Ye battery aapne old laptop battery se bnaya hai kya
@ArvindTechnicalExperiment15 күн бұрын
Yes bro but utna bhi old nhi badhiya tha sab Maine alag se order diya tha ki badhiya badhiya mujhe cahiyea orr unme se ek bhi cell kharab nhi nikle jo ki ( 180rs/battery) good battery tha orr 7pcs liye orr || sabse old battery ka price 60rs/piece ke hisab se hota hai islea Maine bhi liya jada nhi chalta naa islea
@ArvindTechnicalExperiment15 күн бұрын
Yeh sab new battery hi hai jo ki m mujhe 1400rs bms ke sath padi hai orr bms Anne Wale video me lagunga
@diywithvinaypant15 күн бұрын
@@ArvindTechnicalExperiment accha me bhi ek old laptop battery laaya tha jo bina charge kare direct output se 775 dc motor full speed me chala rhi hai but vo 2014 ki hai lekin or 4s 2800 mah hai mene jab voltage check Kiya to 15 volt ke aas paas show kar raha tha iska matlab vo puri ok hai
@diywithvinaypant15 күн бұрын
Or sabse kam volt wali cell 3.6 volt pe hai vo i think badiya kaam kar jayegi
@ArvindTechnicalExperiment15 күн бұрын
@@diywithvinaypant voltage toh same rehaga but backup time khas nhi orr mera jo bhi battery thi naa sab 2022 or 2023 ki thi agar appko chote mote application chalaen ke liye thik hai appka 2014 wala but inverter nhi chal payega
@shivshaktielectrician21 күн бұрын
Apna penal to kabi dikhaye hi nahi
@ArvindTechnicalExperiment21 күн бұрын
Bhai panel fit ho chuka hai chatt par ucchai par hai islea dekhne me problem hota hai , lakin Agli baar dikhane ki kosis karunga
@shivshaktielectrician21 күн бұрын
Me bhi soch raha hu lene ko ek din me kitna unit de raha hai 2penal se amper kitna de raha hai
@ArvindTechnicalExperiment21 күн бұрын
@@shivshaktielectrician unit dekhana padega but panels 60% load khud , afternoon par uttha raha hai or baki battery mai bas daily 200-300watt use karta hu
@shivshaktielectrician21 күн бұрын
Mai le lu ya na lu sahi sahi batye
@ArvindTechnicalExperiment21 күн бұрын
Agar load 500w se kam use karte hai unit tab le sakte hai koi dikkat nahi but 500w se upper Jane par dikkat karenge 2 panels