisionIAS or PWONLYIAS magazines for that (PWONLYIAS daily video aur pdf bhi provide krte hain, to unka catch krna comparatively easy hota hai).
@NikhilSharma-sumoКүн бұрын
@@missmanishaaggrawal8250 For Upsc I'm following PT-365 of Vision....but for haryana specific I'm little bit confused bcz. I don't have much idea about its current affairs material.
@missmanishaaggrawal8250Күн бұрын
@@NikhilSharma-sumo Vision pt365 aane m time hai aur unnecessary pressure bhi create krte hain. Isliye monthly magazines better hain. Jo kuch extra lge vo pt365 se dekh skte ho. Haryana m extra kuch Krna hai to DrishtiIas ki magazine (Haryana PCS Specific) or Haryana ke budget aur economic survey ki summary kr skte hain.
@GOLUSINGH-q4fКүн бұрын
Maam punjab pcs kr liye current affairs..punjab ke and overall kaise cover karein. And of how many months .april 2025 mein prelims exams hsin.
@missmanishaaggrawal825021 сағат бұрын
Overall ke liye ek magazine aur Punjab specific ke liye ek magazine ya phir compilation -6 months ya phir annual depending on the previous trend. Focus more on the current affairs of 6 months- e.g. April 2025 m prelims h to September 2024 se February 2025 tk. Baki one year ka bhi kr skte hain agr time permit krta hai to. Vrna static aur 6 months ka current enough hoga